Bhai iske ander ap 60 0 60 bhi laga skhte hoo par apko supply ke capacitor bade laga ne hote haa ager 50 v ka transformer laga rahe hoo toh 100 v 15000 uf ke capacitor lagao best sound aye gi best or ap iske uper 2 oms ka load daal skhte hoo
nhi iss board me maximum 42 0 42 dc voltage hi de sakte hai kyoki biasing ki ic ko chalane ke liye isme converter lga hai jiski highest input voltage 42v hi hai isiliye isme maximum 30-0-30 ka hi transformer lagaye baki ampere aap jitna increase karenge unti acchi output milegi aapko
sir ham bhi mv collection ka yahi setup liya hu par transformer 10 amp ka liya hu but usme gain jada nahi aa raha hai too iisme board se problem hai ya kuch aur se . please reply
@@bhupendrateach01 Bhai Yaha Baat Load Testing Ki Hai.. Ki Jo Company Claim Karti Hai.. Wo Sach Me Uske Kabil Hai Ya Nahi.. Kahne Bas Se Thodi Na Hota Hai.....
@@a.k.sattamatka3746 Bhai Agar, Aisa, Hai To Is Tarah Ke Jo Bhi Video Hai Chote Amplifier Board Par Like - 150 Watt 200 Watt 300 Watt 500 Watt 400 Watt 900 Watt Kisi Ka Bhi Bhi Tum Video Link Dedo... Jisme Bande Ne Proper Load Testing Karke Dikhaya Ho
Hlo bhai kon se app se thumbnail banate ho.. please reply ❤
Sound to achha hai🎉
Bhai iske ander ap 60 0 60 bhi laga skhte hoo par apko supply ke capacitor bade laga ne hote haa ager 50 v ka transformer laga rahe hoo toh 100 v 15000 uf ke capacitor lagao best sound aye gi best or ap iske uper 2 oms ka load daal skhte hoo
nhi iss board me maximum 42 0 42 dc voltage hi de sakte hai kyoki biasing ki ic ko chalane ke liye isme converter lga hai jiski highest input voltage 42v hi hai
isiliye isme maximum 30-0-30 ka hi transformer lagaye baki ampere aap jitna increase karenge unti acchi output milegi aapko
sir ham bhi mv collection ka yahi setup liya hu par transformer 10 amp ka liya hu but usme gain jada nahi aa raha hai too iisme board se problem hai ya kuch aur se . please reply
aapko bass treble board lagana hoga jisse gain badh jayegi aur sound quality bhi acchi ho jayegi
Bass treble board use Kiya hua
Bhai amplifier connection ka board use karo
Bhaiya ye amplifier ka total kharch kya ayega speaker ke sath me.
12 inch speaker - 2 pcs - Rs2500
Class D 400watt Amplifier - Rs 850
Transformer 30-0-30 10 amp - Rs 1000-Rs1500
Other accessories :- Rs 1000
Total :- 6000(approx)
Woofer kanha lagana h ??
10 se 12 inch ke woofer acche se chalenge
Bettary se swlega na bhai
Battery se chalane ke liye aapko 12v dc to 35-0-35 converter lena hoga
Thank you bhai riply daneke leya
Board repairable hai ??
ha, agar proper knowledge h to repair ho jayegi easily
Bro Proper Load Testing Video Do Iska 4-8 Ohm Par.. Tab Pata Chalega. Ki 400 Watt Hai Kya Nahi... Kyuki Mujhe Is Company Par Bharosa Nahi...
Jarrur Aane wale videos me aapko iss topic pe bhi video mil jayega👍🏻
Bhai aur isse acha koi brand nahi
@@bhupendrateach01 Bhai Yaha Baat Load Testing Ki Hai.. Ki Jo Company Claim Karti Hai.. Wo Sach Me Uske Kabil Hai Ya Nahi.. Kahne Bas Se Thodi Na Hota Hai.....
Isse achhe kafi brand market me available hain@@bhupendrateach01
Brother isme bass treble board aur lagao
Aane wale videos me aapko bass treble ke sath bhi mil jayega
Video kab upload karoga 400w
Class d amplifier board
400 watt class d amplifier board ki video already uploaded hai aur baki aane wale videos me iss board pe sare experiments krke dhekenge
Jaldi choro video
Kaya
Our To Our Ye Company Sirf Manufacturing Karti.. Products Ki Proper Testing Dikhati Hi Nahi...
Isiliye ham hai na😊,aap tension mt lo aapko proper testing milti rahengi iss channel pe..
Dikhata hai bhai video dekha karo
@@a.k.sattamatka3746 Bhai Agar, Aisa, Hai To Is Tarah Ke Jo Bhi Video Hai Chote Amplifier Board Par Like - 150 Watt 200 Watt 300 Watt 500 Watt 400 Watt 900 Watt Kisi Ka Bhi Bhi Tum Video Link Dedo... Jisme Bande Ne Proper Load Testing Karke Dikhaya Ho
Is amp ka price 1300 raha hai online kya aap sell kar sakte ho
Price?
nhi mai sell nhi krta, aap isko mv collection ke whatsapp catalogue se Rs 950 ka le sakte hai aur sale me toh Rs 850 ka hi mil jayega
Hi
Bass toh hai hi nehi
bass average hai but bass ki kami feel nhi hoti
@@AnubhaviGurujee accha
400❌ Nahin 100✅ wat
Max 250 watt RMS ka hai ye board
avi mujhe kch din test krna padega fir long term testing me pta chal jayega actual wattage kitni millegi
@@AnubhaviGurujee is se zada nahi milegi, likh k lelo
itne assumtion lagane se accha hai ki ham isko board ko proper test krke pta lagaye aur aapko bhi bataye...
@@AnubhaviGurujee abe isme 2 irf 260 h n 600 watt rms h