Bht Achi Information Mei bana chuka ghar yaar shukr hai pahli baar banaya or koi experience nai thaa bus mashwara har kisi se karta thaa jo us say related banday hotay thay shukr hai apki jo videos daikhi maine waisay he kiya thaa
@@onlinemistrypk یاسر صاحب وقت ملنے پر " لنٹر کی حفاظت اور کیا لنٹر کو روزانہ پانی سے دھونے پر کوئی نقصان ہوتا ہے" پر بھی تفصیلی ویڈیوں یا جواب دئے دیجیے گا،،، اپ کا بہت بہت شکریہ
Ye video meray liye bahot achi thi.ghar main kam ho raha hai main saudia main ho .bahot kuch sikha aap say.plz bataye ga k serriyu k steeps kis size k honay chahiye.
Bhai qasm khuda ki i love you boht ala batain hoti hain apki me apne mkan bna raha hoon ap ki videos se boht hi zyada help mili hy mujy Allah ap ko jaza de mere laiq koi hukam ho to me hazir hoon
بھائی میں خود مستری نہیں ہوں ۔لیکن عنقریب مکان بنانے کا ارداہ رکھتا ہوں آپ کی ویڈیو دیکھ کر بہت سی چیزوں کا پتہ چلا یے ۔اور آسان لفظوں میں ہے ۔بہت کچھ سیکھا ہے ۔شکریہ
@@tariqmahmood7688 sir thnks jab koi kehta hain kay mujhay ap ki videos say faida huwa hai dil bagh bagh ho jata hai saray nagetive comment bhool jata hun
ویسے اڈمن اگر آپ پڑھے لکھے ہو تو کوئی میٹرک اور ایف اے والوں کو انگلش اور ریاضی کروانا سٹارٹ کردے ماشاللہ بڑے کامیاب ہوں گے آپ کے طالب علم ۔۔😘😘😘😘👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍کیو کہ آپ کے سمجھانے کا انداز بہت پیارا ہے۔کیونکہ میں خود بچوں کو پڑھاتا ہوں اس لیے کہا ہے ۔۔👍👍👍
@@adeelkhushi199 sir ap ki zarr nwazi hai bas sir ap say ye guzarish hai ap ki class ka jab tak har bacha aham hai khas kar wo jisay samajh nhi ai plz plz main ye ap ko apnay taeemi dor jab main student tha kay tajrubay say keh rha hun or in main confident peda karian poochnay ka seekhnay ka sikhany ka
Alhamdolillah ham ne shoro se jab se gar shoro kya he tumhare tareqe pe sab kuch kya mistri bi khush he aur ham bi iken abi tora froblam aya islye me ne what manga
Dosri manzal me agar 4 inch ka parda lgana pare jahan neche dewar ne to kia is sorat me lentar k uper beam bna k bad me beam k uper 4 inch ka parda lga sakte hen
bai jan aik sawal ka jawab dain hamsaiyon ke chaat ka wazan aur kodh k ghar ka wazan aik wall pai ana chahaiyay yan elada elada yani saangi wall rakhni chahiyay k nai
Yasir Bhai humare samndr bahot nzdeeq hai ghron se.palester krne liye namkeen raet use hota palestr k bad deewar pe namk ki chader dekai dekai deta hai. Deewar sadna shooro hojata hai 6 fit kodai pa khara Pani AATA hai gawadr me,
AoA me Engineer hn. apki video hmaray Pakistani standard vise fit hain... mean rough casting me apka knowledge fit hai me apse puchna chahta hun k agr RBC me Bricks ki jgah Concrete k cubes 6"/6"inch dalay jyen steels blocks k andr toh usko brief krain .thanks
brick concrete suck kar kay concrete ka hiss ho jati hai jo sookhnay pay join nhii chorti jab k concrete block main ye masla aa sakta hai i think meray tajrubay main kisi nay iss tarha kiya nhi
Yasir bhai dewaron main slope denay k baad bhi thora slope dena parta hai pani nikal nay k liye ab yeh depend karta hai kitnay parnalay hain us hasib sy hota hai jahan tak mujhay pata hai
Aoa Yasir Bhai first ya 2nd floor py neachy waly portion ko thanda krny k lye chat py Kon sa work tekh hai pathar,matti,thrmacol etc... Es py ak video bnay...
@@onlinemistrypk ....hamara area sakht hy koi colam waghera nai banae ..aik story complet ki hoi hay oper dosri story banani hy ...jo story complet hay os k bhe beam waghera nahe hain sirf dewarain hain colum.ya beam sideon mein nahi hain
Aik hall 20 * 27 ka jis mein stairs aur mumty bhi he is chat mein cross mein consealed beem haen. Center mein koi column nahi he. Chat per tez chalen to lenter mein dhamak mahsoos hoti he. Kia yeh khatarnak he? Aou is ka hal kia he?
Mra sawal h k mery gar k sath gar walao ka chat upr h par humra nechy h ma lantar dal diya h par jor nae Mila un ki Dewar k sath par waha sy pani nechy ata h us ka Hal bty
Good work yasir bhai... Yasir bhai 5 feet ki depth tak ki foundation mein piller thik rahein ge ya bricks.. mean just bricks laga lein ya piller jhare karein .i plz btaye ga.thanks
sir ap ko onfor mation hni chaey kaam ki or confidece bhi baqi kam to mistri hi kartay hain thekedar kay pass bhi bas ap ko tenssion free kar detay hain
50 foot per ap ky batany ky hisab sy 5 inch slope aey gi lanter dalty waqt misala yo payla hota by beh to nhi jay ga chat ki farsh bandi main slope deya jay to kesa rhy ga
Sir apki video bht informative hai..mjy thodi c peshani hai..kindly reply zaroor krna..hm ne linter dala hai but uski slop ni thi ab oper mitti bht dal d gayi hai almost 6 se 7 inch mitti dali hai ab us k oper gutka tile place ki gayi hai...linter pe 9 inch k qareeb wazan hai..koi masla ya preshani bn skti?log dra rahy k chat crack ho jaye gi...doosri bat jab hm dewarain pluster krwaty tu us se pehly farsh kuchy krwana zarori hai..is waqt itni preshani hai k apka number mil jata tu sary problems pe bat ho jati
kacha karwana zaroori to nhi but agar pehlay kara lain to ap ka meterial zaya nhi ho ga or pnai bhi zameen mian nhi jaey ga lanter pay jab kisi cheez ko spread phela dain to load dvide ho jata hai ap nay jo load matti ka dala hai iss say koi problam nhi ho gi agar aik foot bhi matti ho
Sir bht shukriya..is preshani k mushkil waqt me apki tsalli bht zada lagi..جزاک اللہ۔mistri ne pluster k liye pads kr li thin ab subah khulwa k pehly farsh kachy krwaty hain...linter ki bht preshani hai...30 ×40 pe almost 2 and half trolly mitti dal d hai pagal ne...or tiles lag k 1 feet se 9 inch tk slop de k farsh bna hai...mazeed guide krnz plzzz
@@arhamjaved7917 tile laganay ka maqsad faqar heat ko rokna hota hai 4 in matti bho kafi hoti hai jo ho gya so ho gya dont worrry mistry nay chat plaster kay liey aik kamray main go ki hai na uss ko uss kamray main plaster karnay dain wo go na khulawain baqi main kachay kar lain
Sir ap sach ke rahy hain k 1 feet tak wazan b linter ko crack ni kry ga??ap suggest karain..kaya me sari roof doobara se bnwa lu?? Means sab kuch ukhair kr..doobara thk se mitti dal k tiles lgwa lu??
Sarya bi aapne bola kih deewar ke Bahar kone se dosri deewar ke kone tak jana chahye jord nhi hona chahye sarya 40 fut hota he aur hamare paas jaga 70 by 50 he
Sir ghar main sab se peechy agar washroom bnayen or pipe daal lain neechy se to dewaro main seem ka koi masla to nahi hoga?? Kiyun ki mostly pani dalny se dewaaro ma seem ho jati hai
Bhai jan second floor ma sb diwarain 4 ki kar sakty hain kya koi nuksan to ni ho ga zalzaly ki waja sa ya ya is k uper third floor banana ho to koi nuksan to ni ho ga 4 ki dewaron ka second floor ma plz bata dijiye ga
Brother maynay upar room dalwana hay momti k sath ap kab available han agar may ap ko estimate k liay pick kr lo ? For Rawalpindi airport housing society sector 4
Bht Achi Information Mei bana chuka ghar yaar shukr hai pahli baar banaya or koi experience nai thaa bus mashwara har kisi se karta thaa jo us say related banday hotay thay shukr hai apki jo videos daikhi maine waisay he kiya thaa
Thnks
I am Civil Engineer in Gulf and like your videos to much and your videos are very informative for field workers.
Love you
Love you
اپ کی ہر ویڈیو سونے پر سہاگہ ہے ،،،
اور میں ضرور دیکھتا ہو جب نیٹ پیکچ ہوں
thnks
@@onlinemistrypk
یاسر صاحب وقت ملنے پر " لنٹر کی حفاظت اور کیا لنٹر کو روزانہ پانی سے دھونے پر کوئی نقصان ہوتا ہے" پر بھی تفصیلی ویڈیوں یا جواب دئے دیجیے گا،،، اپ کا بہت بہت شکریہ
well done 👏 good job information very helpful
Thnks
Bhai aap ki tmam videos bht informative hai
thnks
Boht he mufeed video. Jaza k Allah
thnks
Ye video meray liye bahot achi thi.ghar main kam ho raha hai main saudia main ho .bahot kuch sikha aap say.plz bataye ga k serriyu k steeps kis size k honay chahiye.
7 oochai 10 chrai standerd hai
ap kay pass jagha hai to foo chorai zyada say zyada
@@onlinemistrypk shukriya ...
ALLAH tala jazaye Khair day Ameen.
thnjks again
Bhai jo log app ko aesay swal krta hy jo app video bna chuky haen app unn ko apni uss video ka link daay dia karen comment mae
ok
Bhai qasm khuda ki i love you boht ala batain hoti hain apki me apne mkan bna raha hoon ap ki videos se boht hi zyada help mili hy mujy Allah ap ko jaza de mere laiq koi hukam ho to me hazir hoon
ALLAH AP KO KAMYAB KARAY
Very good basic information for those who are constructing there house. Eng: Muhammad Ayaz Khan
thnks
Slab height katni honi cheay
minimum 5
Yasir bhai apka information delivere krny ka styl buht shandar hy or ap to hy hi
thnks
Sir Apka channel out class ha and bohat informative b.
thnks
Good information 👍👌
So nice of you
Walaikum Salam yasar bhai thik hai aap bahut acchi video banate hain thank you very much
thnks
جزاک اللہ خیر ،
thnks
Kya saryr mai 10 ench ka fsila rakha chiye
mashAllah mashAllah g gusa na krso bache hai g
shafqat ka shukriya g
یاسر بھائی ! ایک ویڈیو صرف کالم بیم اور لنڑر کے خرچے کے ساتھ بنایں پلیز احمد فرام ابودھبی Good job
ok g
Very good information
So nice of you
بھائی میں خود مستری نہیں ہوں ۔لیکن عنقریب مکان بنانے کا ارداہ رکھتا ہوں
آپ کی ویڈیو دیکھ کر بہت سی چیزوں کا پتہ چلا یے ۔اور آسان لفظوں میں ہے ۔بہت کچھ سیکھا ہے ۔شکریہ
@@tariqmahmood7688 sir thnks jab koi kehta hain kay mujhay ap ki videos say faida huwa hai
dil bagh bagh ho jata hai saray nagetive comment bhool jata hun
very good and useful thanks
So nice of you
ویسے اڈمن اگر آپ پڑھے لکھے ہو تو کوئی میٹرک اور ایف اے والوں کو انگلش اور ریاضی کروانا سٹارٹ کردے ماشاللہ بڑے کامیاب ہوں گے آپ کے طالب علم ۔۔😘😘😘😘👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍کیو کہ آپ کے سمجھانے کا انداز بہت پیارا ہے۔کیونکہ میں خود بچوں کو پڑھاتا ہوں اس لیے کہا ہے ۔۔👍👍👍
sir itna meetha na dalian ka shugar na ho jaey
@@onlinemistrypk ۔۔۔سچ کھ رہا ہو ۔۔۔😘😘😘😘😘
@@onlinemistrypk ۔۔سچ کہ رہا ہو ورنہ جناب میں کم ہی vlog پے میسج کرتا ہو ۔۔💕💕💕❤❤❤
@@adeelkhushi199 sir ap ki zarr nwazi hai
bas sir ap say ye guzarish hai ap ki class ka jab tak har bacha aham hai khas kar wo jisay samajh nhi ai plz plz main ye ap ko apnay taeemi dor jab main student tha kay tajrubay say keh rha hun
or in main confident peda karian poochnay ka seekhnay ka sikhany ka
@@onlinemistrypk ۔۔۔۔۔جناب کیوں نہیں ایسا ہی ہو گا جیسے آپ سوچ رہے ہو ۔۔۔😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘
I want to build a boundary wall which over 130feet long out of concrete blocks does it require pillars or not.can you guided me on that
Mohammed Saleem .same swal ka jawab muje mistry ne diya yes magar 10 feet ya 12 feet ke distence par piller dena hoga
Thanks do blocks need to be plastered or can be left un plastered it’s a open boundary wall
colums are use for take load of lanter if its only boundry wall no need pillar if you makes pillars its good its more strength
You haven’t answered my question fully I asked do blocks need plasteriy on boundary wall I mean haveily deewar.
Bahot khoob bahi
Thnks
Very good job
Ager slap k uper jo meti dali jati hai slop ko waja adjust kar deya jaye to us mein keya problems hn gay
sir matti main bhi slop dain uss pay choka lahain pni jti jaldi chat say utray ga acha hai
Thanx brother mistry sab
Thanks
bhot achi 👍
thnks
Alhamdolillah ham ne shoro se jab se gar shoro kya he tumhare tareqe pe sab kuch kya mistri bi khush he aur ham bi iken abi tora froblam aya islye me ne what manga
Kia purani ent istimal karni chahy
serch karian used bricks by online mistry video dekh lain
Kya lanter baris Mai dala ja sakta hai aur shuttering kachi zmeen per Howe hai
sakht baraish main nhi poohar mai dal jata hai
Kia gare ki Dewar k sath pilar or RCC Se K sath ghar banaya ja sakta hi
g
Dosri manzal me agar 4 inch ka parda lgana pare jahan neche dewar ne to kia is sorat me lentar k uper beam bna k bad me beam k uper 4 inch ka parda lga sakte hen
g ban sakti hai
Bhae Ji ap ki guide line se Maine lenter daal Lia ha thank you so much. Bhae Ji thaky dar ne motai lenter ki 6 inch rakhi ha kya wo theek ha
6 inch zabardust hai best hai
Bahi g walls ma slop kaisi dani han
Well Allah Aap Ko Khush rakhe
yhnks
Mistri sahb chat per jo sariya dalna ha us main ktni gap rkhni chayea 8 inch theak ha 6 inch ..konsa theak rahy ga
6
Good message
Thnks
Good work and Good informational Program 🏆
Many many thanks
@@onlinemistrypk bhai muje contect number send kro plz
@@onlinemistrypk ye mera number he 966581783864
Bhai apka number mil sakta ha kia
Very good and perfect
Thnks
bai jan aik sawal ka jawab dain hamsaiyon ke chaat ka wazan aur kodh k ghar ka wazan aik wall pai ana chahaiyay yan elada elada yani saangi wall rakhni chahiyay k nai
load ka harj to nhi lekein ap ki apni dewar best hain
bai jan elada elada dewar main per nami aa jatee hai aus ko kasay cover kerain
What a fantastic information.
Glad it was helpful!
Main nay 10 year pehlay banaya lakan lenter seem gaya is ka hal bata dain
Yasir Bhai humare samndr bahot nzdeeq hai ghron se.palester krne liye namkeen raet use hota palestr k bad deewar pe namk ki chader dekai dekai deta hai. Deewar sadna shooro hojata hai 6 fit kodai pa khara Pani AATA hai gawadr me,
Chat ka lanter dalwana hai kitna rate chal hai
Sehan me jo marble hotay hai log khatay hai ye ache nahi hai to sehan me konsa chess lagana chaye
sar agar ham divro me solop di gi to .bildang pory solop me nazar ay gi
NO SIR NHI ATAI
Bhai,,, matti se 9 inch ki chunaai se rcc( lanter) k laod ko koi masla hota hai yaa nii
lanter to dall jaey ga or bohat si jagha dalay bhi huway hain 10 20 hazar bachanay kay liey risk nhi lena chaey
Sir diwar ma slope dinay say bahir say gar badgouniya lagay ga plz reply
sir aisa nhi hota g
Good job
Thanks
AoA
me Engineer hn. apki video hmaray Pakistani standard vise fit hain... mean rough casting me apka knowledge fit hai
me apse puchna chahta hun k agr RBC me Bricks ki jgah Concrete k cubes 6"/6"inch dalay jyen steels blocks k andr toh usko brief krain .thanks
bcz cubes concrete k available hain mre pas.
brick concrete suck kar kay concrete ka hiss ho jati hai jo sookhnay pay join nhii chorti
jab k concrete block main ye masla aa sakta hai
i think
meray tajrubay main kisi nay iss tarha kiya nhi
Slope direction kiya honi chayei.
Front of house or back side or middle mein
Kindly suggest
ap ki setteing pay depend karta hai
wesay normal front pay ati hai 50 fe TAK
Yasir bhai dewaron main slope denay k baad bhi thora slope dena parta hai pani nikal nay k liye ab yeh depend karta hai kitnay parnalay hain us hasib sy hota hai jahan tak mujhay pata hai
slop proper ho to aik say bhi pani nikal jata hai asani say
@@onlinemistrypk han ye bhi hai
Great information 👌
So nice of you
Salam brother mere lanter wali chat me pani ki slop nei he ab farsh kese bnaya jaye k wo crack na ho iska koi hal btayen
FARSH KAY CRACK HONAY TALLUK SLOP SAY NHI
Aoa Yasir Bhai first ya 2nd floor py neachy waly portion ko thanda krny k lye chat py Kon sa work tekh hai pathar,matti,thrmacol etc... Es py ak video bnay...
Nice question
ok wait
Dosri stori k liye agar sarya na nikly hon to kiya karna chaye?
colam kay liey ?
@@onlinemistrypk ....hamara area sakht hy koi colam waghera nai banae ..aik story complet ki hoi hay oper dosri story banani hy ...jo story complet hay os k bhe beam waghera nahe hain sirf dewarain hain colum.ya beam sideon mein nahi hain
Plz apna number agar dein to mein ap say call p baat krna chata hoon
bundle of thnx......good job
Most welcome
Aik hall 20 * 27 ka jis mein stairs aur mumty bhi he is chat mein cross mein consealed beem haen. Center mein koi column nahi he. Chat per tez chalen to lenter mein dhamak mahsoos hoti he. Kia yeh khatarnak he? Aou is ka hal kia he?
Ye dhamak 12 x 12 main bhi hoti hai don't worry
Agr slop deewaru k nh di lantrr 6 inch peechy de 4 agy se rkha hy Is k nuksan to nh hoga
nuksan koi nhai
online mistry shukrya bhai
A.o.a bhi roof pr brick tile kysa lga ta hn is pr b video bna den plz
ok wait
Very nice
Thanks
Mra sawal h k mery gar k sath gar walao ka chat upr h par humra nechy h ma lantar dal diya h par jor nae Mila un ki Dewar k sath par waha sy pani nechy ata h us ka Hal bty
1:4 kay masalay say typer banni bna dain
Good work yasir bhai... Yasir bhai 5 feet ki depth tak ki foundation mein piller thik rahein ge ya bricks.. mean just bricks laga lein ya piller jhare karein .i plz btaye ga.thanks
,
Nice brother
So nice
MASHA ALLAH
Thank you
salam yasir bhai kam thakedar se karana chaye ya mistri laga k pls bra den
sir ap ko onfor mation hni chaey kaam ki
or confidece bhi
baqi kam to mistri hi kartay hain thekedar kay pass bhi bas ap ko tenssion free kar detay hain
@@onlinemistrypk thx Bhi jan Dubai men hu to is lye apse mashwara manga
Sir g roof pr tile lagana theek he ya marble
open air main
@@onlinemistrypk g sir
Yasir bhai open air mein roof pr brik tile lagana theek he ya marble
Ap pindi mai kaha rehte hai
sir hukam karain
50 foot per ap ky batany ky hisab sy 5 inch slope aey gi lanter dalty waqt misala yo payla hota by beh to nhi jay ga chat ki farsh bandi main slope deya jay to kesa rhy ga
sir nahi bahay ga
Weldone Yasir
Keep teaching on.
Thanks for liking
AoA sair many ghar banana ha or mera dil karta ha k ap bana dey plez
Sir time bohat short hai
Slam brother.26×59 fit .ka lentar dalna
He RCC Kitna sarya sement bajri lge gi
sir iss pay video upload hai
Nice brother RCC dalny k bad jo chat py kam hta he us py koe vedio bnyein double Tail, chips ya pher marble?
Ok soon
bhi sahb bahr chardewari blouk ki achi hy ya red brick ki ! suna hy block ki achi hi blouck mai dumpness nahi ati ?shukria
blocks main pillar rakh kay bana lain kharsh bhi kam aey ga colems 10 say12 foot pay
online mistry .shukriya allah apko lambi omer sehath ke sath ata kare.ameen
Nice bro
Thanks
Aslam o alikum yasir bhai kesy hain . Pillers k bary main b vedio bnain kitni stories k liy kitna saria ki bars lagain gi r kitny suter ki wegra
plz wait sir
Aoa''' bhai''blok sy ghr bnana ho or bunyado m ainty lgani ho tb b culumn zrori hta hy
blocks kay liey colums zaroori hian
Sir apki video bht informative hai..mjy thodi c peshani hai..kindly reply zaroor krna..hm ne linter dala hai but uski slop ni thi ab oper mitti bht dal d gayi hai almost 6 se 7 inch mitti dali hai ab us k oper gutka tile place ki gayi hai...linter pe 9 inch k qareeb wazan hai..koi masla ya preshani bn skti?log dra rahy k chat crack ho jaye gi...doosri bat jab hm dewarain pluster krwaty tu us se pehly farsh kuchy krwana zarori hai..is waqt itni preshani hai k apka number mil jata tu sary problems pe bat ho jati
kacha karwana zaroori to nhi but agar pehlay kara lain to ap ka meterial zaya nhi ho ga or pnai bhi zameen mian nhi jaey ga
lanter pay jab kisi cheez ko spread phela dain to load dvide ho jata hai ap nay jo load matti ka dala hai iss say koi problam nhi ho gi agar aik foot bhi matti ho
Sir bht shukriya..is preshani k mushkil waqt me apki tsalli bht zada lagi..جزاک اللہ۔mistri ne pluster k liye pads kr li thin ab subah khulwa k pehly farsh kachy krwaty hain...linter ki bht preshani hai...30 ×40 pe almost 2 and half trolly mitti dal d hai pagal ne...or tiles lag k 1 feet se 9 inch tk slop de k farsh bna hai...mazeed guide krnz plzzz
@@arhamjaved7917 tile laganay ka maqsad faqar heat ko rokna hota hai 4 in matti bho kafi hoti hai jo ho gya so ho gya dont worrry
mistry nay chat plaster kay liey aik kamray main go ki hai na uss ko uss kamray main plaster karnay dain wo go na khulawain baqi main kachay kar lain
Sir ap sach ke rahy hain k 1 feet tak wazan b linter ko crack ni kry ga??ap suggest karain..kaya me sari roof doobara se bnwa lu?? Means sab kuch ukhair kr..doobara thk se mitti dal k tiles lgwa lu??
Toorha karna kis kaam ata hai aur kyon aur kaisay kiya jata hai
SERCH KARAIN ROOF LEAKAGE BY ONLINE MISTRY
VIDEO DEKH LAIN
👍👍👍👍👍
ok
Aik side guki howi lagay gi
nai g nai pata lagta bay fikar ho jaein
V good yasir bi
thnks
105 sq. Yard kay ghar par lenter ki roof dalwany par kitna kharcha aye ga?. Pls answer zaroor dena
iss per video upload hai
Sarya bi aapne bola kih deewar ke Bahar kone se dosri deewar ke kone tak jana chahye jord nhi hona chahye sarya 40 fut hota he aur hamare paas jaga 70 by 50 he
Star case for Mola and sir plz
sir plz wait
Nice
thnks
Sir ghar main sab se peechy agar washroom bnayen or pipe daal lain neechy se to dewaro main seem ka koi masla to nahi hoga?? Kiyun ki mostly pani dalny se dewaaro ma seem ho jati hai
pipe ka chor achay say lagai solotion kay sath pipe leake naho to same nhi atai
Bi 5 inch slop deny se building teri ni ho gee kya
Nai sir
Good
Thanks
Bhai jan second floor ma sb diwarain 4 ki kar sakty hain kya koi nuksan to ni ho ga zalzaly ki waja sa ya ya is k uper third floor banana ho to koi nuksan to ni ho ga 4 ki dewaron ka second floor ma plz bata dijiye ga
sir char dewari 9 inch karai or andar ki dewarain 4 ki kar lain chrdewar 9 inch
@@onlinemistrypk Thank u sooo much
@@shafiqkhatak7458 wlcm
Please make a detail vedio regarding pre casting roof
ok
Thanks Yasir sb
wlcm
ہم ریٹ لکھا ہونے کے بعد بھی اپنا ریٹ الگ سے پوچھتے ہیں🙋♂️
ha ha ha very sense able answer
Lanter k roof ki thickness minimum aor maximum kitni honi chahie?
mini mum 5 maximum 6
@@onlinemistrypk sir agr 7 tak ho to kia masail ah skty hn?
@@NiaziBoys nothin bas jab ap doosri manzil bnain gay to slop wali side bhari karni paray gi floor ko lavel karnay kay liey
@@onlinemistrypk thanks
Brother maynay upar room dalwana hay momti k sath ap kab available han agar may ap ko estimate k liay pick kr lo ? For Rawalpindi airport housing society sector 4
Sir time bohat short hai plz
Sir mary gar ka kam ho raha or 4 rady rehty lagany waly, to ye last rady mn lgy ge keya
ab mstri water lavel kay nishan say slop day ga
Thanks sir, sir hamary ilaqa k mistry aisa ni krty
Ab mn kaho ga, apka bhot bhot thanks
Bai 25x65 kie video
ok wait
Hamary mistri ne dewar min b d d aur lanter min b d kya ye thik he k ni
munasib slop hai to theek hai