Imam Zainul Abidin Ki Yazid Ko Lalkar |امام زین العابدین کی یزید کو للکار| by Peer Ajmal Raza Qadri

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 вер 2024
  • Imam Zainul Abidin Ki Yazid Ko Lalkar |امام زین العابدین کی یزید کو للکار| by Peer Ajmal Raza Qadri
    Aapke Alqabaat :
    (1) Zainul Aabidin
    (2) Sayyidul Aabidin
    (3) Sayyid Us Sajjaad
    (4) Sayyid uz Zaqi
    Aap Ka Nikah Aur Aulaad :
    Hazrat e Sayyiduna Imam Zain ul Aabidin رضي الله عنه Ka Nikah Aapke Chacha Hazrat e Sayyiduna Imam e Hasan Al Mujtaba رضي الله عنه Ki Sehjaadi Hazrat e Sayyida Bibi Fatima Binte Hasan رضي الله عنها Se Huwa.
    Aapki Aulaad e Mubarak Me Hazrat e Sayyiduna Muhammad Al Baaqir Wa Hazrat Sayyiduna Zaid Al Shaahid رضي الله عنهما Ke Naam Mash'hoor He Aur Inhi Do Sehjaado Se Aapka Silsila Aage Badha.
    Aap Imam Ki Ibaadat o Riyaazat Par Kasrat Se Kaaim Rahne Ke Sabab Hi Aapko "Zaynul Aabidin" Yaani Ibaadat Karne Waalo Ki Zeenat Aur "Sayyid-us-Sajjaad" Yaani Sajda Karne Walo Ke Sardaar Kaha Gaya.
    Aapke Waalid Hazrat Sayyiduna Imam e Hussain رضي الله عنه Arab Ke Sabse Azeem Qabila e Quresh Ke Sabse Aa'la Gharaane Ke Sardaar Aur Aapki Waalida Sayyida Bibi Shahar Baanu رضي الله عنها Azam Ke Sabse Azeem Qabila e Khorasan Ki Sehjaadi Thi Isi LiYe Imam Zainul Aabidin Ko "Ibne Al Khairatain" Yaani Do Aa'la Gharaane Ke Sehjaade Kaha JaTa He
    Sane Hijri 61 Ka Woh Dardnaak Aur Khooni Manzar Aur Woh Azeem Sabr o Raza Ki Misaal Aur Imam e Hussain Ki Azeem Qurbaaniya In Sab Dukho Musibat Ko Sayyiduna Imam Zaynul Aabidin رضي الله عنه Ne Apni Aankho Se Dekha Tha Aur Aap Par Jo Takaalife Huyi Shayad Hi Kisi Par Huyi Hogi.
    Karbala Ke Waaqiye Ke Baad Aap Apni Foofi Hazrat Sayyida Zainab رضي الله عنها Wa Digar Ahle Bayt Ke Afraad Ke Saath Madina-tul-Munawwarah Tashrif Laye.
    Hazrat e Sayyiduna Imam Zaynul Aabidin رضي الله عنه Ke Khulafa Me Mash'hoor Aap Hi Ke Do Sehjaade (1) Sayyiduna Muhammad Baaqar (2) Sayyiduna Zaid رضي الله عنهما He.
    Hazrat e Sayyiduna Imam Zainul Aabidin "Ali Bin Hussain" رضي الله عنه Ko Zahar De Kar 18th Muharram-ul-Haraam 95 Hijri Ke Roz Shaheed Kiya Gaya.
    muharram kab hai 2023 mein
    muharram kab hai 2023
    peer ajmal muharram
    muharram pir ajmal raza qadri
    muharram-ul-haram
    muharram ul haram ki fazilat
    muharram ul haram ka bayan
    muharram ul haram ki fazilat sahaba
    muharram ul haram ka chand
    muharram ul haram ka wazifa
    muharram ul haram ka chand najar aaya ya nahi
    #ajmalrazaqadri
    #ajmalrazaqadribayan
    #peerajmalrazaqadri
    #peerajmalrazaqadriemotionalbayan
    #molanaajmalrazaqadristatus
    #ajmalrazaqadribayanstatus
    #pirajmalraza
    #muhammadajmalrazaqadri
    #karbala
    #karbala_ka_byan
    #karbalakabayan
    #karbala_naat
    #bayan
    #2023bayan
    #newbayan
    #newbayan2023
    #ajmalrazaqadri
    #peerajmalrazaqadri2023
    #ajmalrazatakrir
    #muhrram2023
    #karbalastatus
    #karbalawalk
    #peerajmalrazaqadri
    #imamzainulabedin
    #clips
    #youtube
    #ajmalrazaqadri

КОМЕНТАРІ • 19