Quran najil hota tha aur Muhammad ﷺ ko farishte yaad karwate the, phir Muhammad ﷺ apne doston ko yaad karwate aur likhwate the, phir Muhammad ﷺ use Check or verify karte the, wahi silsila paramra ab tak chala Aa raha h jo Bachche Madarsa mein padhte h aur Yaad karte h aur Hafiz-e-Quran bante h aur Maulana, Mufti scholars bante h verbally aur written by both Quran is preserved. Quran hifazat mein h, pura Quran yaad kar ke aur likh kar uske sahi form mein safe h, bina kisi ek shabd change kiye hue.
@@Indiansaga0047 Quran is a compact book..each verse of it carries a deep meaning..Prophet Muhammad (S.A.W) explains every verse to their companions..Even muslim scholars can give 4-5hr long speech on single verse of Quran....each verse is a topic which needs explaination that u cant think on your own..for that u need a help of scholar to explain..We muslim knew all these stories so we can easily understand..❤❤
When Angel Jibrael AS brought Wahi, he asked Prophet Muhammad SAW to arrange them in the order that you are listening now. There are a lot of muslims who have memorized the whole Quran from the time of Prophet Muhammad SAW. That is how it was kept.
❤❤Islam ka manana Hai Ki har baccha Musalman hi hota hai , bad Mein vah Apne maa - baap aur apne badon Ki baat man kar alag alag rasta or dhrama apnata Hai ... Allah ne sabka Dil khol ke rakha hai yahan per Allah tala Ne sirf unka Dil band karke rakha hai jo Islam ke khilaf rahte hain.... Lekin Kuran Ne hi saaf saaf kah diya hai ki Jwala aur rasul ke raste Mein chalega vahi kamyab hoga aakhirat mein😊😊😊😊😊😊
Quran is the divine Holy Book sent By Allah to Prophet Muhammad(S.A.W) . This book consist of 30 paras (Chapters) and in every para there are many Surahs,This book was sent for to Follow Allahs Guidance to his believers or those who Belives on Allah
Quran k 30 para Hain or on main 114 surah hain Her surah main Kuch nabi peghamber ka or onki qoum k Sath story ki shakal main zikar hai or Sath Sath logou ko naseehat b ki gi hai
Qurans 114 chapters arw divided in 30 Para. What you heard is Quran. Without the names of the chapters. To clear your confusion what you heard is THE GLORIOUS QURAN
Yeh sab Qur'an Allāh hi ke taraf se hai. Allāh ki speech hai. Ismei koi addition ya subtraction nahi. Yeh verses jaisa naazil hoti thi use waisi hi likhliya jaata tha
Bhai jaan jab aap Quran paak tranclet sun rahe hai fir aap ko ye bhi Janna jaruri hai ki ye sari baat Allah ki hai Aur Allah rabbul izzat apne is aakhri kitab Quran Majid me pahle ke wakya ko bhi bayan farmata Aur Quran paak me sawal jawab bhi hota hai jab kisi bhi nabi ke ummat apne wakt ke nabi se sawal karta hai uska jawab bhi Allah deta hai
Jo characters quran mein hai unka bhi............. introduction lena zaroori hai isliye usko bhi thoda suniye .......tabhi sahi tareeke se samajh mein aayga
Bhai, Quran Aik complete book hai aur usske ander jo chapters hote hain unhe Surah kehte hain, Quran ko 30 hisso mein baant diya gaya hain jise Parah kehte hain.. Whole Quran - 1 Complete book Surah/Surat - Chapters Name of Quran Parah - Parts, Hissa (jo 30 hote hain taake 1 month ke andar daily aik-aik Parah padh ker pura Quran complete ho jaye) Aayah/Aayat - Verses of Quran * Yeh sab chize Quran hi hain
Quraan paak bolo ya quraan sharif bolo ya quraan ek hi he sab…or dhime dhime ek ek aayat krke 23 saal me pura quraan nazil kiya complete kiya allah ne asman se hamare aakhri nabi hazrat sallalahu alehi wasslaam par.. or quraan me 30 paara hota he or 114 surah hoti he ab iske aage aap log reaction doge to samjte jaoge 👍👍
Ap log tu itny achy hn hm Muslim log is tarha.quran pr gor mahi krty daisy ap kr rahy hn ❤❤❤❤ap Allah k selected one hn Lyon ky us my ap KO is k lye select Kia ha congrats ❤❤❤
Or han sath sath hazrat muhammad ki series aap Suntay rahayye to ussay apko pata chalega k unhonay kis tarah Allah ka paighaam logo tak pohnchaya or Islam pheelaya or kis tarah implement kia Islam par to aap or Acha samjh sakengay....
Brother this is translation. It would be useful to actually listen to the recitation of the Quran. Actual Quran is only in Arabic. And it has never changed. Quran is only one and it has no versions. It is under the Protection because it is the last message. And it will remain in its original state until the day of Judgement
BRO AAPNE FIRST TIME DEKHA HAI IS LIYE NAHI SAMAJ AAYA AAPKO IS LIYE AAPKO MIXED LAG RAHA HAI KOI BAAT NAHI SAMAJ AA JAYEGA ❤ NICE Reaction Full support
Kaafir ya Kafir ek Arabic shabd hai jiska matlab hai "Allah Taala ke wujud ya uski risalat ko inkar karna" ya "Allah Taala ke ahkam ko na maanna". Islam mein, Kaafir un logon ko kehte hain jo: - Allah Taala ke wujud ko inkar karte hain - Hazrat Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ki risalat ko inkar karte hain - Allah Taala ke ahkam ko na maante hain - Islam ke usoolon ko inkar karte hain Lekin, yeh zaroori hai ki Kaafir shabd ko galat tarah se na samjha jaye. Kafir shabd ka matlab yeh nahin hai ki koi shakhs bura ya bad hai, balki iska matlab yeh hai ki wo shakhs Allah Taala ke ahkam ko na maanta hai. Islam mein, Kafiron ke saath bhi pyaar aur mohabbat se pesh aana zaroori hai, aur unhein Islam ki haqeeqat samajhane ke liye koshish karni chahiye.
Each ayat or verse is simple and clear but containing deep meaning at the same time. Quran gives guidance for each aspect of human life and quotes references of good people like Prophets and bad people of history to highlight the rewards and punishment of Allah. Quran is in eloquent Arabic language. You can understand it if you really wills because Quran also claims that it's easy to understand Quran for those who seek guidance to the path to Allah which is the true purpose of our life.
Aap log quran ki Tashreeh zaroor parheen aur kisi alim se rabta karain, jis tarah her sbject ka teacher hota hai issi tarah Quran ka teacher aik Aalim hota hai woh aap ki tamam confusion door kar de ga
Mashah ALLAH subhan ALLAH
Masha Allah Subhan Allah
Allah apki family ko hidayat mile Islam aur haq par chale aur sahi kiya hai samjhe. Apke sabar ko khabool kare. ❤❤❤❤
BESHAK SUBHAN ALLAH ALLAH HU AKBAR 💯❤️❤️❤️ ALLAH IS THE GREATEST ❤❤❤
Ap ki family bhot lucky Hain k Islam ko samajna chah Rahe Hain,Allah ap ki sab family ko Islam ki Roshni de
Thnku bhai ji
Mashallah bohot acha laga yeh video
Mohammed sahab sab ke liye continue rakhye. Isse aage samghne me ap log ko aasani hoga.In Sha Allah
Jii
Subhanallah
O my dear brother and sister sargam sister you reaton this beautiful naat Muhammad na hota to kush bi na hota with urdu and hindi qawale
Good to see reaction video on quran
Nice 🎉🎉🎉🎉
Infinity love from West Bengal ❤❤❤❤
Quran is duniya ke itihaas me pahla kitaab hai jiska ek word bhi nhi badla hai na aur na Qayamat tak badlega ❤
Please continue all 30 part of Quran
Ji
Quran najil hota tha aur Muhammad ﷺ ko farishte yaad karwate the, phir Muhammad ﷺ apne doston ko yaad karwate aur likhwate the, phir Muhammad ﷺ use Check or verify karte the, wahi silsila paramra ab tak chala Aa raha h jo Bachche Madarsa mein padhte h aur Yaad karte h aur Hafiz-e-Quran bante h aur Maulana, Mufti scholars bante h verbally aur written by both Quran is preserved. Quran hifazat mein h, pura Quran yaad kar ke aur likh kar uske sahi form mein safe h, bina kisi ek shabd change kiye hue.
Bhot bhot bdia
@@Indiansaga0047 Quran is a compact book..each verse of it carries a deep meaning..Prophet Muhammad (S.A.W) explains every verse to their companions..Even muslim scholars can give 4-5hr long speech on single verse of Quran....each verse is a topic which needs explaination that u cant think on your own..for that u need a help of scholar to explain..We muslim knew all these stories so we can easily understand..❤❤
apke liye asaan hojayega agar aap pehle History padlo..(Prophets) ki♥️
Zaid bin sabit likhte the
Mere nabi ko rab ne padaya hai bhai sahi baat bolo
Very very very nice
Quraan ko samajhne ke liye Mohammad s a w❤❤ ki jivani padhe sab samajh mein aa jaye
Masha Allah.
Bhai ko support kro
Thnku bro
Masha Allah may Allah bless you allways Aameen ❤️
Is Kuran me Jitne bhi Avtaar Dunya me Khuda ne Bheje Hai
Un Sab Ka Zikar hai
Okkk fr toh alg se sbke baare m bhi sunna hga
Love you so Much guys so Much love and Respect for you. May Allah Bless you Guys .you Guys are doing very well 🙏🙏🙏 Appreciate it
When Angel Jibrael AS brought Wahi, he asked Prophet Muhammad SAW to arrange them in the order that you are listening now. There are a lot of muslims who have memorized the whole Quran from the time of Prophet Muhammad SAW. That is how it was kept.
I can understand nice
ماشاءاللہ❤❤❤
❤❤Islam ka manana Hai Ki har baccha Musalman hi hota hai , bad Mein vah Apne maa - baap aur apne badon Ki baat man kar alag alag rasta or dhrama apnata Hai ...
Allah ne sabka Dil khol ke rakha hai yahan per Allah tala Ne sirf unka Dil band karke rakha hai jo Islam ke khilaf rahte hain....
Lekin Kuran Ne hi saaf saaf kah diya hai ki Jwala aur rasul ke raste Mein chalega vahi kamyab hoga aakhirat mein😊😊😊😊😊😊
Toh kbhi na kbhi toh hr koi Allah k raste pr chlega
Ameen
Thank you for QURAN PARA translation❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Quran is the divine Holy Book sent By Allah to Prophet Muhammad(S.A.W) . This book consist of 30 paras (Chapters) and in every para there are many Surahs,This book was sent for to Follow Allahs Guidance to his believers or those who Belives on Allah
Ohkay
ڈاکٹر اسرار احمد صاحب کی تفسیر قرآن میں حضرت آدم علیہ السلام سے جنت سے دنیا میں آنے سےلےکر تمام پیغمبروں اور قوموں کےسارے واقعات کی بہترین ترجمانی ہے۔
Quran sirf musalmano ke liye nhi balki pure qayanat ke liye hai matlab sabhi logo ke liye usi tarah mohammad saw sabhi ke liye hai ❤
Bilkul
Jab bhai ka Astrology ka notification aaya 25:48 tabhi Quran mai Mantar wagera ki baatein ho rahi thi , yeh coincidence nahi ho sakta , Subhanallah
Shi baat h other wise m pura ad btaya hu wo pta ni kaise reh gya
@@Indiansaga0047Bhai aapko iske liye Mufti Salman Azhari ki video tafsir e Quran suniye. Insha Allah aapko sb pura smjh aa jayega
@@Indiansaga0047aur para is a Arabic word uska mtlb Chapter 1
Beshaq. Maine bhi observe Kiya ye. Isi tarah Allah hidayat deta hain jisko Dena hain.
बिल्कुल सही कहा आप ने आप का सवाल बनता है
Quran k 30 para Hain or on main 114 surah hain
Her surah main Kuch nabi peghamber ka or onki qoum k Sath story ki shakal main zikar hai or Sath Sath logou ko naseehat b ki gi hai
Mashallah ❤
bahi 30 pura complete kro
Allah hu Akbar ☝️
Labbaik Ya Rasool Allah 🥰🥰
Bhai aap log Muhammad sab ke liye series ko jaldi se react karo 🙏 🙏 🙏
Great 👍 mashallah tabrakhallah
Ain sab prophets ka aagay detail main zikar aayega
Ais liye sab kuch deray deray samjh jawogay
❤❤❤❤❤❤❤ good 👍👍👍👍👍👍👍
Masha allah
Aap quran class engineer muhammad ali mirza ki bhi sune aap ko aur jyada pata chalega
Aap logo ko Allah hidayat de me
Me india 🇮🇳 se hi hu
Ji bich bich m krenge
Masha Allah ❤❤❤
Bhai pura quran suno sab jawab mil jayega
Allah apko hidayat de
Thank you for sharing.
Bhai AP Quran Para 1 ki Tafsser(Explanation) dekh loo by engineers Muhammad ali mirza
Allah asp sablog ku naik hidayat dai
Ameen
Qran is divided in 30 equal part ,each part called para
MashAllah pak book.kitna acha sun rahy thy ap log maza a gya Allah ap sb ko khushiyan de ameen.love from Pakistan ❤
Aap 114 surah poori sune aapko sab samajh me ajayega.
Iske baare surah hi pdenge
Beautiful Reaction ❤💯
Qurans 114 chapters arw divided in 30 Para. What you heard is Quran. Without the names of the chapters. To clear your confusion what you heard is THE GLORIOUS QURAN
Yeh sab Qur'an Allāh hi ke taraf se hai. Allāh ki speech hai. Ismei koi addition ya subtraction nahi. Yeh verses jaisa naazil hoti thi use waisi hi likhliya jaata tha
Plzzz🙏 reaction to the Kohistani videos. Than u can understand everything about history.. ❤❤
अल्लाह आप सबको सलामत रखे और हिदायत दे l❤
Thnakyou
Bhai jaan jab aap Quran paak tranclet sun rahe hai fir aap ko ye bhi Janna jaruri hai ki ye sari baat Allah ki hai
Aur Allah rabbul izzat apne is aakhri kitab Quran Majid me pahle ke wakya ko bhi bayan farmata
Aur Quran paak me sawal jawab bhi hota hai jab kisi bhi nabi ke ummat apne wakt ke nabi se sawal karta hai uska jawab bhi Allah deta hai
Ok okk samjha m
Nice...❤❤❤
Quran allah ki kitab hai ye mohammad sahab par utari gayi hai
Aap pooray qurkhan pe react kare
Jo characters quran mein hai unka bhi............. introduction lena zaroori hai isliye usko bhi thoda suniye .......tabhi sahi tareeke se samajh mein aayga
Ya Allah inlogon ke dil me tera hidayat dalde aur inhe side raste chala aur inko tere taraf aneki toufeek atafarma. Ameen.
Bhai, Quran Aik complete book hai aur usske ander jo chapters hote hain unhe Surah kehte hain, Quran ko 30 hisso mein baant diya gaya hain jise Parah kehte hain..
Whole Quran - 1 Complete book
Surah/Surat - Chapters Name of Quran
Parah - Parts, Hissa (jo 30 hote hain taake 1 month ke andar daily aik-aik Parah padh ker pura Quran complete ho jaye)
Aayah/Aayat - Verses of Quran
* Yeh sab chize Quran hi hain
Bro ap Engineer M Ali Mirza ki video per react dia Karen wo ache se quraan pak ko explain kerte Hain ❤
Mashaallah
I love Quran
Quraan paak bolo ya quraan sharif bolo ya quraan ek hi he sab…or dhime dhime ek ek aayat krke 23 saal me pura quraan nazil kiya complete kiya allah ne asman se hamare aakhri nabi hazrat sallalahu alehi wasslaam par.. or quraan me 30 paara hota he or 114 surah hoti he ab iske aage aap log reaction doge to samjte jaoge 👍👍
Itni baat samjhane k lie thnku clear ho gya bhot kuch
Ap log tu itny achy hn hm Muslim log is tarha.quran pr gor mahi krty daisy ap kr rahy hn ❤❤❤❤ap Allah k selected one hn Lyon ky us my ap KO is k lye select Kia ha congrats ❤❤❤
Biutiful family Allah apko hedayat ata farmaye ammin
Or han sath sath hazrat muhammad ki series aap Suntay rahayye to ussay apko pata chalega k unhonay kis tarah Allah ka paighaam logo tak pohnchaya or Islam pheelaya or kis tarah implement kia Islam par to aap or Acha samjh sakengay....
Ji wo toh krni hi hai puri
Bahot acche bhai...Allah ka Quran saccha hai.
ibrahim ke manne wale muslims isae aur yhodi ha jo dunya me sab se bre relegions ha
Alhamdulillah
❤❤❤❤❤
Kuran Sharif mein 30 pare hote Hain yah para number ek hai
Yeh Baat bilkul sahi kahi.
Kya pata apko Kiss Liye Chuna Gya hy ... Exactly
Brother this is translation. It would be useful to actually listen to the recitation of the Quran. Actual Quran is only in Arabic. And it has never changed. Quran is only one and it has no versions. It is under the Protection because it is the last message. And it will remain in its original state until the day of Judgement
Excellent ❤
1 para Quran ka ek hissa hai pure quran me 30 pare hai 1 para Quran ki shuruwat hai
Nyce reaction brother ❤❤🎉🎉
Dekhe aapko koi topic samaj na aaye to use alag se search 🔍 kare or dekhiye..❤
Y toh krunga hi m
Allah o Akbar nice reaction Allah ap ko ajar da or islam qabol krny ke tofeeq ata kary ameen 👌🇵🇰🇮🇳❤❤imran khan zindabad
O my dear brother and sister sargam prophet ABRAHAM 4,000 YEAR BEFORE IS danya ma Allah na Baja ha
aapko engineer Mohammed Ali Mirza ka Kuran class dekhna chahie🇧🇩👑❤️
Jrur dekhenge
Mirza sahab ka nahi dekha.. Koi dusre koi mufti sahab ka dekhu... Mirza sahab baato ko suspence mai rakhte.. Hai
Aaap koi bhi scholer ko na dekhe Kewal Quran ke pare sune ok ye Allah ke word hai jisme kisi trah ki glti nahi hai aap isi ko sune aur shajhe
Mirja koi aalim nhi only study Kiya hua hai . Koi bhi Mufti sahb ka karoo
beshak alhamdulillah
BRO AAPNE FIRST TIME DEKHA HAI IS LIYE NAHI SAMAJ AAYA AAPKO IS LIYE AAPKO MIXED LAG RAHA HAI KOI BAAT NAHI SAMAJ AA JAYEGA ❤ NICE Reaction Full support
Kaafir ya Kafir ek Arabic shabd hai jiska matlab hai "Allah Taala ke wujud ya uski risalat ko inkar karna" ya "Allah Taala ke ahkam ko na maanna".
Islam mein, Kaafir un logon ko kehte hain jo:
- Allah Taala ke wujud ko inkar karte hain
- Hazrat Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ki risalat ko inkar karte hain
- Allah Taala ke ahkam ko na maante hain
- Islam ke usoolon ko inkar karte hain
Lekin, yeh zaroori hai ki Kaafir shabd ko galat tarah se na samjha jaye. Kafir shabd ka matlab yeh nahin hai ki koi shakhs bura ya bad hai, balki iska matlab yeh hai ki wo shakhs Allah Taala ke ahkam ko na maanta hai.
Islam mein, Kafiron ke saath bhi pyaar aur mohabbat se pesh aana zaroori hai, aur unhein Islam ki haqeeqat samajhane ke liye koshish karni chahiye.
Bhot acha msg apka
Nice reaction video ❤
🎉 भाई जो अल्लाह ने अपने नबी को आयत उतार ता था वही नबी पाक कुरान में लिखाते थे अल्लाह बता रहा है कुरान में नबी को
❤❤❤❤Mashallah
Musa Or Esa ko Jo Kitab Khuda ne Di Thi Usme Un Logo ne Milabat kar di Or Apne Tarike Se Chalne Lage
Musa or esa ne khud ki thi milawat
Nii...unki kaum ke logo ne ki thi..unke jaane k baad@@Indiansaga0047
Qur'an history ki nhi balki hidayat ki kitab hai ❤❤😊for all humanity....
Sirf aap log riaksan chalu rakkhe sara jawab mill jayega bhai
Okji
Keep reading Quran you will understand everything day by day inshallah
Jo bhi questions hain woh krtay jaye
Each ayat or verse is simple and clear but containing deep meaning at the same time. Quran gives guidance for each aspect of human life and quotes references of good people like Prophets and bad people of history to highlight the rewards and punishment of Allah. Quran is in eloquent Arabic language. You can understand it if you really wills because Quran also claims that it's easy to understand Quran for those who seek guidance to the path to Allah which is the true purpose of our life.
ये कुरान का तर्जुमा है
❤❤❤❤❤,🌹🇮🇳as,khuda,jab,jiki,hifazat,hayaa,jab,than,leta,hai,to,makdi,ke,jalon,ki,chader,taan,Deta,hai,agar,khoda,chahe,Zindagi,tho,samunder,bhi,raah,de,de,ga,agar,ar,khuda,chahe,maute,tho,muchhar,bhi,Jaan,leta,hai,thanks,❤
no problem brother agr ap ko koi confusion hai to ma Inshallah apko bta dun ga, ap puch sakty ho, its good to learn Quran
I love my Islam ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Vi, first of all you have to know the fammily tree of prohets..
Then the history of prophets accordingly...
Mujhy video mili h iski ok krte h
❤❤❤ Mashallah bahut pyari video per reaction Diya hai surah Rahman per reaction dena
Aap log quran ki Tashreeh zaroor parheen aur kisi alim se rabta karain, jis tarah her sbject ka teacher hota hai issi tarah Quran ka teacher aik Aalim hota hai woh aap ki tamam confusion door kar de ga
Ji krenge contact abhi reach ho jae hmari
@@Indiansaga0047 Bhai ap Engineer Muhammad Ali Mirza je ke Quran class per react karo app ko sare Question ke Answers mil jae ge
@@Indiansaga0047Quran Classes By Engineer Mohammad Ali Sahab , Best 👍💯