90%ghalti mason ki hoti hain dosra yaha amuman log dhalan mangte hain jab k tiles main aap jab pani k liye dhalaan dete ho to jo fit by fit se ziyada tile hote hain aakhir k kuch tile neche se khali rehte hain un main hawa bhar jati hain q k ziyada tar floor tiles 2 by 2 k chaokor hote hain meri baat buri lagi to mazrat lekin ye sach hain
Dear Sir, I installed just 10 months back. Supplier asked me it's AAA (Full Glaze) Grade but problem is that tile giving circle circle reflection and surface is not slippery. Plz guide I am much worried
First time aap ke videos Dekhi... MashaALLAH boht achy Sy topic ko samjha dety hen. Channel subscribe kar dya hae. Bhai mery w.room ke Tyle darmian Sy nhe...Charon dewaron ko Chor Chuki hen. Aap ke video Sy to boht Kuch samjh AA Chuki hae pr...es masly ka ab Kya hl hae. Wesy sari tiles bilkul Sahi...or koe Naye w.room ke BAAT nhe kar Raha Yani construction ko bhe boht arsa ho Chuka hae.pr tile bilkul Sahi hen...lekin Charon dewaron ko Chora Hoa hae tiles NY. ALLAH kary aap samjh gy hon.yani Charon dewaron Sy space hae etni k wahan cockroach chup jaty hen. Es ko ab fill agar cement Sy Kya to Kuch time Baad cement khatam or pher Sy space AA gye.
Palaster to tile Sy pehly Hota he nhe...pehly to kacha Kya jata hae or pher tile... Or tile ko bond k Sath lagany ka aap bata rahy hen to Kya bond Sy pehly us kachy( farsh) py Nero dalna chahie?
@@sultansahib3304 mera bhai aap ko koi knowledge he nhi construction ki . Plaster deewar wala nhi . Plaster wo jo kacha karney k baad hoota ha farish par jis ko kuch log bed ,plaster ya base bhi boltey ha. Us k upar tile lagti ha.
90%ghalti mason ki hoti hain dosra yaha amuman log dhalan mangte hain jab k tiles main aap jab pani k liye dhalaan dete ho to jo fit by fit se ziyada tile hote hain aakhir k kuch tile neche se khali rehte hain un main hawa bhar jati hain q k ziyada tar floor tiles 2 by 2 k chaokor hote hain meri baat buri lagi to mazrat lekin ye sach hain
Bilkul sahi kaha ap ne. Thanks for sharing useful information.
Aap ko ALLAH NY boht achi samjh or...Sath he sath dosry ko samjhany ka tareqa bhe dya hae.
Aap achi teaching quality rakhty hen.
Shukria sir
jazak Allah...ase hi lage rhe bohat age jayen ge inshAllah
Shukria
Dear Sir,
I installed just 10 months back.
Supplier asked me it's AAA (Full Glaze) Grade but problem is that tile giving circle circle reflection and surface is not slippery.
Plz guide I am much worried
First time aap ke videos Dekhi... MashaALLAH boht achy Sy topic ko samjha dety hen.
Channel subscribe kar dya hae.
Bhai mery w.room ke Tyle darmian Sy nhe...Charon dewaron ko Chor Chuki hen.
Aap ke video Sy to boht Kuch samjh AA Chuki hae pr...es masly ka ab Kya hl hae.
Wesy sari tiles bilkul Sahi...or koe Naye w.room ke BAAT nhe kar Raha Yani construction ko bhe boht arsa ho Chuka hae.pr tile bilkul Sahi hen...lekin Charon dewaron ko Chora Hoa hae tiles NY.
ALLAH kary aap samjh gy hon.yani Charon dewaron Sy space hae etni k wahan cockroach chup jaty hen.
Es ko ab fill agar cement Sy Kya to Kuch time Baad cement khatam or pher Sy space AA gye.
Tiles k andr bond se filling kr den
صرف ایک پوائنٹ درست ہے آپ کی تفصیل میں.
Spacer wala .baqi ka taluk mazboti hai hai ukharne se nai jo oper ko uth jati tile wo sirf spacer ki waja se hai
First floor k lenter k uper plaster kr k tile laga skry hain? Kuch mistry brick blast dalnay ka kehty hain first floor py
han g ap tile lga sakty hain
Kia tiles Gutter pipes mian gas bernay say bee toot sakti hay
Good info
Nice information
Thanks
konsa bond behter hai ?
Good video
Thanks for the visit
Thanks
nice sir g
Thanks
There are no gases involved, just thermal expansion and contraction is enough for popping.
thank you
You're welcome
Bhai jaan room oper ho to per bi specser rknay chaya
Behtr hae lga len. Grout achi tarha fll ho jay ga us se pani nechy nahi jaye ga
@@makandost6444 ye spacer Bazar Sy ks shop Sy milta hae Yani tile shop ya cement shop?
@@sultansahib3304 Spacer ap ko tile shop se mel jay ga
سر ۔۔کیا ٹائل بانڈ میں ماربل لگا سکتے ہیں
Nahi marble cement se lgta hae
ok shokria bai
I need specific reason of popping up
My tiles on first floor popped up after 4.5 years of installation
Please guide me
Bhai jaan ak waja or bhi ha . Jab log floor par cement se plaster karwatey ha tab wo nero (cement wala pani) istamal nhi kartey.
G sir ap ne sahi kaha.
Palaster to tile Sy pehly Hota he nhe...pehly to kacha Kya jata hae or pher tile...
Or tile ko bond k Sath lagany ka aap bata rahy hen to Kya bond Sy pehly us kachy( farsh) py Nero dalna chahie?
@@sultansahib3304 mera bhai aap ko koi knowledge he nhi construction ki . Plaster deewar wala nhi . Plaster wo jo kacha karney k baad hoota ha farish par jis ko kuch log bed ,plaster ya base bhi boltey ha. Us k upar tile lagti ha.
@@sultansahib3304 Sir farsh pr plain kia jata hae. main us ko plaster keh raha hu. us me level nkal lia jata hae
❤️👍👍
:-)
bhai vido km lmbi bnaya kro bohat lmbi bnaty ho yr
Good information
Thanks