Aree kyun ki constitution form hua thaa republic day ke dinn 😊😊😊 15th August me desh aazad hua thaa, lekin bohot saare rules aur regulations naye banane thee Angrez chale gaye thee toh ye sab logg kaafi dependent hoo gaye thee unke system par So naya constitution ( naya rajkaaran, naye rules) banne me 15th August se 26th January lagi Tab takk Britishers ke hi rules laagy hue Aur jab 26th January ko republic day bhi isiliye bolte hai kyun ki isi dinn se INDIAN RULES INDIANS PAR LAAGU HUE THEE That's why social studies was my favourite subject 😤❤️✨😌
Aree kyun ki constitution form hua thaa republic day ke dinn 😊😊😊
15th August me desh aazad hua thaa, lekin bohot saare rules aur regulations naye banane thee
Angrez chale gaye thee toh ye sab logg kaafi dependent hoo gaye thee unke system par
So naya constitution ( naya rajkaaran, naye rules) banne me 15th August se 26th January lagi
Tab takk Britishers ke hi rules laagy hue
Aur jab 26th January ko republic day bhi isiliye bolte hai kyun ki isi dinn se INDIAN RULES INDIANS PAR LAAGU HUE THEE
That's why social studies was my favourite subject 😤❤️✨😌
@@himanipatel6934 waah Himani !! Impressive