Learn Emotional Intelligence from Hazrat Ali (RA)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 15 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 42

  • @sumy149
    @sumy149 Місяць тому

    ❤❤❤❤❤Hadrat Ali R.A ❤❤❤❤❤❤❤🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @fidakhan82
    @fidakhan82 Місяць тому +1

    Subhan Allah. So absolutely true. Actually this also means that this highest level of self awareness is the gift of Level of Eeman and closeness to Allah SWT. ❤❤❤
    Thanks for sharing such an excellent example .

  • @SufyanAnsar-k1q
    @SufyanAnsar-k1q Місяць тому +1

    Salam mola Ali a.s❤❤❤

  • @homegadgets5767
    @homegadgets5767 Місяць тому

    What an amazing video 💓

  • @sarahnaeem5632
    @sarahnaeem5632 Місяць тому

    Maula Ali ❤

  • @humazafar512
    @humazafar512 Місяць тому +1

    True ❤

  • @mahnoormudassar8290
    @mahnoormudassar8290 Місяць тому +2

    CORRECTION it’s our Beloved Holy Maula Amir ul Momineen Imam Ali ibne Abi Talib(AS).The Name(AS) in Mention(AS) is of THE BELOVED HOLY WALI(AS) of ALLAH,The Beloved Holy Brother(AS) and Successor(AS) of our Beloved Holy Prophet(SAWW), and our 1st Beloved Holy Imam(AS) and Khalifa.The Status Granted by ALLAH to our Beloved Holy Maula(. AS) Demands Infinite Respect 🤲🤍♾️

  • @ieltstoeflenglishteacher
    @ieltstoeflenglishteacher Місяць тому

    Thats true.

  • @lubispensieve
    @lubispensieve Місяць тому

    Assalaamu Alaikum Eram Behen ❤️🤲🏼🌹 I appreciate you & your kind words which are a healer for me always 🥰🤗😍 JazakAllahuKhairan Katheeran. My Papa Allah yarhamhu had narrated this story to me during one of my life lessons mode. I am deeply humbled to hear this again. Stay blessed Behana! Allah Nigehbaan!

  • @peaceall4045
    @peaceall4045 Місяць тому

  • @أنمولخان
    @أنمولخان Місяць тому

    ❤❤❤❤❤❤❤

  • @sabaabid5514
    @sabaabid5514 Місяць тому

    Madam you are gorgeous and your work has opened my mind. Thanks.

  • @anikarafiq4704
    @anikarafiq4704 Місяць тому +1

    If you know Urdu. Then it's a request to talk in Urdu so the maximum Pakistani can understand and learn such a thoughtful lessons.
    Thanks.

    • @EramSaeedCoaching
      @EramSaeedCoaching  Місяць тому

      Many of my followers don't understand urdu. My apologies.

    • @truebeliever3948
      @truebeliever3948 14 днів тому +1

      Beta, jabb yeh TEXAS Mae Hoti hai tu english boalti hai aur Pak. Mae Urdu, kabhi Yahan bhi engr. QK KUCHCHH loag Sirf English understand kartae hain

  • @shahnoornadeem5151
    @shahnoornadeem5151 Місяць тому +1

    Ap k video bhut ache thee but plz subtitles dekh ke lgaya Kee jeeye Allah ka name aa rha subtitles me ap ka pooan bh wahe aa rhaa he

  • @rabiacollection2475
    @rabiacollection2475 Місяць тому

    Aoa

  • @aishairfan3204
    @aishairfan3204 Місяць тому +1

    Behan ap bhi kuch seekhlen sir nanga tou tangen nangi
    Bus her koi gayan dene beth gya hai youtube pe

    • @MohammedTahaFaraz
      @MohammedTahaFaraz Місяць тому +1

      Huzoor SAW nay farmaya k"Achhi BAAT jis say ho haasil karleini chahyay". Hum yeh nahi kahsaktay k pardah na karnay k bawajood hum in say behter hein

    • @aishairfan3204
      @aishairfan3204 Місяць тому

      @@MohammedTahaFaraz Bhai main ne Kahi Nahi Kaha k main is SE behter Hu, burae KO Dekh k rokne ka b hmare Nabi ne he hukum dia hai
      Or aik aik hadees Kis Tarah SE save ki gye hai Maloom hai? Agr rawi k taqwa main hulka SE b shuba hota tha tou hadees manqool Nahi ki jati thi, isi tarah Deen sikhane walay pehle khud bhi Deen orhtay Hain or taqwa ikhtiyar krte hain.

    • @MohammedTahaFaraz
      @MohammedTahaFaraz Місяць тому

      @@aishairfan3204 laikin yeh kahin manqool nahi hai k sikhanay Wala darhi rekhayga tou hi BAAT karsakta hai, poora hijab karayga tou hi Baat karsakta hai. Yeheen takabbur aajata hai k hum is Baat ko tasleem karnay ko tayyar nahi k Jo humaray mayar say Deen pay poora nahi utray ga us ki Baat nahi Suni jasakti.
      Hazrat Bashar Hafi, Dhul kifl, 99 qatal karnay waalay in sub k muamlay mein Allah nay niyyat ko deikha hai us waqt ki unki zahiri haalat ko nahi.
      Woh tou woh they jinkay kirdar wazeh tour say maskh they, phir bhi Allah nay na sirf unhein bakhsha bulkay buhut takreem di. Illa yeh k koi din raat nafarmani kartay huay Deen ki naseehat karay hum aiteraz k moujib nahi. Khatoon nay pooray kapray pehnay hein, guftugo mein saliqa hai, 90% Pakistani muashray ki khwateen jaisi hoti hein waisi hi dikh rehi hein.
      Tou kia bachoun ko sikhanay waali maaein hijab pehen k sikhati hein. Nahi. Aap hum koi ilmi guftugo kartay hein tou kia darhi rekhay baghair ya hijab rekhay baghair nahi kahsaktay. Itnay qazand na lagayein. Deen mein itni sakht mizaaji hi is k pheilao mein rukawat hai

  • @aftabshaikh7860
    @aftabshaikh7860 Місяць тому +4

    I don't know mam who are you but when you talk about deen first a person should have a implementation on it... I think you need to read Quran with detail translation (Tafseer e QURAN) and if you don't have time then please Read Surah Azab i think that surah helps you to understand to importance of parda and hijab... Which is topmost grooming for a woman....

    • @elseguaro
      @elseguaro Місяць тому

      Me yhi dekhne aya . Jaha pe ksi orat ko dekhty ho bs parda krne ki tabgleegh shuru kr dete ho . Hmre munafiq molvion ne aisa zehar bhar dya ap k dimag me k koi b orat kesi b bat q na kry bs ap log usy parda krne ki tabgleegh shuru kr dete ho. Munafiq molvi wesi munafiq awam .

    • @elseguaro
      @elseguaro Місяць тому

      Me yhi dekhne aya . Jaha pe ksi orat ko dekhty ho bs parda krne ki tabgleegh shuru kr dete ho . Hmre munafiq molvion ne aisa zehar bhar dya ap k dimag me k koi b orat kesi b bat q na kry bs ap log usy parda krne ki tabgleegh shuru kr dete ho. Munafiq molvi wesi munafiq awam .

    • @eerujhussain8580
      @eerujhussain8580 Місяць тому +11

      Where does Quran say that until a woman is fully in Hijaab she can not talk about Deen? And if you have an issue perhaps you should not see the video because Parda is also in the eyes of the man.

    • @dua-e-zehra647
      @dua-e-zehra647 Місяць тому +7

      It is the saying of Mola Ali (AS): Don’t see who is saying, see what is being said. May be you should focus on what she is saying rather than the fact that is a woman without hijaab.

    • @aftabshaikh7860
      @aftabshaikh7860 Місяць тому

      @@dua-e-zehra647 surah maidaan ayah 68 ki tafseer pd lo jaa kr internet pr mil jygi wo jawab hai apke suggestion ka

  • @saazjf
    @saazjf Місяць тому

    Tabhi toh Hum shia aap logon se upar hain , kyun hum Hazrat Fatima s.a ki aulaadon me se aate hain, aur unhi ko maante hain, apke sahaba ka to kahin zikr hi nh raha duniya me aaj

    • @saraayazbutt
      @saraayazbutt Місяць тому

      What are you talking about? The competition is in spiritual piety, not genetic lineage. 'Taqwa' determine karta hai kaun uper hai. Surah Al-Baqrah khol kar please parhain.

  • @khurrammunir78
    @khurrammunir78 Місяць тому

    First you cover ur head and try to follow islam

    • @MohammedTahaFaraz
      @MohammedTahaFaraz Місяць тому +1

      Huzoor SAW nay farmaya k"Achhi BAAT jis say ho haasil karleini chahyay". Hum yeh nahi kahsaktay k pardah na karnay k bawajood hum in say behter heinHuzoor SAW nay farmaya k"Achhi BAAT jis say ho haasil karleini chahyay". Hum yeh nahi kahsaktay k pardah na karnay k bawajood hum in say behter hein