@@deepaktiwari-l7e nahi bhai auto matic change nahi hoga class me invigilator honge unse clear kr lena sari setting 15 ka time milega keyboard check karke unse baat karne ka
Ek line main lagbhag 180 -185 character hain. Toh 4.5 line karne pe paas kar jaega candidate. Haina? Aur kya 1 word 5 keystroke se banega? Aur keystroke main space bhi count hota hai na??
Bahut ache se batye hai sir maine kitne logo ka dekha par aapne sab kuch bata diya thanks maine subscribe kar liya again thanks
Bhai Kruti010 Software mein Kuch Problem ho rha kya Centre pr..... Bta rhey ki.... Automatic Kruti Se mangal pr change ho ja rha during typing....
@@deepaktiwari-l7e nahi bhai auto matic change nahi hoga class me invigilator honge unse clear kr lena sari setting 15 ka time milega keyboard check karke unse baat karne ka
@UPSSSC_OFFICIAL ok thanks bhai👍
Meri English m 23 words the ek line m bina font size increase kiye
Ek line main lagbhag 180 -185 character hain. Toh 4.5 line karne pe paas kar jaega candidate. Haina?
Aur kya 1 word 5 keystroke se banega? Aur keystroke main space bhi count hota hai na??
Bhai itni calculation nahi kr sakte waha 5 line likhne ka try karna
@@UPSSSC_OFFICIAL 20 ki subah wali shift ;me kitni line likhne wala english ki pass ho sakta hai bada hi doubt ho raha hai
3.5 line kiye hai 23 ki subh 4 glti hui hain kya ho chance hain
@@civiliansclasses4316 muskil hai bhai dekho 3.5 mai toh.
Ho gayega@@civiliansclasses4316
Bahut bachhe fail huye hai
Sir meri 4.25 line hui h mera ho jayega kya please reply krna
Beta hindi to confirm hai itne me English nahi confirm
Waiting room me setting ho rhi h typing khatm hone ke baad turant iris karo
Kitne bade arahe h kitne word arahe h
10-12 charector wale sabd ek line me 4-5
Thanks bro 👍 💯
Charbagh railway station se tempu mil jata hai ya kahi badalna padega
Badalna padega Bhai hajrat Ganj se
Ya fir metro se char bag se indira nagar
Mil jata h
Exam hall me keyboard soft key ka mil raha ya hard keys ka?HP 100 or HP k100?
Soft key ka.
t.me/UPSSSC_Exam_Official
Telegram par photo hai uska
@UPSSSC_OFFICIAL thanks
Font size kya h increased hota h
Bhai increase hota par pahle se hi increase hai.
Mangal aur Krutidev kaise switch karna hoga
Bhai dono par koi nahi karta hai
Baki class invigilator samjha denge 15 minutes milenge unse baat karne ko aur samajhne ko
Bhai shaam wali shift jiska gate closing time 2pm hai kab tak baher aa ja rahe hai
2 baje se 10 min pahle Tak pahuch jao
12 बजे जाओ 2 बजे तक फ्री हो जाओगे
sir maine english me 160 word kie hain without space aur 7 se 8 glti h kya kr jauga qualify
7 galti hongi to kr jaoge
Keyboard HP 100 vala hai ya HPk100 vala hai jisne enter Key L size ki hoti hai
Telegram par
Bhai hmari 5 line hui h 8 tak galti bhinho skti h
Kya chance h bhai
Please reply ak ladka bta tha tha 35 word the ak line me hmari shift me 23 ki first me
Sahi bta Raha hai wo nikal jayegi.
@@NeeleshKumar-f2bsame shift meri bhi mere m ek line m 22 23 words the
Alt 182से
Vb Hai mai3.5 line hi kr paya hu
Don't worry ho sakta hai word pure ho gaye ho
@@UPSSSC_OFFICIAL sir 3.5 pr kaise ho skta h jbki hmne to 5 line kri h english me fir bhi bhut tension me hu kya hoga kya nhi
Koi jugad nhi lagegi
Sir kitne Line tk likhna safe hoga ???
Plz reply
Saloni beta 5 line ka try karna par typing ko force Mt karna ki 5 hi karni 4 tak bhi pahuch gaye ho to achchha finish karna.
Mera ho gya typing
Btaiye sir eng me maine sadhe panch line likhe h or hindi me sadhe 6 line ...itna sahi h ?@@UPSSSC_OFFICIAL
@saloniverma2500 sahi hai beta ek line me lagbhag 30 words honge
आधा त्र कैसे बनेगा kurti dev Mai
171
0171
Yah bhi aa rha hai kya
Alt 0171
Sir kurti dev me adha phha kaise banega
Hal laga kr dekha niche
Alt+0182
Alt+20
अधा 'फ' जैसे कैरेक्टर नहीं आएंगे bhai, चिंता ना करो , jyada se jyada कृ क्र चन्द्र बिंदी हलंत . hi rahega.
Bhai (? )ये कैसे बनेगा
keyboard konsa use ho rha hai?
Hp