Aapki video bahut useful h. Aisa complete video youtube par nahi h. Mene subscribe like kar diya h. Aap 500 w ka yah inverter ke connection karke bataiye. Diagram me bahut difficult ho raha h
Sir pulse chake karne ke liye apne bataya led lagana hoga gate pin ke pass wo method kisi bhi inverter ke pulse dekhane me kam ayegi kya mere pass smps ka mini converter hai usake dono channel gate ke pass led nahi jal rahi hai wir palat ke bhi dekha 3525 ic hai
Hello Sir how are you Merepas 45w inverter ka kit hai uska tansformar kharab hai to keya ham uska transistor nikalke 2n3055 transistor lagake 5-10amp ka tansformar lagake chalasate hai
सर, मेरे पास 4148 diode नहीं मिल रहा, इसके जगह क्या use कर सकता हूं, या 4148 diode को नहीं लगाने se inverter काम नहीं करेगा, और 0.22 uf capacitor कितने volt का है plz बताये
Sar maine kai new ic lagaya lakin kaam nhi kar raha ic ki 10 no pin pe --- carent aur 11 no pin pe + carent aata hai aur 12 volt + me 30K resistance lagata hu to on hota hai lakin ek channel bina resistance ke bina vayar garmho jata hai
Ha mine check kiya 5 volt charge +5 led se ,pin-1 se Lekar 14 tk Kisi Prakar ki koi beep sound Nahin Baji...nhi jli. Par pin-n. 14 se check kiya to sbi pino se led Jali par kisi me kam kisi jyada.... ......to aaap btawo shi h ya Krab. Kyunki Main dobara de Amazon se purchase Kare Hai ....
@@LUCKYELECTRONICSLAB low battery cut bina invater kit bekar hai.. Srip blub and fan cholega... Bldc cilling fan, led tv, atapter kharap ho sakta he na... Low battery cut ak video banado
@@solertips365 usme jo maine bola sayad aapne usko dhyan se nai suna hai Wo low battery pe band ho jayega sirf overload pe trip hoga Is video me isliye trip ho rha kuki battery discharge nai hui hai bas load jada hone ki wajah se voltage kam ho jata hai agar pura discharg hoke 10 volt pe aa jayega to band ho jayega
@@LUCKYELECTRONICSLAB mera computer ups 14.5 voltage me on hone problem keu hota he... 14 voltage se kom se kohi problem nehi hota... Kaise thik karu... Computer ups
Kyoki mine 103j 100v ka pf 20k parent lgaya to Sar kit me Kam nhi kya... Jabki 105k parent to wo Sarkit me kam karta h... mire pass 105k ka Nhi h... Ri
(1) 4148 to apne ziner diode lagaia tha circuit pe us ziner diode ka number bolo ma dokan pe ja kar kia bolu jo muja eya ziner diode dega???? (2) pf capacitor ka number kia bolu dokan pa apne circuit pa halde rangka capacitor lagaiaho uska number kia ha
Sir mere pass inverter he jisme mene local kit lagayi he usme bettry full hote hi khali charging indication off hota he charging to hota hi rehta mein kya karu sir aapke pass solution he?
Thank u so much guru g.... Apki video ki information se aj mene ek homemade inverter bana liya👍
भाईसाहब...बहुत बढ़िया और उपयोगी सर्किट डायाग्राम बनाया है और फरधर ईनवरटर सर्किट में काम आने वाला है...आपको बहुत-बहुत धन्यावाद देते है।...✒Ⓜ.
Bahut achha explain kiye bhai g ek bar me pura samz aa gya
Great knowledge sir thank you very much.
Hi Respactabile Sir your are so grate expelation Frome Pakistan Karachi Muhammad Khalid khan Thanks as lot,s Respactabile Sir
Samjhane ka tarika bahut hi achha laga bro
Aapki video bahut useful h. Aisa complete video youtube par nahi h. Mene subscribe like kar diya h. Aap 500 w ka yah inverter ke connection karke bataiye. Diagram me bahut difficult ho raha h
Alag se banana hai pura wiring krke
@@LUCKYELECTRONICSLAB ha ji agar aapke liye possible ho jiise fan cooler chal jaaye aur sabhi protection bhi ho
aap charging ke bare me clear kare please. same transformer aur circuit se battery kaise charge karte hai ? pl reply kare
Hallo Ji,nice circuit, super
Circuit digram & instruments list plz...
Real world 👌👌👌👌👌😲👍😲😲
Good sir👌👌
Sir pulse chake karne ke liye apne bataya led lagana hoga gate pin ke pass wo method kisi bhi inverter ke pulse dekhane me kam ayegi kya mere pass smps ka mini converter hai usake dono channel gate ke pass led nahi jal rahi hai wir palat ke bhi dekha 3525 ic hai
Amps charger hoga to usme high frequency hota hai to usme ye rathod kam nahi krega
Thankyou lucky sir..
सर ये CD4047ic से हाम्म ज्यादा से ज्यादा कीत्ने वाट तक्क का ईन्भटर बना सक्तेहे?🤔 please sar Replay 🙏😢
Or mosfet par konsa diode lagaw ? .... thank you so much for this video love from bangladesh
Sir aap Isi ic se 12v se 5 volt 2am mobile charger bna skte ho
Apko ek video banana hai kitne watt ki circuit me kitne watt ka transformer use karna hai aur transformer ki jankari btana hai ok
Isme dekho
ua-cam.com/video/2cqDSQEZ-u0/v-deo.html
Nice...i subscribed ur chanel
Thankyou bhaiya
Sir bc557 transister se frequency connection practical bataie
Hello Sir how are you
Merepas 45w inverter ka kit hai uska tansformar kharab hai to keya ham uska transistor nikalke 2n3055 transistor lagake 5-10amp ka tansformar lagake chalasate hai
45 watt ka dc inverter me alag transformer nahi lagta
@@LUCKYELECTRONICSLAB Bahar se connection karke
Sir ji 22 ohm ka Resistor mosfe ke 1 no pin ke bajay ic ke pin no. 10 or 11 pe laga sakte h kay 🙏
Ha
So 11 pin is 0 volts, or minus -5v?
सर, मेरे पास 4148 diode नहीं मिल रहा, इसके जगह क्या use कर सकता हूं, या 4148 diode को नहीं लगाने se inverter काम नहीं करेगा,
और 0.22 uf capacitor कितने volt का है
plz बताये
Wo lagana jaruri hai 0.22 me 100 volt
@@LUCKYELECTRONICSLAB thanks
Sir apko ye transformer kaha se mila?
Banaya hu
@@LUCKYELECTRONICSLAB Kiya aap bech te v Hai?
@@munnaskuwaitlife8143 abhi nai kuchh din bad
Bro kya isme flyback transformer ( choper ) k use kr skte h
Nice sar
Ok
Thank you sir
Sir iska feedback circuit bhi banaiye
Feedback matlab
100 watt Smps inverter kit per transformer laga huaa hai chota vala . chalega kya 4 mosfet ka bana raha hu.
No smps transformer wale me nai chalega
is me feedback bana k vedio banay sir
Sir; Agar IC 4047 main 10,11 pin par transistor bc557 nahi laga ka 1.8k resistance laga ka Mosfet ka Gate par dai toh yeh circuit kam karega???
Nahi MOSFET jal jayega kuchh samay bad
Is circuit ki frequency output pins mosfet ke Gate pin per lagate hi cd4047 IC heat hoker kharab ho ja rahi plz batain kya fault ho raha hai?
Uske line zener ya diode ho to kharab ho sakta hai MOSFET bhi kharab ho sakta hai
Sir isme jo transformer use hua h usko kya bolte h ispe koi video banaye sir🙏🙏
Bhaiya 12 0 12 5amper transformer ko Kitna amper tak badhaya ja shakta hai re winding Kar ke.
Nai badh sakta mota tar sapne se pura winding nahi ho payega bobin size core ke upar depend hota hai
Bhai ji ye square wave hai ki Sine wave hai
Square
800 ya 1000va bana sakte hai kya
Ha
Apna maximum kitne MOSFET god sakte hai
Jada ke liye signal amplifier lgana padega
Sir
Transformer kitne Ampere ka hai?
40 amp
GOOD MORNING
ZENER DIODE 5 VOLT KA LAGEGA KYA
Nahi 4148 reverse protection diode hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB OK SIR
Sar lekin trancformar kitne aampiyar ka lagaur or konsa lagaye or trancformar pe lge dayod ki veliv kitni honi chahiye
Watt ke hisab se hona chahiye
Iss circuit main sine wave nikal ta ha kiya sir???
No
@@LUCKYELECTRONICSLAB Table fan salaga?60 watt ka?
@@mintugogoi8204 ha chalega but transformer 100 watt se upar hona chahiye 10 amp inverter transformer aur normal tx me 20 amp tab chalega
@@LUCKYELECTRONICSLAB thank u so much sir...
Sir mujay yeh bta dyn ky bc557 ka pin c, b, e kon sa hai
@@ahmed160 Google pe search kro photo sahit mil jayega
@@LUCKYELECTRONICSLAB ap yeh bta dyn ground kis ko kiya hai emitter ko ya collector
@@ahmed160 emitter
Sir ma confuse ho rha hun plz help kry ap ny 4148 diode base or emitter ky sath lagya hai or collector ko ground kiya hai
Plz clear kry dyn
Bro Tl494 k use kr k driver circuit kise bnaye plz help me
Keya ham SG3524 IC Se ye kit bana sakte hai Agar bana sakte hai to 1 video banadijiye
Ha ban jayega
@@LUCKYELECTRONICSLABThanks Bro
Trans former kitne amp ka hona chahiye 10amp ya 15 amp hona chahiye.
40 amp
Thank u sir
Sir ji kya hum ish inverter se ishmei lage battery ko charge bhi ho sakta hai ishmei lage transformer se hi
Ha
Sir isme kya kya chala sakte hai plz. Reply
500 watt kuchh bhi chala sakte ho
@@LUCKYELECTRONICSLAB thank you so much sir 😀😀😀
@@LUCKYELECTRONICSLAB sir aap ne jo MOSFET ke drain or sours pin par diood lagaya hai uska kay number hai plz reply
@@MDKaif-rl8vb 4148
@@LUCKYELECTRONICSLAB aur sir aap ke video kab tak ayagi jo ma ne bola tha high charging and normal charging in inverter and thanks for replying
The word cathode starts with alphabet C not K.
O/p transformer kitne amp ka hona chahiye.
40 amp
20k parent ke Saht me Bhi konsa pf .konsi rasister lgwa.... Taki Mira sarkit pura Ho...
1uf ka capacitor laga sakte hai
Sar maine kai new ic lagaya lakin kaam nhi kar raha ic ki 10 no pin pe --- carent aur 11 no pin pe + carent aata hai aur 12 volt + me 30K resistance lagata hu to on hota hai lakin ek channel bina resistance ke bina vayar garmho jata hai
Mosfet short ho gya hoga chek kro
Nice bhiya
Sir is kit me transfarmer kitne amp ka hai
40 amp
OK SIR THANKS
GOOD NIGHT
Bro it's square wave cricket Right ?
Can you please make a video for sine wave cricket ( explain ) please it's maha request 🙏🙏
Ha jarur but thoda time lagega
@@LUCKYELECTRONICSLAB okk bro intajaar rahi ga ..😊😊
Sir ji es diagram ki sath bettary charging circuit with relay somjha dijiye please sir.
Ha mine check kiya 5 volt charge +5 led se ,pin-1 se Lekar 14 tk Kisi Prakar ki koi beep sound Nahin Baji...nhi jli. Par pin-n. 14 se check kiya to sbi pino se led Jali par kisi me kam kisi jyada.... ......to aaap btawo shi h ya Krab. Kyunki Main dobara de Amazon se purchase Kare Hai ....
Sahi ho sakta hai frequency wale pin se frequency nahi nikal rha kya ki aage koi pro hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB ha .par 220 ohm 5watt rajisitens h
@@nicevideovinod3600 puls wale pe led lga ke chek kro
@@LUCKYELECTRONICSLAB frequency output par our ++ par lgya to 1sayed frequency. Par lalti h bilkul dim...
Which transistor do we use PNP or NPN ? BC557 or BC547 ?
Npn
Is bord low battery cut hoga na...10-12 voltage me Nehi to battery ka sath electric item kharap ho jaye gi
Boga nai bnana padega
@@LUCKYELECTRONICSLAB low battery cut bina invater kit bekar hai.. Srip blub and fan cholega... Bldc cilling fan, led tv, atapter kharap ho sakta he na... Low battery cut ak video banado
@@solertips365 usme jo maine bola sayad aapne usko dhyan se nai suna hai
Wo low battery pe band ho jayega sirf overload pe trip hoga
Is video me isliye trip ho rha kuki battery discharge nai hui hai bas load jada hone ki wajah se voltage kam ho jata hai agar pura discharg hoke 10 volt pe aa jayega to band ho jayega
@@LUCKYELECTRONICSLAB mera computer ups 14.5 voltage me on hone problem keu hota he... 14 voltage se kom se kohi problem nehi hota... Kaise thik karu... Computer ups
@@solertips365 ups ka protection kam krta hai circuit boar ke pcb me adjust preset se set hota hai to thik nai to protection bypass krna hoga
4047 Ic 13 nambar pin kaya hoga sir
12 0 12 transformer 5 amper Kitna watt de shakta hai.
25 se 30 watt bas
Kyoki mine 103j 100v ka pf 20k parent lgaya to Sar kit me Kam nhi kya...
Jabki 105k parent to wo Sarkit me kam karta h... mire pass 105k ka Nhi h... Ri
103 nai krega 104 ya usse upar ka kam krega
@@LUCKYELECTRONICSLAB 2a 104j ka pf 20k present ke satha Kam ksrlega kya...
@@nicevideovinod3600 104 me 20k ke preset ke sath 140k ka resistance lagega
sir g jo hamara 200w mini kit hota usme jab 12v saplay dene par inverter chalu hone me kuchh deri ka taime kyo leta hai
Time to nai lagna chahiye automatic hai to thidha lagta hai 4 - 5 second
Can we modify it to 1000 watts increasing the number of MOSFETs will it work on 12 volts battery
transfomer ka amp kitna rahega
500 wat ke liye 40 amp
Aapne Kha se mgwaya tha CD 4047 ic....
Local market se liya tha
Sar 11 pin aur 13 se kam kar raha hai koi diktat to nhi hoga
Thik hai kr rha to frequency chek krke chalne do
Fan chaligi keya?
Sir MOSFET peral.me kese lagana hai dayagram ple
Sare source pin ak sath connect sare drain ko ko ak sath aur gat ko resistance ke bad ak sath connect krna hai
Great
Good good
Sir 547 lagaya tha Jo kam nahi kar raha esme PNP yaa NPN lagega BC 547 npn yaa pnp hai
Bhai 4047ic na mile to konsa ic laggayenge
Ye nai mile to sg3524 ya sg3525 ka use krke bna sakte hai per uska circuit alag hoga
(1) 4148 to apne ziner diode lagaia tha circuit pe us ziner diode ka number bolo ma dokan pe ja kar kia bolu jo muja eya ziner diode dega???? (2) pf capacitor ka number kia bolu dokan pa apne circuit pa halde rangka capacitor lagaiaho uska number kia ha
4148 ka zener diode do bolna mil jayega
@@LUCKYELECTRONICSLAB pf capacitor ka number kia bolu?
@@farhanurrahman8282 0.22 uf pf capacitor ya capacitor code 224
Y sarkit Kitna %%% a efficiently hai...?
85 %
Sir I am newbie. Please tell me what is minimum input supply voltage. And backup time with 12voly 7amp battery and 7 watt led bulb
Thanks
Minimum 10 volt maximum 14
Bc557 ki base ko direct 10 or 11 number ki pin se connect kar den
Aur FIR 4148 zener diode ko bc547 ki base Se Lekar Uske ammeter Mein connect karna hai kya
Bro we can use 4011ic ?
No
@@LUCKYELECTRONICSLAB thank you so much bro
Thanks for helping me
Sir mere pass inverter he jisme mene local kit lagayi he usme bettry full hote hi khali charging indication off hota he charging to hota hi rehta mein kya karu sir aapke pass solution he?
Apne kit aur connection kaise kiye ho dono ka photo khich ke bhejo mail pe
Aapka email id kya he??
@@extremeaudio8975 about me jao waha mil jayega
Sar kitane ampr tarfarma
40 amo 500 watt
Bhai ye 4047 circuit par video banao
Kis bare me
Sar pure sine wave inverter diagram bataiye
Sir ji frequency kit ka diegrame bataiye please
Ok iska bhi video bana denge
CD 4047 ic ko chek Karen ka trika btawona Bhi....
Bhai 2000watt ka circuit diagram ke bare mein batana
Frequency ke liye ise use kr sakte hai watt ke liye mosfet badhana hai bas
Can I use cd4017?
No
4017 only for led cheser
Sir transister bdl deye BC 557 lagaye hai drv nahi a raha BC 547 lage tha
547 ki jaga 557 nahi lag sakta usme 547 hi lagana hai
Making cost?
100 tak frequency janrater only
@@LUCKYELECTRONICSLAB thanks
Thanks
12 0 12 transformer 10A se kitne watts ka inverter banaga
Normal transformer ho to 60 watt inverter transformer ho to 120
Sir can i make 1000 watt inveater in this cirkit
Ha
Sar 557 ki jagah ki jagah 7805 kya laga sakte hai aur kaise lagaye
Nai lga sakte
@@LUCKYELECTRONICSLAB sir is kit Ko only 200watt to kya yah tv aur ceiling chala payega donon Ek sath mein hi Alag Alag
Induction heater banyo trangister se
Maine ic ke 2 no pin me 1 k ka nahi lagaya hu Direct 100 k ka veritable resistance lagaya hu
Sar 4047 me 11 number aur 13 pin se work kar raha hai aisa kyu
10 , 11 se krna chahiye 13 no to oscilator output hai
Kay aapke pass Soler penal...?
Agar hai to main aapse ek video banvana chahta hun......?
Sorry nai hai abhi to
ac main fail honese automatic chalu karna diagram.
Sar 4047 ic se banaya hai usme ek channel pe drive kaam karta hai ek nhi please help
Connection chek krke dusra ic laga ke dekho
Bc557 PNP transistor he to uska input or output to positive hoga to fir a negetive pe kaise kam kar raha he sir.
Ye frequency driver bna hai thoda dia gram ban ke samajhne ka prayas kroge to samajh jaoge
Sir maine banaya par ek side chalu hai par dusra side chalu nahi hai
Large transformer se load liya hai small transformer se load de tab mane
Jada load ke liye jada amp aur km load ke liye kam apm ka transformer lagta hai jitna load chahiye utne ka lga lo