7th house rashi : cancer 7th swami : sukra 7th swami placement : 10th house 1st house rashi: makar 1st house rashi swami: sani 7th lord nakshatra: Shatbisha 7th house nakshatra swami: Rahu
Meri Makar lagan ki kundli hai Aur rahu guru ki yuti tula rashi mein 10th house mein hai ,Shaadi 2021 mein hui aur uss wqt 10 mahine bcche the rahu ki dasha khatm hone mein.
Guru ji 🙏 meri gudiya ki shadi k liye puchna tha 18.3.1993 morning me janm h name seema h , kahi bhi dekte h waha set nhi hota h aage baat bhi puri nhi hoti
सादर प्रणाम गुरुजी । 1/9/1991 समय ४:५५ am / जन्म स्थान, मुंबई महाराष्ट्र। गुरुजी आपसे एक ही प्रश्न पूछना था कि में अपने जीवन काल में एक अच्छा हस्तरेखा देखने वाला बन सकता हु । आशा हे कि आप उत्तर जरूर देंगे ।
Meri beti ka kark Lagna Hai uski abhi Mangal Ki mhadsha khatm Hone Wali Hai 1 Sal bad Rahu ki mhadsha Shuru Hone Wali Hai aur Dasham Bhav mein Chandra grahan Yog ban raha hai to Vivah kab karna chahie uska Janm 16 September 2003 ka Subah 3:30 ka hai
Hello, my beti ka naam NS hai. Birthday is July 5 1992 8:51pm Varanasi aur iska ho nahi raha. Baat chal kar rukh jati hai or ladki bhi mana kar deti hai. Iska mark darshakon kare aur upaye bataein.
@ShriVedicJyotish Mere lagan or chndra kundli same hai ....lagn / dwadesh dono grho ki dasha last 3 years se chal rhi hai ........shdi nhi ho paa rhi h Kumbh lagan........shni blwan wargotmi yogkarak lgnesh hokar lgn me baithe h
Ketu aur shukra ek sath hai 3rd house me aur shukra ki dasha chal rhi hai jo ki 2028 tak hai Antardash budh ki hai jo saptamesh h aur 5th house me hai Kya budh ki antardasha m shadi karna thik hoga?
मेरी तो मंगल महादषा शुरु होते ही पहली पत्नी की मृत्यू हुई क्यूकी मंगल अष्टम स्थान का स्वामी है और मंगल की ही दशा मे दुसरी शादी के प्रयास मे 4 बार असफल रहा. शादी होही नाही पायी.7 सल बाद राहू की महादशा मे दुसरा विवाह हुआ है राहू 10 वे घरं मे मिथुन राशी आरद्रा नक्षत्र मे है
Rahu ki mahadasha chal rahi hai aur brispati ki antardasha chal rahi hai,rahu 12 house mein hai...aur Singh raashi aur singh lagna hai ,kya Shaadi ho padegi kya is condition mein?
Sinh lagna ho toh 12 house me rahu sinh rashi me keise beith sakta he 😂, 1st house me 5 likha ho toh sinh lagna hua , or 12th house me sinh rashi he toh lagna hua kanya
बहुत अच्छा ज्ञानवर्धन किया है। आपको बहुत बहुत धन्यवाद ।
आपके विडियो से कल विवाह की दिशा तो समझ आ गई किन्तु कितनी दूरी पर ये समझ नहीं आया कृपया इस पर भी एक विडियो बनाए😊
Guruji pranam 🙏
Main bahut Samay se aise hi video Ke Intezar Mein thi Jankari ke liye bahut bahut dhanyvad
7th house rashi : cancer
7th swami : sukra
7th swami placement : 10th house
1st house rashi: makar
1st house rashi swami: sani
7th lord nakshatra: Shatbisha
7th house nakshatra swami: Rahu
Meri Makar lagan ki kundli hai Aur rahu guru ki yuti tula rashi mein 10th house mein hai ,Shaadi 2021 mein hui aur uss wqt 10 mahine bcche the rahu ki dasha khatm hone mein.
4 10 2004 Time 6 30 pm bihar patna marrige life kaisa hoga 🙋🏻
Guru ji 🙏 meri gudiya ki shadi k liye puchna tha 18.3.1993 morning me janm h name seema h , kahi bhi dekte h waha set nhi hota h aage baat bhi puri nhi hoti
guruji, Meri bhanji ki shadi kab hogi. DOB: 18/05/1996; TOB: 22:45; POB: YAVATMAL,MAHARASTRA
Shani ki maahadasha me vivah kaaosa hoga dusre bhav me kanya rashi me shukr ke sath betha ho tab
सादर प्रणाम गुरुजी । 1/9/1991 समय ४:५५ am / जन्म स्थान, मुंबई महाराष्ट्र। गुरुजी आपसे एक ही प्रश्न पूछना था कि में अपने जीवन काल में एक अच्छा हस्तरेखा देखने वाला बन सकता हु । आशा हे कि आप उत्तर जरूर देंगे ।
Guruji rahu or Ketu Kab se goho ban Gaya, o to ek rakshas Hai, kohi shok
Aap dekhte he kundli jai shree ram
Meri beti ka kark Lagna Hai uski abhi Mangal Ki mhadsha khatm Hone Wali Hai 1 Sal bad Rahu ki mhadsha Shuru Hone Wali Hai aur Dasham Bhav mein Chandra grahan Yog ban raha hai to Vivah kab karna chahie uska Janm 16 September 2003 ka Subah 3:30 ka hai
Sir meri shadi kab tk hogi 11/4/1990,2:20 am , Ahmednagar (Maharashtra)
Hello, my beti ka naam NS hai. Birthday is July 5 1992 8:51pm Varanasi aur iska ho nahi raha. Baat chal kar rukh jati hai or ladki bhi mana kar deti hai. Iska mark darshakon kare aur upaye bataein.
Meri Beti ka date of birth hai 27/12/1992@10:40pm Patna Bihar hai sadi nahi ho raha hai kirpa kar marg darsan kar kab hoga sir please help me
Meri beti ka naam hai sneha Rasi ka naam hai Gaytri
Ketu ki mahadasha me vivah hota hai ?
सर्वाधिक बार
बताया है वीडियो में
Chandra or mangal ki antardasha mein vivah hota hai kya
Yes hota h agar wo kark ho apke lgan me or 7 house ke lord ho yaa waha baithe .....
यदि लग्न या चंद्र कुंडली से ग्रह लग्न सप्तम और द्वादश भाव के स्वामी होगे तो विवाह दे सकते है
@ShriVedicJyotish
Mere lagan or chndra kundli same hai ....lagn / dwadesh dono grho ki dasha last 3 years se chal rhi hai ........shdi nhi ho paa rhi h Kumbh lagan........shni blwan wargotmi yogkarak lgnesh hokar lgn me baithe h
लग्न के शनि देरी करवाने का कार्य कर सकते है
यदि आयु 32 के लगभग हो चुकी है तो वर्तमान में विवाह संभव हो पाएगा
@ShriVedicJyotish
30 hai age .......
Ketu aur shukra ek sath hai 3rd house me aur shukra ki dasha chal rhi hai jo ki 2028 tak hai
Antardash budh ki hai jo saptamesh h aur 5th house me hai
Kya budh ki antardasha m shadi karna thik hoga?
अभि मेरी केतू कि महादशा चालू हे पर विवाह नही हो राहा हे
प्रथम कुंडली में उस व्यक्ति के छुपे प्रेम संबंध होने की प्रबल संभावना थी। उससे विवाह करना तो पहलेसेही अच्छा नहीं था।
इस मिथुन लग्न की कुंडली के व्यक्ति के बारेमे ये है
राहु दशा में सूर्य देव की अंतर्दशा चल रही है। छटे भाव में राहू २४ डिग्री चंद्रमा १३ डिग्री कन्या राशि में।
लड़की का reason क्या था वापस नहीं आई जो अपने घर जाके 🤷🏻♂️
मेरी तो मंगल महादषा शुरु होते ही पहली पत्नी की मृत्यू हुई क्यूकी मंगल अष्टम स्थान का स्वामी है और मंगल की ही दशा मे दुसरी शादी के प्रयास मे 4 बार असफल रहा. शादी होही नाही पायी.7 सल बाद राहू की महादशा मे दुसरा विवाह हुआ है राहू 10 वे घरं मे मिथुन राशी आरद्रा नक्षत्र मे है
क्या आप कन्या लग्न के है? आपका मंगल किस घर में है।