Delhi NCR ke liye bhi Sarkar ko Sochna padega. Delhi NCR koi Bhagwan Shiv ke Trishul par nahi hai ki Road Worthy aur Non Pollution wale Vechile ko bhi 10 Saal se 15 saal tak road par play karne ki jarurat hai.
15 saal mein koi gaadi kabad nahi hoti. Sarkar ko kum se kum 20 saal ka samay dena chaiye. Jo certificate dene ka niyam banaya hai ussey corruption hi felega. Adhikario ki jeb bharagi.
If required there should be provision of change the engine . Replace old engine with new engine . .....it will be some relief to middle class's.....who bye a car in their whole life
AJ BHI DEISEL CAR KA TAX 15 SAAL KA KYU LIYA JARAHA HAI.PURANE VAHAN KA 5 SAAL BACHA TAX REFUND KIYA JAYE. BIG SCAM HAI.SARKAR OR कंपनियां KA GATHJOD HAI.
20 saal tak specially 4 wheeler kho scrap nahi karna chaiyye. 20 saal baad ek fitness test karke phir decision karna chaiyye.
Delhi NCR ke liye bhi Sarkar ko Sochna padega. Delhi NCR koi Bhagwan Shiv ke Trishul par nahi hai ki Road Worthy aur Non Pollution wale Vechile ko bhi 10 Saal se 15 saal tak road par play karne ki jarurat hai.
Correct
Fitness test honestly se hona chahiye.Agar vehcle pollution karta hai to scrap otherwise re registration should be done for personal vehicles.
15 saal mein koi gaadi kabad nahi hoti. Sarkar ko kum se kum 20 saal ka samay dena chaiye. Jo certificate dene ka niyam banaya hai ussey corruption hi felega. Adhikario ki jeb bharagi.
If required there should be provision of change the engine . Replace old engine with new engine . .....it will be some relief to middle class's.....who bye a car in their whole life
Jo four wheeler fit h aur pollution nahi fela rahe unko 25 years tak scrap nhi kerna cheye.
Kb aayega new vehicle policy
How many planes have been scrapped from IGI NCR ?
Madam abhi to court me case chal raha hai case kis taraf jayega abhi kuch nahin kah sakte
Madam 15 Saal wala niyam to sirf Delhi NCR ke liye hai... otherwise voluntary haiii
IF DONE, IT WOULD BE A GREAT MOVE FOR PERSONAL VEHICLES OWNERS.
Great scheme for those who own the car.
Nice decision if taken.
Delhi ncr ke laakho radhe shyam ka kya?
Oll india kardo yr mera dream h car lena me le lunga Phir
old vehicles waise bhi E20 fuel ke liae nahi bani hai...toh engine mein wear n tear jyada hoga... isiliae scrappage policy indirectly implement hogi... aur abhi discount bhi nahi dena padega....
Abe EV kit CNG kit v aati hai 15 saal baad agar kit laga de to pollution dena bhut kam kr degi
@@shubhamer2000aap ko lagta hai ev conversion kitne lakh mei hota hai ?? Or cng retrofitting bhi mana kar dete hai
Govt subsidy ho ya incentive deti hai wo public ko bhikh ke Barabar hi deti hai...
Inke chakkar Mai Maine to apni gaddi beach di... 😢
Modi hai to Mumkin hai
AJ BHI DEISEL CAR KA TAX 15 SAAL KA KYU LIYA JARAHA HAI.PURANE VAHAN KA 5 SAAL BACHA TAX REFUND KIYA JAYE.
BIG SCAM HAI.SARKAR OR कंपनियां KA GATHJOD HAI.
Ye sab GOVERNMENT ke taraf se JHUN JHUNAA hai... NCR mein SC kaa order hai... 🙄
janta ke mooh e.jeera aur. gaadi company ke maaliko ke mooh me kheera waah gadkari ji waah
Bakvas policy
मैडम अपना ज्ञान बड़ाये तब विडियो बनाए ।