भाई ये गाडी मे turbo engine आता है ये बात आपको पत्ता होना चाहिये था. व्हीडीओ बना रहे हो... Turbo engine वाले गाडी के इंजिन जल्दी गरम होते है ये कोई समस्या नही है थंडा बी जलदी होते है ये इंजिन मे ताकद बहुत होती है और एक बात tara मे only disel गाडी sugsees petrol & cng & e motors fail गाडी है only disel power ful currect dicejin
Thank you so much Bhai mujhe Jo jo pata tha mene Share kiya aap ki tarah mein baki bhi viewers bhaiyon se chahta Hun Ki unko Jojo knowledge hai wo bhi mere sath share karen
Bhai meri to rai hai k naya tata ace koi bhi variant lo soch samjh k lo kyun k Pehele jaisa aur tata Ace nahi raha aur agar le liye ho to jaisa hai wese me kaam chalao bs6 petrol gadi me kuch bhi alag se market se chhed chhad karoge pareshan ho jaoge jo company fitted hai wahi rehne do
Javed bhai mera namkeen aur confencry ka wholesale kaam hi mujhe 600km turn krna hota hai month mein 8 se 10 baar maximum 1200kg load krne se kya prblm aayegi ht+ mein tata ht+ aur tata ace gold mein kaun sa better hai aur petrol aur diesal mein kya lena accha rahega...🙏
Bhai ji mera bhi confectionery ka wholesale ka kaam hai aapka requirement k hisab se aap HT+ le sakte hain lekin main suggest karunga Aaj k date main Tata ka lagbhag ACE segment k koi gadi success nahi hai behera hai aap Mahindra Supro k taraf dekhen usme aapko power mileage jyada milega aur maintenance bhi jyada nahi aayega as compared to Tata Ace.
Javed bhai mere pass hai bahut paresan hun mai to iski gadi 2500 hi to chali h abhi to new hai isko pta calega 40000 run to hone do tab karna iske pass ake review gadi
Hi
@@KoriKori-ei8yv hello
❤️👌🏻👍🏻nice
Doing good job, for sharing this idea
😍
Thank you
TATA ACE GOLD diesel, SAHI RAHEGA KI TATA ACE HT PLUS BEST RAHEGA MAI Confusion MAI HU KONSA LENA CHAIYE 🤔🤔
12 Quintal k andar hai to tata Ace Gold aur 18 Quintal k andar k liye ya upto 2 tonn k liye HT Plus lijiye
Ht plus sahi h gadi ek hi bar li jati h jyada load aa jayega
Bhai ki emi 15600. 5 years 936.000 +down pement. 120.000= 10.56000 lak main to mahindra pikup gadi asti.bhai ki to nikal padi. 👌😆😆😆
Maileg kitna deti he
भाई ये गाडी मे turbo engine आता है ये बात आपको पत्ता होना चाहिये था. व्हीडीओ बना रहे हो...
Turbo engine वाले गाडी के इंजिन जल्दी गरम होते है ये कोई समस्या नही है थंडा बी जलदी होते है ये इंजिन मे ताकद बहुत होती है और एक बात tara मे only disel गाडी sugsees petrol & cng & e motors fail गाडी है only disel power ful currect dicejin
Thank you so much Bhai mujhe Jo jo pata tha mene Share kiya aap ki tarah mein baki bhi viewers bhaiyon se chahta Hun Ki unko Jojo knowledge hai wo bhi mere sath share karen
Sir tata ace variant ki sabhi parts available hei? Old models ki bhi available hei kya ?
Hn sab mil jata hai parts avilable hai
@@javedakhtarmemon thanks vaai
Ap kha se ho bhaiya
Odisha Nuapada district se
भाई इसको पता नही हैं। इसका क्या रिबूयु ले रहे हो।ये बन्दा सोच रहा कि कंही रिबूयु करता करता मेरी गाड़ी को ना ले जाये 😂😂
🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵
Aa gadi ma patta no problem thay che patta ma thi aavaj ave che
Greasing karwana padta hai har 15 deen me 50 se 100 rupiya kharcha aata hai nozzle greasing bolte hain
Javed bhai ht+ mein power steering hi kya
Stylish & Comfortable Steering Wheel hai but power steering nahi hai wo costomer ko pata nahi tha bol diye but power steering type feel deta hai gadi
@@javedakhtarmemon kis gadi mein tata ace ht + mein bol rhe hain kya
Han
Bhai ham Tata Ace B6petrol PNG batana chahta hun ismein hai aapka Rai yah hai
Bhai meri to rai hai k naya tata ace koi bhi variant lo soch samjh k lo kyun k Pehele jaisa aur tata Ace nahi raha aur agar le liye ho to jaisa hai wese me kaam chalao bs6 petrol gadi me kuch bhi alag se market se chhed chhad karoge pareshan ho jaoge jo company fitted hai wahi rehne do
22 YEH POWER Steering nahi hai
Power steering nhi hai
Nahi hai
भाई 24 जाने 2023 को लिया हैं
Sirf bs4 hi acchi thi bs ye bekaar hai mat lena ye gadi koi bhi bahut kharcha hai is gadi ka bhai logo
Javed bhai mera namkeen aur confencry ka wholesale kaam hi mujhe 600km turn krna hota hai month mein 8 se 10 baar maximum 1200kg load krne se kya prblm aayegi ht+ mein tata ht+ aur tata ace gold mein kaun sa better hai aur petrol aur diesal mein kya lena accha rahega...🙏
Bhai ji mera bhi confectionery ka wholesale ka kaam hai aapka requirement k hisab se aap HT+ le sakte hain lekin main suggest karunga Aaj k date main Tata ka lagbhag ACE segment k koi gadi success nahi hai behera hai aap Mahindra Supro k taraf dekhen usme aapko power mileage jyada milega aur maintenance bhi jyada nahi aayega as compared to Tata Ace.
@@javedakhtarmemon okk tqqq javed bhai...
Javed bhai aap mahindra supro ka v review leke aaiye aap explain accha krte ho... 🙏
@@beinggreat0078 Bohat jald launga bhai sukriya Video dekhne k liye
Javed bhai mere pass hai bahut paresan hun mai to iski gadi 2500 hi to chali h abhi to new hai isko pta calega 40000 run to hone do tab karna iske pass ake review gadi
Bhai kiya problem hai isme batao jara ham lene wale hai please reply 🙏🙏🙏
MI jyada Bata rahe hain
1 महीना हुवा हैं
EMI pakdakar 8 lakh tak jati hai
Haan lagbhag
Mere pass ht plus he dizel ki
Kaisa hai aapke hisab se gadi
Bhai log tata ki gadi mat lo ,🔥🔥🔥
Are bhai yah gadi 9 lakh 48 Mein padha Kuchh Jyada Nahin
Lagbhag sabhi gadiyon ka rate badha hua hai Bs6 ka
Bok bas gari ha ashob
A gari kisi ko mat dijiya
Bhai pura jhut bol raha hai
Koi gadi acchi nhi a rhi h