Isa Alaihis Salam Ka Waqia | Esa asm ka Dajjal Ko Qatl Karna | Imam Mehdi Ka Zuhoor | Nuzool e Esa

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 січ 2025

КОМЕНТАРІ •

  • @sknozrulislam390
    @sknozrulislam390 14 днів тому

    Mashallah bahut badia nasihat.
    Allah SWT apko salamat rakhe

  • @sknozrulislam390
    @sknozrulislam390 13 днів тому

    Hazrat, bahut badia nasihat

  • @mohammedmohsin2361
    @mohammedmohsin2361 14 днів тому

    Assalamu Alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Mufti sab, mera ek dost jab namaz may ruku se utne ke baad sajde may jata hai toh pehele apne hath ku zameen par rakhta hai phir ghutne, mai bahut samjhaya ki pehle ghutne rakhna hai phir haath, phir bhi o ny samaj raha. Ab aap hi batayiye ke koun sahi hai aur koun ghalat hai. Baraye meherbani iske upar ek detail video banaye poore daleel ke saath, bahut meherbani hogi.
    Mera Naam Mohsin hai aur mai Karnataka se hoon.

    • @MuftiShahjahanQasmi
      @MuftiShahjahanQasmi  13 днів тому +1

      Abu Dawood Shareef mein woh hadees is tarah hai: 'An Abi Huraira r.a. qaal, qaal Rasool Allah ﷺ: "Iza sajada ahadukum falaa yabrik kamaa yabriku al-ba'eer, wa liyada'a yadeeh qabl rukbatayh." Tarjuma: Hazrat Abu Huraira r.a. se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Jab tum mein se koi sajda kare to us tarah na baitha jese oont baithta hai aur chaahiye ke apne ghutne se pehle apne haathon ko rakhe." Is hadees par aksar Ahl-e-Ilm huzraat ka amal nahi hai. Yeh bhi qoul hai ke yeh hadees mansookh hai. Iske bilkul muqablay mein ek doosri riwayat Hazrat Wail bin Hajar ki hai, jo hadees Abu Huraira se sabit hai. Woh yeh hai: "An Wail bin Hajar qaal: Raaytu an-Nabi ﷺ iza sajada wada'a rukbatayh qabl yadeeh, wa iza nahad, rafa'a yadeeh qabl rukbatayh." (Abu Dawood, Safah: 122, T: Ittehad Deoband). Is hadees mein saaf hai ke jab Rasool Allah ﷺ ne sajda kiya to apne haathon se pehle apne ghutne ko rakha aur jab sajda se uthay to apne ghutne se pehle apne haathon ko uthaya. Ahnaaf ka is hadees ke mutabiq amal hai. Qaal al-Taybi: "Zahaba akthar Ahl-e-Ilm ila an al-ahabb lis-sajid an wada'a rukbatayh, thumma yadeeh, lima rawaa Wail bin Hajar, wa qala Malik wal-Awza'ee bi aksihi, li-hadhal hadees wal-awwal athbat 'ind ar-rafan al-naql... wa qeela hadha ay hadees Abi Huraira mansookh." (Hashiyah Abu Dawood).
      spelling mistakes ke liye maafi chahunga

    • @mohammedmohsin2361
      @mohammedmohsin2361 6 днів тому

      Jazakallah Hu khair Mufti saab, agar iske upar ek choti si video banjati toh bahut meherbani hoti.