EXCLUSIVE: Janab Mir Takallum Poetry on Jashan Imam Moosa Kazim (as)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 лют 2025

КОМЕНТАРІ • 2

  • @gamingwithabbas7260
    @gamingwithabbas7260 2 роки тому +3

    Likhe ga kaha musa e kazim ki Sana kon
    Ham bhi tho Zara dekhe hai bando peh khuda kon
    Musa ne kaha dekh k kazim ki tajali
    Ap tak hai fazao mein tere koon ki qushboo
    Baqdak tho bata detha hai teraqatil hai Tera kon

  • @tasveerzehra_
    @tasveerzehra_ 6 місяців тому +1

    Likhega bhala Musa e kazim Ki Sana koun
    Hum bhi to Zara dekhe hai Bando me khuda koun
    Musa ne Kaha Dekh ke kazim Ki tajjali
    Ab smjha Mujhe noore tajjala se Mila koun
    Kounain Hai Kya Musa e kazim ke btau
    Masooma e Qom koun Hai or Moula Raza koun
    Ab tak Hai fazao me tere khoon Ki khushboo
    Bagaad Bata deta Hai qatil Hai tera koun
    Hai Musa e kazim Ki aamad ka mukhalif
    Dekho to bnata Hai saqifa ye Naya koun
    Roz aate Hai behlol se Milne mere moula
    Haroon ke zindaan me qaidi Hai bhala koun
    Bagdad Ki galiyon me ye nilaamiye jannat
    Kar sakta Hai diwan e kazim ke siwa koun
    Khaliq kahe, raziq kahe, hum Jo kahe
    Tu rokne wala Hai fakeero ko Bata koun..