2 amplifier kar ke chala raha hun aur Na jaane kitne emplifier change kar chuka hun lekin supply sirf ek hi use kar raha hun main aaye din amplifier badalta rahata hun high power amplifier ka shauk hai mujhe mere pass 160 empier ki do supply donon ek sath banvae thi hath ki Bani Hui hai
Sar SMPS supply ki Jo life hai na vah jyada nahin Hoti 1 sal ke andar bol jaati hai Aaj bhi transformer supply ki life jyada hai main 160 empier power supply ko 15 salon se use kar raha hun aur bhi 50 sal chala lunga kharab nahin hogi aur SMPS supply 1 sal ke andar bol jaati hai jawab de deti hai isase jyada nahin chalungi
UA-cam per ahc power supply search karo aur unke video dekho transformer supply Jo banate hain na vah bhai ek number hai Maine ek aur supply banvae hai char din pahle deliver hui hai mere pass usko bhi check kiya char emplifier chalakar ek hi supply per khatarnak awaaz aur koi nuksan nahin hota hai amplifier ko kar ke emplifier chala raha hun
Bhai sahab aap bhi youtuber ho aur jitne bhi UA-cam per youtuber hai na amplifier se related video Jo banate hain vah sab supply unhi se lete Hain ahc transformer supply aur aapki retirement ke hisab se aap apni pasand se transformer supply banva sakte ho 45 empier 50 empier 100 empier 160 empier 200 empier 250 empier jo chahe
Sir mere pas 15 amp transformer power supply he kya us se sony xplod 1000 watt or 2 6x9 sony speaker and 2 chanel applifare he kya us se chalwga
मेरा कार एम्पीफायर 12 volt और 1 एमापियर पर चल रहा है। Pioneer gm 302 hai.
Sony XM N 1004 amplifier main kitna amp cahiye?
Ye use kar sakte hai? Ya isse kam amp use karna hoga?
12 volt 50 ampere
2 amplifier kar ke chala raha hun aur Na jaane kitne emplifier change kar chuka hun lekin supply sirf ek hi use kar raha hun main aaye din amplifier badalta rahata hun high power amplifier ka shauk hai mujhe mere pass 160 empier ki do supply donon ek sath banvae thi hath ki Bani Hui hai
Kaha se lii thi bai
Jxl 8 inch ke liye kon sa power supply lu sir please reply ❤
Only basstube Ke leye 12 volt 30 ampere aur sath me stereo be hai to 12 volt 40 ampere
@@Aruncarbasicjankari 12 600wat liya hu thik hai ki nahi
1 stereo or Sony 500 xplod + JBL 1100 watt speaker chalane ke liye kitne ampire ka ac,Dc controller lena hai bhaiya please reply 😢😢
12 volt 40 ampere
Kya 2 channel amplifier
12v 60amp Power supply thik rahegaa
12 volt 30 ampere
Aur 4 channel aur stereo ke liye konsa power supply badhiya rahega
jbl 1300 watt subwoofer price with enclosure?
Contact WhatsApp
2800jbl 1500 watts or 3200 jbl1300watts
❤
Is power supply se kitne channel 2,4
Amplifier chla sakte hai
Sar SMPS supply ki Jo life hai na vah jyada nahin Hoti 1 sal ke andar bol jaati hai Aaj bhi transformer supply ki life jyada hai main 160 empier power supply ko 15 salon se use kar raha hun aur bhi 50 sal chala lunga kharab nahin hogi aur SMPS supply 1 sal ke andar bol jaati hai jawab de deti hai isase jyada nahin chalungi
Kaha se lii transformer suply
UA-cam per ahc power supply search karo aur unke video dekho transformer supply Jo banate hain na vah bhai ek number hai Maine ek aur supply banvae hai char din pahle deliver hui hai mere pass usko bhi check kiya char emplifier chalakar ek hi supply per khatarnak awaaz aur koi nuksan nahin hota hai amplifier ko kar ke emplifier chala raha hun
Bhai sahab aap bhi youtuber ho aur jitne bhi UA-cam per youtuber hai na amplifier se related video Jo banate hain vah sab supply unhi se lete Hain ahc transformer supply aur aapki retirement ke hisab se aap apni pasand se transformer supply banva sakte ho 45 empier 50 empier 100 empier 160 empier 200 empier 250 empier jo chahe
Aur pure copper mein
@@PrakashrmTirthwani thank you baiaa