"Assalamualaikum, MashaAllah Hazrat Hamne aap se kafi time pahle qawwali sunne ke bare me suwal kiya tha, Alhamdulillah aj sabhi suwalo ke jawab mil gaye in dono parton me, jo nahi punchhe the unke bhi, bht bhhhhhht sukriya, Allah hafiz."
ماشاء اللہ بہت خوب حضرت جزاک اللہ خیرا اللہ سبحانہ تعالٰی آپ کو سلامت رکھے اور آپ کے عمر اورعلم برکت عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین بجاہ سید المرسلین صلی اللہ تعالٰی علیہ و سلم
Masha Allah... Bahut khoob samjaya aap ne. Hazrath aap se guzarish hai k ek video aap qawwali mein istemal huwe, ya hone wale kufriya alfaz k baare mein bayan kijiye. Taa ke hum isse parez karein. Aur hamara Imaan bacha sakein.... Shukriya. Jazakallah......
Assalamu alaiykum Janab 👉Mujhe to shok bhi nahi hai qawwali sunne ka or aapne itni bariki se Bata Diya to qawwali ko sunne se bachuga. 👉or auorto ka masjid me NAMAZ padne se hamare olama ne roka hai sahi Kiya hai nahi to aaj ke nojawan NAMAZ padne nahi balki masjid me ladkiyo ke liye jaate. Ya Allah Tera lakh lakh shukar hai ki tune hame ese fitne se bachaya. 👉 ya Allah aaj ke is dor me baaj musalmano ki wajah se begunah musalmano par julm ho raha hai. Tere pyare habib (s.a.w) ke sadqe me ham sab momin musalmano ki magfirat farma or ese Aazab se bacha. 👉 Ya Allah ham se esa Kaam le jaisa tu chahta hai. Or ese Amal karne ki tofik de jisse ki tu bahut khus ho.
Asslamualekum hazrat log khte h ki Thursday ko surma nhi lgana chaiye kya y bt sahi h aur ek sawal y bhi h ki kya jo kurbani krega wo kurwani krne s pehle kuch kha nhi skta plz bta de
S.bhai apki vdo dekhi duf k bare me yek silsila hai rifai jiske bani hai sayyad ahmad kabir rifai. Ratibe rifaiya me duf bajaya jata hai iske bare me malumat di giye
Hazrat, ek namaaz ka masla he..... Me ne suna he k bahot kam roshni me namaaz nahi hoti.... Namaazi ka padchhaaya padha bahot jaruri he...... To kya ye sahi he......???
Assalam walaikum wa rahmat ullahe wa barkatuhu hazrat fajar ya asar ki namaz ke baad kiya makrooh wakt main quraan aur darood ya koyi tasbi padh sakte hain ya nahi
Watan e asli se 107 km par gaya 2 din raha qaser namaz padey phir waha se wapasi watqn e asli ke taraf 85 km par 4 roz rokna hai yaha par qaser namaz padne hogi ya puri
Qki Watan Asli Me Dakhil Bhi Na Hue.... Aur Agli jagah jahan aap ja rahe hain wahan sirf chand din ruk rahe hain... Agar aap apne watane asli me dakhil ho jate aur phir wapas jate to woh aap ka naya safar hota... aur usme qasar nahi hoti... Ya agar aap dusri jagah jo aapne bayan ki wahan 15 raat rukne ki niyyat karte to muqeem hote.. Lehaza aap ki puchhi gai surat me aap qasr hi padhenge...
Apne shahar Me Dakhil Hona Shart Hai... Ghar Pahuchna Zaruri Nahi... Agar Koi Hawai Jahaz Se Shahar Ki Fazao Ke Upar Se Bhi Guzar Kar Gaya To Bhi Use Watan Me Dakhil Hona Hi Maana Jayga...
As salamu alaikum Bhai. Mere do sawal hai pls iska jawab yahi dedein ya fir video bana de jaisa aap sahi samjho 1. Kya shohar k bina koi bhi fenale apne walidain k sath umrah k liye jaa sakti hai? Kya humara shariya iski ijazat deta hai? 2. Kya ladies apni jewellery mei peacock yani mor ka design agar bana ho to kya wo aisi jewellery pehen sakti hai shadiyo mei wagaira?
Hazrat namaz ke mutallik suwal hai ki wahabi kahte hai ki namaz mein dua mangna kisi bhi riwayat se sabit nahi hai. Aur na hi Rasulullah (s.a.) ne namaz ke baad dua Manga Aur na hi sahaba ne mangi? Hazrat Jawab enayat farmaye.
Hazrat Christi kehte hain k Mazameer jayez hain.. Aur jo huzoor sallalahu alaihi wasallam ne mana Kia tha bajane ko voh hamd e ilahi k liye nHi tha aur yunhi bajana tha islie mana Kia tha.. Lihaza naat aur kawwali k andar bajane se mana nahi Kia.. Usliye voh instruments bajate hain ..unse kya Kahen
Thanks
🌹🌹सुबानअल्लाह
Dua yaad rakhna
فیضان سرکار تاج الشریعہ جاری رہے
Bahot bahot Shukrya Aapka
Bohot chare sunni o ne majamir ke sath qawali or mehfile sema bhi karte he
Subhanallah 🌹 maasallah
Masha Allah 🌹🥀🏵️🏵️🌹🌻💐🌼🥀
"Assalamualaikum,
MashaAllah Hazrat Hamne aap se kafi time pahle qawwali sunne ke bare me suwal kiya tha, Alhamdulillah aj sabhi suwalo ke jawab mil gaye in dono parton me, jo nahi punchhe the unke bhi, bht bhhhhhht sukriya, Allah hafiz."
👏👏👏👏👏👌👌👌👌👌owais raza qadri...my fvrt naatkhwan...
bohot acchi bat batate ho allah apko salamat rakhkhe
Mashaallaha shukriya batane ke liye
बेसक सुबहान अल्लाह मासा अल्लाह
Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut Bahut hi umdaa
ماشاء اللہ بہت خوب حضرت
جزاک اللہ خیرا
اللہ سبحانہ تعالٰی آپ کو سلامت رکھے اور آپ کے عمر اورعلم برکت عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین بجاہ سید المرسلین صلی اللہ تعالٰی علیہ و سلم
Bahoot khoob hazrat zajakallah khair
हज़रत अल्लामा सब्बीर अली वारिस कोलकात्ता वाले शिया है या अहले सुन्नत से है
Shia
@@MasaileShariat sukriya jnb
Bahut khub
Umdah bayan hai..
Jazaq ALLAH kher
Mashaallah
Sukriya sir ji
masha allah
Masha Allah
Tasleem arif k waqiya sun sakte hai kya
Jo haji shauk wazir ganjwi sahb k likhe huye hai
nahi
Ok, thanks
Shubhanallah
Subhan Allaha
Mashallah
Ma sha Allah bahot khub..... 👌👌👌
MashaALLAH MashaALLAH
JazakALLAH Khair Hazrat
Masha Allah... Bahut khoob samjaya aap ne.
Hazrath aap se guzarish hai k ek video aap qawwali mein istemal huwe, ya hone wale kufriya alfaz k baare mein bayan kijiye. Taa ke hum isse parez karein. Aur hamara Imaan bacha sakein....
Shukriya. Jazakallah......
Aslamualekum
Siya Agar khana ko kuch de to kya khana jaiz hai ya nhi
na khana behtr he
Mashallah ....bahut khoob ....second part is best ......👌👌👌👌👌Sukrriya hazrat
Bahut khoob..
Bahut hi khoob
In jawabon ki bahut zaroorat thi
Is jawab ko bahut pehle dena tha..
👍👍👍👍
Very nice
Mashallah nd jazakllah khair Bhaijaan!
Subhanallah bhaijan
Shubhan Allah
Assalamu alaiykum Janab
👉Mujhe to shok bhi nahi hai qawwali sunne ka or aapne itni bariki se Bata Diya to qawwali ko sunne se bachuga.
👉or auorto ka masjid me NAMAZ padne se hamare olama ne roka hai sahi Kiya hai nahi to aaj ke nojawan NAMAZ padne nahi balki masjid me ladkiyo ke liye jaate. Ya Allah Tera lakh lakh shukar hai ki tune hame ese fitne se bachaya.
👉 ya Allah aaj ke is dor me baaj musalmano ki wajah se begunah musalmano par julm ho raha hai. Tere pyare habib (s.a.w) ke sadqe me ham sab momin musalmano ki magfirat farma or ese Aazab se bacha.
👉 Ya Allah ham se esa Kaam le jaisa tu chahta hai. Or ese Amal karne ki tofik de jisse ki tu bahut khus ho.
Aameen allahumma aameen.....
Ameen summa ameen🌹
Ameen!
Subhanallah kya baat khi aap ne
Good information
pyare hazrat
Asslamualekum hazrat log khte h ki Thursday ko surma nhi lgana chaiye kya y bt sahi h aur ek sawal y bhi h ki kya jo kurbani krega wo kurwani krne s pehle kuch kha nhi skta plz bta de
surma laga skte he
or naa khaye to behtr. khana jaiz he
@@MasaileShariat bht shukria
Beshaq
S.bhai apki vdo dekhi duf k bare me yek silsila hai rifai jiske bani hai sayyad ahmad kabir rifai. Ratibe rifaiya me duf bajaya jata hai iske bare me malumat di giye
Hello Dhol Baja bajane ki jimmedari le rahe ho
Kya bivi ko apne shohar ki har baat maanni hi chaahiye....??? Vo jitne bhi hukm de ya Koi bhi kaam karvaae... Karna chaahiye.....???
Javaab jarur dena plz.....
sirf jaiz jo karna uski qudrt me ho
@@MasaileShariat ji, Jazakallah u khair....
Hazrat, ek namaaz ka masla he..... Me ne suna he k bahot kam roshni me namaaz nahi hoti.... Namaazi ka padchhaaya padha bahot jaruri he...... To kya ye sahi he......???
ho jati he
Allah maaf kre hum sab ko Aur hum sab ko aise gunhao se bachaye Ammen
Music se farishte door chale jate hai to kya urus me music ke saat qawali ya ladkoo ka daf baja kar nachna kya se??? Hai
Maafi ki darkaas kuch jwab is video se mil gai bahot bahot shukriya
1st comment & 1st like
I am first viewing
Assalam walaikum wa rahmat ullahe wa barkatuhu hazrat fajar ya asar ki namaz ke baad kiya makrooh wakt main quraan aur darood ya koyi tasbi padh sakte hain ya nahi
yes.
Aap se yeh sawal tha ke dil or dimag me bhot jada gande khayal aate hai to kay tastid e iman karna ho ga kay
zaruri nahi krne me hrz nahi
I am first viewer
Watan e asli se 107 km par gaya 2 din raha qaser namaz padey phir waha se wapasi watqn e asli ke taraf 85 km par 4 roz rokna hai yaha par qaser namaz padne hogi ya puri
Qasr hi padhenge...
Qki Watan Asli Me Dakhil Bhi Na Hue.... Aur Agli jagah jahan aap ja rahe hain wahan sirf chand din ruk rahe hain...
Agar aap apne watane asli me dakhil ho jate aur phir wapas jate to woh aap ka naya safar hota... aur usme qasar nahi hoti...
Ya agar aap dusri jagah jo aapne bayan ki wahan 15 raat rukne ki niyyat karte to muqeem hote..
Lehaza aap ki puchhi gai surat me aap qasr hi padhenge...
Suhail Hanafi qaser ke leye kitne km chaheye ?
Suhail Hanafi watan e asli mein dakhil hone se kya murad hai pura wapas ghar paunchna ya musafat mein dakhil hona
Apne shahar Me Dakhil Hona Shart Hai... Ghar Pahuchna Zaruri Nahi...
Agar Koi Hawai Jahaz Se Shahar Ki Fazao Ke Upar Se Bhi Guzar Kar Gaya To Bhi Use Watan Me Dakhil Hona Hi Maana Jayga...
orto ko dargah par jana kese tafsin se samjayea
mana he
Acha ye bataiye phir Qawwali me kon kon chez jaiyaz hai,,, sunne ke liye dhol haram banzu haram phir Qawwali sirf kalam e bas yahi Qawwali tha
آپ کا نام کیا ہے حضور
KOI nyi pdf daliye
hazrat me singer banna chata hun kya kre bane ya nhi
haram he
Condom ka istemal krna kaisa ?kya iska istemal jayez hai ya nahi ?
jaiz he agar dono razi ho to
@@MasaileShariat ok par
Maine ek bayan me suna hai youtube par ki bahot acchi company ka istemal kar sakte hai
apne mera jawab sahi se padha.?
@@MasaileShariat isme company ka koi masla nahi hai na ?
@@mohammadaqib3294 🙏are bhai yeh aapka masla hai kaun sa use kare
Jawab dekho kya hai
Taziyazadari par Ala Hazrat ne fatwa dia hai to guzarish h ki taziya ki video me us fatwa ko poora bayan kare Insa allah
As salamu alaikum Bhai. Mere do sawal hai pls iska jawab yahi dedein ya fir video bana de jaisa aap sahi samjho
1. Kya shohar k bina koi bhi fenale apne walidain k sath umrah k liye jaa sakti hai? Kya humara shariya iski ijazat deta hai?
2. Kya ladies apni jewellery mei peacock yani mor ka design agar bana ho to kya wo aisi jewellery pehen sakti hai shadiyo mei wagaira?
1. nahi
2. nahi
@@MasaileShariat jazak Allahu khairan
Ladki ka beauty parler ka kam Sikhna kesa h....?
taziyadaari krna jaiz hai ya nhi
iska jawab de diya mene. bina mange mashwa dena nahi chahiye
24 number wale agar jamaat me le jana chahta e he,bar bar zor de rahe he.kya ja sakte he?
agar sharabi bar bar club me le jane ko kahe to kya bologe ??
Kya 24 number walo ke bhi aqeede durust nahi he?
nahi
@@MasaileShariat Ma'shaAllah reply
Masha Allah Aap ne bahut achchi malumat diye Ho, Allah Aap ko is ka Azar de, aur Aap ko Haj Naseeb Kare. Ameen.
फातिया में पड़ी जाए भो दुआ बताओ
Kuch mat pado jao mat urs mai shirk hai
Hazrat namaz ke mutallik suwal hai ki wahabi kahte hai ki namaz mein dua mangna kisi bhi riwayat se sabit nahi hai.
Aur na hi Rasulullah (s.a.) ne namaz ke baad dua Manga Aur na hi sahaba ne mangi?
Hazrat Jawab enayat farmaye.
kise isi k ghar me khana khana
Hazrat Christi kehte hain k Mazameer jayez hain.. Aur jo huzoor sallalahu alaihi wasallam ne mana Kia tha bajane ko voh hamd e ilahi k liye nHi tha aur yunhi bajana tha islie mana Kia tha.. Lihaza naat aur kawwali k andar bajane se mana nahi Kia.. Usliye voh instruments bajate hain ..unse kya Kahen
Aslamualekum
Wahabi kaun hai
आप एक वीडियो बनाये किस में कुरान बख्शने का तरीका फातिया में पड़ी जाने बाली दुआ सिर्फ दुआ सूरत नही वीडियो बनाये में आपका बहुत सुकर गुजर होऊंगा
bani hui he