Guru ji mene aapke batayi gyi vidhi se pichle saal ye yagyna Kiya tha...tabse mere din badal gye...dhan sambandhit sabhi pareshani door ho gyi...mata Lakshmi ki kripa prapt ho gyi hai...dhan ke bohot maarg khul gye...aur Paisa ab mere account me rukne laga...faltu ke kharche sab samapt ho gye...mene ye yagna jab Kiya tha tab Shukravaar aur Uttraphalguni nakshatra dono sanyog vash ek sath the....Aapka bohot bohot dhanyawad Pathak ji.🙏🏻
Pathak ji. Aapke video samputik suktam or sidhkunjika wale. Meri life changed kar diya hai. Jo Maine 2020 me dekha tab se dono navratari me puri vidhi se nav din anushtan karta hu. Thank u pandit ji
Mera apse ek question h.. Me bhi navratri se roj sidh kunjika strotr ka path kr rhi thi pr abhi 4-5 din ka gap agya h to mujhe isse continue krna chahiye ya nhi... Ya navratri se vapas padna shuru kru
Guru ji aap gharpe dhoop bana ne ki vidhi bataye...jo roj karne se gharme positivity aaye... Or havan samagri bhi bataiye.. Krupa hogi.. bajar me to sab camical hi he..
Guru ji kya us raat hum aapka bataya charo disha m chaar aam ki lakdi m beej mantra ka upaay bataya tha wo kar sakte h? Please batay y din baar baar na aayga 🙏
Gurujii hamne yese yegya ke baare me puchha tha tab unnone ye khake mana kar diya ki aap yegyye ko aauhti nahi de sakte kyo ki uske baare knowledge nahi hai plz hame guide kare me ye yeggya karana chahti hu
रात्रि यज्ञ के बारे में मार्गदर्शन कब कब कर सकते और कौन कौन कर सकते क्योंकि मैंने सत हनुमान चालीसा 40 दिवसीय अनुष्ठा किए बो रात्रि काल में ही किए दसांस यज्ञ तर्पण मर्जन आदि के साथ और दीपावली में भी करते है कृपया मार्गदर्शन करे और क्या श्री सूक्त रात्रि काल में पाठ कर सकते क्योंकि वैदिक मंत्र रात्रि कालमें निषेध है
Guruji 24march ko raat ke samay yagya nahi karna hai yah kewal 24 March ke liye ratri ko mana kar rahe hain ya kabhi bhi ratri me yagya karna mana hai yaha amavasya ko raat ko hawan kart hain aur hamlog dipawali ki raat bhi yagya karte hain kripya margdarshan kare ki sahi kya hai
Guruji maine mahashivratri ki raat ko ek kavach ki sadhana ki thi. Is holi ki ratri ko kya mai dusre stotra ki sadhna kr sakta hu? Ya phir wo kavach aur stotra dono ki sadhna kr sakta hu? Ya sirf usi kavach ki krni hogi?
Kaise kia jayega ghee se havan plz btaiye..main b purnima krti hu aur havan Krna chahti hu .bt vidhi ni pta...UA-cam p smjh ni aata boht kuch btate h..plz rplyy
Guru ji mene aapke batayi gyi vidhi se pichle saal ye yagyna Kiya tha...tabse mere din badal gye...dhan sambandhit sabhi pareshani door ho gyi...mata Lakshmi ki kripa prapt ho gyi hai...dhan ke bohot maarg khul gye...aur Paisa ab mere account me rukne laga...faltu ke kharche sab samapt ho gye...mene ye yagna jab Kiya tha tab Shukravaar aur Uttraphalguni nakshatra dono sanyog vash ek sath the....Aapka bohot bohot dhanyawad Pathak ji.🙏🏻
Jaya Jagannath swami, pandit ji
Pathak ji. Aapke video samputik suktam or sidhkunjika wale. Meri life changed kar diya hai. Jo Maine 2020 me dekha tab se dono navratari me puri vidhi se nav din anushtan karta hu. Thank u pandit ji
Can U Send Link Here
Mera apse ek question h.. Me bhi navratri se roj sidh kunjika strotr ka path kr rhi thi pr abhi 4-5 din ka gap agya h to mujhe isse continue krna chahiye ya nhi... Ya navratri se vapas padna shuru kru
@@the_desire app kabhi kabhi kar sakti hai. Agar gap v ho to koi baat nahi. Biswas se maa ki bhakti kare jarur aapki manokamna puri hogi.
Lekin man se kare. Kisi fixed time me kare. Matlab 7 baje to roj 7 baje. 8 baje to 8 baje roj
Kaise Kiya bataye please
हर हर महादेव गुरु जी
हर हर महादेव
धन्यवाद गुरुजी कोटी-कोटी प्रणाम आपको 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️
Jai Shri Krishna 🙏 jai Ghajanan 🙏 Thank you so much for sharing 🙏
Jai shree krishna 🙏🙏
ॐ गणेश देवा प्रणाम गुरूजी❤
OM SHREE GANESHAY NAMAH 🌷🙏🏻 HER HER MAHADEV 🌷🙏🏻 JAI SHREE RADHE ❤ KRISHAN 🌷🙏🏻
श्री सीता राम🙏🙏
Radhe Rad he Maharaja ji
Har har mahadev 🙏🌹🌷🌻🌺
🙏🙏🌹 जय गुरुदेव 🌹🙏🙏
Pranam Guruji Jay Shree Krishna
Jai shree Gurudev Pirnaam charansparsh Sewkar kare
प्रणाम गुरुजी.
Jai baba radhey Raman guru Dev ke jai om namah shivay shivaya namah om Jai mata kamakhya ki jai
Jay mataji kiran keshod
धन्यवाद 🙏 🙏 🙏 Guruji
Ye yagy bhot hi perabhavi hai maine khd ye upay Kiya hai bahot hi labhadayk hai✨ dhanywaad pandit ji💫
Apna anubhav sajha karne ke liye dhanywaad
Panditji tula daan me baare me batane kripa kare
Pranam gurudev 🙏
Pranam guruji
ganesh puran ganesh astakam ke bare me janakari dijiye
रुद्राक्ष माला धारण करने के विधान पर विडियो बनाएं
ठीक है
baba kya upasan karna padegi ya nehi
At 2:55, 5:18
Guruji pranam hame kundali banana hai procigar bataye
Guru ji aap gharpe dhoop bana ne ki vidhi bataye...jo roj karne se gharme positivity aaye... Or havan samagri bhi bataiye.. Krupa hogi.. bajar me to sab camical hi he..
Holastak me stone dharan kar sakte hai
Ji Prabhu ❤️😘🌹🙏
Pranam
Aum ganesh🎉Anand ji varahi Mata ji ki sadhna k bare mein batana please
Namaste Panditji Janam kundali ka anustan for Akash banja please let me know reply me
vrishchik lagan surya lagan ma sith shani dosh nivaran hetu aur vrishchik lagan chander kundali ma sith mangal dosh nivarn shanti hetu hanuman mantar sadhna batay
24 मार्च को भद्रा है क्या भद्रा में महालक्ष्मी यज्ञ कर सकते हैं ।
🙏🙏🙏
Ram Ram Guruji, 24th ko Bhadra hai, kause Karen. Kis samay Karen.
Guru ji pranam aapse ek nivedan hai ki kripa kr ke ye btaye ki kiya is din baglamukhi pratangira ka path kr sakte hain 🙏🏼
Jai mata di
Acharya ji
Mahabharat kal ke divyastra ke mantro ka video banane ki kripa kre....
Prnam guru dev🌹🌹🌹🌹 mhamrtunjy mantra ka lghu anushthaan kitne ka hota h pleas btana
Namaskar 🙏Acharya ji
Guruji
Parad Shivling ghar mein rakhna chahiye ?
Parad Shivling ki puja kaise ghar mein karni ?
Pl video banaayein
Guruji sadar pranam.
Yagya main nyas or viniyog kare ki nehi? Kitne baje ye yagya kare.
🙏 guruji hu Uttara Falguni nakshatra havan Karu chu pan ame aa 24 tarikhe ghare nathi bargam chie havn nu su thase???
Pandit ji is saal navgreh kavach ka path holi k kis date me kre plzz reply..
🙏🙏guruji kya holastak me hawan kr sakte hai please bataye
Pandit ji Ram Ram .. Navratri ke liye koi boht teevra shaktishali stotra laaiye ... please
shree shuktam ka path bhi kr sakte h kya
Guruji aisi potli batayi k jisse holika me ki kuch kare to apne sadsya ko kuch na ho, sefty ghar ke andar bandhne k liye. Pls🙏
Maine apke bataye anusar do saal tak lagatar ye hawan Kiya tha, mujhe laabh nahi hua.. 😢
Lakshmi bandhan koi kar diya hoga shayad isliye
Maine bhi ye hawan kiya pahle laga ki fayeda hua fir.. Lekin ab kuch mahine se fayeda nahi kar raha h.
Holi ka Dahan Wale Din pitru dosh ke liye kya kar sakte hain
नमः कमलवासिन्यै स्वाहा इस मंत्र की कितनी आहुति दे सकते हैं
Ji 108 baar ..kintu aap Humne video ki link niche di hui hai description me aap wo dekhiyega
आचार्य जी , क्या होली पर दारिद्र्य दहन स्तोत्र को सिद्ध कर सकते है क्या ?
Har Har Mahadev ❤
आचार्य जी होली दहन पर गोमती चक्र को सिध्द करे एक क्रमबद् वीडियो वनआए क्या प्लीज
Guru ji kya us raat hum aapka bataya charo disha m chaar aam ki lakdi m beej mantra ka upaay bataya tha wo kar sakte h?
Please batay y din baar baar na aayga
🙏
M har roj chota havan karti hu Apne ist bhagavan ka kaya m holastak m bhi kar Sakti hu pls bataiye mere ko
Ji nitya yagya nitya hi karna hota hai use koi niyam laagu nahi hote
Kya holi ke din naya vahan kharid sakte hai please margadarshan kariye 🙏
Maharaj Ji iss Haban main Purnahuti kiss Mantra se kare aur kayse kare,🙏🙏
Gurujii hamne yese yegya ke baare me puchha tha tab unnone ye khake mana kar diya ki aap yegyye ko aauhti nahi de sakte kyo ki uske baare knowledge nahi hai plz hame guide kare me ye yeggya karana chahti hu
Mantra ka adhikaar ke liye kya karna hoga ?
Guru ji sone ki ring pehan sakte hai iss nakshtra mein ?
Kya holashtk pure bhart me prabhavi hai ya shirf punjab aadi kshetro .me?
Ji ha pure Bharat me
Holika ke Dahan ke raat mein brahmanon ko bulakar Durga saptshti ka paath karva sakte hain ya nahin pandit Ji jawab avashya dijiyega Sagar pranam
सिद्ध लक्ष्मी स्तोत्र कर सकते है क्या
kya lakshmi mantra siddhi kar sakte hai ?
Ji ha
Guruji 24 ko kar sakty hn na hawan?
Pranaam!🙏🏻
Kya "Namah Kamalvasinye Swaha"ki jagah pe "Shreem Hreem Kleem Aim Namah Kamalvasinye Swaha" ka hawan kar sakte hai?
Kripiya bataye!!🙏🏻🙏🏻
Ji nahi
वर्ष भर के उत्रा फाल्गुनी नक्षत्र की तारीख aur समय bataney ki kripa kare danyvad kyoki sal bhar mai bhi Haven karna chahti hu
Ji
इस पुर्णिमा को चंद्रग्रहण असर हैं क्या?
रात्रि यज्ञ के बारे में मार्गदर्शन
कब कब कर सकते और कौन कौन कर सकते
क्योंकि मैंने सत हनुमान चालीसा 40 दिवसीय अनुष्ठा किए बो रात्रि काल में ही किए दसांस यज्ञ तर्पण मर्जन आदि के साथ
और दीपावली में भी करते है
कृपया मार्गदर्शन करे
और क्या श्री सूक्त रात्रि काल में पाठ कर सकते
क्योंकि वैदिक मंत्र रात्रि कालमें निषेध है
🙏🙏samgri vahi he til aur shahd wali kya
Ji ha
🙏🙏chetr me varuni yog ka mahatv bhi hota he kya janna chahte he
Pranam aacharaya g.. Kya first time is yagya ki shuruaat kr sakte hain is din se..
Ap kha se hi hm apko guru bnana chahte hu
विदिशा वास्तू पर क्या उपाय कर सकते हैं
मैं पौरोहित्य करता हू अंशात्मक वास्तू अभ्यास है विदिशा वास्तू के लिये कोणसा कर्मकांड प्रयोग उपयोगी है ऑर क्या उपाय है कृपया विनंती आप बताये 🙏🙂
Kya koi shree sukta yagya kar sakte hain kyonki poornima tithi do din hai toh kaunse time kare
Ji ha
Pranam Guruji....
Ye yagya karate samay kya koi particular colour ke kapade pahnna jaruri hai kya ...pls reply
Ji aap kripaya us video ki link Humne di hai wo aap dekhe
Guruji ladies bhi yagya kar sakti hai kya?
Yah ha
प्रणाम गुरुजी
अगर कोई व्यक्ति अपने जीतेजी पिंड दान करना चाहता है तो उसके नियम और विधी के बारे मे बताए
प्रणाम गुरुजी
Ji jald video batayenge
Guruji 24march ko raat ke samay yagya nahi karna hai yah kewal 24 March ke liye ratri ko mana kar rahe hain ya kabhi bhi ratri me yagya karna mana hai yaha amavasya ko raat ko hawan kart hain aur hamlog dipawali ki raat bhi yagya karte hain kripya margdarshan kare ki sahi kya hai
Dono din kar sakte he guru ji
Ji ha
Kya 25 tarikha ko 5 baje kar sakate he?
Ji nahi 10:38 par nakshatre purn ho jayega
@@KarmkandByAnandPathak subah ke 5 baje?
@@KarmkandByAnandPathak 25 tarikha ki subah
Acharya ji Pranam! Can we donate for planet Mercury even if it is in a good position and place? Regards
Guruji maine mahashivratri ki raat ko ek kavach ki sadhana ki thi. Is holi ki ratri ko kya mai dusre stotra ki sadhna kr sakta hu? Ya phir wo kavach aur stotra dono ki sadhna kr sakta hu? Ya sirf usi kavach ki krni hogi?
होली के दिन श्री सूक्तम मंत्र से घी से हवन कर सकते हैं जरा बताएं आचार्य श्री
Ji ha
Kaise kia jayega ghee se havan plz btaiye..main b purnima krti hu aur havan Krna chahti hu .bt vidhi ni pta...UA-cam p smjh ni aata boht kuch btate h..plz rplyy
Holi ke din nai car le sakte hai?
Nahi ..
Panditji main Uttara Falguni Nakshatra ka havan hamesha raatri ko hi karta hoon. Kya yeh annuchhit hain?
Ji nahi ratri me na kare
Yagya 24 ko karna he 25 ko
क्या इस हवन में हम चांदनी के फूल ले सकते हैं वह भी सफेद रहते हैं
Ji ha
रात्रि काल में यज्ञ क्यों नहीं कर सकते ,हमारे यहां दीपावली पर रात के लक्ष्मी पूजन में हवन किया जाता है क्या वो सही है? कृपया मार्गदर्शन करें
Deepavali navratri ek alag vishay hai usse har yagya se nahi jodna chahiye
24 march ya 25 march agya kare?
24th march
NAMASKAR AND PRANAM ACHARYA ANAND JI....
YOU ARE TOO GOOD....
YOU DON'T GIVE TOTKAS ...THAT'S THE BEST ...PEOPLE GET ONLY SHATROCT ADVISE......
ɢᴜʀᴜ ᴊɪ ᴍᴀɴᴛᴇʀ ꜱɪᴅᴅʜɪ ᴋᴀ ᴛɪᴍᴇ ʙᴀᴛᴀyᴀ
Pranam guruji Holi ki ratri me kaunsi sadhna karni chahiye kripya batayega 🕉️🤚🔱👍👏👏🕉️
🙏🙏
🙏🙏
🙏🙏