@@RhushikeshBhamare Train toh nhi hai nzm se delhi ke liye Apko Metro, Cab sur Auto se hi jana padega Aapko saraie kale khan metro station se Dilli Haat INA anna hai waha metro change karni hai yellow line Chandni Chowk ke liye
Saraie Rohilla Ka Nearest Metro Station 1 km dur Shastri Nagar hai jo ki Red Line par padega Aap nizamuddin se pink line leke Welcome metro station jana waha se metro change karna Shastri nagar ke liye 2nd Option bus ka hai Bus Number 181 milegi apko main entrance ki side bahar niklana hai sarie kale khan ke side bahar nhi niklana hai
Bhaiya mai 12059 Kota Janshatabdi se Nizamuddin 12:10 pai pahuchunga aur New Delhi se mera train shaam 17:10 pai 12310 Patna Tejas Rajdhani Express hai to, mai kisi train mai jo Nizamuddin se New Delhi jaati ho, usme without ticket jaa sakta hu 2AC mai?
@@RailfanVedantKumar1403 12.10 to 17.10 ke beech mein 5 train available hai Aap video mein 5 min ke baad dekh sakte hai sab train ki detail hai uss according aap plan kar sakte ho
@@balarammeher6025 Delhi Saraie Rohilla se direct train available hai pathankot ke liye Aur apko bus se jana hai toh isbt kashmiri gate se direct bus mil jayegi
Apko Nizamuddin se direct metro mil jayegi jo apko Moti Bagh Metro Station Utar Degi Moti bagh se Safdarjung Railway Station 2 Km hai Second Option aap auto aur cab se safardjung railway station ja sakte ho
Good evening Sir New Delhi to Bhubaneswar ko jane wali best train kon se hai aap ek video upload kre apne channel pe Welcome to devbhumi Himachal pradesh state
Friday mai 2 bje dophar mai new dehli railway station pr phuch kr Hazrat Nizamuddin Railway stationm ke liye konsi train se jana hai. Aur kiraya kya hoga. Plz bataye
sir mujhe hazrat nizamuddin se delhi junction jana hai .Dopahar 2 baje hazrat nizammuddin pahunchuga. Metero mein kaise jana hai thoda bta dete toh achha rehta?
@@UshaYadav-ly6ud Metro ke liye apko Saraie Kale ISBT wali Side bahar niklana hai Waha se apko pink line milegi jisse apko delhi haat INA utarna hai waha se apko Yellow Line milegi Jo apko sidhe chandni chowk utaregi Chandi chowk ke gate no.3 se exit karna hai
सर मेरी ट्रेन हजरत निजामुद्दीन morning 4 बजे pauchegi, फिर मेरी train delhi junction से है moradabad के लिए 6.25Am पर है, तो आप बताइए कि मैं train पकड़ने के लिए delhi junction कैसे pauchu। और उस समय 4 बजे हजरत निजामुद्दीन रेलवे स्टेशन से कोई ट्रेन दिल्ली junction के लिए नहीं है। तो क्या कर सकते है।
Very informative video
Aap bahut ache se explain karte ho
DANIEYAWAD 🌹🙏
Aap ne acha samzakar video banaya Dhanyawad
@@shabbirshaikh9435 Thankyou 🙏
Good Information 👍
Good one...
Good morning sir
Morning 4 baje se 5 baje k beach nizam se old delhi station kaise pehenche
Hazrat nizamuddin se old delhi DLI ko jane ke liye train batao or metro kaise details please
@@RhushikeshBhamare
Aap kis din aur kis samay nizamuddin puchoge pls share
@m2solotraveller Date 4 March 2025
@m2solotraveller 4 March night 7 pm
@@RhushikeshBhamare
Train toh nhi hai nzm se delhi ke liye
Apko Metro, Cab sur Auto se hi jana padega
Aapko saraie kale khan metro station se Dilli Haat INA anna hai waha metro change karni hai yellow line Chandni Chowk ke liye
Sir hazrart nizammudin station se Delhi main railway station jana h....kis se jaye ....
@@ashasuman2117 Date aur time batao kab nzm puchoge
Sir please muje bataya ki muje nezamuddin rel station se sarahi rohilla rewl station kaise jane he please batayi by bus or train
Saraie Rohilla Ka Nearest Metro Station 1 km dur
Shastri Nagar hai jo ki Red Line par padega
Aap nizamuddin se pink line leke Welcome metro station jana waha se metro change karna Shastri nagar ke liye
2nd Option bus ka hai Bus Number 181 milegi apko main entrance ki side bahar niklana hai
sarie kale khan ke side bahar nhi niklana hai
Bhaiya mai 12059 Kota Janshatabdi se Nizamuddin 12:10 pai pahuchunga aur New Delhi se mera train shaam 17:10 pai 12310 Patna Tejas Rajdhani Express hai to, mai kisi train mai jo Nizamuddin se New Delhi jaati ho, usme without ticket jaa sakta hu 2AC mai?
@@RailfanVedantKumar1403
12.10 to 17.10 ke beech mein 5 train available hai
Aap video mein 5 min ke baad dekh sakte hai sab train ki detail hai uss according aap plan kar sakte ho
@@m2solotraveller sir mera sawal yeh hai ki kya mai Nizamuddin se New Delhi without ticket 2AC ya 3AC mai jaa sakta hu?
@@RailfanVedantKumar1403
Nhi
Risk le sakte ho TT aata nhi hai
thx for video , agar chandni chowk jaana hai toh kausi train le ??
@@nelsondantas3253
Chandni chowk ka Old Delhi ( DLI ) Railway station hai
Apko kab aur kitne baje jana hai
@@m2solotraveller sirji meri train 10-10.30am tak HZN rjy stn pahuchege ,mujhe arthrithis ka problem hai ..jyada chal nahi sakta ...
@@nelsondantas3253 Subah 11 baje ke karib koi train nhi hai
Best option apke liye auto aur metro rahega
Mera delhi Sarai Rohilla se pathankot jaana he.. Best rute ky rehega bhai ji
@@balarammeher6025
Delhi Saraie Rohilla se direct train available hai pathankot ke liye
Aur apko bus se jana hai toh isbt kashmiri gate se direct bus mil jayegi
Delhi junction se new delhi
Rat ko 10:30 pm par hazrat nizamuddin railway station se New Delhi railway station Jane ke liye train bataiye plz
Raat ko 11.15 baje train no.04445 hai
@@m2solotraveller 9 oct 2024 (Wed) ko ye train available hn?
And 11:15 se pehle koi or train available ho to bataye
@@tanukota6285
Ek train 10.45 par hai train no.20985
Iske baad 11.15 baje hai
@@m2solotraveller ok sir thank you
I will reach NZM station at 5:30am & I have another train to catch at 7:20 am, which is best way ?
@@vishals9755
Cab & Auto
हजरत निजामुद्दीन रेल्वे स्टेशन से सराय रोहिल्ला रेल्वे स्टेशन की दूरी कितनी है और हम जल्द से जल्द टेक्सी कैसे पहुंच सकते है
@@SandeepVishwakarma-qw4de
Around 15 Km hai apko taxi se 1 ghanta lagne wala hai
Gtb nagar se hazrat nizamuddin railway station ke liye kon se metro pakre
@@payalraj4289
Gtb nagar se yellow line pakd ke dilli haat INA
Dilli Haat INA se pink line pakd ke saraie kale khan hazar Nizamuddin
We reaching H Nizamuddin by 1400 h ..and next safadarjung se train aa..kase jai
Apko Nizamuddin se direct metro mil jayegi jo apko Moti Bagh Metro Station Utar Degi
Moti bagh se Safdarjung Railway Station 2 Km hai
Second Option aap auto aur cab se safardjung railway station ja sakte ho
Good evening Sir New Delhi to Bhubaneswar ko jane wali best train kon se hai aap ek video upload kre apne channel pe Welcome to devbhumi Himachal pradesh state
@@roshanrajput519
Duronto hai Tejas hai isme apko 23 hrs lagege
Purshottam express hai isme 28 hrs lagege
Ram Ram ji
Old Delhi junction -- Jagannath Puri full information video banao
Jai shree Ram
Ok
@@m2solotraveller
Jai shree Ram ji
Friday mai 2 bje dophar mai new dehli railway station pr phuch kr Hazrat Nizamuddin Railway stationm ke liye konsi train se jana hai. Aur kiraya kya hoga. Plz bataye
@@syedazeemazhari1808
Dophar ko 3.10 par Train no.04410 hai
Fare 10 rs per person
Kitni dair mai pahuch jaayenge@@m2solotraveller
@@syedazeemazhari1808 30 min mein
sir mujhe hazrat nizamuddin se delhi junction jana hai .Dopahar 2 baje hazrat nizammuddin pahunchuga. Metero mein kaise jana hai thoda bta dete toh achha rehta?
@@UshaYadav-ly6ud
Metro ke liye apko Saraie Kale ISBT wali Side bahar niklana hai
Waha se apko pink line milegi jisse apko delhi haat INA utarna hai waha se apko Yellow Line milegi Jo apko sidhe chandni chowk utaregi
Chandi chowk ke gate no.3 se exit karna hai
@@m2solotraveller
Sir Bus Stand se Hzrt nzamudin station railway keetna door hai please
@@sourav70s kaunsa bus stand
@@m2solotraveller
Ye chodo ye batao first time train se travel kr raha nzamudin se kya asani se train pakad paaunga train keetna time rukti hai
@@sourav70s
Train jitne baje hai usse 30 min pehle station par puch jao
Aram se train mil jayegi
Sir hum hazrat nizamuddin station par raat ke 2 baje pahuchege vaha se new delhi kaise jana hai please suggest me
@@surekhasurekha2362
Aap kaunse din puchoge aur new delhi se apki train kitne baje hai
Pls batana
8 September @@m2solotraveller
सर मेरी ट्रेन हजरत निजामुद्दीन morning 4 बजे pauchegi, फिर मेरी train delhi junction से है moradabad के लिए 6.25Am पर है, तो आप बताइए कि मैं train पकड़ने के लिए delhi junction कैसे pauchu। और उस समय 4 बजे हजरत निजामुद्दीन रेलवे स्टेशन से कोई ट्रेन दिल्ली junction के लिए नहीं है। तो क्या कर सकते है।
Apko taxi aur auto se jana padega aur koi option nhi hai
Bus , Metro & Train kuch nhi milega subah
@@m2solotravellerdelhi junction जाने के लिए ऑटो वाले से क्या कहेंगे कि पुरानी दिल्ली जाना है ऐसा कहेंगे क्या
@@SanjaykumarAgri Hnji Old Delhi Railway Station bolna
सर मे हज़रत निजामुद्दीन station पर 7.30 बजे पहुँचूँगा तो वहाँ से new delhi station के लिए कोनसी train available hogi
7.30 subah puchoge ya shyam ko
3bje night me milegi kya sir
@@harishpatidar6487
3.16 aur 3.50 par express train mil jayegi
Bhai me 10 Sept 6.30 pm nijamudin phuchuga aur meri 8 pm par jamumail train h vesno devi katra ke liye m new delhi kese phuchu itne kam time m
Aap Auto Ya Taxi le lena
Metro se bhi 1 ghanta lag jayega
Kyunki time bahut kaam hai
Jammu mail purani delhi se hai new delhi se nhi
@@m2solotravellerbhai taxi se kitna time lagega kitne km h
@@KOMALYADAV-ko7ve 30 to 40 min
Batao bhai please
@@KOMALYADAV-ko7ve
12 km hai
35 to 40 min lagega
Jammu mail old delhi se hai new delhi se nhi
6am Nizamuddin se IIT Delhi ke liye?
Metro, cab aur auto option hai
Metro route
nizamuddin to INA (Pink Line) Change
INA to Panchsheel Park ( Yellow Line)
Mujhe 7 baje bijnor train pakadna he
Apko auto aur cab mil jayegi
Metro 5.30 baje ke baad suru hoti hai
Me nizam me subah 4baje pahunchoongi