Agar battery 8 empier ki hai to 1 se 2 ghante chalega aur agar 50A empier ki battery rakhte ho to 5 ghante chalta hai Chhota ho ya bada yah fan per nirbhar karta
Battery watt me nahin Ampier me hoti hai Or jo tumhare solar he 20w ki to wah 1Ampier nikale ge jo chhote battery12v. 7-8A ki battery charge kar sakte ho
Niche bhaiya ne yah nahin bataya ki ismein khas Kitna aaega agar 100 hurts ki battery rakhte ho aur inverter lagate ho to battery 16000 rupaye aur inverter 3 se 4000 rupaye bada inverter 7000 1300 wat ka bhai Maine kam rupaye mein aapko bataya hai nahin to fir inverter Main agali video mein kam se kam rupaye mein yah sari chijen chala kar bataunga jiska backup bhi achcha hoga
Bhai 1 like kya tu 100 deserve karta hai 😂 Par kuch sawal 1) ye battery mein atomberg ka 28 watt ka fan kitni der tak chalega? 2) solar ye battery full charge karne mein kitna time lagayega? 3) isse or badi bttry zyada se zyada kitni badi btry charge karega ye panel? Or last ye inverter hum nahi bana sakte koi market me sasta acha inverter konsa le wo batao
1 is battery se jab tak Surya nikala hai yah charge bhi hogi aur aapka fan din bhar chalegi ratri mein aapka fan 2 se 3 ghante chalega is battery se 2 Maine bataya battery full charge hone per 2 se 3 ghante fan chalega agar 9 wat ki LED chalaoge inverter mein lagakar tu hai 3 se 4 ghante 3 - is 55 wat ki solar panel se aap 30ah ki battery charge kar sakte ho vah 3000 rupaye ki aati hai 4- inverter aapko kharidna hai To ₹500 ka bhi aata hai Chhota aur sabse achcha ₹1100 Ka aata hai inverter jo aap Flipkart per dekh sakte hain Amazon per bhi dekh sakte hain agar pass mein koi market ho to vahan jakar aap khareed sakte hain ₹1100 wale inverter se 5 LED bulb jal jaenge aur ek fan chal jaega aur agar aap donon nikal kar kuchh aur chalana chahti Hain To inverter per nirbhar karta hai ki vah Kitna wat ka hai aur vah Kitna output de raha hai use hisab se aap chala sakte ho Thanks for comments Thanks for watching my video
Manufacturing defect hoga to check karo warranty bhi hogi Agar solar panel se hi empier aur voltage nikal rahi hai badalon mein aur Surya mein bhi To fir controller Ko dekho Jara kyunki badalon mein achcha kam Karti hai Maine aise use Kiya hai
Ji sar bilkul bataenge Maine ek video mein already banakar bataen sab upar dwara inverter Bhai video aap dekh lijiye agar vah video mein koi Kami Lage to main dusra video jarur banata hun
375 watt solar panel lena hoga जैसे कि मैं 55 वाट का सोलर पैनल लिया 55 वाट में जितना करंट सोलर पैनल निकल रही है क्योंकि 12 वोल्ट की सोलरपैनल लेंगे तो 24वोल्ट निकालती है तो मैने 55वाट में 55÷24v=2.29 एम्पियर का कैरेट निकलती है जो 25ah से 30ah की बैट्री आराम से चार्ज करती हैं आपकी बैटरी 150ah ki है तो 15 A एम्पीयर का करेंट चाहिए चार्ज करने के लिए तो12v 375watt की सोलरपेनल चाहिए 12v की सोलर पैनल को सूर्य में रखने पर 12v से 24v निकलेगी तो 375÷24=15.625Aएम्पियर कैरेट निकलेगा तो आपकी 150ah ki बैट्री बहुत अच्छे से चार्ज होगी। Video देखने के लिए आपका बहुत बहुत धन्यवाद 🙏
ढाई सौ में इन्वर्टर और ढाई सौ में ही एमीसी का चार्ज कन्ट्रोलर कहां मिलता है मुझे भी बताना। मैंने तो बीस एम्पीयर का चार्ज कन्ट्रोलर आठ सौ रुपए का खरीदा है।
Company company fark hota hai loan ka controller ₹1100 ka a raha hai 10 empier ka aur yah Maine offer mein liya tha Flipkart se jo mujhe jitna Maine video mein bataya hai kitne rupaye ka pada tha sach baat batate hi aap log sochte Ho ki yah galat Bata rahe hain per Aisa nahin hai bhai jo jitne ka pada Maine bataya aur dost abhi room solar panel Amazon per 2700 rupaye mein hai yah Maine 2250 main kharidi thi yakin na ho to main aapko ek screenshot bhej dunga delivery ke time ka theek hai inverter Maine apni ek video banakar bataen sab bufar se banaya hai Thank you so much for your comment thanks for watching my video
Battery khatam hota he solar panel nahi a to tumhara 25 saal tak kam karega Or battery kharab hone par to sabhi log chenj badalte he Battery kabi 5 -10 sal nahi chalti
Maine yah Amazon se kharidi hai abhi iske price 2800 is मौसम mein inhone price badha diye agar aap Diwali ke samay kharidoge ₹2000 se ₹2300 ki aati hai आपको यह ऑफलाइन मार्केट में मिल जाएगी काफी सस्ते दामों में मार्केट में देखो एक बार अगर यह मार्केट में नहीं मिलती है तो फिर इसे ऑनलाइन खरीदना
Inverter aap ghar per hi banaa sakte ho yah Maine link de di hai aap isko click karke pura video dekh lo ua-cam.com/video/YqPTQ7UUwLU/v-deo.htmlfeature=shared
Ji ha controller sistem utna achhaa nahi hen par ham isme loom solar panel ka 10A ka controller lagay to bhut achchha kaam karta he par bo thoda mahga he 800₹
Sahi kaha bhaiya aapka najriya ek hi hai dekhne ka chahe vah Sahi vyakti ho ya galat aap sirf galat nivasi hi use dekh rahe Ho najriya badlie aap yah mehnat karke Maine Ghar per itna setup kisi aisi vyakti ke liye banaya hai jiske yahan kabhi light ki suvidha nahin hai vahan per light nahin pahunch sakti hai to unke liye hai bhaiya aur aur vah aisi comment padenge ki fek hai To vah is suvidha ka Labh kabhi nahin le payenge aur vah vanchit rah jaenge isase agar ham Sahi Na kar paye to galat hi nahin karna chahie Thanks for watching my video thanks for comment
Kafi achcha batate Hain bahut achcha Laga aapka video
Thankyou 😊
मेरे पास दोनो हे लूम सोलर भी और livmaxx भी लेकिन लिवमैक्स बहुत ही ज्यादा अच्छा हे और सस्ता भी हे लूम सोलर महंगा हे
यह जुगाड़ मैं भी करुगा
Gajab ka mehnat kiye ho or aap ek acche electrician bhi ho good
Thankyou so much ❤️❤️☺️☺️🙏 video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad bhaiya तुम जियो हजारों साल बहुत अच्छा लगा आपका कमेंट्स
Ye to Mai bhi banauga❤
Achcha setup hai
Bahut Sundar bro
Achcha laga
Good 👍😊
Nice all products ❤❤❤
Thankyou so much 👍❤️🙏
❤❤❤❤❤❤❤ super
Thanks for watching ❤🙏👍
जो बैटरी रखी है उस पर पंखा चलाकर दिखा दो भाई ❣️❣️👍
Bhai battery full charge pe fan kitni der tak chalta h
Agar battery 8 empier ki hai to 1 se 2 ghante chalega aur agar 50A empier ki battery rakhte ho to 5 ghante chalta hai Chhota ho ya bada yah fan per nirbhar karta
Badiya
भाईमेरानामसंतोषहेमुजेदोबलयेकपंखाछोटालगानेकाहेसोलरमंताहेतोमोबाईलनंबरभेजोबातकरणीहे
Good
Very nice
Thanks
बहुत बढ़िया जानकारी
पर आप किस गांव से है ये भी बताया करे
जी मैं नगर - पलेरा जिला - टीकमगढ़ मध्यप्रदेश से हूं।
Jo thambnel me likha hai wahi batao soom solar ko dab jante hai costly diya hai inverter ka dikhao
🎉💐
1 Bhai 20watt ki solar me kitna watt ka battery charger kar sakte hai
2 aur konsa solar best rahega Kam bajet me aur solar inverter konsa lu
Battery watt me nahin Ampier me hoti hai
Or jo tumhare solar he 20w ki to wah 1Ampier nikale ge jo chhote battery12v. 7-8A ki battery charge kar sakte ho
Me solar panel ke warr me 2second video bna Raha hu usme watuga
Fan kitni der chalega
Sir 55 wat ka solar aur 100 wat ka bulb kaise
Bhai 24 ghante chalne wala set up btao jisme
2 fan
5 led
2 lcd
Chal ske
100 ah की बैट्री में चल जायेगा भाई
Bldc फेन
5 एलईडी
Niche bhaiya ne yah nahin bataya ki ismein khas Kitna aaega agar 100 hurts ki battery rakhte ho aur inverter lagate ho to battery 16000 rupaye aur inverter 3 se 4000 rupaye bada inverter 7000 1300 wat ka bhai Maine kam rupaye mein aapko bataya hai nahin to fir inverter
Main agali video mein kam se kam rupaye mein yah sari chijen chala kar bataunga jiska backup bhi achcha hoga
मेरे पास 250 वाट की livmaxx सोलर हे
100ah की बैट्री हे जिसमे 2 फेन चलाता हू ac/dc फेन आते हे और 20 वाट की 2 लाइट एक एलईडी टीवी
Bhai apna insta id dijiye na thora solor system ke liye baat karni hai
Bhai me instra nhi chalta hu
Bhai 1 like kya tu 100 deserve karta hai 😂
Par kuch sawal
1) ye battery mein atomberg ka 28 watt ka fan kitni der tak chalega?
2) solar ye battery full charge karne mein kitna time lagayega?
3) isse or badi bttry zyada se zyada kitni badi btry charge karega ye panel?
Or last ye inverter hum nahi bana sakte koi market me sasta acha inverter konsa le wo batao
1 is battery se jab tak Surya nikala hai yah charge bhi hogi aur aapka fan din bhar chalegi ratri mein aapka fan 2 se 3 ghante chalega is battery se
2 Maine bataya battery full charge hone per 2 se 3 ghante fan chalega agar 9 wat ki LED chalaoge inverter mein lagakar tu hai 3 se 4 ghante
3 - is 55 wat ki solar panel se aap 30ah ki battery charge kar sakte ho vah 3000 rupaye ki aati hai
4- inverter aapko kharidna hai To ₹500 ka bhi aata hai Chhota aur sabse achcha ₹1100 Ka aata hai inverter jo aap Flipkart per dekh sakte hain Amazon per bhi dekh sakte hain agar pass mein koi market ho to vahan jakar aap khareed sakte hain ₹1100 wale inverter se 5 LED bulb jal jaenge aur ek fan chal jaega aur agar aap donon nikal kar kuchh aur chalana chahti Hain To inverter per nirbhar karta hai ki vah Kitna wat ka hai aur vah Kitna output de raha hai use hisab se aap chala sakte ho
Thanks for comments
Thanks for watching my video
👍👌💡🌞
Mere paas Loom solar 180 watt ka badal me Vollt aur Amp, nahi nikalta hai Ye controler 750 ka hai
Manufacturing defect hoga to check karo warranty bhi hogi
Agar solar panel se hi empier aur voltage nikal rahi hai badalon mein aur Surya mein bhi To fir controller Ko dekho Jara kyunki badalon mein achcha kam Karti hai Maine aise use Kiya hai
Kitne Ampier ka controller hai bataiye jara
Box wala inverter solar panel lagane se kam Karega ki nahi bhai
Box wala inverter par aak video bana dijiye na
Ji bhaiya jarur bataenge comment karne ke liye bahut bahut dhanyvad aapka thanks for watching my video thanks for your comment
Vai mujhe same 1 set chahiye kaise milega apse
Inveter banane ki tarika batao
Ji sar bilkul bataenge Maine ek video mein already banakar bataen sab upar dwara inverter Bhai video aap dekh lijiye agar vah video mein koi Kami Lage to main dusra video jarur banata hun
Sir 150ah battery ke liye kitne watt ka solar panel lagega...
Take a look at this LOOM SOLAR 375 watts Solar Panel on Flipkart
dl.flipkart.com/s/XNhfQ0NNNN
375 watt solar panel lena hoga
जैसे कि मैं 55 वाट का सोलर पैनल लिया 55 वाट में जितना करंट सोलर पैनल निकल रही है क्योंकि 12 वोल्ट की सोलरपैनल लेंगे तो 24वोल्ट निकालती है तो मैने 55वाट में 55÷24v=2.29 एम्पियर का कैरेट निकलती है जो 25ah से 30ah की बैट्री आराम से चार्ज करती हैं
आपकी बैटरी 150ah ki है तो 15 A एम्पीयर का करेंट चाहिए चार्ज करने के लिए तो12v 375watt की सोलरपेनल चाहिए
12v की सोलर पैनल को सूर्य में रखने पर 12v से 24v निकलेगी तो 375÷24=15.625Aएम्पियर कैरेट निकलेगा तो आपकी 150ah ki बैट्री बहुत अच्छे से चार्ज होगी।
Video देखने के लिए आपका बहुत बहुत धन्यवाद 🙏
Solar charge controller ki link do bhai ❤
ढाई सौ में इन्वर्टर और ढाई सौ में ही एमीसी का चार्ज कन्ट्रोलर कहां मिलता है मुझे भी बताना। मैंने तो बीस एम्पीयर का चार्ज कन्ट्रोलर आठ सौ रुपए का खरीदा है।
Company company fark hota hai loan ka controller ₹1100 ka a raha hai 10 empier ka aur yah Maine offer mein liya tha Flipkart se jo mujhe jitna Maine video mein bataya hai kitne rupaye ka pada tha sach baat batate hi aap log sochte Ho ki yah galat Bata rahe hain per Aisa nahin hai bhai jo jitne ka pada Maine bataya
aur dost abhi room solar panel Amazon per 2700 rupaye mein hai yah Maine 2250 main kharidi thi yakin na ho to main aapko ek screenshot bhej dunga delivery ke time ka theek hai inverter Maine apni ek video banakar bataen sab bufar se banaya hai
Thank you so much for your comment thanks for watching my video
Bhai website to batao loom ki sit may 3500 ki hai
3 sal m wo battery khatam ho jata h Mai use Kiya hu Apne farm p
Battery khatam hota he solar panel nahi a to tumhara 25 saal tak kam karega
Or battery kharab hone par to sabhi log chenj badalte he
Battery kabi 5 -10 sal nahi chalti
Hme v Lena hai
Aap kahan se mangvae Hain
Maine yah Amazon se kharidi hai abhi iske price 2800 is मौसम mein inhone price badha diye agar aap Diwali ke samay kharidoge ₹2000 se ₹2300 ki aati hai
आपको यह ऑफलाइन मार्केट में मिल जाएगी काफी सस्ते दामों में मार्केट में देखो एक बार अगर यह मार्केट में नहीं मिलती है तो फिर इसे ऑनलाइन खरीदना
55 वाट के सोलर पैनल से 35 वाट के सीलिंग फैन चला सकते हैं
हा बिल्कुल चलाओ एक छोटा इनवर्टर चाहिए जैसा मैने विडियो में बताया
Naya 12 volt dc fan aata hai vah direct chalega
inveter kaha se melega
Inverter aap ghar per hi banaa sakte ho yah Maine link de di hai aap isko click karke pura video dekh lo
ua-cam.com/video/YqPTQ7UUwLU/v-deo.htmlfeature=shared
Kitna rate me milega
A
हां बल्ब जल के फट गया 😂😂😂
10 ah lithyam battery charge krega
Bahut achcha Laga aapka vichar sunkar
50 watt solar me 20ah bettery charge hojayega
भाई livmaxx 250 वाट का
लूम सोलर से अच्छा हे फुल बारिश में 3 एम्पियर देता हे
Backup Kitna hai
Please mobile No. Dedo hame ek set chahie
Ishka cantrol sistem bekar hai
Ji ha controller sistem utna achhaa nahi hen par ham isme loom solar panel ka 10A ka controller lagay to bhut achchha kaam karta he par bo thoda mahga he 800₹
All Chinese products.
बैटरी
13/प्लेट का
टाटाएस
वाला
ठीक रहेगा
ए बहुत
छोटा है
Faltu time pass he yee. Kuch. Nai. Chalega
Yah sirf aapko faltu lagta main mehnat karke sab kuchh Sahi Sahi banata vah vah work hi karta hai 💯
Faltu
Fek hai
Sahi kaha bhaiya aapka najriya ek hi hai dekhne ka chahe vah Sahi vyakti ho ya galat aap sirf galat nivasi hi use dekh rahe Ho najriya badlie aap yah mehnat karke Maine Ghar per itna setup kisi aisi vyakti ke liye banaya hai jiske yahan kabhi light ki suvidha nahin hai vahan per light nahin pahunch sakti hai to unke liye hai bhaiya aur aur vah aisi comment padenge ki fek hai To vah is suvidha ka Labh kabhi nahin le payenge aur vah vanchit rah jaenge isase agar ham Sahi Na kar paye to galat hi nahin karna chahie
Thanks for watching my video
thanks for comment
Nice all products ❤❤❤
Thanks 😊
Faltu