Hii bhaiya, maine khud se permit renewal ke liye apply kiya tha online aur permit online mil gayi, fir aise me ncr letter kaha se milega, please bataye
Mahesh bhai Ram Ram Bhai yah batao Jo up tax5700 rupaye dene ke bad yadi Ham up inter karte hain to 120 rupaye up tax Dena Padega aur up tax jo hai Ham kahan tak Ja sakte hain DL 1 RTC gadi Ham up kahan tak Lekar Ja sakte hain
Bhai ncr tax 5700 ka hai iske baad aap up ke ncr ke gaaadi chala sakte ho ager apko outstation jana hoga up mein suppose agra luknow toh apko 120 ka state tax bhi katana hoga otherwise ncr chalate ho toh nhi
Sir ji ap bahut achhe se smjha dete hai mujhe up tex bhrna hai apka v8dekhne bad sb achhe se smjh gya
Thanks bhai
Mene new DL1RT gadi li hai
Uska ncr tax ka please bata do
Jo hr or up mai bharna hota hai
Bhai yeh toh btao authority mein kon kon se counter number per jana hai.kyuki aaj mein gaya tha toh pta nhi chala paper kaha lekr jane hai
Up authority ki baat kr rha hoo
Bhai andar entry krne ke baad right hand side pr aap agae jao thodha wahi left hand side me 2 window hogi wahi Dene hai paper
Hii bhaiya, maine khud se permit renewal ke liye apply kiya tha online aur permit online mil gayi, fir aise me ncr letter kaha se milega, please bataye
Good brother
Bhai Swift se night or day me 12-12 hours 2 driver kam kare to 24 hours me kitna Kam ho jae ga
3500 se 4000 tak
Bhai electric car Tata nexon kese ola uber m lagegi
Bhai burari ke agent ka number mil sakta hai kya mere gadi ke 2 saal se kagaj tute huye hai...
Permit ki dekhti hisab se NcR tax
Bhai 1z ka up tex kitne time ka hota h 1 yars ka hota h kya agar hota h to kitne ka hota h
Bhaiya meri nai dl1 RTC Hai To ismein Kya up aur Haryana ka NCR tax bharna padta hai
02/02/20240ki hai
Bhai main HR 38 number gadi Li hai tu NCR ka tax cut jaega yah Puri UP ka
Bhai ncr ncr letter kya hai
Permit ke alawa hota hai kya
Bhai up tax 1 saal sa jyda ka bhi bharta hai ya 1 saal ka hi bhara jata hai
Hanji 3year ka
Mahesh bhai Ram Ram Bhai yah batao Jo up tax5700 rupaye dene ke bad yadi Ham up inter karte hain to 120 rupaye up tax Dena Padega aur up tax jo hai Ham kahan tak Ja sakte hain DL 1 RTC gadi Ham up kahan tak Lekar Ja sakte hain
Up tax 5700 pay krne ke baad sirf ncr m chala sakte ho agar ncr se aage jaana h toh 120 wala tax chahiye hoga tab
Bhai ncr tax 5700 ka hai iske baad aap up ke ncr ke gaaadi chala sakte ho ager apko outstation jana hoga up mein suppose agra luknow toh apko 120 ka state tax bhi katana hoga otherwise ncr chalate ho toh nhi
@@IndianyoutuberMahesh Bhai Main Sirf ek saal ka up tax pay krna chahta hoo toh pay ho jaayega ya 3 saal ka hi pay krna padega
Dost up tax as per permit jabki valid hoti h tab tak ka rax bhara jata hai
Thanks thanks Mahesh bhai
Sir mujhe ncr permit taxi Leni hai.
Ncr ka tax kitna rhta hai 1 saal ka
Nai tata nexon ev Leni h
Bhai aap ka milega kya
Bhai ji NcR tax saal ka hota hai
Roti nhi khai
❤❤😂😂🎉🎉😢😢🎉😂❤❤❤😂