zaeef ka aitbaar fazeelat ke liye hai , haraam ke liye nahin , gustaakhi haraam hai aapkay apnay waaledain ki bhi chahey kafir hou , fir AAQA KAREEM SWAL LALLAHO ALAIHEY WA AALEHI WA AS'HAABEHI WA AULIYAAEHI WA AULEMAAEHI WAL MUSLEMEIN WA SWALLAM tau MASOUM hai jinkay sadqey ummati mehfouz hai
@@mohammadsibtainraza6325 ji zaror agar albani nay is hadith ko sahi kaha tu onki hum ye bat nahi manay gay or na hi mufti akmal sahib ki peysh karda zaeef hadith ko
Mashallah
Akmal Sahab 😍😍😍😍
Mashallah 👌🏼
Mashallah , Simple and straight
*🌷جزاک اللہ خیرا"🌷*
Love you mufti shb
Masa allah..achcha bayan
Masha Allah
جزاک الله
Subhanallah Mashallah
Jazakallah
JazakAllah
ye bhi bata dain k ye kon sy hadees beyan karay wala na kha hai k zaeef hadees fazail k lye lay saktay hain
mishkat ul mishabhi # 4902
wali hadith zaeef ha
kaya hum is hadith ko bi manay gay jis me hazrat muhammad saw ki gustaki hoi pls zara explain kardey
zaeef ka aitbaar fazeelat ke liye hai , haraam ke liye nahin , gustaakhi haraam hai aapkay apnay waaledain ki bhi chahey kafir hou , fir AAQA KAREEM SWAL LALLAHO ALAIHEY WA AALEHI WA AS'HAABEHI WA AULIYAAEHI WA AULEMAAEHI WAL MUSLEMEIN WA SWALLAM tau MASOUM hai jinkay sadqey ummati mehfouz hai
Albani par lagao fatwa
@@mohammadsibtainraza6325 ji zaror agar albani nay is hadith ko sahi kaha tu onki hum ye bat nahi manay gay or na hi mufti akmal sahib ki peysh karda zaeef hadith ko
Ye kis Muhaddiseen ne baat kahi hai ki Za'ef hadees Fazaael mein bayaan ki jaa sakti hai?
gazwa e hind ke hadees bhi zaeeef hai ?
eispey mufti akmal sir ki clip hai , easily searched hai , check kariye , waham na nikal jaaye tau kehna
गलत बात इमाम मुस्लिम ने अपने मुक़दमे में साफ मना फ़रमाया हे ज़ईफ़ हदीस ना फ़ज़ाइल में ना मसाइल में ली जायेगी अल्लाह आप को सही इल्म अता फरमाये
ua-cam.com/video/QG-DQ1Qtewc/v-deo.html
Laao Saboot. Aise hi Hawa hawayi baat
@Mubashshir Rizwan Alhamdulillah I am a Sunni Muslim not Najdi biddati.