जमीन का दाखिल ख़ारिज कैसे कराए //Dakhil khaarij kaise karaye दाखिल ख़ारिज की पूरी प्रक्रिया जाने।

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 31 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 7

  • @A1gyanstudy
    @A1gyanstudy 23 дні тому

    Good

  • @Gardeninggreen439
    @Gardeninggreen439 11 днів тому

    Bhai Mujhe yah batao ek baat ki jaise ki ek dealer Ne pura Khet kharida Hai 2 ekad ka usmein 150 plot Kate Hain aur usmein se ek plot Hamara bhi hai irgs main check karne per Hamara Naam a Raha Hai To Kya Uska Bhi dakhil kharij karvana Padega

    • @studybynitin1432
      @studybynitin1432  6 днів тому

      Aapko is plot pr Lon chahiye TB to ye krana jruri hai or agar lon nhi chahiye to iski koi jarurat nhi hai

  • @AlamShaikh-h8j
    @AlamShaikh-h8j 19 днів тому

    Bhai main zameen liya tha lekin mere khetauni me mera naam nahi aaya kay karun please 🙏 batayen

    • @studybynitin1432
      @studybynitin1432  18 днів тому

      आपने, अपना बैनामा दाखिल ख़ारिज के लिए कोर्ट में दिया था।

    • @AlamShaikh-h8j
      @AlamShaikh-h8j 18 днів тому +1

      @studybynitin1432 sir bainama mera vakil ke pass hi tha vakil sab karwa ke diya tha humne usko dakhil kharij ke payse bhi diye the usne mujhe bainama 5 mahine baad diya tha bola sab ok h ab main 1 saal 4 mahine baad khetauni nikal ne gaya tu us me mera naam nahi aaya ab boliye sir main kay karun

    • @studybynitin1432
      @studybynitin1432  6 днів тому

      Jis court me bainama dakhil kharij ke liye Diya tha us court me jao or us bainama file ko court me talab karao or us file me dekho dakhil kharij ka aadesh hai to court se dobara parwana jari kra kr usko computer pr darj karao