10 th me CBSE board vala CGPA dalne pe automatically percentage likh de rha h , jo ki glt h . CGPA 9.4 ko 94% kr de rha h . But percentage me itna nhi hota according to CBSE norms . Kya kre sir ?
भैया मैंने राजर्षि टंडन ओपन यूनिवर्सिटी से BA किया है हिंदी सब्जेक्ट से पर क्या कॉमिनेशन के लिए संस्कृत होना अनिवार्य है???(बीएड भी है) क्या JTET के लिए अप्लाई कर सकते है??
Sir mujhe 6 to 8 me paper1 me urdu english lena hi to uske liye kya qualification hona chahiye Kya 12 th ya graduation me urdu hona chahiye ya koi bhi urdu english bhar sakta hi
Sir mera graduation mein 50% se jyada hai aur mera b.ed final year ka result nhi aaya hai toh mujhe kya select karna hoga(mera session 2022-2024 ka hai)
Sir, Jtet ke baad bharti pariksha hogi jaisa ki other state jaise up aur bihar mein uptet/ctet ke baad ek pariksha fir hoti ,yaa sir ye main paper hai issi jtet ke aadhaar par vacency fill ki jaati
Sir date of birth m problem ho rha last july 2003 hi hn uske aage nhi diya kaise fill up kare. Jb ki paper 1 wale ko 18 years bol rha phir bhi nhi le rha date of birth kiya kaise hoga pls help fill up nhi kar pa rhe hn form
Sir hm jb jtet ka form bhre to complt krne k baad application form downld krne pe form me year of passing 2019 to show kr rha h h bt session to nai show kr rha aur form cmplt krke successfl dikha rha h to koi problm to nai hoga n sir pls rply?
सर मैं अब तक फार्म अप्लाई नहीं किया हूं मेरा सवाल यह है कि क्षेत्रीय भाषा में हिंदी या बंगला रखें और ऐसे भी देखा जाए तो मुझे बंगला में उतना अच्छा से क्लीयर नहीं है, मूझे थोड़ा मार्गदर्शन करने की कृपा करें।
Sir mera B.A. Sanskrit honours hai par isme Sanskrit subject ka option aata hi nahi hai to kya mai kshetriya bhasa me Sanskrit le Sakti houn sir please help me
Sir mera 2 sawal hai- (1) Mera BA 2008, BEd 2011. Mera BA me 58% hai. To mera kon sa option select korne hoga? (2) BA full marks kaise calculate karu, Hons+Pass yea hons marks? Plz reply
Sir paper 1 mein Hindi aur. paper 2 mein bhi Hindi rakh Sakti hoon ( sir mera de.led session 2019-2021 hai kya main form apply kar sakti hoon) kya please reply me
Jharkhand me English ko chetriyo bhasha me samil karna buhut galat hua hai, Hamare desh gulam ho rahe hai kya fir se? Jharkhand aalog stete aakhir bana hi kyo? Jharkhand ki janjatiyo bhasha me Santhali 8wi anusuchi me samil hai 2003 me lekin koy faida nhi, CTET me to nhi, Jharkhand PGT me bhi samil nhi kya, To kya 15/08/ Dekhawti hai? Bidesi bhasa, chetriyo bhasha keyse ho sakta hai? 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Sir other state Wale category me kya select kare agar category obc hai to 😢😢😢
Gen
Thanks ❤❤
Bihar ke students general category select karega?
Yes
10 th me CBSE board vala CGPA dalne pe automatically percentage likh de rha h , jo ki glt h . CGPA 9.4 ko 94% kr de rha h . But percentage me itna nhi hota according to CBSE norms . Kya kre sir ?
Please contact me
Sir bed session nhi show kr rha hai please reply
Payment cut gya hai
Please contact me
@@mathssuccess9970 kaise contact hoga
Bht UA-camr ko dekhe hai magar inke jaisa nhi
sabhi ka reply karte hai aur call main bhi doubt clear karte hain.
Thanks
Sir other state Wale category me kya select kare😢😢
Form registration me otp ni aa ra mobile me kya karen😢??
Morning ko form fill up kijiye
Sir 2022-24 ka result aa gya hai session bharne p blank ho ja rha hai kya kre
Please contact me
Sir graduation me honours wala marks Dale ki grand total marks Dale please sir btaye
Please contact me
@@mathssuccess9970 kaise kru contact
Sir 2023-25 session wale students apply kr sakte hain kya??
Yes
Graduation me percentage honours wala chahiye ya aggregate wala sir?
Please contact me
Thanks
Welcome
Sir. Inter me 48%hai or d.led sesion 2021to 2023 hai.?????
Please contact me
B. Tech+b.ed eligible hai ya nahi please reply🙏
Yes
भैया मैंने राजर्षि टंडन ओपन यूनिवर्सिटी से BA किया है हिंदी सब्जेक्ट से पर क्या कॉमिनेशन के लिए संस्कृत होना अनिवार्य है???(बीएड भी है)
क्या JTET के लिए अप्लाई कर सकते है??
Haan
How to contact you??
Sir B. Ed appearing wale dal sakte hai kya???
Yes
Mera graduation me 57 % aur B.Ed. 23.9.2011 ko pass ho gaya hu to 6-8 me kaun sa option jayega please reply urgent hai
2
2 option kaise hoga usme to likha hai ki 29.7.2011 ke bad training hona chahiye, mera to usse pahle hai
Sir B.P.ed wale ko bhi JTET bharna hota hai ...kya? plz Rply
Nhin
Sir mujhe 6 to 8 me paper1 me urdu english lena hi to uske liye kya qualification hona chahiye
Kya 12 th ya graduation me urdu hona chahiye ya koi bhi urdu english bhar sakta hi
Please contact me
Mera subject english hai
To kya mai क्षेत्रीय भाषा खोरठा रख सकता हूँ
Haan
@@mathssuccess9970 thank u sir
Sir mera graduation mein 50% se jyada hai aur mera b.ed final year ka result nhi aaya hai toh mujhe kya select karna hoga(mera session 2022-2024 ka hai)
Sir please reply de dijiyega
Sath mein pg bhi kiya hai usme bhi 50% se jyada hai
Sir please reply kijiyega
Please contact me for details
@@mathssuccess9970kaise contact kre insta ka I'd v nh h or na whatsapp number
Or p.h.d wale log kya techar wle form bhar skte h
Training kiye hain to bhar sakte hai
One year b.ed wale kon sa option dale ?
Please contact me
@@mathssuccess9970 no. Send kijye kaise contact kare ?
@@mathssuccess9970 kaise contact kare kuch bolyega ?
Fb/ insta kuch ka link bhi ni h..
Sir mein 2014 graduation,2016 pg,pass kari hoon 2019 ko b.ed kaunsa option ? More than 50% hai
Please contact me
Sir Gumla Jila ka form kab se bharayga bataye.
Please contact me
@@mathssuccess9970 Gumla ka kab se form Apply hoga
Sir signature tedha upload ho gya h reject ho jyga kya
Please send me your signature in my what's app number
Sir, Jtet ke baad bharti pariksha hogi jaisa ki other state jaise up aur bihar mein uptet/ctet ke baad ek pariksha fir hoti ,yaa sir ye main paper hai issi jtet ke aadhaar par vacency fill ki jaati
Jtet mains
Sir sahayk achary me 6to8 me paper 2 me hum hindi liye the or ab jtet me paper 2 me hindi ralhe ya koi v janjatiye language please reply
Please contact me
Same doubt
@@mathssuccess9970 sir kaise contact kare
Kaise contact karein
6207175430
सर क्लास ( 6 to 8),ग्रेजुएट में 47.7% हे और बीएड में 50% से ऊपर हे । तो qualification क्रिटेरिया में किस ऑप्शन का चयन करूं।कृपया बताएं सर।
Please contact me
Sir mera abhi B Ed complete nhi hua hai to kya mai ye form fill kr sakti hu? Pls reply sir
Yes
Sir date of birth m problem ho rha last july 2003 hi hn uske aage nhi diya kaise fill up kare. Jb ki paper 1 wale ko 18 years bol rha phir bhi nhi le rha date of birth kiya kaise hoga pls help fill up nhi kar pa rhe hn form
Please contact me
Sir mera graduation 2017 m complete huwa 50% se jyda h or b.ed m v jyda h hm kon sa option choose kre plz reply
Please contact me
Kaise contact kre
Sir mera domicile Bihar ka hai magar permanent address Jharkhand ka to Mae permanent address mein kya daalu . Plz reply sir
Please contact me
Sir hm jb jtet ka form bhre to complt krne k baad application form downld krne pe form me year of passing 2019 to show kr rha h h bt session to nai show kr rha aur form cmplt krke successfl dikha rha h to koi problm to nai hoga n sir pls rply?
Please contact me
😊
Sir graduation m 45% h kon sa option bhare...sir contact kaise kre
6207175430
Jo student 2007 k bad Deled complete kya hoo or uska 12th mai 46% marks hoo kya usko form nahi bharnay milaga.
Categories wise minimum Qualification percentage me chhut Diya gya hai
Sir mai, DPE ki hu aur enter me, 50persent se uper hao kon sa opsation hoga
Sir net ka form kab ayega or techar government ka kb ayeg form plz reply
Channel par bne rhen, jarur bataya jayega
Sir mera 1year h b.ed h to minimum qualification level 2 me kon sa option bhare ...plz rpy me ???
Please contact me
Nios Wale kise bharenge
Jaise sab bharte hain
Sir ,main apna Graduation 2009 me 55% se complete kiya hun or b.ed 2021 me kiya hun to mere se kon sa option sahi rahega???
Please contact me
Aisa h to fir paper 2 me Hindi or English add krne ka kya mtlb h
Out of Jharkhand k liye lolipop
@@mathssuccess9970 mai jharkhand ki hi hun
Waise aapki video dekhti hun aapse aise reply ki ummid nhi thi
सर मैं अब तक फार्म अप्लाई नहीं किया हूं मेरा सवाल यह है कि क्षेत्रीय भाषा में हिंदी या बंगला रखें और ऐसे भी देखा जाए तो मुझे बंगला में उतना अच्छा से क्लीयर नहीं है, मूझे थोड़ा मार्गदर्शन करने की कृपा करें।
exactly mera bhi yehi same question hai
Please contact me
Aapka no share kijye@@mathssuccess9970
Sir Mera DOB galti hai kya kre
Please contact me
Correction kb se hoga sir
Correction par abhi kuchh jawaab nhi de rhi hai JAC
23-24 August ko site check kreyga
Correction ka date aayega JAC office Gaye the
Sir up se hu mai 6to8 me form fill karna hai mujhe kshatriya bhasha nahi aata to second language me hindi le sakti hu
Yes
Sir mera B.A. Sanskrit honours hai par isme Sanskrit subject ka option aata hi nahi hai to kya mai kshetriya bhasa me Sanskrit le Sakti houn sir please help me
Please contact me
Sir mera 2 sawal hai-
(1) Mera BA 2008, BEd 2011. Mera BA me 58% hai. To mera kon sa option select korne hoga?
(2) BA full marks kaise calculate karu, Hons+Pass yea hons marks?
Plz reply
Galti form bhara gya h ..Ky krna h ..btaiye
JAC में बात रखिए
D.eled. 2023-25 session wala bhar skta h sir
Yes
Aur d.el.ed 2024-26 Wale bhar sakte hai ki nhi sir?
Mera subject English h to paper 2 me English nhi rakh skte h kya
Rakh lijiye
Sir mera registration ke baad b.ed ka session nhi dikha raha hai.
Appearing me bhare hai
Session Dale hai lekin nahi dikha raha hai
Bahut sa logon ka yah problem hai
To valied hoga na sir?
sir..language 1 mai total 40% lana hai ya hindi and english alag alag mai 40 % lana hai??
Language 1 mein
Sir paper 1 mein Hindi aur. paper 2 mein bhi Hindi rakh Sakti hoon ( sir mera de.led session 2019-2021 hai kya main form apply kar sakti hoon) kya please reply me
Yes
Mera +2 me 48% hai aur mera
De.El.Ed 09-12-2007 ke bad hua hai. Mai kon sa option hoga
Please contact me
Kya 1-5 me inter+d.ed apply karne par graduation me star mark aa jata hai kya kare solve sir
Please contact me
Yahi mere v question hai please sir batao
Same problem bhai
Aapka hua bhai
@@anurodhsen1659 hmm
Sir Mera DOB mistake hai
Please contact me
Sir graduation nahi hai our d.ed kiye hai kon sa option dale
Please contact me
Syllabus कब जारी होगा
Isi saptaah
सहायक सहायक का अचार में पेटीशनर कैसे बने इस पर एक वीडियो बनाया
Ok
Ha hmko v bnna hai
Minimum age 21 de diya hai jo primary ke liye sara sar galat hai
Shi baat
Ispar video banayiye
2nd language me hindi rakh sakte hai dikat to nhi hai...q ki chhetriya bhasa ka knowledge nhi hai
Rakh lijiye
मैं पेपर 2 में हिंदी रखना चाहता था तो बात में खोरठा रख लिया हूं
Ok
Kiya hindi rakh sakte,,, paper 2 main,,, language 2 mai'
Bas column me 50 % diya gya hai
Please contact me
क्षेत्रीय भाषा 6-8 में हिंदी- 20 तो bangla 19 है कौन भाषा रखें?
Bangla
Bangla rakhne ke kya fayde hai plz bteye sir
4:05 क्या subject change करने का मौका मिलेगा
Please contact me
ST SC k liye B.A me 45 % hai
Aap bhar sakte hai
Jharkhand me English ko chetriyo bhasha me samil karna buhut galat hua hai,
Hamare desh gulam ho rahe hai kya fir se?
Jharkhand aalog stete aakhir bana hi kyo?
Jharkhand ki janjatiyo bhasha me Santhali 8wi anusuchi me samil hai 2003 me lekin koy faida nhi,
CTET me to nhi,
Jharkhand PGT me bhi samil nhi kya,
To kya 15/08/ Dekhawti hai?
Bidesi bhasa, chetriyo bhasha keyse ho sakta hai? 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂