सबसे Simple Connection वाला 500 watt. का Inverter बनाओ - (सब कुछ चलेगा)
Вставка
- Опубліковано 23 лис 2024
- Guys, Yah Simple Connection wala Inverter 500 Watt. ka Output deta hai, jisse aap apne ghar ke sabhi electronics ko chala sakte ho.
To aap is Inverter Project ko Jaroor banana.
(Thanks bhai ) mai kai dino se inverter banane ke soch raha tha aapke vedio se ab mai aasane se inverter batana sakta ❤️
Nice
સર્કિટ ડાયાગ્રામ બતાવોકંમપોનેટવેલયુસાથે
Mosfet me kab se base, emitter & collector aane laga Bhai sahab 😮😮😮
Very good video bro ❤❤❤❤ 👏💯
Love from Mars ❤
Love from Earth bro ❤️🥰
😂😂😂😂
❤😊 normal ups transformer sirf 6 volt ka hota hai, usse banaa kar dikhao, love you bro🎉
Hello mr crazy Adnan agar hm 5amper ke transformar ko dete he to kiya nehi chale ga please ish ke bare me video banana ok my big brother by by ❤❤❤
Nice video 🎉
Mast hai bas kam kar jaye
Bhai transfer ka maximum ampere kitna de sakte hai
Awesome bro ❤
Thanks brother ❤❤
Very helpful video ❤
Thank you 😊
Bhai acha project banaya lekin bhai beetrey charge keise kare woh v batana chahiye tha
20 amp ka charger at hai us se charge karo
Nice information bhai,
Kya 12 0 12 transformer ki jagah per 18 0 18 ka transformer use kar sakte hai?
No bro, uske liye aapki alag circuit banana hoga
18 0 18 ka transformer use kar k circuit kaise banaye. Is per bhi video banaiye bhai.
Bhai angle grinder chalte time studio light q blink kar raha tha 🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Sahi bola bhai maine bhi dakha 🙄
Nice ❤❤❤❤🎉🎉
Bohot achi bhai 👍👍
Nice bro
❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Bhai tumne kitna Ah battery lagaya he aur 80watt celling fan kitna backup dega ? Aur bijli ane se battery charge keise hoga e toh bataya nehi , pls share complete video automatic Ac dc inverter connection jo bijli jane se fan cholega aur bijli ane se battery charge hoga , full charge hone se charge off bhi hoga
8 ah ka dala h
Nice bro
Nice
Ek video bnao bhai ki aap kahan se lekar aate ho Idea aur diagram please
Mere pass 5200. 10 pis hai 😅😅 or ups ka transformer hai
Good 👍.........
5200 MOSFET metal oxide semiconductor field effect transistor
Fake nahin hai bhai yah kam karta hai 💯💪💯 work iska aur bhi video dekh sakte ho UA-cam per
Bhai aapko diagram kahan se milati hai please batao na hamen bhi banane ki please
Mai khud se bnata hu bhai
Bhai ups transformer mein ac output kon konsa wire mein le 4-5 wire rehta hai black com or baki mein se konsa le pls batado..?
❤❤🎉 mAsT❤❤
Thank you brother ❤❤❤❤
Nepali vai ❤❤😊
Love u brother ❤️❤️
Isme12v 65 amp ka bettry laga sakte hai kya
No
Bhai jo Transformer mein teen tar Hai black wali mere mein nahin Transformer Mein Kya Karen😊
Aapke transformer mai teen wire hai na.
To beech wala 0 ka hota hai aur dono 12. 12 ka
are bhai yah do hi wire Hai bich wala FIR kahan se a Gaya
Apna number send karo
Bro ye invertor bettery pe kitna time chale ga
Wah aapke battery par depend karta hai bro
Nice 👍❤❤❤❤❤❤😢😢
Isme solar charger controller kese connect kore?
Thank u bhai cake banane ke liye thank you thank you thank you
Respect to mr Indian hacker
Bhai isme battery deep discharge hone se kaise bachega
Bhai mai ek Inverter Video pe Research kar rha hu jo 1 mahine ke andar aa jayega, usme mai sab kuchh bta dunga bhai
@@Crazyadnaan ok thanks 👍
भाई साहब यह 2 एचपी की मोटर चलाने के लिए खेत पर यह घर पर एलीमीटर कैसे बनाएं बैटरी से चलने के लिए
bhai crazy ram ko kay hua i am a old subscriber shad iead hoga mujko
Yaad hai 🤔 bhai
Bhai me charger se bana sakta hu kya
Yes bro, of course
output kitna dega
Led ac tv ko dc 12 or 24v ma chala kar dekha solar or battery sa
Glender chalane se aap tubellite per kyon load pad raha hai bhai
Bhaiya Bihar se ho na
छान माहीती सांगीतली
Good idea sir
Cooler chala sakte hai😂😂
Cooler 🤔
Chhota sab cooler chal jayega
Kya Ghar ke main wire se jod ker Ghar ka load utha sakte hai🤔@@Crazyadnaan
Nahi
Sirf 360 watt ka output hoga
Nahi 1.5 kw hota hao
Bhai battery charge kaise hoga aap nahin bataye Hain
1200 watt la linverter bonao na
Ese electri se charj keyse Kiya Jay iske bhi video banao
Bhai maine banaya hai...100v bolb nahi jalta hai
aur table fan bhi nahi chalta hai...Sirf 9.w led bulb jalta hai...mere pass ups ka 06.0.06..10 amp transhfomar ko 12 v mai kiya hai...Out put current bhi check kiye sabhi taaron mai kisi mai bhi 100 w ka bolb nahi jal raha hai.... please reply karo kya karen
Bhai part 2 mai sab btaunga
Grender chla rhe ho to studio ki lait par fark kyo pad rha h😂
Nice 👍👍👍👍👍 Crazy।
DARA DIYA BHAI ANGAL GRAINDAR KA WIRE FIRST BAR LAGA KE 😊❤❤
Thank you
Ase inverter Kan kan chalega
Bhai koi bhi bada mosfat laga sakte hai kya
Bhai try kar lo
Lekin us MOSFET mai jo Resistor & Capacitor support karega wahi Resistor aur capacitor istemal karna
You give me wrong information
Such as mosfet❌ rgbt✅
Agar transformer 6 amp ka hota to 12*6= 72 watt but tumne kaha 500 watt
So transformer lagbhag 41.66 amp ka hoga 12*41.66= 500 watt ❤❤😊
Kejariwal koo aur c m Punjab bhagwant Maan koo bataoo bhaee
Já me inscrevi 🎉
Ik charger bi to bana dijiye bhai 12 volt
Next video mai bhai
3:20 Are bhai kamse kam components ka to sahi value batao
1uF capacitor ko 1mfd bata rhe ho 1mfd 1000uF ke barabar hota h
আইপিস ট্র্যান্সফার কত ওয়াই কত অ্যাম্পিয়ার
Bhai yw tumare pass soldering iron h uska life kitna h
Mat lena bhai ise, sasta hai aur jaldi kharab bhi ho jata hai
पीछे दिलराज का फोटो लगा रखा है 😅😅😅😅
❤❤❤❤🎉🎉🎉
Machine mein sabse khatarnak grinder hota hai jab bhi on Karen hath mein pakad ke Karen
Thank you 😊
Iska MOSFET kuchh der tak chalta hai phir jal jata hai
पर बैटरी कितने वोल्ट की चाहिए मेरे भाई ?
Mene bhi banaya aur usse 3kw ka geajar chalaya😂😂😂
સર્કિટ ડાયાગ્રામ બતાવોકંમપોનેટવેલયુસાથે બાકી બણગાં નીજરૂરનથી???
Mr indian hacker❤
Mai. Ne banaya pawar magar ek phone v lagane pe pawar on of ho raha hai
Mosfet name c5200
2sc5200
No MOSFET transistor 2sc 5200/tta 5200
❤❤
First
Love you Brother 1000 times
@@Crazyadnaangrendar dubara chalu kiye to upar ka light biling kiya eska kya matlab hai
good
Sager
Bhai ye to bhavishya me kam ayega😂😂😂😂
Angle grinder wala to fake h
Sahi bole aap
Aap ne pakad liya😮
Agar ye fake video banana chod de to. Bahut aage jayga
Bhai ye sine wave inverter nahi hai , square wave bhi nahi , ye half square wave inverter hai jo ki hamare appliance ke liye sahi nahi hai. 😂😅😅
कितना घंटे बॅकप देता है
You sases full
❤🎉😮
Battery charging kese krenge
ak Battery charger Lena hoga
Heather banou please 😢
Abe MOSFET Nahi hai ye transister NPN. hai. Ok. MOSFET me get drain sorce haota hai
Kya bhai Transistor ko mosfet kahate hain
👌
❤bhi muje 2000 w ka bnana he piz happ my ❤
Or apka fon nambr bhi
कितने घंटाचलेगा😂😂😂😂
Bhai, wah aapke battery par depend karta hai
Bhai dyode ka refl8c connection bhi bolt bana dega gyan mat
Isko MOSFET Nahin bolate Hain transistor bolate hain bhai
kitni makkari dete ho new cepisitor or rasistens ko bo rahe ho kabade se nikali he r
Aapka Ghar kahan padega
Bihar
10 minit use onli 😂
Kch bhe ni chale ga mosphate jall jae ka zada load se cmp wale paga he itni bara circket lagate he wo log
Banya tha par work nahi karta bhai
MOSFET ka number to nahin bataya
2sc5200 btaye the video mai
Ye MOSFET nahi hain
IGBT transistor hain
Igbt nahi hai only transistor hai @@dhyanandastrology8073
IGBT ka number kya hai bhai
Jaldi reply do na