Maine ye sureh ki tilawat shuru ki phle to Arabic m hi padh k kuch mehsos huwa k koi bht khas pegam h is sureh m phr m tarjuma padha us tarjumy se b m hil c gai mjy isy samjnaa tha phr mjy apki vidoe mili ab mjy smj a gai h... Beshak Allah hat chiz pe haqdir h or darguzar krne wala h
Bhaiyon,jang e salasil ya dhaat e salasil jise jang e kadhima bhi kehte hain woh 12 hijri main hui hai or us ki qayadat Sayyidna Khalid bin Walid Ra ne ki kahin se bhi check karlo.Hazrat Ali RA is jang main the hi nahin.Aur doosri baat ye soorat awal to makki hai toh yeh jang e salasil ke moqe par kaise nazil hui hogi.Doosri baat agar yeh madani bhi ho(bilfarz kyun k haqiqat main ye makki hi hai)tab bhi dhaat e salasil toh Abu Bakar RA ki khilafat main hui hai.Kiya Quran RasoolALLAH SAW k dunya se tashreef le jane k baad bhi nazil hota raha hai jo yeh dhaat e salasil k moqe par nazil hui yaane k RasoolALLAH SAW k dunya se tashrif le jane ke 1 saal baad yaani 12 hijri main.Salasil lafz k maane hi zanjeer hai or kadhima wo jaga hai jahan par yeh jang hui thee isi liye ise dhaat e salasil ya jang e kadhima kehte hain.Ali bhai ka moqif bilkul durust hai.
Quran fehmi zahiri meaning sey nahi aati. Allah momeno ky ghoro ki qasm kha raha hy choro ky ghoro ki qasm nahi khata. Molana farman ka tarjuma dekh lou bhai.
Dr israr ki e to tareef krta hy ali bhai,r tafseer hy e yei to koi jurm nae hy copy krna,agr apny israr sb ki sun li to isko open e nh krty agr critisize e krna tha
فَوَسَطۡنَ بِہٖ جَمۡعًا ۙ﴿۵﴾ برادرِ محترم! آیت میں لفظ جَمۡعًا ۙ درج ہے کہ جس کے معنی عربی لسانیات کے مطابق صرف لشکر کے نہیں بنتے ہے بلکہ یہ کسی بھی گروہ یا مجمع کے معنی میں بھی استعمال ہوتا ہے اور عربی لسانیات کے مطابق جَمۡعًا ۙ کا معنی کوئی بھی گروہ یا مجمع بھی ہوتا ہے لہٰذا اِن مطالب سے پھر انجنئیر صاحب کا اِس حوالے سے فہم بھی قابل قبول ہے۔۔۔والسلام
@@mehmoodulhassanaalami1640 He was Moulana Modoudi r.a., who provided the best Tafseer of Surah Adiyat, on which Muslim scholars were dived over the centuries.
@@smartplayzone4133 you are wrong, this is Makki Surah and Jang e Salasal occurred after hijrah. He was Moulana Modoudi r.a., who provided the best Tafseer of Surah Adiyat, on which Muslim scholars were dived over the centuries.
Bhaiyon,sahih ilm ka hona behad zaroori hai.Kisi par bhi tanqeed karne se pehle hamare pass thos ilm hona chahiye.Yeh ghore jis k bhi hon chahe choron k ya arab k wo ghore jo wo doosre qabail k saath jang k liye le jate the(agarche mujhe bhi yeh baat ziada mazboot lagti hai k yeh wo ghore hain jo arab k log doosre qabail k saath jang main le jate the).Maqsood yeh nahin k kon se ghore the balke maqsood yeh hai k koi bhi ghora ho woh apne malik k thore se ehsan par us k liye jaan dene k liye tayar hota hai lekin insan is tarha nahin wo har naimat k bawujood apne RAB ki baghawat main mashgool rahta hai.
Bhaiyon,jang e salasil ya dhaat e salasil jise jang e kadhima bhi kehte hain woh 12 hijri main hui hai or us ki qayadat Sayyidna Khalid bin Walid Ra ne ki kahin se bhi check karlo.Hazrat Ali RA is jang main the hi nahin.Aur doosri baat ye soorat awal to makki hai toh yeh jang e salasil ke moqe par kaise nazil hui hogi.Doosri baat agar yeh madani bhi ho(bilfarz kyun k haqiqat main ye makki hi hai)tab bhi dhaat e salasil toh Abu Bakar RA ki khilafat main hui hai.Kiya Quran RasoolALLAH SAW k dunya se tashreef le jane k baad bhi nazil hota raha hai jo yeh dhaat e salasil k moqe par nazil hui yaane k RasoolALLAH SAW k dunya se tashrif le jane ke 1 saal baad yaani 12 hijri main.Ali Bhai ka moqif bilkul durust hai.Shia logon ka moqif 100% batil hai kyun k Ali AS to dhat e salasil main the hi nahin.Ali AS khulufa e rashideen k time main Persian or Roman Empire k Jihad main fauj main shaamil nahin the.
Allah ny yeh suraah kab aur kis moqaay pay nazil kiya??? Kis naay saafon ko cheera tha ?? oh bahi phly kuch seekh tau lo phir quran ki tafseer byan karna yh level hay kay inssaan kiya guftugu karayy kay logon ki deemaghee halaat passst tareeen hochukee haY.............PHLY SURAAY ASR AUR AUR SURAAH KAUSAR KI TASFSEER KARAIN ......
Esi tafseer to tarjuma parrh k hi pat chal jati😂😂😂 tafseer translation ko zara lamba xplain karna nahe hota.. Tafseer pase manzar ka biyan hota hai ayaat ka... Khuda ka khauf karo yahan aap ny dandi maar di😂
Hahaha right...main bara ho k daku banonga, ALLAH ko to daku k ghoray bhi pasand hain 😂 Aur ye neend k peher main sonay ki baat inho ne Israr Ahmed se mustaar li hai...😂 Oont bhi le k jaoge jung main to wo bhi jan stake per laga raha hoga...😂 Jang k manzar ka zikr hai aur zikr Mola Ali AS k ghoray ka hai jis k lye ye qasmen hain... Is ne ye qasmen daku aur looteron k ghoron ki shan main daal di k wafadaar hain khanay dene k ehsaan ki khatir jan bhi dao per laga dete hain...kutte ki wafadaari hi aisi hi hai malik k lye jan de deta hai...Arab k rewar charanay wale kutte se bhi unsiyat rakhte thay... domestic animal tha aur historically raha hai from centuries... Ye Mola Ali AS k ghoray ki qasmen hain...
hahaha bally Mola Ali as ka apna anam aya ni quran ma lkn unky Goury ka agya , kehna kia chahty hu bai K Mola Ali as sy ziada muqam kia unky Goury ka tha. Aqal na huwy ty moja e moja
@@shabanahmad087 naam ana buland martaba hone ki daleel hota to Zaid ka naam aya hai but 124000 abiya main sirf 28 ka aya hai...apki is logic se Zaid 28 ambia k ilawa sab se afzal hain...😂 Aur agar Mola Ali k ghoray ka zikr nahi to phir sahi kaha ap ne k ALLAH dakooun k ghoron ki qasam kha raha hai...aray kehna kia chahte ho Bhai? ALLAH dakooun ka fan hai? 😜Jab bughz e Ali AS ho to phir Kaisi mojaan ??😂😂😂
@@muhammadfaizankhan150 O bhai sathya gae. hu kia, engineer ny example di thi ghoro ki, banda chand dikha rha h or tum angli pr tikky bethy hu,,, usny gorou ki qurbani btai ha k sbha sawer chahy ly jao Chal prty hain, jango ma jao chal prty hain, jihad py chal prty haain,, un goro ki qsam ha,, misal smjhny sy tuo ap qasir hain or dawy mola ali as k ghory k quran ma huny k kar rhy hain,,, Zakir sy deen ekhny k ye natijy huty hain jb 30 lakh do gy tio esy e masaly milu gy,, khud sy e ghora mola ali ka bana dala, kal ko kahu gy k shehd ki makkhi mola hasan as ki thi, oont mola Hussain as ka, kutta zainul abiden as,,, Quran ko pta ni logo ki biography smjh rkha ha apny,,, Hadeeso ko Quran k mtbq thk kro Quran ko hadeesoo k mtbq na toro maroro yahud ki trha
@@shabanahmad087 ye misaal engineer me is lye di k istafada hi wahan se kia hai jahan is pehlu ko kaata gaya hai jan kar...ghoray har jaga chal parte hain to oont inkaar nahi karte aur kutta millennium se ziada hua historically wafadaar mashhoor hai...ap in main se ho Jo naye naye molaiyat k qaiyl ho aur ye sikhaya hua bhi jinka hai in k pas itna hi tha 😂
Main ek tajarbekar Arabic tutor hoon umda tariqe se pahchanta hoon.kon kaisa hai tum wahan tak kabhi nahi pahunch sakte .Nila wajah mai kisi par coment nahi karta.
@@mohammedqamarahmed5490 Allah ap ko hidayat de kisi ko jahil krne se pehle Apne ap ko Dekho or ye Jo Tum keh rahe ho na tumhare level per Nii pohonch skta to yaad rakho Tum ne better hon or hn ga bhi or Tum jlte raho
Maine ye sureh ki tilawat shuru ki phle to Arabic m hi padh k kuch mehsos huwa k koi bht khas pegam h is sureh m phr m tarjuma padha us tarjumy se b m hil c gai mjy isy samjnaa tha phr mjy apki vidoe mili ab mjy smj a gai h... Beshak Allah hat chiz pe haqdir h or darguzar krne wala h
واہ میرے رب العالمین
Mashallah mashallah subhanallah jazakallah ❤❤❤❤❤❤ bahut pyari Surat hai
Jang e saalasil mein nazil hui YE ayaat jb subha k waqt hazrat Ali AS ny kuffar pe hamla kiya tha.
bilkul tek kaha is jang ko zanjero wli jang b khety hn
Isn't that Makki surah ? if it is true than your claim does not hold water or explain if otherwise.
Bhaiyon,jang e salasil ya dhaat e salasil jise jang e kadhima bhi kehte hain woh 12 hijri main hui hai or us ki qayadat Sayyidna Khalid bin Walid Ra ne ki kahin se bhi check karlo.Hazrat Ali RA is jang main the hi nahin.Aur doosri baat ye soorat awal to makki hai toh yeh jang e salasil ke moqe par kaise nazil hui hogi.Doosri baat agar yeh madani bhi ho(bilfarz kyun k haqiqat main ye makki hi hai)tab bhi dhaat e salasil toh Abu Bakar RA ki khilafat main hui hai.Kiya Quran RasoolALLAH SAW k dunya se tashreef le jane k baad bhi nazil hota raha hai jo yeh dhaat e salasil k moqe par nazil hui yaane k RasoolALLAH SAW k dunya se tashrif le jane ke 1 saal baad yaani 12 hijri main.Salasil lafz k maane hi zanjeer hai or kadhima wo jaga hai jahan par yeh jang hui thee isi liye ise dhaat e salasil ya jang e kadhima kehte hain.Ali bhai ka moqif bilkul durust hai.
Bhai Maki surah ha or khyber medina mein ha..verify before putting anything in comments
MashAllah mashAllah keep it up
Ma sha Allah booht khub ali bhai...👍🌹❣
ماشاءاللہ
ماشاءاللہ بہت خوب جناب 😍❤🌹
Alhumdulilah ❤️
Subhan Allah
BUGHZ E MOULA ALI AS
jaza k Allah
❤❤❤❤❤
He was Moulana Modoudi r.a., who provided the best Tafseer of Surah Adiyat, on which Muslim scholars were dived over the centuries.
ماشاءاللہ ❤️❤️
آمین ثم آمین
Keep it up Mashallah
MashALLAH
Very good explanation
Mashallah
MashaAllah
Allah he kahir karay apki aqal par aur in sb pr jo mashallah keh keh kar apki danaai ki daad dey rehay hainyh tafseer byan ki hay iss surah ki?????
bhai us waqt subko neend ajati he bilkul sahih bat he
maagar jo chor thy woh insan nah thy kya unko neend nah ati thi subah sadiq k waqt
bhai ye sura kis waqt aaya or kyu aaya is iske bare me aapne shoot bola
Quran fehmi zahiri meaning sey nahi aati. Allah momeno ky ghoro ki qasm kha raha hy choro ky ghoro ki qasm nahi khata. Molana farman ka tarjuma dekh lou bhai.
Ali bhai is surah ka shan-e-nazul kia h?
11 December 2023.....💚
17, 359 views......💜
75K subscribers.....💙
Yeh soorah Kab nazil hua wo b toh bolo
Gazwa-e- zaitul salasil me naazil hua
Tafseer Ka Lafz Lafz Dr. Israr Ka Ki Copy Ki Hui Hai.. Aur Un Pe Tanqeed B Karty Hain Aap..! Mirza Sab Aapki Smjh Nai Aati
Dr israr ki e to tareef krta hy ali bhai,r tafseer hy e yei to koi jurm nae hy copy krna,agr apny israr sb ki sun li to isko open e nh krty agr critisize e krna tha
@@abidzamir8193
Lafz Lafz kisi ki video copy kar k khud ko Topu Khan Kehna Kahan Ka Insaf Hai Bhai?
Agar ye waqai chori walay گھوڑے ka waqiya hai tu phr ayat may Lashkar may ghuss janay ka word q aya..?
فَوَسَطۡنَ بِہٖ جَمۡعًا ۙ﴿۵﴾
برادرِ محترم! آیت میں لفظ جَمۡعًا ۙ درج ہے کہ جس کے معنی عربی لسانیات کے مطابق صرف لشکر کے نہیں بنتے ہے بلکہ یہ کسی بھی گروہ یا مجمع کے معنی میں بھی استعمال ہوتا ہے اور عربی لسانیات کے مطابق جَمۡعًا ۙ کا معنی کوئی بھی گروہ یا مجمع بھی ہوتا ہے لہٰذا اِن مطالب سے پھر انجنئیر صاحب کا اِس حوالے سے فہم بھی قابل قبول ہے۔۔۔والسلام
@@mehmoodulhassanaalami1640 He was Moulana Modoudi r.a., who provided the best Tafseer of Surah Adiyat, on which Muslim scholars were dived over the centuries.
Sir is surhy mubrk ke shany nazol bata day pher tafser ache or wazy ho ge
شان نزول کیا بتائیں گے۔۔مولا علی کی شان میں نازل ہوئی
@@smartplayzone4133 you are wrong, this is Makki Surah and Jang e Salasal occurred after hijrah. He was Moulana Modoudi r.a., who provided the best Tafseer of Surah Adiyat, on which Muslim scholars were dived over the centuries.
23000 views ,please like it more Friends!
Lagt ha ap my sir israr sy suni v h
Aadyat horse ko nai kehte
Kia Allah pak churo k ghoro ki qasam kha rha hai Quran may Jo subh Subh chori daketi krny jatay
Khayanat ki gai hai...
Isn't that Makki surah ?
Bhaiyon,sahih ilm ka hona behad zaroori hai.Kisi par bhi tanqeed karne se pehle hamare pass thos ilm hona chahiye.Yeh ghore jis k bhi hon chahe choron k ya arab k wo ghore jo wo doosre qabail k saath jang k liye le jate the(agarche mujhe bhi yeh baat ziada mazboot lagti hai k yeh wo ghore hain jo arab k log doosre qabail k saath jang main le jate the).Maqsood yeh nahin k kon se ghore the balke maqsood yeh hai k koi bhi ghora ho woh apne malik k thore se ehsan par us k liye jaan dene k liye tayar hota hai lekin insan is tarha nahin wo har naimat k bawujood apne RAB ki baghawat main mashgool rahta hai.
Bhaiyon,jang e salasil ya dhaat e salasil jise jang e kadhima bhi kehte hain woh 12 hijri main hui hai or us ki qayadat Sayyidna Khalid bin Walid Ra ne ki kahin se bhi check karlo.Hazrat Ali RA is jang main the hi nahin.Aur doosri baat ye soorat awal to makki hai toh yeh jang e salasil ke moqe par kaise nazil hui hogi.Doosri baat agar yeh madani bhi ho(bilfarz kyun k haqiqat main ye makki hi hai)tab bhi dhaat e salasil toh Abu Bakar RA ki khilafat main hui hai.Kiya Quran RasoolALLAH SAW k dunya se tashreef le jane k baad bhi nazil hota raha hai jo yeh dhaat e salasil k moqe par nazil hui yaane k RasoolALLAH SAW k dunya se tashrif le jane ke 1 saal baad yaani 12 hijri main.Ali Bhai ka moqif bilkul durust hai.Shia logon ka moqif 100% batil hai kyun k Ali AS to dhat e salasil main the hi nahin.Ali AS khulufa e rashideen k time main Persian or Roman Empire k Jihad main fauj main shaamil nahin the.
Allah ny yeh suraah kab aur kis moqaay pay nazil kiya??? Kis naay saafon ko cheera tha ?? oh bahi phly kuch seekh tau lo phir quran ki tafseer byan karna yh level hay kay inssaan kiya guftugu karayy kay logon ki deemaghee halaat passst tareeen hochukee haY.............PHLY SURAAY ASR AUR AUR SURAAH KAUSAR KI TASFSEER KARAIN ......
2sron pe tanqeed na krain
Copy paste from Dr. Israr
Means???
QABOOL KARTA HAI
AAKHIR MIEN
KE GALAT BAAT KI TOH ALLAH TAALA MAAF FARMAYE
JHOOTHA MUNAFEEQ FAITH LESS DOUBLE TRIPLE FAITH MULLA KAT MULLA
Allah ghoray ki qasmay kha raha hai aur aap kya keh rahay ho totally opposite
Dr israr ki copy hai same mashallah
Esi tafseer to tarjuma parrh k hi pat chal jati😂😂😂 tafseer translation ko zara lamba xplain karna nahe hota.. Tafseer pase manzar ka biyan hota hai ayaat ka... Khuda ka khauf karo yahan aap ny dandi maar di😂
Jahil maulvi ye tafseer kr rahe ho, ye surah kis waqt utri. Khuda kiun ghoron ki adaon ki qasam kha raha hai
😐
dor fitty moo tera illmi kitabi..😅
sahaba ke ghoron ki qasam hy...
Hahaha right...main bara ho k daku banonga, ALLAH ko to daku k ghoray bhi pasand hain 😂
Aur ye neend k peher main sonay ki baat inho ne Israr Ahmed se mustaar li hai...😂
Oont bhi le k jaoge jung main to wo bhi jan stake per laga raha hoga...😂
Jang k manzar ka zikr hai aur zikr Mola Ali AS k ghoray ka hai jis k lye ye qasmen hain... Is ne ye qasmen daku aur looteron k ghoron ki shan main daal di k wafadaar hain khanay dene k ehsaan ki khatir jan bhi dao per laga dete hain...kutte ki wafadaari hi aisi hi hai malik k lye jan de deta hai...Arab k rewar charanay wale kutte se bhi unsiyat rakhte thay... domestic animal tha aur historically raha hai from centuries...
Ye Mola Ali AS k ghoray ki qasmen hain...
hahaha bally Mola Ali as ka apna anam aya ni quran ma lkn unky Goury ka agya , kehna kia chahty hu bai K Mola Ali as sy ziada muqam kia unky Goury ka tha. Aqal na huwy ty moja e moja
@@shabanahmad087 naam ana buland martaba hone ki daleel hota to Zaid ka naam aya hai but 124000 abiya main sirf 28 ka aya hai...apki is logic se Zaid 28 ambia k ilawa sab se afzal hain...😂
Aur agar Mola Ali k ghoray ka zikr nahi to phir sahi kaha ap ne k ALLAH dakooun k ghoron ki qasam kha raha hai...aray kehna kia chahte ho Bhai? ALLAH dakooun ka fan hai? 😜Jab bughz e Ali AS ho to phir Kaisi mojaan ??😂😂😂
@@muhammadfaizankhan150
O bhai sathya gae. hu kia, engineer ny example di thi ghoro ki, banda chand dikha rha h or tum angli pr tikky bethy hu,,, usny gorou ki qurbani btai ha k sbha sawer chahy ly jao Chal prty hain, jango ma jao chal prty hain, jihad py chal prty haain,, un goro ki qsam ha,, misal smjhny sy tuo ap qasir hain or dawy mola ali as k ghory k quran ma huny k kar rhy hain,,, Zakir sy deen ekhny k ye natijy huty hain jb 30 lakh do gy tio esy e masaly milu gy,, khud sy e ghora mola ali ka bana dala, kal ko kahu gy k shehd ki makkhi mola hasan as ki thi, oont mola Hussain as ka, kutta zainul abiden as,,, Quran ko pta ni logo ki biography smjh rkha ha apny,,, Hadeeso ko Quran k mtbq thk kro Quran ko hadeesoo k mtbq na toro maroro yahud ki trha
@@shabanahmad087 ye misaal engineer me is lye di k istafada hi wahan se kia hai jahan is pehlu ko kaata gaya hai jan kar...ghoray har jaga chal parte hain to oont inkaar nahi karte aur kutta millennium se ziada hua historically wafadaar mashhoor hai...ap in main se ho Jo naye naye molaiyat k qaiyl ho aur ye sikhaya hua bhi jinka hai in k pas itna hi tha 😂
@@shabanahmad087 Shan e nuzool kia hai?
Jaahil hai becharaa.
Sahii keh rahe ho Apne bare me haha 😂😂😂😂😂
Main ek tajarbekar Arabic tutor hoon umda tariqe se pahchanta hoon.kon kaisa hai tum wahan tak kabhi nahi pahunch sakte .Nila wajah mai kisi par coment nahi karta.
@@mohammedqamarahmed5490 Allah ap ko hidayat de kisi ko jahil krne se pehle Apne ap ko Dekho or ye Jo Tum keh rahe ho na tumhare level per Nii pohonch skta to yaad rakho Tum ne better hon or hn ga bhi or Tum jlte raho
@@Usmanali-yj1ol hamare aslaf ke bare me is Mirza ne bahut badzabani ki hai Maine isko bas jahil kaha tumhari jal gayi.
@@mohammedqamarahmed5490 tumharu zuban kese hai ye dekho ab har Kisi ke dum per paao aae ga enjoy
Mashallah