Jumma ki Namaz Ka Mukammal Tarika | Jumma Namaz Steb by Step

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 81

  • @JamajiSama-i3g
    @JamajiSama-i3g 26 днів тому +3

    aap ne na jane kitne logo ki jindgi badal di 😊 shukriya hajrat

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  26 днів тому

      Jazakallah ❤️🥰
      Ji Alhamdulillah
      Ye Allah Ka Fazl hai
      Aap Dua kijiye ga Mere Ilmo Amal ke liye ❤️

  • @NilufarShaikh-eb6yf
    @NilufarShaikh-eb6yf 5 місяців тому +4

    Alhamdulillah subhanallah Alhamdulillah subhanallah❤❤❤❤

  • @e-rickshawservices9060
    @e-rickshawservices9060 8 днів тому +2

    Assalam walekum hazrat agar jumma ki fajar chhut gai ho to kaise adakare

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  8 днів тому

      Walaikum salam
      Jumma ki Fajar Chhit jay ya Aur bhi Dusri Namaz to Aise Ada karen 👇
      ua-cam.com/play/PLorkDoZukOG70QpuBwmsQML-qHSDsuRzo.html&si=wRnfyjSWeLz6pkOG

  • @elamdeen5945
    @elamdeen5945 9 днів тому +1

    बहुत बढ़िया तरीका आपका

  • @littlebutimportant4706
    @littlebutimportant4706 5 місяців тому +4

    Masha Allah
    La jawab usloobe bayan
    Allah mazeed taraqqi de 🤲🤲🤲

  • @ussicogaming7161
    @ussicogaming7161 26 днів тому +1

    Assalam alaiku❤ main sunni musalman hu main kuran to padha hu or saari surte bhi yaad hai magar tarika nahi pata tha koi batata bhi nahi hai batata bhi hai to sab Alag alag tarike batate hai isliye Aaj tak nahi sikha magar mera ek friend hai bo Arbi bhi nahi padha fir bhi bo namaz padta hai mujhe to sarm aata hai isliye main Aapka video dekh kar sikh raha hu Aapne bahut hi Achchhe se bata hai Aap jo bhi videos dale full details main dale♥️ sukriya ❤

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  26 днів тому

      Walaikum salam wa Rahmatullahi wa Barakatuh
      Ji Bahot Bahot Shukriya jazakallah
      Aap ka massage padh kar kafi Khushi huvi , Allah Aap ko khush rakhe Bhai
      Insha Allah detail mein Puri Video Dala karunga ❤️
      Aap Mere is Chainal se Jude Rahiyye Insha Allah Bahot kuch seekhne ka Mauqa Milega .
      Agar kabhi Aap kuch puchhna chaye to Begair Sharmaye
      Aap Mere is Watsapp Number 92412 99847 par Massage kijiye ga ❤️🥰

  • @FactTaJ
    @FactTaJ 5 місяців тому +3

    Molana sahab Ab aap ye video Banaye ki imam ke sath namaz kaise padhe Fajr johar asr magrib isa 5 wakt ki please Banaye video

  • @MdNishar-oo7tc
    @MdNishar-oo7tc 5 місяців тому +6

    Bhaijan jumme ki mukhamal tarike 14 rikar hai sahi hei par bhaijan agar jumme ki Nawaz chot jati hei to kya karege ap batadizye

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  5 місяців тому +2

      Agar jumma ki Namaz chhoot Jaye to fir Zohar ki Namaz Ada Karenge 12 Rakat Thik hai Mere Bhai ❤️

    • @MdNishar-oo7tc
      @MdNishar-oo7tc 5 місяців тому

      Wallei kumassalam bhaijan dusri problem mei Nawaz parta ho or yeh parta ho sanaa or au zo fir Bismillah fir alhamdulillah parta ho eske baad kuch nahi ati Bhai jan

  • @Hel-rk2fe
    @Hel-rk2fe 5 місяців тому +5

    Assalam alaikum bhaijaan
    Aak aur request ye ha ki
    Bhai NAMAZ ko padte waqat step wise step position step kaise hone chaye
    Y sawwdanii kya kya hai

    • @Hel-rk2fe
      @Hel-rk2fe 5 місяців тому +2

      Bhai namaz padte wakat hone walk galtiya
      Bhai sarri sareii par akk video bana do
      Eye close karni ha ya nhi
      Har position. Kar ak
      SWAADAANI WALI VIDEO BANA DOO

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  5 місяців тому +1

      Walaikum Salam wa Rahmatullahi wa Barakatuh
      ji Bhai Aap Ne Bahot Achha Sawal Kiya hai Shukriya Bhai .
      is se Bahot Logon ko Faida hoga thik hai insha allah bahot jald is pe Video Bana dunga ❤️

    • @Hel-rk2fe
      @Hel-rk2fe 5 місяців тому

      @@HAFIZHASNAINJAANI Assalam alaikum bhaijaan
      Aak aur request ye ha ki
      Bhai NAMAZ ko padte waqat step wise step position step kaise hone chaye
      Y sawwdanii kya kya hai

  • @md...raish...
    @md...raish... 13 днів тому +1

    Bhaiya ab yeh bataye imam saheb ke piche namaz padne ka mukammal tarika bhaiya ke bahot dil se like ❤

    • @md...raish...
      @md...raish... 13 днів тому +1

      Dakhlul namaz padne ka mukammal tarika bataye please bhaiya je

    • @md...raish...
      @md...raish... 13 днів тому +1

      Reply dijiye ga

    • @md...raish...
      @md...raish... 13 днів тому +2

      Bhaiya Aap achha namaz padna sikha dena yeh ahsan aapka rahega apna chota bhai samajh kar please 🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  13 днів тому +1

      Aap In Videos ko Dekhye insha allah Seekh jaenge Aap .
      Imam ke pichhe Namaz Padhne ka Mukammal Tarika 👇
      ua-cam.com/play/PLorkDoZukOG62fnJPDVG5-H8vP9RSkZr9.html&si=__rYZ4k2Se2cRjFe

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  13 днів тому

      Shukriya jazakallah ❤️

  • @MaksudOfficeal
    @MaksudOfficeal 2 місяці тому +2

    जुम्मा का एक video मुकम्मल वीडियो बनाइए

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому +1

      जी भाई अल्हम्दुलिल्लाह वीडियो बना दिया हूं देखिए 👇
      ua-cam.com/video/IhmiA8ic884/v-deo.htmlsi=pOP_OKkeJPr1szka

  • @azizulgaming7131
    @azizulgaming7131 8 днів тому +1

    Ok bahi

  • @FirozKhan-bb5em
    @FirozKhan-bb5em 15 днів тому +1

    Hajrat nifil namaj beth kr padna laazmi hai kya 🙄🙄🙄🙄

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  14 днів тому

      Ji Ha Nafil Namaz baith kar Padh sakte hain .
      Lekin Agar koi Takleef Na ho to khade ho kar padhna Ziyada Behtar hai Aur Ziyada Sawab hai ❤️

  • @Saheb_45_ff
    @Saheb_45_ff 3 місяці тому +2

    Masha allah

  • @farmanmalik8076
    @farmanmalik8076 Місяць тому +2

    ❤❤

  • @farukkhan2649
    @farukkhan2649 3 місяці тому +1

    Jumma Mubarak bhai jaan 🤲

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  3 місяці тому

      Ji Aap ko bhi Jumma Mubarak ho Faruque Bhai ❤️
      Allah paak jumma ke Barkaten Ham Sab ko Naseeb Farmaye ❤️

  • @kalimuddinkhan5535
    @kalimuddinkhan5535 5 місяців тому +2

    Bhai jaan jumma ka namaz majid mai jo hapishab padha te hai wo kya hai samja do

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  5 місяців тому +1

      Bhai jumma ki farza Namaz jab imam ke pichee padhenge to Sirf Niyat bandh ne ke baad sirf Sana padh na hai .
      Us ke baad baki sab imam Sahab padhenge aur Aap ko Sirf sunna hai .
      Jis Tarha Fajr ki Namaz imam ke pichhe padhte hain Same Aisa hi jumma ki Farz Namaz bhi padh na hai ok

    • @kalimuddinkhan5535
      @kalimuddinkhan5535 5 місяців тому +1

      @@HAFIZHASNAINJAANI bhai jaan Majid aur ghar pay namaz padh na dono mai kya difference hai reply reply aur jab Majid pass ho toh Majid yea ghar pay namaz padhe

  • @Jahidahmedd
    @Jahidahmedd Місяць тому +1

    Aapko bohot bohot shukriya

  • @Sam_Sher_Ali
    @Sam_Sher_Ali 28 днів тому +1

    Assalamu alaikum hazrat

  • @Sameer-dc4ob
    @Sameer-dc4ob 5 місяців тому +3

    Bhaijaan 14 rakat padhne ke liye jo kayda hai wo yahi hona chahiye ki pehle 4 rakat sunnat fir 2 rakat farz fir 4 rakat sunnat fir 2 rakat sunnat fir 2 rakat nafl
    Ya agr hamne pehle jamaat me imam ke piche 2 rakat farz pehle padh li to uske baad kya ham 4 rakat sunnat fir 4 rakat sunnat fir 2 rakat sunnat fir 2 rakat nafl padh skte hai?

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  5 місяців тому +1

      Agar Pehle ki Sunnat Rah jaye To Jamat ke baad
      Pehle 4 Rakat Sunnat
      Fir 2 Rakat Sunnat
      Fir 4 Rakat Sunnat
      Fir Last me 2 Rakat Nafil
      Is Tariqe ke Ada kijiye ga
      Thik hai Mere Bhai

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  5 місяців тому +1

      Agr Pehle ki Sunnat Rah jaye to Aap Jumma ki Farz ke baad
      Pehle 4 Rakat Sunnat
      Fir 2 Rakat Sunnat
      Fir 4 Rakat Sunnat
      Aur Fir Aakhir mein 2 Rakat Nafil Namaz Ada kijiye ga ❤️

    • @Sameer-dc4ob
      @Sameer-dc4ob 5 місяців тому +1

      JAZAKHALLAH KHAIR BHAIJAAN

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  5 місяців тому

      Aameen summa ameen ❤️

  • @kftechnology2739
    @kftechnology2739 Місяць тому +1

    Namaj niyat arbi me batayega

  • @Jahidahmedd
    @Jahidahmedd Місяць тому +1

    Bhaiya mujhe aapki ek help chahiye

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому

      Ji Bhai Bataye kaisi Help chahiye

    • @Jahidahmedd
      @Jahidahmedd Місяць тому +1

      @@HAFIZHASNAINJAANI mujhe na kalima tayyiba se leke rabbana aatina tak jo bhi rehta hai vo mujhe nahi aata to please aap ek video banaiye mujhe bohot Khushi hogi

    • @Jahidahmedd
      @Jahidahmedd Місяць тому +1

      Matlab masjid mai Naya Naya Jane ke baad baccho ko jo sabse pehle sikhaya jata hai vo sab mujhe sikhna hai mai bhool chuka hu 🙏

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому

      Bhai Aap Mere is Number 92412 99847 pe
      Recording kar ke bhejye ke Aap kya seekhna chahte hain fir Insha Allah Main Video Zaroor bana Dunga

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому

      Ji thik hai ❤️

  • @mdsadik3291
    @mdsadik3291 Місяць тому +2

    ❤❤❤❤❤🤲🤲

  • @abdulsamad-ew3qk
    @abdulsamad-ew3qk Місяць тому +1

    Bhai jan akele mat o jumma ki namaj nahi hoti hai sirf jamat ke sath hoti hai agar akele ma padhte hai to sirf johar ki namaj niyat ki jati hai aur johar ki namaj hoti hai jiska sawab jume ki namaj ke brabar hotahsi

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому

      Ji Ha Bilkul Sahi kaha Aap ne
      Sirf 2 Rakat Farz Namaz imam ke pichhe padhna hai
      Baki Sunnat Aur Nawafi Namazen Akle padhni hai

  • @MaksudOfficeal
    @MaksudOfficeal 2 місяці тому

    हजरत जब घर से मस्जिद में जाए तो कौन सा जमाज पढ़े जुम्मा का

  • @amjadlove2729
    @amjadlove2729 Місяць тому +1

    Ha

  • @mantashakhan552
    @mantashakhan552 4 місяці тому

    Ladkiyon ka namaj ka Tarika bataiye bhai aapka bahut bahut shukr Ada ho jae??

  • @khanyusuf2002
    @khanyusuf2002 3 місяці тому +1

    Bhai jumma aurat pe farz hai ky zaruri h ky pdhna

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  3 місяці тому +3

      Bhai Aurat par jumma ki Namaz Farz Nahi hai
      Aurat ke liye Hukm hai ke woh jumma ke din Zohar ki Namaz Ada karen

  • @mantashakhan552
    @mantashakhan552 4 місяці тому +1

    Aise hi namaj ladki padh sakti hai

  • @MaksudOfficeal
    @MaksudOfficeal 2 місяці тому +10

    घर से जाते हैं मस्जिद में तो कोई 4 रकात पढ़ के बैठ जाते है कोई 2 रकात पढ़ के बैठ जाते है हजरत हमको कुछ समझ में नहीं आता है

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому +6

      जुम्मा के पहले चार रकात सुन्नत नमाज़ पढ़ी जाती है और वह पढ़ना जरूरी है !
      बाकी दो रकात नमाज़ जो पढ़ते हैं वह दखलुल मस्जिद की नमाज़ पढ़ते हैं
      और यह नमाज़ पढ़ना फर्ज़ या वाजिब नहीं है लेकिन हां जो पड़े उसको सवाब जरूर मिलेगा !

    • @MaksudOfficeal
      @MaksudOfficeal Місяць тому +2

      हज़रत तो दखलूल नमाज़ का तरीका और नियत करने का तरीका बता दीजिए

    • @AF.youtube1402
      @AF.youtube1402 Місяць тому +2

      ​@@HAFIZHASNAINJAANIHazrat ye dakhlul masjid namaz ka kya tarika hai .. bataiyega

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  Місяць тому +3

      Nafi Namazo ki Tarha 2 Rakat padhna hota hai ❤️
      Is pe ek Mukammal Video bahot jald Bana Dunga Insha Allah ❤️

    • @ImranKhan-ko6hs
      @ImranKhan-ko6hs 23 години тому +1

      Masha Allah

  • @noushadshaikh7605
    @noushadshaikh7605 4 місяці тому +2

    Number dijiye Hafiz Sahab aapse jaruri baat karna main pareshan hun

  • @noushadshaikh7605
    @noushadshaikh7605 4 місяці тому +2

    Hafiz Sahab main pareshan hun aap mujhe number dijiye comment kiya hun aap mujhe number dijiye

    • @HAFIZHASNAINJAANI
      @HAFIZHASNAINJAANI  4 місяці тому +1

      Ji Bahot Shukriya Bhai
      Ji Ye hai Mera Number
      9373756095

  • @AliasgrJat-pf1sg
    @AliasgrJat-pf1sg 29 днів тому +1

    ❤❤❤

  • @SalamAli-q1u
    @SalamAli-q1u 11 днів тому +1

    ❤❤