What is the Actual Birth Date of Hazrat ʿĪsā عِيسَىٰ A.S ? | WWaqt e Aakhir Ep 45

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 23 гру 2022
  • What is the Actual Birth Date of Hazrat ʿĪsā عِيسَىٰ A.S ? | WWaqt e Aakhir Ep 45
    #HazratIsa
    #Cristmas
    #WaqteAkhir

КОМЕНТАРІ • 47

  • @hijamacuppingtherapyinmeer251
    @hijamacuppingtherapyinmeer251 Рік тому +2

    Jazakallah sirji

  • @mazharpk3
    @mazharpk3 Рік тому +4

    جزاکم اللہ خیراً °
    اللّٰہ پاک آپ کے علم و فضل میں برکتیں نازل فرمائے آمین آمین

  • @user-zq6ew3dl2d
    @user-zq6ew3dl2d 2 місяці тому

    You are absolutely right about future....i too think that....May u keep on spreading this message...May Allah bless you

  • @Freelancer_Anab
    @Freelancer_Anab Рік тому +4

    Hazarat Isa عَلَيْهِ سَلَّمَ was probably born in the hot summer of July-August.

  • @naumannazir2845
    @naumannazir2845 Рік тому +1

    Mo, sir! Only Allah has the knowledge of the hour!

    • @NeoIslamicHD
      @NeoIslamicHD  Рік тому

      پروگرام میں تفصیل سے بیان کیا جا چکا ہے

  • @iftikharbutt5835
    @iftikharbutt5835 5 місяців тому

    Jub Allah nay fermaya kaseer loog nahi jantay.zahir hay app akser ko Batana chah rahay hay ye mumkin nahi kih sub (kaseer) ko kaisay maaloom hojay Allah jaisay chaiy ga apka program dekha Kay samjha Dega ye oskay ekhtiyar may hay.

  • @saleemmohdsaleem
    @saleemmohdsaleem Рік тому +2

    Slamwalekum

  • @zeeshannizami9610
    @zeeshannizami9610 Рік тому

    *Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Barkatuh,*
    *Badi maazrat ke saat ye baat arz kar raha hun, akhiruz zaman ke timings ko samjajh ne me aapko bahut badi ghalti huwi hai,*
    *Hame yaqeen hai ki Aap ki khoob mehnat hai muthala aur research par, aur aap ki niyat par bhi shak nahi. Allah ajr e azeem ataa kare.*
    *Lekin 1500 saal kab se tab tak, ummat ki umr se muraad, aur islam ki chakki 35 saal wali hadees ka maana aur mafhoom, in tamam bathon me. Aap ko tasamo huwa hai*
    *Aur qiyamat tho zaroor biz zaroor 10 Muharram ko jumma ke din hi aayegi, lekin jis tarha se aap calendar dekh dekh kar sann aur tareeq aghz kar lete hain wo tareeqa ghalat hai, kyun ki Chand ke 29 ya 30 ke hone me farq hota rehta hai aur calendar ki date ghalat bhi ho jaati hain.*
    *Lihaza aap ko dubara ghaur kar na hai apni bathon par.*
    *Aur 1400 saal se ummat ka ek ijma hai ki Imam Mahdi AS ek hi shaqs hain aap kayi mahdi honge ye baat arz karke ummat ko gumrahi me daal rahe hain.*
    *Ek sabit shuda masla jis par ummat ka ijma hai use aap kaat rahe hain.*
    **Lihaza aap ko dubara se research karni hain*
    *Hamari research ye kehti hai ki 1500 saal ke baad kalma goh musalman nahi bachenge, chahe wo besat se liya jaye ya hijri calendar se liya jaye* .
    *Mahdi As 1 hi hain, jin ki baith kaba shareef me hogi, aur wahi Isaa as ke nuzool ke waqt bhi honge*
    *Aur imam mahdi AS ke zahoor ko bas zyada se zyada 3 ya 4 saal hain. Dajjal ke nikalne ko zyada se zyada 7 ya 8 baras.*
    *Aur Isa AS ke nuzool ko zyada se zyada 9 baras* .

  • @qaisarkhan5158
    @qaisarkhan5158 Рік тому +2

    Thankyou for Best information Video

  • @mazharpk3
    @mazharpk3 Рік тому +1

    کلام پاک کے ترجمے کے تقابل میں آپ کو مندرجہ ذیل بزرگوں کے تراجم بھی پیش کرنے چاہیئے:
    1. اعلیٰ حضرت مولانا احمد رضا خان بریلوی
    2. حکیم الامت مفتی احمد یار خان نعیمی
    3. غزالی زماں علامہ سید احمد سعید کاظمی
    4. علامہ ابو الحسنات محمد احمد قادری
    5. ضیاء الامت علامہ پیر محمد کرم شاہ الازہری
    وغیرہ وغیرہ

    • @farooqrazaalteejani208
      @farooqrazaalteejani208 Рік тому +1

      جزاک اللہ بھائی پر میں نے خاص طور پر عبارتوں کا خیال رکھ کر تراجم کو پیش کیا ،
      ان شاءاللہ آئیندہ کوشش ہونگی اعلی حضرت کی کنز الایمان سے تراجم دوں ، پر بعض اوقات فقیر خود سے بھی ترجمہ کردیتا ہے

    • @mazharpk3
      @mazharpk3 Рік тому +2

      @@farooqrazaalteejani208
      جزاکم اللہ خیراً کثیرا °

    • @NeoIslamicHD
      @NeoIslamicHD  Рік тому +1

      جزاک اللّہ

  • @fareedahmed1082
    @fareedahmed1082 Рік тому

    Sir ek sawal hai Aap ke sheikh ya Murshid Hanbli they phir aap hanbli fiqah pe kwn nahi hain ?
    Mehrbani farma kr jawab enayet karen

    • @farooqrazaalteejani208
      @farooqrazaalteejani208 Рік тому

      ہمارے جو بزرگ ہے جن سے یہ طریقہ تجانیہ کا اجراء ہوا وہ شیخ احمد بن محمد التیجانی رحمت اللہ علیہ کبائر علماء مذہب مالکی میں سے تھے مغرب عربی کے موضع میں ، اور مذاہب کا اختلاف فروعی ہے اور کل مذاہب اربع کو ہم اہل سنت میں سے سمجھتے ہے اور ہمارے طریقہ تجانیہ میں شرط اول ہے کہ سنی مذہب کے علاؤہ کسی کو طریقت نہیں دی جا سکتی ہے ، چونکہ مجھے پاکستان میں رہنا کا حکم ہے اور یہاں امام اعظم ابو حنیفہ رحمۃ اللہ علیہ کے مقلدین ہیں لہذا میں نے فقہی مسائل کی وجہ مسلک امام ابو حنیفہ رحمۃ اللہ علیہ کی اتباع کو اپنے لئے بھتر جانا اور یہی بہتر ہے ، کیونکہ کبھی کوئی فقہی مسئلہ ایسا پیداء ہو جائے، جس پر علماء کرام مفتیان عظام سے رائے لینا ضروری ہو تو پھر ان سے آسانی یہاں پر رجوع کیا جا سکتا ہے ۔

    • @NeoIslamicHD
      @NeoIslamicHD  Рік тому

      جزاک اللّہ

  • @naeemahmad320
    @naeemahmad320 Рік тому

    Yaha per logo ka dhian maslak ki trf zyda he ilam ki baat ki trf nahi he qabar me maslak ka sawal nahi hona deen ka poocha jay ga plz socho logo

  • @Sardar.Asad77
    @Sardar.Asad77 Рік тому +1

    التیجانی قورمہ کھاۓ گا یا بریانی؟

    • @NeoIslamicHD
      @NeoIslamicHD  Рік тому +2

      ائے کاش آپ علمی اختلاف فرماتے

  • @Videogood9211
    @Videogood9211 Рік тому

    Jamat e Islami k lagte ho

  • @zeeshannizami9610
    @zeeshannizami9610 Рік тому

    Note: AAP KHUD JAB ISWI TAREEQ KO GHALAT KEHTE HAIN THO PHIR, 1500 SAAL WALI HADEES KO ISWI CALENDAR SE MAAN KAR 1532 KO QIYAMAT KA DATE KAISE DIYA?

    • @farooqrazaalteejani208
      @farooqrazaalteejani208 Рік тому

      محترم آپ نے مکمل پروگرام یا تو دیکھا نہیں ہے یا پھر غور نہیں کیا
      1532 ہجری میں پہلی پھونک پھونکی جائیں گی نا کے قیامت آئیں گی قیامت کے سے پہلے دو پھونکیں ہیں ، اور ان دو پھونکے کے درمیاں ایک طویل فاصلہ ہے جس کا حساب کرنا نا ممکن ہے اور وہ کیوں ؟ اس لئے کہ ہم نے جو حساب کتاب کیا ہے وہ اللہ کے حکم سے قرآن میں دیگی سورۃ یونس کی آیت کے ہدایت کے تحت کیا اللہ تعالی نے فرمایا ہے : (هُوَ ٱلَّذِی جَعَلَ ٱلشَّمۡسَ ضِیَاۤءࣰ وَٱلۡقَمَرَ نُورࣰا وَقَدَّرَهُۥ مَنَازِلَ لِتَعۡلَمُوا۟ عَدَدَ ٱلسِّنِینَ وَٱلۡحِسَابَۚ مَا خَلَقَ ٱللَّهُ ذَ ٰ⁠لِكَ إِلَّا بِٱلۡحَقِّۚ یُفَصِّلُ ٱلۡـَٔایَـٰتِ لِقَوۡمࣲ یَعۡلَمُونَ)
      [Surah Yunus 5]
      وه اللہ تعالیٰ ایسا ہے جس نے آفتاب کو چمکتا ہوا بنایا اور چاند کو نورانی بنایا اور اس کے لیے منزلیں مقرر کیں تاکہ تم برسوں کی گنتی اور حساب معلوم کرلیا کرو۔ اللہ تعالیٰ نے یہ چیزیں بے فائده نہیں پیدا کیں۔ وه یہ دﻻئل ان کو صاف صاف بتلا رہا ہے جو دانش رکھتے ہیں۔
      اب اس آیت کی روشنی میں ہمیں دو گردشوں سے استفادہ حاصل کرنا ہے ایک سورج اور دوسری چاند ان دونوں گردشوں میں 11 دن کا فرق ہے ایک سال میں اور یہ گیارہ دن کا فرق ایک صدی میں تین سال پر محیط ہے اور اس طرح پندرہ صدیوں پر 45 سال کا فرق بن جاتا ہے اس لحاظ سے ہمیں ان 45 سالوں کو احادیث اور قرآن کی روشنی میں بڑی علامتوں کے ظہور پذیر ہونے پر تقسیم کرنا ہونگا تاکہ استنباط درست معلوم ہو ،اس طرح ہم نے حدیث سے استنباط کرتے ہوئے 1500 ہجری کی پہلی محرم میں سورج کا مغرب سے طلوع ہونے کا بتایا ہے ، پھر دجال اور حضرت عیسیٰ ابن مریم علیہ السلام کی آمد کی تاریخیں اسی استدلال سے بتائیں ہے ، اور آخر میں پہلی پھونک کی خبر دی تمام تواریخ احادیث اور قرآن کی روشنی میں رکھ کر بتائی ہے ، کوئی خام خیالی یا گماں نہیں باندھا ہے

    • @zeeshannizami9610
      @zeeshannizami9610 Рік тому

      @@farooqrazaalteejani208 Janaabe wala, ithni lambi guftugu se kuch sabit nahi huwa.
      Pehli martaba jo soor phunki jayegi ya wo qiyamat nahi hai?
      Aap ke nazdeek soor ka phoonka jana agar qiyamat ka din nahi hai tho phir kya hai.
      Aap ne jo bhi istidlal kiya hai, hamare nazdeek wo durust nahi hai. Quran ki ayaat sachi Hadees ki ek ek baat sachi hai, lekin aap ne jo farmaya hai 1532 wale saal 10 Muharram jumaa ko aarahi hai, ye koyi gaurantee ki baat nahi hai. Chand ki tareeq badal bhi sakti hai ho sakta hai ek din aage peeche hojaye.
      Aur waise bhi, AALIM E DEEN KO ISTIDLAL KARKE QIYAMAT KI BADI BADI NISHANION KE BARE ME ANDESHA LAGANA AUR LOGON KO BATANA JAIZ HAI, SIWAI QIYAMAT KE DIN KA YA SOOR PHUKA

    • @zeeshannizami9610
      @zeeshannizami9610 Рік тому

      Aap ne shayad Roze Mahshar ko qiyamat ka din muraad liya hai,
      Ummat ye baat manti hai ki 10 muharam ko asar ke waqt soor phunka jayega aur yehi qiyamat ka din hai jis me duniya tehas nehas hojayegi.
      Khair aap kahenge ko yaman ki aag se logon ka kaam tamam hojayega aur soor phunka jana alag hai hai, qiyamat ka din alag shay hai.
      Haqeeqat tho ye hai ki Imam Mahdi AS aur Dajjal ka khurooj, Isa AS ka nuzool ye sab NISHANION ka andaza lagane me koyi harj nahi, aur jaise imam jalaluddin Siyooti RA ne bhi aur deegar muhadiseen ne bhi andaza lagaya hai ki Isa AS ki awaafat ke baad bhi qiyamat ko 200 ya 300 saal honge, yahan tak theek hai.
      Soor phoonke jane ka date batana durust nahi maloom hota.
      Sab se pehle te aap ne apni taraf se aghz kiya hai ki ummat ki kul umar 1532 qamari saal ke hisaab se hai.
      Insha Allah hazrat sahb hamare Umrah par gaye hai , saari wazahaten UA-cam par jawabi shakal me pesh ki jaayengi
      Aur 35 saal islam ki chakki chalne se muraad kya hai, umat ki umar 1500 saal se kya muraad hai aur deegar nishaniyon ke taluq se bhi.
      Kyunki hamare hazrat ne ye saari baaten aaj se 10 saal pehle hi batadon thi.
      Lockdowns aur deegar duniyan ki surate haal ke taluq se bahut pehle hi bata diya tha. Jabki wo huwi bhi nahi thi.
      Ukraine war ka bhi bahut pehle bata diya tha.
      Lihaza UA-cam par mukammal ek video jawabi surat me upload hone tak intezaar karen. Insha Allah khulasa ho jayega

    • @farooqrazaalteejani208
      @farooqrazaalteejani208 Рік тому

      @@zeeshannizami9610 محترم صور دو مرتبہ پھونکی جائیں گی یہ حدیث میں بھی اور قرآن میں بھی لیکن پہلی مرتبہ صور پھونکی جائیں گی صرف چاند و سورج اور تمام کائینات کو لپیٹنے پر اور دوسری مرتبہ صور پھونکی جائیں گی حشر برپا کرنے پر ، اب ان دو صوروں کے درمیان جو وقفہ ہے وہ نہیں بتایا جا سکتا ہے کیونکہ چاند و سورج کی گردیشیں ختم ہو چکی ہونگی ، تمام کائینات لیپٹ لی جائیں گی ، اس لئے یہ نہیں بتایا جا سکتا صرف ایک گمان کیا جاسکتا ہے اور وہ یہ ہے کہ دونوں صورتوں کے بیچ کا وقفہ اتنا ہونگا جس میں مزید چالیس صور پھونکی جا سکتی ہے اب وہ کتنی لمبی اور بھاری صوریں ہو یہ بتانا بھی نا ممکن ہے ، اور ہم
      1532 ہجری پہلی محرم کہا ہے نا کے دس محرم یہ دس محرم آپ کا استدلال ہے میرا نہیں میں نے پہلی محرم 1532 ہجری بتایا ہے
      آخری بات بھائی صاحب ، ہم نے آپکو چاند کی تاریخ دے دی اب تاریخ آگر کوئی ہجری مہینہ تیس گنے یا 29 ، تاریخ وہی آئیں گی ، اور دن بھی وہی آئے گا .

    • @zeeshannizami9610
      @zeeshannizami9610 Рік тому

      @@farooqrazaalteejani208 aur ham sab jante hain, ki shamsi aur qamari saalon ki counting me farq hota hai,
      1500 saal wali hadees aapne shamsi calendar ke tehat li hai, naki qamari, yehi sabse badi ghalati hai.
      Insha Allah deegar ahaadees jisme harbaar ginti qamari salon se sabit hai tho ye 1500 saal bhi muraad qamari calendar hai naaki shamsi.
      Insha Allah khulasa anqareeb video ki shakal me pesh kiya jayega.

  • @mran6429
    @mran6429 Рік тому

    Jahil molvi miss guider

    • @NeoIslamicHD
      @NeoIslamicHD  Рік тому +1

      کاش آپ دلیل کے ساتھ علمی اختلاف فرماتے

    • @mran6429
      @mran6429 Рік тому

      @@NeoIslamicHD jahil kisi insan jo chalay gay koi malayka or kisi or makhlok ko bhi nahi pata qiamat kab aygi tum boltay ho RasoolAllah ko maloom tha kasa jahil admi hay tu Quran tarjmay kay sath par tara dimag kholay or mazeed fitnay phalanay say baz rahay taray ak ak phalay howay fitnay ki pooch hogi upar