हिंदू लोगों की धार्मिक निरक्षरता और उसका दुष्परिणाम । Acharya Surya Nanda

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 22 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 8

  • @GurucharanWoodART
    @GurucharanWoodART Місяць тому +1

    Guru ji sadar charan isparse .

  • @RuchiSP0611
    @RuchiSP0611 Місяць тому +1

    Very well said Sir !!! Hinduo ko apne dharam ke baare me sochna hoga

  • @saptsindhusindhu2084
    @saptsindhusindhu2084 Місяць тому +1

    TRUE

  • @ramkrishnashah7466
    @ramkrishnashah7466 Місяць тому +1

    Namaste gurudev ji 🎉🎉

  • @RuchiSP0611
    @RuchiSP0611 Місяць тому +2

    So true , my friend he says if his kids changed to any other religion it would be their choice , he really doesnt care , wow, we Hindus are soooo doomed

  • @shrawan0825
    @shrawan0825 Місяць тому

    Aap twitter ka account dijiye

    • @VedicInsightSuryaNanda
      @VedicInsightSuryaNanda  Місяць тому

      सूर्यनन्दः। Surya Nanda (@snnanda68)
      x.com/snnanda68?t=tCdLXHpI0zbbTTr3MxG9Hg&s=03

  • @benoykumardas6602
    @benoykumardas6602 Місяць тому

    Apka kahna thik hai , lekin pura Satya nhi hai , mera dristi me , jo Kami dekhta hai , oh hai , samasta pustak ke sare doctrine ek nhi hai , to ek pustak chahiye tha , ek god , jeise paramatma brahman hi upasya , pujniya hona tha , aur Bhrahma, Vishnu , mahesh ie tin unki pracharak, Doot banana tha , aur patanjal yog darshan ek pustak hona sare society ke lie , man mani hua is kshetra me , agar Geeta ji char barna ke baat par vibhajan na ho jaye , isi lie usi shlok me likha hota koi nhi janma se banega Brahman , khatriya , kyoki unhi logoka dabdaba raha , karna ko astra siksha nhi mila , Gayatri mantra parne hetu karna ki bhai gale me jala taral shisa dal diya gaya tha , aur mar diya , ie sab dekh ,sunkar kise achha lagta hai ,mera sanatan dharma mahan hai
    bolneke lie kisiko ichha hoga , nhi hoga , society ke lie kadapi nhi , mere lie bhi kadapi nhi . Ved ki to chhodiye ,upanishad padarene wala , soseity me ,koi bhi nhi hai , aur stree o ko devi , maa manne wale hindu Brahman ne chita me zinda jalaya , is chabi ko kaise dekha Dharmik anusthan jo brahmano ne khete the , prabhu ki shrestha shriti insan ko insan nhi mana , usko nast ,bhrast , insaan no jitna ki ,aur koi nhi kiya , aur oh bhi dharma ke naam par , islie hamare bichar se patanjali yog darshan hi ek matra pustak chahiye , tb koi samashya nhi , shrastra , shirf upanishad chahiye , mandir hoga lekin koi Murti nhi , jaha shikshak upanishad paradayenge , meditation hoga , paramatma ki dhyan, dharana hogi , isi tarah sanatan ek hokar bach sakta , nhi to nhi , jay guru