The concept of "Ahle Aqal" has been wonderfully articulated, reflecting the immense dedication and effort that has gone into this research. It's evident that thorough work has been invested, grounded in truth and facts. Thank you for presenting this truth with logical reasoning for our understanding.
Thank u sir I m very happy ki ap logo ke zariye Quran khul raha Pakistan me aur log bhi ispe research karrahe hai me India se hu me Chahta hu Waha bhi teji SI kaam hona chahiye
Maa-Baap ke marne pe nahin roya, par aap rula dete ho. Speechless!!! This time so many gold nuggets from Anchor Sir as well. Aisa laga MIT ke do Proffesors discuss kar rahe hon. And Admin Sir is on another level. Fyodor Dostovsky jaisi psychology aur Tesla jaiss positive mindset hai Admin Sir ka. Main Dua deta nahin lekin agar waqayi mein kahin pe baithe koyi Fasiq, Munafiq aur Abu Jahl jaise insaan ko dua ki ijaazat hoti to main Ahle Aqal ki umr mein barkat ki Dua karta.
Quran means to build your character.if we understand Quran metaphoricly Every individual will understand according to his ability Keep doing good work.
Much needed clarification. Thanks for dedicating one whole podcast on explaining why you were doing what you are doing, and it’s a process of continuous understanding and learning. I’m sure this topic will become more understandable and relevant in coming podcasts.
میں نے کورونا کے دوران قران عظیم الشان کا مطالعہ کیا اور اپنے عقائد و نظریات تبدیل کر لیے جو کچھ میں نے سمجھا ہے اس کی تصدیق اپ لوگوں کی باتوں سے ہو جاتی ہے سب سے پہلے انسان کو خود قران سمجھنا چاہیے اور اس کے بعد دوسروں کو سنے اور پھر correction کرتا جائے ورنہ پھر کچھ بندوں کی غلامی سے نکل کر اور بندوں کی غلامی میں پھنس جائے گا
Wonderful explanation !!! Without references 👌 Only using logic and common sense which is also given to us by Allah taala. You have certainly encouraged us to use our logic which we use in all fields of our lives then why not in understanding our religion better. Best wishes to you both for your enlightening work. Blessings always.
Sir I am waiting for more podcast so that I can give my Opinion. Further the Akhira is a subject which needs lot of discussion. In any case the first and second episode are of very interesting. Thank you. I am sorry to say that I can not share this to others as I fear I may be given fatwa of kafir.
Mazhab prasti se nikalne ka shukriya apka. Islam se pahle Allah (hoobal) ek but tha.. Allah zabardasti add kiya gya hai quran me mai kai aayat de skta hoon
Salamun Alaikum, Alvin Toffler, an American futurist. The quote is: "The illiterate of the 21st century will not be those who cannot read and write, but those who cannot learn, unlearn, and relearn." For all of human being and especially Muslims, please, come out of ignorance and use the great power of brain. You can't afford to be narrow minded, at all.
Wow!! Alvin Toffler !!! But don't go with third wave theory. Follow your own script and keep patience. And remember once Ahle Aqal Sir said don't repeat the mistake of Galileo.
Since it's not much in this session, hence restricting myself to put on Q, but am assuming if it's indeed a matter of "Karma" " Physical Rebirth" then there will be tough Rational Qs coming up. And don't care about primitive irrational religious believers attitudes they are not going to change never will, as on the path of truth only few can walked, this time n again proven in every era of human history.
Pari, Naagmani, Paaras patthar, Gajmukta, ISM E AZAM, jaisa kuchh mila nahin lekin internet ke khazane mein sabse beshqeemat agar kuchh mila to Al Baqarah ki shuru ki 5 Ayaton ki tarjumani jo Ahle Aqal Sir ne ki hai; usse behtar kuchh nahin.
Surah Sajda ki 11 ke baad hi ayat hai ki gunahgaar phir se lautaye jane ke liye RAB se request karenge. To wafaat and rebirth ka paradox kaise solve hoga? May be translation error but I wanna be satisfied if possible.
سر کیا ری انکار نیشن کو آخرت کہتے ہیں مجھے اپنے مشاہدات سے یہ بات واضح ہوگئی ہے ،انسان بار بار پیدا ہوتا ہے ،یہی فلسفہ امریکہ کے مشہور ماہر نفسیات وائن بریسی نے بھی بیان کی کہ انسان کی ری انکار نیشن ہوتا ہے
Insaan baar baar paida nahi hota, karma jaari rehta hay. Har aanay wala pechle wale ka karma poora karta hay. Shared memories hote hain isliye kisi insaan ko dosre ke yaadasht aajate hay. Insaan alag se kuch nahi hay, majmooa hay guzray huay aur aanay walay logon ka.
Assalam-O-Alaikum. No doubts the Ruh-Rooh -Spirit never dies, stated in holy quran clearly. The problems are that translation has been done wrongly, completely wrong. This why we have ended up with more the 72-different school of thoughts. I say please Zikir- Remembrance of ALLAH-SWT at all times. Jazakallah-Khyar.
Qur'aan ko sab se pahle Hazrat Mohammad s.a.w. ne likha... for more details , listen " kaatib e wahi kaun ? On AARAAF CHANNEL by Dr.Hafiz Baig.....by Qur'aan.
اسی دنیا میں اعمال کا اثر دیکھا اچھے کا اچھا برے کا برا اجر دیکھا دیکھے جنت جہنم بھی قیامت دیکھی روز محشر دیکھا چھپ کے واعظ سے پڑھا جو قرآن اکرم اسلام غیروں میں اپنوں میں کفر دیکھا ۔
Galat guide kr rahay hain ap Iska matlab hai ke yeh lafz passive voice mein hai aur yeh waqt ko (present aur future dono ko) bayan karta hai. Kya Ye Present Continuous Hai? Nahi, yeh lafz bar bar ya continuous loutne ko bayan nahi karta. Iska ma'ni hai ke ek dafa insaan ko lout kar Allah ke huzoor pesh kiya jayega, aur yeh ek specific event hai jo aane wale waqt mein hoga. Tafseel: Majhool (Passive Voice): تُرْجَعُونَ passive hai, iska matlab hai "tumhe wapas laaye jaoge." Yani, yeh action insaan ke khud karne ka nahi hai, balki kisi aur (Allah ya farishta) ke zariye hoga. Mudari' Tense (Present/Future): Mudari' tense waqt ko bayan karta hai jo abhi ho raha hai ya aane wale waqt mein hoga. Quran mein yeh lafz aksar aane wale waqt ko bayan karta hai, yani qayamat ke din insaan wapas laaye jayenge. Ek Dafaa Ka Amal: تُرْجَعُونَ ka matlab bar bar ya lagataar loutna nahi hai, balki ek aakhri aur final wapas loutne ko bayan karta hai. Yeh qayamat ke din ka hawala hai, jab sab insaan apne Rab ke huzoor hisaab kitab ke liye pesh honge. Example: Surah As-Sajdah (32:11): "Keh do: Tumhe maut ka farishta (Malak-ul-Maut) qabz karega jo tum par muqarrar kiya gaya hai, phir tum apne Rab ki taraf wapas laaye jaoge." Yahan pe "laaye jaoge" (تُرْجَعُونَ) se maqsad hai ek dafa ka loutna, jo qayamat ke din hoga. please logo ko galat guide na karain
Agr kahi Allah ka ek jagah par muqarrar hona hota to phir uski taraf lautaye jaate. Lekin Allah to har simt hai. To phir Allah ke paas kaise lautaye jaoge ?. Agar Allah kahi ek jagaj par hai to phir wo shakhsiyati Allah sabit hota hai.
maf kejey ga ya to sra sar ahdees ka inkar ha jis nabi py ya quran pak nazal hua ha unho na nmaz k tariqy apny sahaba ko sikhay hn unhi k batun pr chlin gy to hum qamyab hun gy
agr hum kisi bi hadees ko na manain gy to ya quran Alah ka qlam sabat kr k dikhain phr ya bi humin nabi muhamad na hi btya ha k ya Allah ka qalam ha agr ab hum hadees jo k nabi akhar ka farman ha na manin gy to kasy man lain k ya Allah ka kalam ha
The concept of "Ahle Aqal" has been wonderfully articulated, reflecting the immense dedication and effort that has gone into this research. It's evident that thorough work has been invested, grounded in truth and facts. Thank you for presenting this truth with logical reasoning for our understanding.
Thank u sir I m very happy ki ap logo ke zariye Quran khul raha Pakistan me aur log bhi ispe research karrahe hai me India se hu me Chahta hu Waha bhi teji SI kaam hona chahiye
Very nice explain
All the best and keep on going....
Sir bohat time se rooh ko piyas thi ke iss kism ki soch meray I ilawa bhi kissi ki ho aj apko sun kar wo piyas bujh gye God bless you salamat raho
🎉
Har zaahir ka baatin bhi hota hai lekin kam nazar sirf zaahir hi dekh pata hai....❤❤❤❤
Maa-Baap ke marne pe nahin roya, par aap rula dete ho. Speechless!!! This time so many gold nuggets from Anchor Sir as well. Aisa laga MIT ke do Proffesors discuss kar rahe hon. And Admin Sir is on another level. Fyodor Dostovsky jaisi psychology aur Tesla jaiss positive mindset hai Admin Sir ka. Main Dua deta nahin lekin agar waqayi mein kahin pe baithe koyi Fasiq, Munafiq aur Abu Jahl jaise insaan ko dua ki ijaazat hoti to main Ahle Aqal ki umr mein barkat ki Dua karta.
Allhamdulliah,you and your team great sir.I am accepted your lecture, Really your lecture connected to alkitab.
Quran means to build your character.if we understand Quran metaphoricly
Every individual will understand according to his ability
Keep doing good work.
Much needed clarification. Thanks for dedicating one whole podcast on explaining why you were doing what you are doing, and it’s a process of continuous understanding and learning. I’m sure this topic will become more understandable and relevant in coming podcasts.
Good explanation.
Excellent disposition
Rehnumayi ke liye bahot bahot shukriya. Quean series plz continue karein
Great sir stay blessed .very exact
Alhamdulilah ur surch is very nice Alhamdulilah iam accept ur lectures... ur lectures are really connection to al kitab quran.🎉🎉🎉
Love you sir ji aap aur aapki teem salamat rhe 🎉❤
Love you sir ji🍉🍇
🎉🎉❤❤greatest gift
میں نے کورونا کے دوران قران عظیم الشان کا مطالعہ کیا اور اپنے عقائد و نظریات تبدیل کر لیے
جو کچھ میں نے سمجھا ہے اس کی تصدیق اپ لوگوں کی باتوں سے ہو جاتی ہے
سب سے پہلے انسان کو خود قران سمجھنا چاہیے اور اس کے بعد دوسروں کو سنے اور پھر correction کرتا جائے ورنہ پھر کچھ بندوں کی غلامی سے نکل کر اور بندوں کی غلامی میں پھنس جائے گا
Keep it up....aap apna kaam karte rahe brother....yaha kam nazar ka guzar nahi ya ahele zarf ka kaam hai❤❤❤❤❤❤
Good 👍 work too break religious dogma lv 🌹 peace ✌️
Wonderful explanation !!!
Without references 👌
Only using logic and common sense which is also given to us by Allah taala. You have certainly encouraged us to use our logic which we use in all fields of our lives then why not in understanding our religion better.
Best wishes to you both for your enlightening work. Blessings always.
ایک نسل کی جہالت دوسری نسل کی روایت اور تیسری نسل کا عقیدہ بن جاتا ہے ۔عربی کہاوت
Very nice Explain sir Ander se halky Aawaz aty hai ke bath sahi hai Thankful sir
❤❤❤❤❤
Sir I am waiting for more podcast so that I can give my Opinion. Further the Akhira is a subject which needs lot of discussion. In any case the first and second episode are of very interesting. Thank you. I am sorry to say that I can not share this to others as I fear I may be given fatwa of kafir.
Useful information, but keep the show short and to the point to make it more meaningful.
Will comment on this podcast further.
Like❤
SIR DONOT WORRY ABOUT DIFFERENT THINKS WHOSE ALREADY AVAILABLE EXCELLENT WORK FOR NICE PEOPLE
Kanan nasu ummaton wahida
Tamam ummat ek hai
Assalamo alaykoom. Sirji aap live qun nahi aate?
Mazhab prasti se nikalne ka shukriya apka. Islam se pahle Allah (hoobal) ek but tha.. Allah zabardasti add kiya gya hai quran me mai kai aayat de skta hoon
السلام علیکم❤
Please English version. Thank you
Coming soon….
👍🌹🌹🌹🌹🌹🌹🇵🇰
Salamun Alaikum,
Alvin Toffler, an American futurist. The quote is:
"The illiterate of the 21st century will not be those who cannot read and write, but those who cannot learn, unlearn, and relearn."
For all of human being and especially Muslims, please, come out of ignorance and use the great power of brain. You can't afford to be narrow minded, at all.
Wow!! Alvin Toffler !!! But don't go with third wave theory. Follow your own script and keep patience. And remember once Ahle Aqal Sir said don't repeat the mistake of Galileo.
Until the thought comes into proper shape. Patience
Since it's not much in this session, hence restricting myself to put on Q, but am assuming if it's indeed a matter of "Karma" " Physical Rebirth" then there will be tough Rational Qs coming up.
And don't care about primitive irrational religious believers attitudes they are not going to change never will, as on the path of truth only few can walked, this time n again proven in every era of human history.
Pari, Naagmani, Paaras patthar, Gajmukta, ISM E AZAM, jaisa kuchh mila nahin lekin internet ke khazane mein sabse beshqeemat agar kuchh mila to Al Baqarah ki shuru ki 5 Ayaton ki tarjumani jo Ahle Aqal Sir ne ki hai; usse behtar kuchh nahin.
Surah Sajda ki 11 ke baad hi ayat hai ki gunahgaar phir se lautaye jane ke liye RAB se request karenge. To wafaat and rebirth ka paradox kaise solve hoga? May be translation error but I wanna be satisfied if possible.
Salam bahut behtar wazahat Kiya mashallah
سر کیا ری انکار نیشن کو آخرت کہتے ہیں مجھے اپنے مشاہدات سے یہ بات واضح ہوگئی ہے ،انسان بار بار پیدا ہوتا ہے ،یہی فلسفہ امریکہ کے مشہور ماہر نفسیات وائن بریسی نے بھی بیان کی کہ انسان کی ری انکار نیشن ہوتا ہے
Insaan baar baar paida nahi hota, karma jaari rehta hay. Har aanay wala pechle wale ka karma poora karta hay. Shared memories hote hain isliye kisi insaan ko dosre ke yaadasht aajate hay. Insaan alag se kuch nahi hay, majmooa hay guzray huay aur aanay walay logon ka.
Assalam-O-Alaikum. No doubts the Ruh-Rooh -Spirit never dies, stated in holy quran clearly. The problems are that translation has been done wrongly, completely wrong. This why we have ended up with more the 72-different school of thoughts. I say please Zikir- Remembrance of ALLAH-SWT at all times. Jazakallah-Khyar.
In India where are you from brother..??
admin sahab ki tone Bata rahi hai ki, aap Hyderabad india se hain...
Janab ak sawal ha
Quran kitabi shakal ma kis na lakha
Qur'aan ko sab se pahle Hazrat Mohammad s.a.w. ne likha... for more details , listen " kaatib e wahi kaun ? On AARAAF CHANNEL by Dr.Hafiz Baig.....by Qur'aan.
اسی دنیا میں اعمال کا اثر دیکھا
اچھے کا اچھا برے کا برا اجر دیکھا
دیکھے جنت جہنم بھی
قیامت دیکھی روز محشر دیکھا
چھپ کے واعظ سے پڑھا جو قرآن اکرم
اسلام غیروں میں اپنوں میں کفر دیکھا ۔
Akhyrat ka safar Dil ka safar hai, aqal ka safar nahi hai, or quraan ka nozool qalby atthar py Howa, aqly saleem py nahi,
Too much rambling and digression.
Plz comments ka jawab diya karein ta ke hume uski wazahat ho
Galat guide kr rahay hain ap Iska matlab hai ke yeh lafz passive voice mein hai aur yeh waqt ko (present aur future dono ko) bayan karta hai.
Kya Ye Present Continuous Hai?
Nahi, yeh lafz bar bar ya continuous loutne ko bayan nahi karta. Iska ma'ni hai ke ek dafa insaan ko lout kar Allah ke huzoor pesh kiya jayega, aur yeh ek specific event hai jo aane wale waqt mein hoga.
Tafseel:
Majhool (Passive Voice):
تُرْجَعُونَ passive hai, iska matlab hai "tumhe wapas laaye jaoge." Yani, yeh action insaan ke khud karne ka nahi hai, balki kisi aur (Allah ya farishta) ke zariye hoga.
Mudari' Tense (Present/Future):
Mudari' tense waqt ko bayan karta hai jo abhi ho raha hai ya aane wale waqt mein hoga. Quran mein yeh lafz aksar aane wale waqt ko bayan karta hai, yani qayamat ke din insaan wapas laaye jayenge.
Ek Dafaa Ka Amal:
تُرْجَعُونَ ka matlab bar bar ya lagataar loutna nahi hai, balki ek aakhri aur final wapas loutne ko bayan karta hai. Yeh qayamat ke din ka hawala hai, jab sab insaan apne Rab ke huzoor hisaab kitab ke liye pesh honge.
Example:
Surah As-Sajdah (32:11):
"Keh do: Tumhe maut ka farishta (Malak-ul-Maut) qabz karega jo tum par muqarrar kiya gaya hai, phir tum apne Rab ki taraf wapas laaye jaoge."
Yahan pe "laaye jaoge" (تُرْجَعُونَ) se maqsad hai ek dafa ka loutna, jo qayamat ke din hoga.
please logo ko galat guide na karain