Brother main tumhe bahut bahut dhanyawad deta hu. Meri bike 23/07/2023 me achanak chalte chalte band ho gayi vo bhi raat me sunday ka din dehradun me sabhi market band hoti h. To mujhe kuch samajh ni aaya plug saaf karke dekh liye but no responce. Par aaj subha mene aapki vide dekhi or problem thik ho gayi. Bike start ho gayi i am so Happy. Thanks brother you are genius jitana kahu aapke liye kamm hai.
Bhai same problem tha meri bhike ma b aapka UA-cam se aapki Video dekh kar apni bike sahi kr le Is problem ke vajah se me night me kal 14 km bike paidal le kr aaya Tnx bro
Thank you very much 🥰🥰 brother full use full video u save my money my pulser 150 spark plug current not working coil price 110 pic the coil bike is good condition thank you brother
Thank u so much bhai meri pulsar 150 esi jagah band hui highway pe jaha 50 km aage ya pichhe koi mechanic nhi sirf jungle vobhi ratko, same problem nikli spark me current nhi thha, relay kholke wire common krdiya mene bhi meri bike start hogai, love u bhai jiii thank u so muchh muje ghr pohocha diya apke video ne 😊
Sirji Bajaj pulser old model 200 cc pulsar bike without kick current nahi aa raha hain usme relay bhi nahi hain usko kaise Ghar pe thik kare uske upar video banao sirji
nice video sir....Sir plz Bajaj discover 125 2011 to 2019. Kata valve clearance kitna hota hai. Company ...mene engine rebuild krrvaya hai par ..tik tik aaavz bandh nhi hoti ... workshop bhai ne ka thoda rous karo bandh ho jaye ga par abhi bhi nhi hota hai to kya problem hogi plz reply....(also make video ) about this problem
Mere pulsar ug 2 me left side wale plug mein current nh aa rha hai but right side mein aa raha hai bs left wale plug mein hi nh aa rha hai current ignition coil change bhi krdliya abhi bhi current nh aa rha hai kya krna honga???
Mere pulsar 150 me main plug me current nhi aa raha hai par right plug me aa raha hai par bike misfire kar rahi hai bohot. Pickup coil ki reading 220ohm. Mene right side ke ht coil wire main me laganepe tab current aa raha hai par bike misfire kar rahi hai Kya problem ho sakti
Mra Bajaj 150 pulsar main Naya battery laga ya hai palak main carent nai araiii or indicator box karab hogya or had light ka box bhi karab hogya kya karna chahiye
Mera ek pulsar 150 hai....uska left side plug main current nahin aaraha hai....cdi unit change kia tabbhi current nahin aara hai.....gaddi 60 speed ke baad mis kar raha hai..... cylencer se petrol khusbu araha hai....kya ek plug main pulsar chal sakta hai kya.....
Brother main tumhe bahut bahut dhanyawad deta hu. Meri bike 23/07/2023 me achanak chalte chalte band ho gayi vo bhi raat me sunday ka din dehradun me sabhi market band hoti h. To mujhe kuch samajh ni aaya plug saaf karke dekh liye but no responce. Par aaj subha mene aapki vide dekhi or problem thik ho gayi. Bike start ho gayi i am so Happy. Thanks brother you are genius jitana kahu aapke liye kamm hai.
Bhai same problem tha meri bhike ma b aapka UA-cam se aapki Video dekh kar apni bike sahi kr le
Is problem ke vajah se me night me kal 14 km bike paidal le kr aaya
Tnx bro
SIR AAP KI WAJAH SE KAFI KUCH SEEKHNE KO MILA HAI
AUR AAP KE DUWAA SE 2021 MAI DUKAAN KHOLNE JAA RAHA HU
Oh Good luck than
Same problem Pulsar 220 Bhai video dekhkar theek ho gai meri bike🎉😊❤️
Aapke samjane ka tarika bahut aacha hai
Koi bhi samaj jayega yes hi videos banana sir , thanks sir
Thank you very much 🥰🥰 brother full use full video u save my money my pulser 150 spark plug current not working coil price 110 pic the coil bike is good condition thank you brother
Good Boy
Glad it helped
Thannx bhai...tumhara video ne mere bike ke problem solve gardiya
Thank u so much bhai meri pulsar 150 esi jagah band hui highway pe jaha 50 km aage ya pichhe koi mechanic nhi sirf jungle vobhi ratko, same problem nikli spark me current nhi thha, relay kholke wire common krdiya mene bhi meri bike start hogai, love u bhai jiii thank u so muchh muje ghr pohocha diya apke video ne 😊
Thanks Bhai ...tumhara video ne mere bike ke problem solve gardiya ❤❤
thank you so much mere bhai bohut achi information diye ho app love from karnataka ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
बहुत बहुत धन्यवाद भाई मेरी गाड़ी मैने आपकी सहायता से ठीक करली
Thank you so much sir. aap log bohot mehnat karteho. Video ke liya. Bohot bohot Sukriya vai. 💞💞💞💞💞💞😒💞💞
Bahut hi achhi jankari mili thanks bhai God bless you.
Mera gadime sem probalam tha thjk hogya 100% thank you
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Thanx bro apki video se meri Aaj problem fix hui
It work thanks you so much brother ❤❤
Sirji Bajaj pulser old model 200 cc pulsar bike without kick current nahi aa raha hain usme relay bhi nahi hain usko kaise Ghar pe thik kare uske upar video banao sirji
Aapka video dekh kar Meri bike start ho hai thanks
Ek no bhot bhot tnx bhai bike start ho gai
Aaj me bhi fas gya tha isi falt me aapki video dekh kar ho gya kaam
Bhai sabhi coil ko kaise chek krte hai AAGE KI..... Plzz video bnao.. MERI PULSER 150 2011 MODEL BOHOT STARTING PROBLEM HOTI HAI
Bro...really thank you..
God bless you yaar..♥️☺️🥺
Thank you bayaaa ..it is working .... God bless you 🙏
Thanks brother, it helped me to direct and start bike
Thank you, my bike is working again.👍👍👍
Bahut badiya bro......mere sath same yahi problem hui thi.....thik kr i
thanks brobits very helpful video for me and its working thanks
Jankari ke liye sukariya sir Ji
Thanks idol, shout out from philipines, city of parañaque god bless, to my family,👍👍👌👌
Bahut sahi bahi ho gye start
Sir puri prosej bhi current check karne ka bataiye next video me.
Video se achi nalege mili sir "thank you"
Bhai bahuth achi tareekhese aapne samjaya shukriya
old activa mein bajaj pulsar 150 ki ignition coil fit kar sakte hai answer dijiye
Very useful, thanks brother
Ekdam Sara's video chhe bhai
Thank you sir very helpful vedeo ❤
Thank you very very very nice mechanic ji
TQ bhai 🤝 i solved my problem
Sab log bhai ko subscribe karo ar like karo ❤❤❤❤❤🙏😍
Thanks bhai
@@gajananautoserviceparts1211 live ana
Great help, i was frustrated by this issue
Bro u saved my life .. thanks for the video
Bro 2 pagles current vasthundi kani bike striating avdham ladhu
Very very nice sir thanks,,,,
Inter reley ka sabhi 4 wire ka details Mey bataye kaha se ata hai and kaha jata hai
Jarur bhai
Good guru ji thoda or niche. Full jankari
Sir apka video bahut achha hai
Yeh inter relay Bajaj Avenger me kaha rehti hai ?
Thank you bhai gadi chlu hogai 🙏🙏
Namaste bhaiya very good
Thanks bro Mera gadi bhi eyhy broblem tha
Nice jankari sir thanku so much love you sir
Bahut badhiya Kam Kiya he Bhai aapne
nice video sir....Sir plz Bajaj discover 125 2011 to 2019. Kata valve clearance kitna hota hai. Company ...mene engine rebuild krrvaya hai par ..tik tik aaavz bandh nhi hoti ... workshop bhai ne ka thoda rous karo bandh ho jaye ga par abhi bhi nhi hota hai to kya problem hogi plz reply....(also make video ) about this problem
Jankari dene ke liye think you sir ji 🙏👍
Tyxu so much sir
mera problem bi theek ho gya😘🤗
Plz sir kya aap suggest kr skte hai hume ..ki ..Bajaj Pulsar 220f .me same problem hai jisse bike me current pss hona off ho gya hai ..
Sir gadi chalte me band hujai to enter rily coil ki wiring ko short kar ke gadi chala ke ghar la sakte hai sir reply zaroooor please please please
Ha bhai la sakate koi problem nahi aayega
Very useful video bro thank you so much ☺️
Thanks Daju asay Sha banate Rahe
Nice video sir ji 👌👌👌
Sidi kabhi kabhi kharab ho sakti hei sir Se vidio batana jarur
Helpful video! Thanks a lot...
Dhanyvad Gunjan auto ab har ki Patra Ho
Ha sir aur chaye tha video Age ka
Wairing detail's aise late raho sir
Superb information sir 🙏
Pulsar 220 wireing check video and Full body Electronic ( Cdi, inter relay, magnet coil, BSU ) Full details video chahia........
Kk
Bhai...ya Pulsar 180 ug 4 model ka current ka sencer bord kharap hone pr kaise chek kre?
Thankyou dhanyvad 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🎉
Bhaia thank you mari bike sahi ho gai
Sir eske age ki video banao sir meri pulsar me karnt chor jati h / handle hilao tab ata h... Plz bura curant suru se last tk banao sir pls
Hello sir,mera bikemein enter relay ka option nahihain,ignition problem hain kaise solve karun please.
Sir cdi aur magnet coil check ka video bhi banaiye sir
Jarur
CDI change kerty h to start ho gai lakin usky bad purani wali sy bhi start ho gai kya reason bh current mis ho jata h
Bhai Ramtek se Hatwar motar Ramtek ha bhai karnt ka pura vidio banao bhai 🙏👍
Bahut badhiya bade bhai
Mere pulsar ug 2 me left side wale plug mein current nh aa rha hai but right side mein aa raha hai bs left wale plug mein hi nh aa rha hai current ignition coil change bhi krdliya abhi bhi current nh aa rha hai kya krna honga???
Superb I am solved my bike problem
Sir good morning. Sir cbz xtreme ki pickup problem hai ..kya kare..koi video upload karo plz🙏🙏
Sir mera 150 pulsar hair jo ki Right side kabhi kam kabhi jada curunt arha h to kya kharabh
Nice video sir. But Aapka videos bahut kam aa raha hai SIR..
Hmm abhi regular video aate rahenge
Thanks Bhai
Mera kaam hua ......
Thank you
Bhut badiya Bhai ji thankyou
Great Sir it is very helpful video
Mere pulsar 150 me main plug me current nhi aa raha hai par right plug me aa raha hai par bike misfire kar rahi hai bohot.
Pickup coil ki reading 220ohm.
Mene right side ke ht coil wire main me laganepe tab current aa raha hai par bike misfire kar rahi hai
Kya problem ho sakti
Thank you so much sir. Good video
Mra Bajaj 150 pulsar main Naya battery laga ya hai palak main carent nai araiii or indicator box karab hogya or had light ka box bhi karab hogya kya karna chahiye
Thank you so much sir 🙏
Good information sir
Purane UG2 mei bhi inter rellay rehta hai kya bhai pls reply
Very useful, thanks brother👍👍
Sir ... Meri bayk me plug ke pass se curant likej hata hai or bohar ni kalta hai to me Kaya haru muze botavo sir
Magnet side k wiring k bare mein btaye current k bare mein
Jarur bhai uske upar video jarur banayenge
Thank you brother its working
🙏🌹👌Good work sirji🌹🙏
pep cuti me wayring badli coli cdi chej kiya cdi tak karant aa raha lekin cdi ke bahar nahi ja raha bohat hayran hu piz uapay bataye
Bro ns 200 current problm ko dekhao na bhai
Bhai mere paas 150 pulser hai uske handle me current aa raha hai kea reson hai plz reply bro
Aur full wiring ki video banake bolo bhai please

Good 😊👍👍👍👍👍