Bhai lithium ion 18650 battery ka weight kitna gram hota hai 1200,1800,2600 mah sabhi ka same weight gram hota hai kya OR jo tg113 speaker me laga hota hai uska weight bhi same hota hai kya ?
sir apne capisiter ko galat lagaya hai daiode ke plus ke sire per apne capisiter ka mainus sira aur daiode ke plus sire per capisiter ka mainus ka sira lagaya🤔🤔🤔🤔 hai
Bhai agar maine galat lagaya hota to kya ye light jaldi aap hi bataya AC volt me to ham kaise bhi wire ko jod sakte hai par DC volt me to - + hota hai agal - + ulta kiya to circuit ya to kharab ho jayega ya phir kam hi nahi karega thoda khud bhi dimak lagao
Bhyaa mene dukandar se pucha ki led bulb row material mil jaiga kya vo bole ki mere paas abhi to nahi he tum kahoge to me mangva dunga 10 pic mujhe 200 rupye ke pade to kya me ye le lu please reply
Bhai 2600 mah ki orginal lithium battery 400 ki aati hai to 120 me kaise possible hai 120 me denge mtlb sirf battery pe likha hoga 2600 mah vastav me uski capacity 1200 mah hi hogi ya usse bhi kam Reply me...
Agar aapko original hi sell kharidna hai to aap kisi bhi achhi campani ka ac dc bulb kharid kar use battery nikal kar use karo 400 rupaye me bulb mil jata hai
Hello raj Bhai mera jo multimeter hei bo wrong voltage show karahatha to mene usko khola to mene dekha ki esk rejistsance bich me se do bhag ho gya hei our uska no bhi samaj nahi araha hei to me confuge hu ki kansi ni ki rejistsance lagane thik hoga
@@TechnicalJugaadHindi In ur last video u used 68uf,100v capacitor, today u have used 100uf,100v capacitor. Plz tell us when & how to calculate uf & voltage to make a good, strong RC driver.
Yesterday 💪🤣😆💵 EDGE the the Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam,
Very nice infarmativ video
Can I use 07k561 mov
Kar sakte ho
Sir ji good idea 🙏🙏 🙏🙏
The world's best teacher
Valueable information bhai😅
Sir aapka dono video's acchaa laga .apne agla video 12 watt ke led driver ke banaye.aapka baat karne ka andaaz acchha hai thank u
Thank you Bhai 🌻❤️🌹👍
Nice video Bhaiya
Thank you Bhai ❤️💡💐👍
RAJ BHAI aap n to 1 hommed new led bulb bna diya super nice juggad 💡🔌🔋👌👌👌👌👌👌👌👌
Thank you Bhai 🥀❤️👍
Very nice video sir Aj maja aa Gaye sir led ki bright ness jaya hai sir
Thank you Bhai 💐🔥❤️💡🥀👍
Halo sar
Hi Bhai kaise ho sab thik hai na
Bhai mene ye circuit banaya per isme 300 se bhi uper voltage aa rhe the jiske bje se meri mcpcb khraab ho gyi high voltage ke karan
Please reply
Sir100 volt 47uf ka capecitar lga. Skte hei
Hum kampani ka LED me 100+voltas milta hai
Me 3.7volt ki eak battery ka voltage check karu to 0.12 charg show karta hei app bata sakte ho raj Bhai
Battery konsi hai bhai
120 voltas ka Liya Kiya Karna hoga
12 watt led panel use karo
sir led bulb me kaise cheak kare ki led bulb ke kit ke bridgr rectifier me kitna volt aa raha hai🤔🤔🤔🤔🤔
Multimeter se maine video bhi bana rakhi hai is topic par aap mere UA-cam channel par chale meri us video ko dekh sakte ho
Kya ye circuit se street light ko bhi chala sakta hain . Please bataye
Nahi bhai
Sir app kab led tube light ka drive circuit ka reperring ka video banay
Bohot jaldi
Thank you sir
Very useful sir
Thank you Bhai ❤️💐👍
Bhai lithium ion 18650 battery ka weight kitna gram hota hai 1200,1800,2600 mah sabhi ka same weight gram hota hai kya
OR jo tg113 speaker me laga hota hai uska weight bhi same hota hai kya ?
Maine is topic par alag se video bana rakhi hai bhai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
@@TechnicalJugaadHindi bhai link dedo
Nice
Thank you Bhai ❤️🥀💐👍
20 वाट LED बल्ब के सर्किट को कैसे बनायें सर
Is topic par bhi maine full detail se video bana rakhi hai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh
Sir sabhi kit ka name bol dijiye ki kitan bhulu ka hai
Bina bms ki 12 volt Li ion battery ko 12 volt SMPS adaptor se charge karna shi rhega ya risk hai
Ha bhai koi dikkat nahi
But vo balance charge nhi hui to phat sakte hai kitne der charge karna chahiye
5 watt ki led me kar sakte he kya is ka use
Nahi bhai mcpcb jaldi kharab ho jayegi
Gaya haha khai
Pata nahi bhai
Nice👍👍
Thank you Bhai ❤️💡💐👍
@@TechnicalJugaadHindi you welcome sir
Sir aap ne capacitor ka size nahi bataya
Kya bhai aap bhi kaise kaise sawal karte ho log capacitor ke volt or uf puchhe hai aap size puchh rahe ho
बहुत सुन्दर प्रस्तुति दी आपने thanku Sir
Ok bhai 💐💡❤️👍
👌👌👍💡
Thank you Bhai 💐❤️👍
sir apne capisiter ko galat lagaya hai daiode ke plus ke sire per apne capisiter ka mainus sira aur daiode ke plus sire per capisiter ka mainus ka sira lagaya🤔🤔🤔🤔 hai
Bhai agar maine galat lagaya hota to kya ye light jaldi aap hi bataya AC volt me to ham kaise bhi wire ko jod sakte hai par DC volt me to - + hota hai agal - + ulta kiya to circuit ya to kharab ho jayega ya phir kam hi nahi karega thoda khud bhi dimak lagao
Bhyaa mene dukandar se pucha ki led bulb row material mil jaiga kya vo bole ki mere paas abhi to nahi he tum kahoge to me mangva dunga 10 pic mujhe
200 rupye ke pade to kya me ye le lu please reply
Thik hai bhai magwalo achhi bat hai
Ok bhyaa
Bhai 2600 mah ki orginal lithium battery 400 ki aati hai to 120 me kaise possible hai 120 me denge mtlb sirf battery pe likha hoga 2600 mah vastav me uski capacity 1200 mah hi hogi ya usse bhi kam
Reply me...
Bhai 2600 mah ka re-use sell hota hai
Agar aapko original hi sell kharidna hai to aap kisi bhi achhi campani ka ac dc bulb kharid kar use battery nikal kar use karo 400 rupaye me bulb mil jata hai
Bhai 15w DOB led me konsa resistor our mov lagau
😭😭😭😭
Kya hua bhai
सर एक निवेदन था मैंने एक टॉर्च बनाइए हे उसमें मुझे रिफ्लेक्टर की रोशनी को लोव मोड हाई मोड पर करना है तो सर कैसे करें बताइए
Resistance laga ke
Dc 90v kese mile
Bohot asan hai
VALUEABLE INFORMATION SIRJI.
Thank you Bhai ❤️💡💐👍
Hello raj Bhai mera jo multimeter hei bo wrong voltage show karahatha to mene usko khola to mene dekha ki esk rejistsance bich me se do bhag ho gya hei our uska no bhi samaj nahi araha hei to me confuge hu ki kansi ni ki rejistsance lagane thik hoga
Bhai bina circuit ko check kiye bina ye bata pana bohot muskil hai
Video is good. Wattage of mcpcb & electrolytic capacitor is related with each other, so I hope u will inform us about the matter. Tripura.
Ok bhai
@@TechnicalJugaadHindi In ur last video u used 68uf,100v capacitor, today u have used 100uf,100v capacitor. Plz tell us when & how to calculate uf & voltage to make a good, strong RC driver.
ye part kaha milega samajh me to aa gya
Bhai electronic shop par
Yesterday 💪🤣😆💵 EDGE the the Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam Sam,
what's the value of the two capacitors
Thank you Bhai
इससे अच्छा तो 15 रु का power सप्लाई आता है इसके वो ले लेंगे.........
Bhai waise to sab kuchh market me bana banaya milta hai par apne apk kisi chij ko bana kar use karne ka maja hi alag hota hai
Bus ye kuch hi din chalta hai 1 month v nahi chal pata