NCERT is not enough for NEET yaar 😖Samjho is chij ko ,Concept kitna bhi shikh lo but questions practice to karna hi hoga na?? Speed and accuracy kha gayi?? Statement based question?? Hai NCERT mein?? Assertion Reason hai?? Kuch to chahiye na😮
Bhaiya mai 2026 me neet dene wali hu but abhi tak bas ncert hi padh rhi hu Mai hindi mediam se english me aati hu pls mujhe bata dijiye aage kya karu kaun kaun sa book lu🙏🙏
bhaiya physics ke liye ma cengage neet and ncert punch and hcv and ncert and pyq physics ka use karaha hu aur chemistry ke liye ncert punch and ncert and pyq and bio ke liye only and only ncert and ncert punch yea combo thik ha bhaiya kindly reply ?
Bhaiya pw ke model mai es year li hu tab us book ke alava koi aur to book nhi leni hogi practice ke liye 😔 please bhaiya btayiye mai model ke laga leti hu aur question solve karne ke liye koi aur book to nhi kharidni hogi 😔 reply bhaiya please 🙏
Bhai me class 10th ka students hun ,me ek government school se hun to hmare Start se hi English Ko nhi padhte hai kya hm Hindi midum se Doctor bn skte hai kya ? Aur kya Mbbs me Kitna Paise lag jate hai ? Aur Hm 10 th class walo ke liye abhi se kis Chiz pr Dhyan Dena chahiye jisase hmare Age Karne me Mushkil nhi Lage please 🙏 ? Mene Mere dosto ko bhi apke Chenal pr Subscribe Karwaya hai Kyuki unka Bhi dream Dr. Banna ha Aap Halp Karte ho Isliye :--10 se Kya kre esa jo hamre future Ke liye Help ho skti hai jo hme kbhi dikat nhi bne । Please 🙏 Helps
Yes aap bilkul doctor ban sakate ho, language se pharak nahi padta. Agar aap mehenat karoge to jarur banoge . Class 10 me app sabse pehele apne phy , che , bio ke concept clear rakho aur maths ke bhi kyuki wo aage aapki madad karega. Apne saree distraction hatao . Aur bas mehenat karate raho . Agar aap ye kar lete ho to aap jab class 11 me aawoge to already 90 percent students se aage hoge.
Bhaiya mtg ncert fingertips biology for neet 2025 kaun si le bahut si books aa rhi h same name se but their title are different .... I m very confused m kaun si prefer kru
Dc pandey and 12 yr pyq lo accha rhega and main dropper hoon experience se bta rhe agar .. agar apke pass module hai to and time hai tabhi koi reference book Lena 😊
Bhai ..physics ke liye fingertips. Kaisa rahega .......other reference book leni pdegi ???? Because I have ncert fingertips for physics........so I am confused ......please. help me ...... if you can
Bhayia pyqs kitne years ke solve krne chahiye all subjects mein because 2010 se pehle to out of ncert bhi questions aate the aur ab recent 15 years mein pattern bhi change hua h NEET ka to 15 years ke solve kre pyqs yaa 37 years ke??
Bhaiya mere pass aakash ke modyles hai 11th and 12th ke to usme ho jaega?? Bhaiya mera phy aur chem thora weak hai issliye questions jayda practise krna chahti hoon Dc pandey loon ya nhi?
bhaiyta DC PANDEY ke saare questions as in checkpoints, exercise, medical gallery, etc sab solve ki thi aapne? yeh karne se bahut fayda hoga kya? 6 mahine hain neet prep ke liye
Hello Bhaiya me PW se online padh rha hu yakeen 2.0 2025 physics me ncert punch, Biology ncert punch or chemistry me bhi ncert punch please ye combination sahi ha please please please reply 4din phele hi aayi ha book ncert punch please please reply
Bhaiya mujhe organic chemistry samjh me nahi aata hai mein pw se padhati hu lakshya neet batch se please reply and tips organic chemistry strong karane ki
Bhaiya main class 11 hindi medium say hu mujhko bhi neet ke tyari kerni hai kya Karu kuch samajh nahi aa raha hai Aap batao kya karu Books konsi padu Kaha say lu bhaiya 🙏🙏 Or bhaiya hindi medium walo ke liye book Bhaiya aap nay notes kaha say pade pade
NCERT is not enough for NEET yaar 😖Samjho is chij ko ,Concept kitna bhi shikh lo but questions practice to karna hi hoga na?? Speed and accuracy kha gayi?? Statement based question?? Hai NCERT mein?? Assertion Reason hai??
Kuch to chahiye na😮
You are right Bhaiya 👍👍👍
Thankyou ❤
Bhaiya kya apki koi gf hai please reply
Bhaiya kya apki koi gf hai please reply
@@TheApronBoy nhi hai aap sahi bol rhe ho
Physics tohh Mr sir or Alakh Sir best hainn❤❤❤
Best Books for Neet preparation - NCERT 📚📚📚
Sashi meri taiji ka name hai😂...but vo iss Sashi ki trh animal cruelty nhi karti😢😢
Physics chemistry and biology all book NCERT?
Maturity is when you realise multiple times revision and class question, dpp, and ncert enough for neet🤫
PYQ?
Hnaa yaahi maturity dikhai thi iss bar .... Selection nhi hua😅
@@SwabhimanMaharana To ab kya plan hai? Abhi konsi maturity add kri hai
@@Nairitya-zf2rv Book Solve karna compulsory hai.... Nhi toh selection nhi hoga
@@SwabhimanMaharana Konsi solve krte ho aap
1st comment for doctor 💊💊💊💊
Bhaiya mai 2026 me neet dene wali hu but abhi tak bas ncert hi padh rhi hu Mai hindi mediam se english me aati hu pls mujhe bata dijiye aage kya karu kaun kaun sa book lu🙏🙏
Is pw punch book is sufficient for neet exam??
mere pass physics ke liye aakash ke modules h kya is time me aur koi question practise ke liye book lena chahiye agar haa to which one ?
Bhai chemistry ke liye bas wahi do books enough hongi kya?? Aur kya inorganic ke liye koi book ki zarurat hai??
Nowadays,I'm studying in Allen, but I'm suffering problem in solving questions of physical chemistry... Suggestions?
Practice ex 3 and RACE more often and buy Narendra awasthi neet version
@@supratim5261 Thx dude!
bhaiya physics ke liye ma cengage neet and ncert punch and hcv and ncert and pyq physics ka use karaha hu aur chemistry ke liye ncert punch and ncert and pyq and bio ke liye only and only ncert and ncert punch yea combo thik ha bhaiya kindly reply ?
Good 👍
Mera bhi bahi hai bas me chowan hai
Bhiya pls share roadmap for class 12th(managing with current syllabus)students. I eagerly waiting for this... Pls 🙏🙏🙏
Kya MTG le sakte hai physics ke liye
Bhaiya pyq ke liye konsa book best hai...kya errorless use kr skte hai
Biology - Disha Publications Xtract is best 🎉
Ncert + teacher notes ❤
Ncert punch ka books 📚 hai vo sahi hai na neet 2025 ke liye
Same
Same ❤❤❤
Bhai bekar hai maine kiya tha
@@Agent_kakashi nhi yrr badhiya hai
@@KrishnanadChauhan7080 printing mistake hadd se jada hai 1 star ⭐ out of 5
Chutiya book 👹
Bhaiya Chemistry,physics ke points to ponder padhna jruri h kya
Yesss physics mein points to ponder padhna jaruri hai
@@TheApronBoy thank you bhaiya
bhaiyaa mai bs online coaching kr rahi hu pw se toh kya aap bata sakte ho ki online test kaise deni chaiye......please?
Bhaiya kya pyq solve krne ke baad other books, fingertips or dc pandey lena chahiye 😊?
Bhaiya pw ke model mai es year li hu tab us book ke alava koi aur to book nhi leni hogi practice ke liye 😔 please bhaiya btayiye mai model ke laga leti hu aur question solve karne ke liye koi aur book to nhi kharidni hogi 😔 reply bhaiya please 🙏
Kya last year module se ho jayega
Kyunki iska price thoda kam aata hai
Please bhaiya batado because main middle class ka bacha hu
@@SaradaprasadsahooGUDU haaaan
Chemistry ke liye mtg fingertips enough hai kya? Please reply....
Allen ki module ya dc pandey konsa aacha hai ...
Boht are good bcz i also follow both..
Mtg fingertips hai 3no subject ka shi hai ya organic or inorganic ka alg se lena padega ??
Bhaiya mai ncert fingertip biology and chemistry ke sath physics bhi le lu ky?
Bhayiya pw ki konse books prefer kru modules ya med essay pyqs ke liye aur notes ke liye please reply me bhayiya
Respect for doctor 🏥💊
Bhai me class 10th ka students hun ,me ek government school se hun to hmare Start se hi English Ko nhi padhte hai kya hm Hindi midum se Doctor bn skte hai kya ? Aur kya Mbbs me Kitna Paise lag jate hai ? Aur Hm 10 th class walo ke liye abhi se kis Chiz pr Dhyan Dena chahiye jisase hmare Age Karne me Mushkil nhi Lage please 🙏 ? Mene Mere dosto ko bhi apke Chenal pr Subscribe Karwaya hai Kyuki unka Bhi dream Dr. Banna ha Aap Halp Karte ho Isliye :--10 se Kya kre esa jo hamre future Ke liye Help ho skti hai jo hme kbhi dikat nhi bne । Please 🙏 Helps
Yes aap bilkul doctor ban sakate ho, language se pharak nahi padta. Agar aap mehenat karoge to jarur banoge . Class 10 me app sabse pehele apne phy , che , bio ke concept clear rakho aur maths ke bhi kyuki wo aage aapki madad karega. Apne saree distraction hatao . Aur bas mehenat karate raho . Agar aap ye kar lete ho to aap jab class 11 me aawoge to already 90 percent students se aage hoge.
Is fingertips is nice for physics
Brother pls tell me some drawbacks preparing for ther exam like ssc etc, during neet preparation 👏👏
Bhaiya plz reply me 🙏🏻 Mere pass all subject ki NCERT & PW ka module hai 😊 Itna enough h kya neet 2025 ke liye 🤔🙋♀️🙋♀️
More then enough hai, baas sab questions apke dwara solve ho jana chahiye didi 👍🏼
Bhaiyya please reply Bio practice ke liye PW ka NCERT Punch Chalega?
Bhaiya mere pass physics ke lia pw ke module ha or dc Pandey bhi to me konsi book kru kyuki syd ek book pe he stick rhna shi rahega!..?
Allen modules Kha se purchase Kre online? Link bhejdijiye plzz
@@fizakhan-p5u flip karts or book stores
Best content creator....to clear neet is ..THE APRON BOY ✅
Sir mein DC PANDEY ka 2022 wala edition le rhi hu toh kya voh lu mein ?? Kyunki aapne jo DC Pandey ka cover dikhaya hai voh alag hai ..
@@manjuagrawal8797 recent edition nahi hai??
Koi ni agar nhi hai to koi baat nhi
Jis chiz ki problem hoti hai aap hr problem solve kr dete ho ❤thanks Dr. Shashi bhaiya✌ 🥰
Bhaiya, if lecture is time taking and I can understand theory from book. Then is theory of dcpandey+ mcq of aakash enough??
Bhiya module lena jarori hai kay please tell me
Bhaiya ncert fingertips best hai kya question practice ke liye please bhaiya bta do... 🙏🙏
Bhaiya MTG publications question practice ;iye best hai kya?
Bhaiya mtg ncert fingertips biology for neet 2025 kaun si le bahut si books aa rhi h same name se but their title are different .... I m very confused m kaun si prefer kru
I am in 11th class and I am weak in physics
Reply reply - should I take DC Pandey or HCV
Please reply 🙏
Bhaya... HCV vs Dc pandny which I should buy...I am in class 11th....
And 37 year PYQ vs 12year PQY book which I should buy....??please help...🥹🥺
Dc pandey and 12 yr pyq lo accha rhega and main dropper hoon experience se bta rhe agar .. agar apke pass module hai to and time hai tabhi koi reference book Lena 😊
@@Shivaniydv026 thanks a lot 🙏
@@ManabBanik-f1m 🙏
Vaiya pw ka module for questions practice and concept or time management for med esay kafi hoga na for boards and neet
Questions practice karne ke liye konsa book lena plz bata do for .....biology, chemistry, physics
Bhai ..physics ke liye fingertips. Kaisa rahega .......other reference book leni pdegi ???? Because I have ncert fingertips for physics........so I am confused ......please. help me ...... if you can
Bhaiya pw module le practice ke liye ya frr NCERT punch le question practice ke liye plzz reply
18august se padhakar neet 2026
Ki neet ko crack kar sakta hoo kya abhi me 11th me hoo❤
Bhaiya is phy ncert reading is necessary??
Bhaiya if I solve last year's Akash module and race and this year's allen module and race would that be enough , pls reply 😢
Bhayia pyqs kitne years ke solve krne chahiye all subjects mein because 2010 se pehle to out of ncert bhi questions aate the aur ab recent 15 years mein pattern bhi change hua h NEET ka to 15 years ke solve kre pyqs yaa 37 years ke??
10 years
Haa yr koe to bato bhut confusion h kise purchase kru 12 yr ya 37 yr
@@FarzanaShamshi 12
Bhai ek sawaal tha,
Mere paas bas PW ka yakeen module hai (24 set). Mai aur kaun si books lu. NCERT ke alawa
Where we found aims pyq
Bhaiya isme 11th aur 12 dono me ho jayega ya alag alag class ke liye lena padhega
Bhaiya mere pass aakash ke modyles hai 11th and 12th ke to usme ho jaega??
Bhaiya mera phy aur chem thora weak hai issliye questions jayda practise krna chahti hoon
Dc pandey loon ya nhi?
Lo bilkul
Brother please make a video on RG KAR incident 🙏🏽
bhaiyta DC PANDEY ke saare questions as in checkpoints, exercise, medical gallery, etc sab solve ki thi aapne? yeh karne se bahut fayda hoga kya? 6 mahine hain neet prep ke liye
BHAIYA MERE PAS PHYSICS KE DPPS OR MODULES HE OR PYQ MTG 37YEARS KE HE KYA WO SUFFICIENT HONGE ???????
Bhaiya mera pass physics wallah ke ncert Punch book h pr 1st edition h mere pass uss book ka to usko use kr skti hu kya ??
Bhai NEET preparation ke liya NCERT FIRST Finger TIPs kesi rahi gi plz mera reply dejiye
Bhaiya kya ncert Lene vi wajah ncert exampler used kar sakte hai kya
Hindi midium ke liye physics me kon si book achhi h
Bhaiya PYQ konsa publication ka lena chahiye aur kitne year ka?. Please bataoo
Respect for button ✅✅✅
Sashi bhai
Can I use sri chaitanya books for neet preparation
Bhaiya phy k liye DC pandey book m enough questions to hai na i am very confused
Bhaiya kya pw ka modules best nhi h ????!!
Best h
Physics wallah ke module kaise h ??? Bhaiya kya ham kharid le pw ke module
Bhaiya dc pandey ka medicos achiever wala book kharid sakte h
Sir please I want test series
Hello Bhaiya me PW se online padh rha hu yakeen 2.0 2025 physics me ncert punch, Biology
ncert punch or chemistry me bhi ncert punch please ye combination sahi ha please please please reply 4din phele hi aayi ha book ncert punch please please reply
Our kon se collage se Dr. Bane aap
DMCH
@@saleheen7864 DMCH Darbhanga se
Pw ncert punch enough nehi hein kya plz reply???
Bhaya reply do tumhe video mein reply doge bataya hein
What is the difference between mtg ncert fingertips of 2023 and 2025
For chemistry mtg fingertips is good?
Bhaiya mai self study krti hu mai coaching nhi jati nahi koyi bach hai. To mujhe dpp nhi milta....
Please guid...
Bhai kya mai Hindi language mein neet ki taiyari kar sakti hu , please reply dijiye ga
Sir mein physics ke liye allen ke module lu ya fir d c pandey
Mein ne abhitak physics ke liye kuch nahi liya hai
dr sab errorless book enough ha physics ka liyaa
Bhaiya is ncert word to word book good for biology?
sure
Bhaiya konsa edition lenge N awasthi ka ? Pls bata dijiyee
Bhaiya mujhe organic chemistry samjh me nahi aata hai mein pw se padhati hu lakshya neet batch se please reply and tips organic chemistry strong karane ki
Bhaiya physics ke liye pw ka module sufficient hai ki nhi pls reply
Sir mera 12th me 38% tha science me kya mei neet exam ke leya eligible ho please reply me 😢
Bhaiya, please neet 2026 roadmap from class 11 per video banaiye😢😢❤.....🙏🏻
Bhaiya main class 11 hindi medium say hu mujhko bhi neet ke tyari kerni hai kya Karu kuch samajh nahi aa raha hai
Aap batao kya karu
Books konsi padu
Kaha say lu bhaiya
🙏🙏
Or bhaiya hindi medium walo ke liye book
Bhaiya aap nay notes kaha say pade pade
Bhaiya bio ke liye .....NCERT punch (by dr. Vipin kumar sharma) kaisa rahega ...?
Fine
Bhaiya Physics k liye sl arora thik hoga kya??
Sir byjus ke module hai kya chalega ?
Vo bhi aakash ke. Hi ha
Bhaiya jee mains ke questions phy ke solve karke fayda hai?
Bio ke liye dr. Ali book achi h kya sir??
Bhaiya ye sab books hindi medium me bhi hai kya please🙏🙏 btaiye😢😢
Sir preparation ke liye hindi medium ke baccho ke liye bhi ek video banaye please
Koi hindi medium ka bhi h yaha neet Wale 😂😂😊😢
Bhaiya pw ke module or ncert or exapmler kafi hai kya.
BSC k baad 3year k baad neet UG de skti hu kya plz request h app se bhai plz rply
Haanji De Sakte Ho
Yes
I wanna get Air 1 in neet 2026 is errorless physics good book should I buy it
Bhaiya i have pw module, i am confused which book i should choose for pyqs physics