@@barunkantipal6015 Haridwar bus stand ke bahar se private buses chslti hai subah 4 baje se Kedarnath ke liye woh apko Kund utar degi Kund se apko sharing taxi mil jayegi ukhimath ke liye
@@sumitagrawal0501govt bhi milti hai dono same route par chalti hai Abhi char dham yatra chal rahi hai toh bahut traffic hai Jo pehle aye woh pakdlo best rahega
@@subhenduroy29 Apko ticket on the spot mil jayegi bus ke ander Haridwar se pehle aap dehradun isbt jaoge waha se aap sharing auto leke dehradun railway station Phir dehradun railway station se mussorie ke liye bus milegi Mussorie bus subah 6 baje se shyam 7 baje tak milegi
Great job vai 👍thank you so much 🙏❤️
Very informative and interested video.. thankyou
Gud Information 👍
haridwar to ukhimath ka bus kob nikalti hai aur kaha se ? please answer if possible
@@barunkantipal6015
Haridwar bus stand ke bahar se private buses chslti hai subah 4 baje se Kedarnath ke liye woh apko Kund utar degi
Kund se apko sharing taxi mil jayegi ukhimath ke liye
Do we get buses to Yamunotri from Haridwar and Rishikesh?
Yes
Bhaiya haridwar se Srinagar uttrakhand wala waha tak ki bus ki last bus ki timing kya hai aur fare kya hai
Abhi char dham yatra chal rahi hai toh buso ka koi time fix nhi hai
Fare around 300 hai
For yamunotri. Govt buses where available?????
Haridwar or rishikesh??????
Rishikesh
Bhaiya ye वाया kya hota h ? Mtlb udher se hote hue jayegi ? . Or kurukshetra ke lie subha ki bus nahi h 😢
Hnji
Rudraprayag or srinagar se haridwar , rishikesh bus timing kanha check kar sakte hai
Uttarakhand roadways ne online website abhi band kar rakhi hai
Srinagar aur Rudraprayag se continue private buses chalti rehti hai
@@m2solotraveller govt buses nhi milti hai. ? Second question, dono same route par hi hai ya alag
@@sumitagrawal0501govt bhi milti hai dono same route par chalti hai
Abhi char dham yatra chal rahi hai toh bahut traffic hai
Jo pehle aye woh pakdlo best rahega
Haridwar to Gangotri bus time dena bhai please
Early morning 4 AM To 6 AM
Abhi yatra chal rahi hai toh jaise hi bus full hoti hai nikal jati hai
Haridwar to Delhi bus time
Subah 5 baje se raat 12 baje tak continue service hai
Hi
हरिद्वार से देहरादून होते हुए मसूरी जाएंगे। मुझे बताओ कहां से बस बुक करनी है
@@subhenduroy29
Apko ticket on the spot mil jayegi bus ke ander
Haridwar se pehle aap dehradun isbt jaoge waha se aap sharing auto leke dehradun railway station
Phir dehradun railway station se mussorie ke liye bus milegi
Mussorie bus subah 6 baje se shyam 7 baje tak milegi