DIET FOR CHIKUNGUNYA | DR NEELAM AVTAR SINGH | HINDI | Video 119

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 26 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 71

  • @mralohran
    @mralohran 2 роки тому +4

    Very useful, Doc Sahib!!!

  • @lakumi6178
    @lakumi6178 Місяць тому +7

    Very well explained

  • @organicfarmingsocietysangr2216
    @organicfarmingsocietysangr2216 2 роки тому +3

    Well done Dr Neelam

  • @Dr.RashmiSingh_Homeopath
    @Dr.RashmiSingh_Homeopath 2 роки тому +2

    Good morning ma'am, excellent 🙏🏻

  • @kamaljeetkaur5876
    @kamaljeetkaur5876 2 роки тому +3

    Vary good information 👌

  • @ruhanshchopra4510
    @ruhanshchopra4510 2 роки тому +2

    Best knowledge .. i have same pain in my joints

  • @MeeraSingh-k7g
    @MeeraSingh-k7g 9 днів тому +1

    Very good❤❤

  • @gnesha-cg9mz
    @gnesha-cg9mz Місяць тому +3

    Aur khane mein jowar Bajra naachne ISI tarike ke aate upyog mein la sakte hain aur methi ki sabji shampoo ki sabse taki ham andar se kitanu ko nasht banaa paye aur panch tatvon ke balance ke anusar hi khane mein 75% water hona chahie aur baki bhi jo jitne percent hona chahie aur khana ya Aakash tatv vayu Agni tatv yah sab chijen usi ke balance anusar hi upyog karen to koi bhi bimari hamare pass nahin aaegi. Aur bahar ka khana nahin khae taki vahan chemical se banaa hua hota hai tike Rahane ke liye. Aur bahar ke chemical ke koi bhi product ka upyog bhi nahin kiye kiye jaani chahie taki ham andar se bhi strong rahe aur bahar se bhi strong rahe. Aur ismein bahut sare alag alag jaise ki Tulsi ka patta Neem ka patta dagdi pale ka patta aise patton ke bare mein bhi bahut sare videos hai jo natural tarike se bimariyon ko nasht banaa dete Hain jaise ki agar Tulsi ka patta ham log roj ek bhi kha le to isase sardi ki bimariyan kabhi nahin Hoti per jama kar nahin khana hota hai use bus munh mein rakhna hota hai. dagdi Pali ka patta agar ham hafte mein do bar khae to bhi bahut achcha rahata hai swelling andar ki kam Ho jaati hai belpatra ka bhi ek patta mahine mein kha sakte hain jaswanti ka bhi do patte roj khaenge to bhi bahut fal lai hote Hain. To patton ke bare mein jankari aap apne videos ke bare mein videos mein le sakte hain per uska upyog hamen shuru mein jitna sah paate Hain to thoda thoda sa upyog kar kya Rahi check karna chahie aur usi ke according thoda thoda badha Dena chahie. Taki kisi ki bimari jyada purani Hoti hai kisi ki nahin Hoti hai ya kisi Ko hoti hi nahin hai per vah body ke andar ki cleansing ke liye aise Jo ayurvedic ped paudhe Hain unka bhi sahi se upyog banate aana chahie. Thank you God god bless you all😊

  • @jagdishsingh5433
    @jagdishsingh5433 2 роки тому +2

    Very nice 👌🏾

  • @rizwanbhatti6627
    @rizwanbhatti6627 7 місяців тому +1

    Thanx 4 informatio .bhtreen

  • @Ahmsanfragrance
    @Ahmsanfragrance 8 місяців тому +3

    Chicken ka dalya or soup day sakty hain

  • @AvtarSingh-ff7vx
    @AvtarSingh-ff7vx 2 роки тому +1

    Very informative

  • @paripatel8780
    @paripatel8780 2 роки тому +3

    Nice explanation....

  • @raghav..44
    @raghav..44 2 місяці тому +3

    Mem muche chikungnya ka bayral hua he or mere pero me dard he gharelu kuch btaye

    • @drneelamavtar
      @drneelamavtar  2 місяці тому

      Medicine leni padhegi

    • @raghav..44
      @raghav..44 2 місяці тому

      Thank u mam

    • @raghav..44
      @raghav..44 2 місяці тому

      Medicine toh le rahi hu me

    • @Jyaranivlog
      @Jyaranivlog Місяць тому

      Mem konsi medicine Lena hai, mera tou 2 month ho gayi​@@drneelamavtar

  • @homoeopathyandhealth5749
    @homoeopathyandhealth5749 2 роки тому +2

    Nice👍

  • @RamanVerma-k6m
    @RamanVerma-k6m 24 дні тому +1

    Mam kya.ajwain ka kada pee.sakte.h

  • @R.A.S.S-j20
    @R.A.S.S-j20 2 місяці тому +1

    As Salam o alikum Dr mujhey ek week hwa h chikungoniya fever ko aur ab face pey Alarji h Koch bata dey

  • @shobhagedia3744
    @shobhagedia3744 2 місяці тому +1

    Mem mer hair fall bhut hota hey koi dava bhta who pl

  • @vandanajadhav3905
    @vandanajadhav3905 Рік тому +3

    Banana खा सकते है क्या ma'am

  • @p00rnimawalvekar91
    @p00rnimawalvekar91 3 місяці тому +1

    V. useful information doctor thank you. Muze 1month se chicken guniya hua hai.joints me suzen kyu raheti hai?

    • @drneelamavtar
      @drneelamavtar  3 місяці тому

      These are the disease symptoms which remain for too long time

  • @umeriqbal6733
    @umeriqbal6733 3 місяці тому +1

    Pl. Dr shahib jo nahi khana chahya pl show picture

  • @gnesha-cg9mz
    @gnesha-cg9mz Місяць тому +1

    Aur agar ham log aadha chammach gay ke Bane hue milk ka ghi ka upyog kar le munh mein agar ham use 10:15 Tak Jaise munh dhote samay wash karte samay khule kar lete hain usi tarah agar 15 minut aadhe chammach ghi ka khula vaise hi banae rakhen to vahan ki Nashe majbut banti hai aur vahan ke kitanu nasht banakar sahi se apni Sushma ka Nadi ka cleansing karke active bante Hain. Aur hamari health aur sab Nashe majbut banti hai jisse andar ke pen nasht ban jaati hai swelling bhi nasht ban jaati hai aur agar kisi Ko jyada matlab pen hota hoga to vah do chammach haldi aadha chammach good aur aadha chammach khane ke Pan ka chuna aise Pani mein Gala kar use uska lep banakar ghutnon mein ya back pain mein ya Jahan per bhi head pain mein kahin bhi pen ho to ise Raat mein aaram karne se pahle upyog mein vahan lagakar aadha Pawan ghanta sukhne ke bad ek patti se bandh le to jaldi se per nasht ho jaega kyunki vahan ki swelling must banegi aur na se majbut banegi to wahan ka jo flow ruka hua hota hai vah fir se start hota hai aur kyunki yah 7 se 8 ghante Tak to kam se kam rakhna hota hai isiliye yah Raat mein aaram karne se pahle hi lagaen to achcha rahata hai. Jinka jyada salon se pen hai vah utane hi din lagaye 10 din 15 din ya 20 din aur bich bich mein ise theek ho jaane ke bad bhi mahine mein do teen bar upyog mein la sakte hain. Thank you God god bless you all😊

  • @girishparmar7696
    @girishparmar7696 Місяць тому +1

    Mam chicken gunia me join pain ho to doctor khatta khane ki manai karte hai to khatte fruits kha sakte hai kya???

  • @satnamsarang9119
    @satnamsarang9119 2 роки тому +1

    Very nice

  • @RekhaOjha23
    @RekhaOjha23 3 місяці тому +3

    Dahi chhach kha skte h kya

  • @Doll777Doll77
    @Doll777Doll77 2 місяці тому +1

    Ye sab shugar k peition ko de sakty h

  • @learncomputeronline6128
    @learncomputeronline6128 2 місяці тому +1

    Ma'am can egg be eaten in chikungunya plzz

  • @BateshawarSharma
    @BateshawarSharma Місяць тому +2

    Guruma chrno me pranam

  • @mohammadKhan-fh4cq
    @mohammadKhan-fh4cq 6 місяців тому +1

    Thanks docter

  • @JaldiMaianaWb
    @JaldiMaianaWb 2 місяці тому +2

    Mill curd egg ?

  • @beastgamer250
    @beastgamer250 5 місяців тому +7

    🍳 kha sakte hain kya

  • @colorfashionandhomedecor5567
    @colorfashionandhomedecor5567 4 місяці тому +1

    Weekness k lite multivitamin le sakte hain

  • @BintHawa-jg9lj
    @BintHawa-jg9lj 4 місяці тому

    Mujhy drip lgye the bahr ky injection hat paeo akra jaty hai bad me theak ho jaty hai garm pani shower kr rahi hun subha sham thanda pani chor deya hai mam vitamin .d. mdcn and exercise walk bhi kr rahi hun hath paeo ka akra pan dor ho ajye neem ka khawa pi rhwi hun grean tea bhi

  • @anilsharma-ow3yx
    @anilsharma-ow3yx 2 роки тому +1

    Very useful

  • @shubhamkodape6584
    @shubhamkodape6584 2 місяці тому

    Ma'am sugar k jagah jaggery le sakte? Please reply

  • @Ahmsanfragrance
    @Ahmsanfragrance 8 місяців тому +2

    Or milk ka bhi batadyn milk lay sakty hain

    • @drneelamavtar
      @drneelamavtar  8 місяців тому

      Yes

    • @krishnabahadur6735
      @krishnabahadur6735 4 місяці тому

      ​@@drneelamavtarmem muje huwa hai pairo me bohot dard hota hai chal na muskil ho ta hai koi aisa upai bata ye jaldi thik ho jaye please mem reply

  • @KamranKhan-sf4xu
    @KamranKhan-sf4xu 4 місяці тому +1

    rice kha skty h

  • @priyasriram9922
    @priyasriram9922 2 роки тому +2

    🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾

  • @chandrashekharcharde3708
    @chandrashekharcharde3708 4 місяці тому +2

    Kakdi kha sakte kya

  • @RK-ts2rj
    @RK-ts2rj 4 місяці тому +1

    दवा नही लेना है क्या

  • @drdeepalpatel5894
    @drdeepalpatel5894 2 роки тому +1

    👌👌👌🙏

  • @sukhdevsingh6145
    @sukhdevsingh6145 2 роки тому +1

    🙏

  • @kamalaraojasty3427
    @kamalaraojasty3427 2 місяці тому +2

    I ordered neelvembu tablets from amazon

  • @syedamehaksyedmashkoor3847
    @syedamehaksyedmashkoor3847 4 місяці тому +1

    Roti kha skty hyn

  • @blackbrinegaming692
    @blackbrinegaming692 8 місяців тому +1

    Mujhe 7 saal se h 😮

  • @gnesha-cg9mz
    @gnesha-cg9mz Місяць тому +1

    ISI tarah agar natural tarikon se bimar karne ke upay mil jaaye to sabhi bimariyan hamesha ke liye jad se nasht ban jaenge to agar fir bhi chickenguniya mein kisi ki fever ki vajah se ya machhar ke kitanu ki vajah se agar body pain ya swelling Kam nahin ho rahi hai to iske liye ham log agar Mori ka tel matlab sarson ka tel ka usmein do ek katori sarson ke Tel mein do lahsun ki prakriya ya thodi si ajwain ek chammach ajwain bhi mix karke use thoda garm karke FIR Thanda karke vah ek kanch ki botal mein rakhkar har roj Raat mein aaram karne se pahle agar pair ke talve ko hath ke talve ko aur ghutnon ko iski masaj karen to bahut jaldi ye swelling aur nashta ban jayega. Aur ISI tarah ine sab ke andar se cleansing karne ke liye nariyal Pani orange juice aur milk mein ek Cup milk mein ek lahsun ki pankhudi ubaalkar Pi Lene se bhi bahut bahut acche se apni body cleansing hoti hai jo ki vah galat kitanu nasht ko bahar nikal deti hai. ISI tarah ek gilas Pani mein ek chammach jeera Raat mein bhigokar subah use chhan kar Pi Lene se aur vah jeera sabji mein upyog mein la sakte hain to bhi body ke andar ki cleansing bahut acche se banti hai. Our body andar se clean karne ki vajah se hamare bahar ka outer work bahut sahi banta hai jisse agar ham andar se healthy rahenge to bahar se bhi strong rahenge. Thank you God god bless you all😊

  • @nelsondantas3253
    @nelsondantas3253 3 місяці тому

    watch in 2x ..bhut slow bolti hai