कहाँ आके रुकने थे रास्ते कहाँ मोड़ था उसे भूल जा जो मिल गया उसे याद रख जो नहीं मिला उसे भूल जा। वो तेरे नसीब की बारिशें किसी और छत पे बरस गईं, दिले-बेख़बर मेरी बात सुन उसे भूल जा उसे भूल जा। मैं तो गुम था तेरे ही ध्यान में, तेरी आस तेरे गुमान में सबा कह गयी मेरे कान में मेरे साथ आ उसे भूल जा। किसी आँख में नहीं अश्के-ग़म तेरे बाद कुछ भी नहीं है कम तुझे ज़िन्दगी ने भुला दिया तू भी मुस्कुरा उसे भूल जा। क्यूँ अटा हुआ है गुबार में ग़मे-ज़िंदगी के फिशार में वो जो दर्द था तेरे वक्त में सो हो गया उसे भूल जा। न वो आँख ही तेरी आँख थी न वो ख़्वाब ही तेरा ख़्वाब था दिले मुन्तज़िर तो ये किसलिए है तेरा जागना उसे भूल जा। ये जो रात दिन का है खेल सा उसे देख इसपे यकीं न कर नहीं अक्स कोई भी मुस्तक़िल सरे-आईना उसे भूल जा। जो बिसाते-जाँ ही उलट गया, वो जो रास्ते से पलट गया, उसे रोकने से हुसूल क्या? उसे भूल जा...उसे भूल जा। तो ये किसलिए शबे-हिज्र के उसे हर सितारे में देखना वो फ़लक कि जिसपे मिले थे हम कोई और था उसे भूल जा। तुझे चाँद बन के मिला था जो, तेरे साहिलों पे खिला था जो वो था एक दरिया विसाल का, सो उतर गया उसे भूल जा।
yehi Ghazal yehi klaam , Aur kai singers ne Apne Apne Andaaz men gai hui hai, Per khan sahib ne is men jadu Bhar dia, Apni Awaaz Apne Andaaz ka. Allah hamesha unper Apni Rehmaton ki Brish rakhay.
Nusrat Sahab aap ke tareef k leye ilfaz he nhe bny. Aap jaisa awaaz duniya mein kbhe dubara paida nhe hoge kbhe.. Duniya aap ko Manti hai Murshad paak Love You ❤❤❤
Murshad jo bhi gate the chahe wo gjl ho ya song ya qwali unka rang sabse alg or baihtrin hota tha murshad all aroundar the unka koi sani na tha na hoga
Kahan aake rukne the raaste Kahan mod tha usse bhool tha Wo jo mil gaya usse yaad rakh Jo nahi mila usse bhool ja Wo tere naseeb ki bareishein Kisi aur chchat pe baras gayin Dil e bekhabar meri baat sun Usse bhool ja usse bhool ja Main toh gum tha tere hi dhyan mein Teri aas tere ghumaan mein Saba keh gayi mere kaan mein Mere saath aa usse bhool ja Kisi aankh mein nahi ashq e gham Tere baad kuch bhi nahin hai kam Tujhe zindagi ne bhula diya Tu bhi muskura usse bhool ja Na woh ankh hi teri ankh thi Na wo khwaab hi tera khwaab tha Dil e muntazir toh ye kis liye Tera jaagna usse bhool ja
kahan aa ke rukne the raste kahan moD tha use bhul ja wo jo mil gaya use yaad rakh jo nahin mila use bhul ja wo tere nasib ki barishen kisi aur chhat pe baras gain dil-e-be-KHabar meri baat sun use bhul ja use bhul ja main to gum tha tere hi dhyan mein teri aas tere guman mein saba kah gai mere kan mein mere sath aa use bhul ja kisi aankh mein nahin ashk-e-gham tere baad kuchh bhi nahin hai kam tujhe zindagi ne bhula diya tu bhi muskura use bhul ja kahin chaak-e-jaan ka rafu nahin kisi aastin pe lahu nahin ki shahid-e-rah-e-malal ka nahin KHun-baha use bhul ja kyun aTa hua hai ghubar mein gham-e-zindagi ke fishaar mein wo jo dard tha tere baKHt mein so wo ho gaya use bhul ja tujhe chand ban ke mila tha jo tere sahilon pe khila tha jo wo tha ek dariya visal ka so utar gaya use bhul ja
Mesmerising to hear multiple singers singing same ghazal in different notes n moods .. Just heard Ghulam ali Saab( bit lighter n slow) n Nusrat Saab ( more sad but bit fast ) 😊 Pure bliss ..
Mai twinflame hu mujhe 6 saal baad pata chala ki wo meri half soul hai .and mujhe bhagwan ne bhut dard dekar ye realise karwaya ki wo meri half soul hai .aaj uski shadi ho chuki hai .uske baad mai kyi din tak yahi qwalli sunta raha .zindgi ke khel bade nyare hai bhai .
Nusrat Fateh Ali Khan sahib's singing is ultimate. Many singers tried this Gazal but reached nowhere to the sung by Khan sahib. Blessed melodious voice...
Where did the paths come to a halt? Where was the turn that I forgot? Remember the one you found, Forget the one you didn't. The rain of your destiny Poured on someone else's rooftop. Oh, unaware heart, listen to me, Forget about them, forget about them. I was lost in your thoughts, In your hope, in your fantasies. The morning breeze whispered in my ear, Come with me, forget about them. No tears of sorrow in any eye, Nothing is less after you. Life has forgotten you, You also smile, forget about them. Those eyes were not your eyes, Those dreams were not your dreams. Why does the restless heart Stay awake for them, forget about them
Kosis had se zyada ki but sab apna apna nasib h Dunia hi jalim hai Sab kuch khone par bhi na pae wo jo pana tha Jo hota h shi hota h Insan kuch nhi kar sakta h kuch bhi kho de ya kosis ya kho de
Shukriya 🤲
कहाँ आके रुकने थे रास्ते कहाँ मोड़ था उसे भूल जा
जो मिल गया उसे याद रख जो नहीं मिला उसे भूल जा।
वो तेरे नसीब की बारिशें किसी और छत पे बरस गईं,
दिले-बेख़बर मेरी बात सुन उसे भूल जा उसे भूल जा।
मैं तो गुम था तेरे ही ध्यान में, तेरी आस तेरे गुमान में
सबा कह गयी मेरे कान में मेरे साथ आ उसे भूल जा।
किसी आँख में नहीं अश्के-ग़म तेरे बाद कुछ भी नहीं है कम
तुझे ज़िन्दगी ने भुला दिया तू भी मुस्कुरा उसे भूल जा।
क्यूँ अटा हुआ है गुबार में ग़मे-ज़िंदगी के फिशार में
वो जो दर्द था तेरे वक्त में सो हो गया उसे भूल जा।
न वो आँख ही तेरी आँख थी न वो ख़्वाब ही तेरा ख़्वाब था
दिले मुन्तज़िर तो ये किसलिए है तेरा जागना उसे भूल जा।
ये जो रात दिन का है खेल सा उसे देख इसपे यकीं न कर
नहीं अक्स कोई भी मुस्तक़िल सरे-आईना उसे भूल जा।
जो बिसाते-जाँ ही उलट गया, वो जो रास्ते से पलट गया,
उसे रोकने से हुसूल क्या? उसे भूल जा...उसे भूल जा।
तो ये किसलिए शबे-हिज्र के उसे हर सितारे में देखना
वो फ़लक कि जिसपे मिले थे हम कोई और था उसे भूल जा।
तुझे चाँद बन के मिला था जो, तेरे साहिलों पे खिला था जो
वो था एक दरिया विसाल का, सो उतर गया उसे भूल जा।
Aap singer ho kya
Kaya baat aa ji
🙏🙏
🙏🙏🙏🙏🙏
Amjad islam amjad shahb ki likhi hui ghazal hai ye
Na Woh aankh he Teri aankh thii. ..na woh khaab he tera khaab tha...
Dil muntazir tou yeh kis liye tera jaagna usse bhool jaa....
Heart touching lines
Jabb....Dard mehsoos hona hatt jaye toh....Khan saab ....ko sunkar...sabb.Taza ho jata hai....Tysm Khan saab Ji
Ahaha , sunke laga meri zindegi safal hogaya ..... pranam
Ustado ke ustad ustad nusrat fateh ali khan saab...love from indian punjab...
Bhaii kiya bolun....Ustadoon k Ustaad NFAK..🔥🔥❤️
The poetry is a class.
WO THERAY NASEEB KI BARSHEEN KISI OR CHAHT PAY BARIESS GAIEN...
.
❤....Voice and singing is great.
yehi Ghazal yehi klaam , Aur kai singers ne Apne Apne Andaaz men gai hui hai, Per khan sahib ne is men jadu Bhar dia, Apni Awaaz Apne Andaaz ka. Allah hamesha unper Apni Rehmaton ki Brish rakhay.
آپ نصرت جی کے شاہکار ان کے مداحوں تک پہنچا کے بہت اچھا کام کر رہے ہیں...
Keep it up OSA team..
इनकी एक ग़जल है
तुम एक गोरख धंधा हो
जिसका दुनियां में कोई तोड़ ही नहीं है😘
Ahaa❤❤❤❤❤❤
Ustaad🖤
Ye gaur kijiye ki kitni effortless Sur lgaye Jaa rahe h ustad ji dwara great great
Nusrat Sahab aap ke tareef k leye ilfaz he nhe bny. Aap jaisa awaaz duniya mein kbhe dubara paida nhe hoge kbhe.. Duniya aap ko Manti hai Murshad paak Love You ❤❤❤
Bilqul ,
اللہ پاک درجات بلند فرماۓ۔۔۔
App ke gana sunke zinda hu...man ko santi milti hain
Tujhe zindagi ny bhula diya tu bhi muskura use bhul ja 💔love from punjab 💖🙏
Kisi aankh me nahi ashq-e-gum, tere baad kuch bhi nahi hai kam,
Tujhe zindagi ne bhula diya, tu bhi muskura use bhool jaa....
wo tere naseeb ki barishe kisi aur chat par------- dil chuti hain inki aawaj... used to listen frequently.
Wahhh kitni khoobsurat ghazal hai saab ki. Love it. Heard it for the 1st time today. ❤❤
😒miss you guru g 😔 apke jesa koi nhi duniya main yr
❤️🙏 har ek singer ke liye aap Bhagwan hai
Same gazal is sung by Gulam ali khan saab but i love ❤ nusrat fateh ali khan saab's composition so deep both r legends in fact.
Murshad jo bhi gate the chahe wo gjl ho ya song ya qwali unka rang sabse alg or baihtrin hota tha murshad all aroundar the unka koi sani na tha na hoga
Wha wha Nusrat Fateh Ali Khan Saab ko mein 25-sal se sunta hoon kya baat ❤️❤️❤️👍
Aur main 1996 say
Kahan aake rukne the raaste
Kahan mod tha usse bhool tha
Wo jo mil gaya usse yaad rakh
Jo nahi mila usse bhool ja
Wo tere naseeb ki bareishein
Kisi aur chchat pe baras gayin
Dil e bekhabar meri baat sun
Usse bhool ja usse bhool ja
Main toh gum tha tere hi dhyan mein
Teri aas tere ghumaan mein
Saba keh gayi mere kaan mein
Mere saath aa usse bhool ja
Kisi aankh mein nahi ashq e gham
Tere baad kuch bhi nahin hai kam
Tujhe zindagi ne bhula diya
Tu bhi muskura usse bhool ja
Na woh ankh hi teri ankh thi
Na wo khwaab hi tera khwaab tha
Dil e muntazir toh ye kis liye
Tera jaagna usse bhool ja
kahan aa ke rukne the raste kahan moD tha use bhul ja
wo jo mil gaya use yaad rakh jo nahin mila use bhul ja
wo tere nasib ki barishen kisi aur chhat pe baras gain
dil-e-be-KHabar meri baat sun use bhul ja use bhul ja
main to gum tha tere hi dhyan mein teri aas tere guman mein
saba kah gai mere kan mein mere sath aa use bhul ja
kisi aankh mein nahin ashk-e-gham tere baad kuchh bhi nahin hai kam
tujhe zindagi ne bhula diya tu bhi muskura use bhul ja
kahin chaak-e-jaan ka rafu nahin kisi aastin pe lahu nahin
ki shahid-e-rah-e-malal ka nahin KHun-baha use bhul ja
kyun aTa hua hai ghubar mein gham-e-zindagi ke fishaar mein
wo jo dard tha tere baKHt mein so wo ho gaya use bhul ja
tujhe chand ban ke mila tha jo tere sahilon pe khila tha jo
wo tha ek dariya visal ka so utar gaya use bhul ja
Mesmerising to hear multiple singers singing same ghazal in different notes n moods ..
Just heard Ghulam ali Saab( bit lighter n slow) n Nusrat Saab ( more sad but bit fast ) 😊
Pure bliss ..
Koi aap jesa ni khan saab, miss you🙄🙄🙄🙄🙄
Wah wah ustad nusrat fateh ali khan saab jiiii the legend superrrrr 😘👏👏💕💕
Mai twinflame hu mujhe 6 saal baad pata chala ki wo meri half soul hai .and mujhe bhagwan ne bhut dard dekar ye realise karwaya ki wo meri half soul hai .aaj uski shadi ho chuki hai .uske baad mai kyi din tak yahi qwalli sunta raha .zindgi ke khel bade nyare hai bhai .
I love you ustad ji nusrat Saab waheguru tuhadi atma nu apne charna wich niwas baxshan
Wah wah ustad nusrat fateh ali khan saab jiiii the legend super great very soulful ghazal 👏👏🌷💕
पूरे दिलो दिमाग़ को सकून मिलता है ये गज़ल सुनकर
Nusrat ji❤
💗Dil ko choni Bali voice Kya baat he 😭
Ustad Nusrat Sahab... Amjad Islam Amjad and Madhuvanti ....no words to describe the peace ☮️ one gets by listening....🙏🙏🙏🙏
Maine kafi singers ko suna hai, but Nusrat Sahab ki voice me ek ajeeb Kashish hai
Bai shi kha apne me to jb tk nusrat fathy ali khan saab ke song Or qwali gazal nhi sunleta jb tk muje chen nhi milta bai bus khojata ho voice me 🙏🙏😢😢
Composition bhi alag alag h. Par jaise iske lyrics hain use yehi composition best suit karti h.
listened to this amazing track of Ustad ji after more than 21years.... First listened on T-Series cassette 30 years ago..
No words for this masterpiece .... listening back to back .....
I find solace n peace
Thanks
Super Singer!! See the Class!!
Unmatch!! Perfect Scale! Perfect pronounce!
Nusrat Fateh Ali Khan sahib's singing is ultimate. Many singers tried this Gazal but reached nowhere to the sung by Khan sahib. Blessed melodious voice...
Ma shaaa Allah ....
सुकून ❤️
❤❤ Jay Jay Sita Ram Ji ❤❤ Jay Jay Balaji Hanuman Ji ❤❤ Satyam Shivam Sundaram Ji ❤❤ Balekm Slaam Ji❤❤ Alli Di Jay Jay Ji❤❤🎉🎉🎉🎉❤❤
Nusrat sahab 🙏🙏🙏🙏🙏
Where,when,who the Ever Unfathomable Questions of all times as Time marches on and on..
I am addicted in nusratism i don't listen anything without him
Khabhi b nhi bhul skta usko ..... chah kr b nhi bhula skta usko dil or rooh tak basi hui hai wo 😢
Great
Magician.. He's Saamri of Singing he's Beyond the limitations.. One the Greatest singer with heavenly voice. Ustad Nusrat Fateh Ali the King Khan.
Allah give you highest place in jannat ul ferdoos Aameen love you bro.from kashmir baramulla faqir wani
2024 mein kon kon sun rha hai ustad ki ye kalam 😢
Wa legend murshad nusrat fathe ali khan
Vaaah ....ustaj .super se bhi uper
Heart touching poetry. Salutes to Lyricist.Great singing by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. My humble tributes to this great legend 👍🌹🙏.
Where did the paths come to a halt? Where was the turn that I forgot? Remember the one you found, Forget the one you didn't. The rain of your destiny Poured on someone else's rooftop. Oh, unaware heart, listen to me, Forget about them, forget about them. I was lost in your thoughts, In your hope, in your fantasies. The morning breeze whispered in my ear, Come with me, forget about them. No tears of sorrow in any eye, Nothing is less after you. Life has forgotten you, You also smile, forget about them. Those eyes were not your eyes, Those dreams were not your dreams. Why does the restless heart Stay awake for them, forget about them
Nusarat Sahab.. The great, Salutes 🙏🙏🙏🙏
Waah waah 🌹🌹🌹🌹
ماشااللہ جی استاد نصرت فتح علی خان صاحب
My favorite song maybe I heard more than 500 times. It's not enough. Sir love you too much Im From India at kerala
This osm track will be my fvrt till my last breath ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Shukriyaaa 🙏🙏🙏
Aawaaz, sach mein Khuda ki di hui.
Best Qalaam Ustad Ji Very Very Nice Qalaam
Amjid islam Amjid ka kalaaam hai Nusrat ji ki composition
Hi
I love you ustad nusrat fatah ali khan saab
ਕੀਸਤਰਾ ਭੁਲ ਜਾਏ ਤਸੀ ਸਾਢੇ ਸੀ ਲੇਕਨ ਪਾਕੀਸਤਾਨ ਦੀ ਞੋਲੀ िਵਚ ਚ ਚਲੇਗਏ ਅਸੀ ਤੁਹਢੇ ਦਰਛਨਾ ਨੁ ਤਰਸ ਗਏ
Thank you for sharing! A masterpiece.
وہ تیری نصیب کی بارشیں کسی اور چھت پہ برس گئی
دلِ بہ خبر میری بات سن اسے بھول جا۔۔!!🍂
Khuda Ke sadke 🙏😇✨💥💫
Nice ghazal ustad nusrat fateh Ali khan Saab g
Excellent
Legend Man ustad nusrat fateh ali khan
Superb and fantastic khan Saab ur best in this world.... Miss you lot... 😔😔😌😌😭😭😭😭
❤❤❤❤❤❤❤
Wah khan sb
All time favourite 👌🥰 all Qawwali gazal ustad Nusrat Fateh Ali Khan sahab ❤️❤️
Speechless.................
Heavenly voice, Good lyrics
Waah waah kya baat hai
O my god mind blowing
Nowords to describe
waaa sahib aap jesa koi singar nahi
Sultan of qawali legend Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
Shukriya 🙏🙏🙏🎶
Wah Khan Saab...
Classic
I litterly cried after listen that song😥
Duniya ke ustad
Kosis had se zyada ki but sab apna apna nasib h Dunia hi jalim hai
Sab kuch khone par bhi na pae wo jo pana tha
Jo hota h shi hota h
Insan kuch nhi kar sakta h kuch bhi kho de ya kosis ya kho de
bohat khusurat kiya baat ha NFAK shab ki
Listening in 2021 March !! ❤️❤️
Lyrics and Nusrat Sahab ❤️❤️
Zinda insan ko mra or mre insan ko zinda kar dete ho
Playing with someone's feelings is just like throwing a stone in to the river,u can't imagine how deep it can go.!!
Same here
Right bro 👍
Feelings mashallah ✨💎💎✨
Very nice super kia baat ha khan sahib aap jesa koe nahi
Very nice gazal heart touching the 👌👌👌👌👌👌👌👌
Miss u Khansahab❤❤❤❤🙏
1:14 am par sun raha hu bahut skoon mila
Salaam Nusrat Fateh Ali Khan 🙏🙏🙏🙏🙏 allha Pak janat me muqam dyy Ameen
Greatest Heart Touching Ghazal and Singing by Ustad Nusrat Sahib
Wah wah wah wah merii jaaan kdli🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
The Legendary singer 🌼🌺💕❤💚💚💛💙💙
King of voice 💕💚💛💙❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤