Embroidery machine mein aur normal machine mein bahut jyada fark hota hai Silai machine ki needle move nahin karti hai jabki embroidery machine ki needle move karti hai
Assalamualaikum bhai mere pass bhi embroidery machine hai motor bhi hai par settings nahi pata mujhe bataei number plate setting bataei video achci aa rahi hai
Dekhiae gol bindi banane ke liye ya FIR kisi bhi design ko banane ke liye machine mein kuchh setting karne ki jarurat nahin hai aapko khud se karna padta hai बार-बार aap practis karne se vah chij Sahi banne lagti hai iske upar maine bahut sari video banai hai usko jakar ke aap dekhiae
Aisa koi brand nahin hai uske bare mein main aapko bataun aur vah aapke pass mil jaaye aapke aaspaas ki dukaanon mein jo bhi daga mil raha hai usko chala karke dekho aap agar uska color nahin jata hai to aapke liye vahi achcha hai
Sorry main aapki baat nahin samajh Paya hun ki aap kya kahana chahte ho ghutna se jab ham kam jyada karte hain to vah pair se chalate Hain tabhi karna padta hai aur motor se chalate Hain tab bhi karna padta hai
Ghadi ka koi number fix nahin hota vah design ke hisab se ham kam jyada karte hain aur agar aap piko machine mein set karna chahte ho to Pico machine ke liye do number per aap kar sakte ho
Excellent sir aapka sikhane ka tarika bhi achha he or vidio ki quality bhi mere pas bhi novel ki disigner family machine he mene bohot sare vidios dekhe pr kuchh madat nahi hui pr aapne itne acchhe tarike se sikhaya me aaj hi try karungi embroidery karna thank you sir
Sir mera pass b embordry Macheen h manu thoda bouta kam oondah but. Macheen vich shuttle and thread problem baout oonde h m kam krn to 10 Din baad start kete t dahga toddn lge plz iska koi hal.deso plz ine problem.queoonde h
Really good likn numbers aap ne nhi dikhaye
New dijain paych wala chadar banaiy
Yes aapki awaaz Sahi a rahi hai
Sahi arahi hai
ਬਹੁਤ ਵਧੀਆ ਛੋਟੇ ਭਰਾ ਮੇਰਾ ਪਹਿਲਾਂ ਦਿਨ ਹੈ🙏🙏
Bahut hi achchhey tarike se btaya aur Sikhaya brother aapne😊
Good job veer g nice work
So nice of you
Ma shaa Allah good luck bro 💯
Bahut accha sikha rahe oo aap thanku sir
Thank you
Baht acha sikha rhy hn ap 👍
Sir normel machine or embroidery machine ki bij ka farak kay hay?
Embroidery machine mein aur normal machine mein bahut jyada fark hota hai
Silai machine ki needle move nahin karti hai jabki embroidery machine ki needle move karti hai
Sir thoda detail s dekha skte h dahgga set krna
Very nice
Thanks
Ha awaj aa rhi hai
Thanks sir samjhane ke liye
You're welcome
Bahut asha lga
Shukriya aapka
Awaz 👍
EXCELLENT WORK
Thank you very much!
@@faizuarts mere pass piko foll ki. Machine hie to mie uasapar sikha sakathi hu
Sir bhout asha sikha rahe ho ji
Thank you so much
Sirr niche firki ch keda thread use hunda ?
Ji bhai aap ki aawaz sahi aa rhi he mene sikha he magar chhod Diya thha mere per nahi rhe aeksident me kho diye magar ab koshish karugi fir karu
Aap ka sikhana bahut acha hai
Machine chain wali ya gair wali honi chahiye?
Gear wali bilkul mat lena chain wali hi acchi hoti hai
Sir normal machine se embroidery kaise karna hai .
Apki awaz arahe hai
Achi hai sir quality
Sir aapne jo sui k neeche spring dala hua hai vo jruri hai dalna
Agar aapki ki machine taka chhorti hai tab aap Laga sakte hain spring
Thanku sir
Our niche babin me simple thred he kya
Cotton thread
Assalamualaikum bhai mere pass bhi embroidery machine hai motor bhi hai par settings nahi pata mujhe bataei number plate setting bataei video achci aa rahi hai
Main nahin samajh Paya aap kya kahana chahte ho
Sir kya buna plate lagae frame nahi chalgi
Kaun sa plate machine ka
I like you embroidery work it's really nice and I can listen your voice
Thanks a lot 😊
Ap bahut acha smjhaty hn
Bhai bohat ache se sikahte ho aap thanku
बहुत-बहुत shukriya
Mashallah bhai bahut sukriya bahut achhe se bata rahe hai
Shukriya meri behen 🙏
sir aap ka live hone ke timening kya hoge
Bhaiyya gol bindi banane ke liye badi choti silaei setting kaise kare
Dekhiae gol bindi banane ke liye ya FIR kisi bhi design ko banane ke liye machine mein kuchh setting karne ki jarurat nahin hai aapko khud se karna padta hai बार-बार aap practis karne se vah chij Sahi banne lagti hai iske upar maine bahut sari video banai hai usko jakar ke aap dekhiae
Mere pas ye mashin hai but kadhai karte wakt dhaga bahut katta hai motar se chlane se keya karu sir
भाई अगर सिलाई मशीन ही है उसे पे बना सकते है क्या मे कोटा से हू sajeda sheikh
Maine uske upar video banaya hai aap hamare channel me video mil jaayegi
थैंक यू सर आप बहुत अच्छा सिखा रहे हैं पर मशीन की सेटिंग भी बताइए
Aap desing k sath sath kitny number pe rakhna h wo bataien. Kitne point pe rakhna h?
Do u have classes for regular sewing machine
Very very beautiful, but I would like to learn machine embroidery on ordinary sewing machine
Nedil sring kisey lagana chahiye
Peeko or kadhai vali machine ek hi hoti hai kya ?
Asslam alikum
Walaikum assalam
Sir cutwork ka work jrur batana plz
Assalamualaikum kasabkayliyakounsaneedle usekarna
Walaikum assalam
11 number needle
Hum v Koshish karenge
Thankyou very good explanation
Sir ye jo bindi banayi h kam jada kis terh kra h ek baar batana or iska dhaga kese kam jada kerna h dhage ko kese set kerna h
sir kya app roj live aa kr sikha ga
Sir mere pass briding machine half settle machin hai usse hoga kya
Mere paas Usha design master hai, thodi bahot janti hun silai but embroidery sikhna hai.
70 330 26187 yah mera WhatsApp number hai aap is per message kar sakte ho ki mujhe sikhana hai
Bhayya embroidery chowda kaise ata hair.uska control kahan rahta hai ?
Agar aap embroidery machine ko dekh loge to aap samajh jaaoge ki chauda karne ke liye embroidery machine mein Laga hota hai setting Hoti hai uske
Sir aari vali alg hoti ha ?
Kadhai karne ke liye sabse acha kapra kon sa hota hai
New machine lenni ho to kis company ki vadia hotti hai sir
Railson ya FIR friend company ki
Isme paani dhaga kaun sa use kare jo iron pe na gale
Great people great ustad ji
Machine ki setting ka video pls
Main koshish karunga
Sahi aarhi he
Kaun si company ka thread use karna chahie
Aisa koi brand nahin hai uske bare mein main aapko bataun aur vah aapke pass mil jaaye aapke aaspaas ki dukaanon mein jo bhi daga mil raha hai usko chala karke dekho aap agar uska color nahin jata hai to aapke liye vahi achcha hai
Yes awaz arhe h
Fine
Aur sir aap ki machine niche se kesi he wo bhi bataye please
Fazu bhai kuch hamse sikhoge
Very nice sir jee aap
Mai bhut din se intjar mai thi aapki live aane ke liy
Sir ghutna kaise use kre woh bhi bataye please
Ok dear
सर आपने मशीन को कैसे सेट किया है हमे बताईये
पिको फॉल की मशीन है क्या कौन सी मशीन है वो
Ok bata denge live Aakar ke
Sir aap sikhane ka kitna charj lete h
Sir jis design ko aap bnate hai
To machine ke number ki setting bhi bata de giye
Ki kis number PE kon si design bnegi
Nidle kon sy number ki lagy gi ?
11 number needle ya FIR 14 number
Assalam alaikum
Assalamu alaikum bhai
Sahi Karachi hay asalama lekum
Walaikum assalam
Your machine chain model or gear model
Kitne no sui settings v bataye
11 number needle ki setting hai
Thankyou sir bhot accha samjhna rahe hai
Shukriya 🙏
सर सिपलं मशीन है क्या उस से हो जायेगा
सर बहुत अच्छा सीखा रहे हो
Ji bilkul
Sir Jo hm ghutana se kam Jada karte hai wo hm motar se chane par bhi karna parta hai ya pair se chalate hai tb karte hai
Sorry main aapki baat nahin samajh Paya hun ki aap kya kahana chahte ho ghutna se jab ham kam jyada karte hain to vah pair se chalate Hain tabhi karna padta hai aur motor se chalate Hain tab bhi karna padta hai
Thankyou sir mai yhi puch rhi thi
Wow sir 👌👌
So nice of you
Hamare pass bhi Embroidery machine hai
Sir thanks your teaching very exlent mere pass renew mechine small motor vibration high sound bhi high please advise thanks
Us per bhi aap Sikh sakte ho
Sahi h
Bhaiya y machine pair se chalana sikhaya please
Machine konsi lena h
Ghadi kon se nmbr pe ki apne
Ghadi ka koi number fix nahin hota vah design ke hisab se ham kam jyada karte hain aur agar aap piko machine mein set karna chahte ho to Pico machine ke liye do number per aap kar sakte ho
Ser aap kha se ho
Bihar
Ha aari hai
Shi aawaz AA rhi ha
Is machine me kitni number ki needle lagti h
Hamko oto oil emrodi lenahe kahan melega kitnekamilega
sir humare machine me ring jane ke iye gap bahut kum hai kaise kare
Aapke pass machine kaun si hai
As salam alaikum
Walaikum assalam
Aap kahan ke Rahane Wale Hain sir
Pikko machine se bhi ho sakta h Kya
Ji bilkul ho sakta hai
Excellent sir aapka sikhane ka tarika bhi achha he or vidio ki quality bhi mere pas bhi novel ki disigner family machine he mene bohot sare vidios dekhe pr kuchh madat nahi hui pr aapne itne acchhe tarike se sikhaya me aaj hi try karungi embroidery karna thank you sir
Assalamu alaikum han a rahi hai awaaz
Walaikum assalam l
Thanks a lot main samajh nahin pa rahi hun ki main apni Usha janome per kaise padhaai sikho
Kese thik kare
Sir mera pass b embordry Macheen h manu thoda bouta kam oondah but. Macheen vich shuttle and thread problem baout oonde h m kam krn to 10 Din baad start kete t dahga toddn lge plz iska koi hal.deso plz ine problem.queoonde h
आप परेशान मत हो कि मैं बहुत जल्द वीडियो बनाने वाला हूं कि धागा क्यों टूटता है