नमस्ते ममता जी 🙏 आपकी यह वीडियो देख कर मुझे भी छठ व्रत के विषय में कुछ ज्ञान प्राप्त हुईं हैं। मैंने हाल ही में श्रीमद रामायण सीरियल जो sony sab चैनल पर प्रसारित हो रही हैं वहां माता सीता को यह व्रत करती हुईं देखी हु। बंगालियों में इस व्रत की प्रथा तो हैं नहीं, पर हमारे हिन्दू सनातन धर्म के जो भी व्रत नियम हो मुझे उसकी जानकारी होना और जितना मुझसे हो पाए करना मुझे हृदय से अच्छी लगती हैं। जानकारियों के लिए बहुत धन्यवाद 🙏 आपका।
Mam main apse bahut important question puchna chahta hu please reply kijiye ga...main 25 saal ka hu unmarried hu is saal chath puja krnw chahta hu ...kuch log kehte hai ki fasting kr sakte ho lekin aragh nhi de sakte...sahi jankari mujhe dijiye please
Maine av Chhath Vrat ni uthaya hai par meri Sasu Maa bolti hai pure gotiya me aajtak Koi blouse petticoat pehen Kar argh ni diya ha aur Kabhi Koi Kosi v ni bhara hai i .....aise me mujhe lagta hai jo Kuul Parampara K anusaar hi Karna chahiye
दीदी प्रणाम मुझको बताइए कि हमने अपने घर के लिए लकड़ी वाला मंदिर बनवाया है तो उसकी पूजा हम लोग कब करें धनतेरस पर करें या फिर दिवाली पर करें मैंने शारदा पांडे जी से पूछा था जो की यूट्यूब है दोनों ने बोला की एकादशी से शुरू करें पर मेरे घर वाले बोल रहे हैं कि दीपावली से करने के लिए तो बताइए दीदी की दीपावली पर नए मंदिर का उद्घाटन करना सही रहेगा ना या फिर धनतेरस पर प्लीज दीदी जल्दी रिप्लाई दीजिएगा aur mujhe ek aur baat bataiye ki kya brihaspatiwar ko Diwali hai to use din sarson ke Tel ka Deepak Nahin jalana chahie kya refind Tel ka Deepak jalana chahie please didi bataiyega और एक बात है क्या लक्ष्मी जी की आरती नहीं करनी चाहिए आजकल सब लोग बोल रहे हैं कि लक्ष्मी जी की आरती नहीं करनी चाहिए
Hamare Bihar me to chhath puja me kharna or arag dono din fast rakhte h....hamare yaha v ek hi saree se vrat krte h....Mai to pahli baar suni ki do saree se v vrat krte h😊
जय छठी मैया दीदी हमारे तो घर में मम्मी जी करते हैं दोनों दिन का पर्व करते करते हैं तो हम भी दोनों दिन का करते हैं पानी में खड़ा होते हैं अभी हाथ नहीं उठाते हैं 3 साल से खड़ा हो रहा है
दीदी हमारे यहां भी यह व्रत सहायता नहीं है इसलिए हम नहीं करते हैं लेकिन आपसे एक बात पूछनी थी मैं सोमवार और पूर्णिमा के व्रत रखती हूं तो क्या एक दिन पहले से ही ब्रह्मचर्य का पालन करना होता है दीदी प्लीज रिप्लाई मुझे इसकी जानकारी
I was waiting your ma'am ❤, informatic video, jo saree chadayenge daura ya soup me to wo nanad ko de sakte Hain kya ma'am, means chadhaya hua blouse piece or saree kapda nanad ko ya kisi or ko de sakte Hain kya?❤❤
Didi mai 4 saal se ek hi chhat rah rahi hu kharaana nhi rehti toh mai kya is saal beech me yaani ab se utha sakti hu kharaana kyuki meri SaaS karti thi dono hi chhat
मैं दो साल से नारियल पर छठ का व्रत रखती हूं ।मां की कृपा से मेरा प्रेग्नेंसी का दूसरा महीना चल रहा है और डॉक्टर ने निर्जला व्रत करने से मना किया है ,तो मैं कैसे करु व्रत । कृपया मार्गदर्शन करें
didi meri saau maa sirf chatt karti thi to hum bhi chatt hi karte thee do saal karne ke baad hum kharna bhi karne lage toh kya karna chahiye thaa ki nahi please reply dijiye
Di meri sasu nahi hai meri jethani karti hai par is sal meri jethani ke papa gurjar gsye kuch din pahle to o puja nahi karengi to humne socha mere pati ke mama ji puja karenge waha chali jaun lekin mai kharna ke din raat me train pakdungi or maine docha hai ki is sal mai sirf sasthi ke din upar karungi or agli baar kharna v karungi to kya mai aisa kar sakti hoo kyu ki agle sal fir kar paungi ki nahi do sal sadi ko hogaya bacha nahi ho raha sab bolte ki teesra sal chal raha hai ab kab or ghar me kuch ho jata hai to vrat v nhi utha pa rahi to kya mai is sal aisa kar lu
Didi me chhat puja ka vrat dono utha li hu per abhi me sahar me hu or mere pass nonveg wala hi Sara bartan or chulha hai or bachat kam hai to kaise kya kare
Maine aapse last video mein question poochha tha ki main Jahan rahti Hun yahan per koi bhi aaspaas mein chhath vrat jaanta hi nahin hai aur na hi karta hai to main yah Janna chah rahi hun ki main yah vrat kaise karun aur ghar ke pass mein koi talab ya nahar bhi nahin hai
Ma'am meri nani ka death ho gya hai to unka brahmbhoj thik chhath pooja ko hi pad raha hai mummy ko kuch log bol rahe hai ki chhat vrat to rakh sakti hu pr fir dubara maaa ka brahmbhoj to nhi hoga n plzzz Ma'am reply kya karna shi hoga 🙏🙏
Jay chhathi maiya aapko chhath maha parv ki hardik shubhkamnaye wase to hame aapki bataya huaa har baat pahle se malum hota hai par phir bhi ham aapka video dekhti hu aapka video achha lagta hai par kabhi kabhi hamare bare me bhi kuchh bataya kijiye aap bahut achi lagti ho
didi mein jab bhi chat vrat ki hui.bina blouse yani kebal saree par ki hu.. Mamta di kya mein sarees ke sath.blouse or peticot pahan kar ...kar sakti hui ... please 🙏 di meri dubidha dur kar digiaye.. please 🙏 di..
Ye sab logo ka apna apna hota hai alag alag jaise mere mayke mai beta beti ki shaadi ke baad aur agar kisi karanvash chod diya hi to fir se uthana hoto kosi bharte hai Jabki mere sasural main kosi ka koi concept hi nahi hai Aur meri didi ke sasural mai har saal bhara jata hai
Didi meri bhabhi kahti hai ki jo manti karke chath ka vrat karta hai usse doharaya jata hai kya aap plz hme reply dijiye (bihar) se hai hum plz reply me
di phale ghar par hi bina blouse or peticot yani saree par karti thi....lakin ager ghat par jana pare toh saree ke saath blouse or peticot phane saketi hui di . please 🙏 di btayein ..
Jay chhati mata ❤❤
Bahut sundar geet 👍 Jai chhathi maiya 🙏🙏 ishwar sabki manokamna Puri kare 🪔🪔
Jai chhathi Maiya 🙏🙏🙏🙏
Thank you so much ❤for this information 🙏🙏
Jai chathi maiya
नमस्ते ममता जी 🙏
आपकी यह वीडियो देख कर मुझे भी छठ व्रत के विषय में कुछ ज्ञान प्राप्त हुईं हैं। मैंने हाल ही में श्रीमद रामायण सीरियल जो sony sab चैनल पर प्रसारित हो रही हैं वहां माता सीता को यह व्रत करती हुईं देखी हु। बंगालियों में इस व्रत की प्रथा तो हैं नहीं, पर हमारे हिन्दू सनातन धर्म के जो भी व्रत नियम हो मुझे उसकी जानकारी होना और जितना मुझसे हो पाए करना मुझे हृदय से अच्छी लगती हैं। जानकारियों के लिए बहुत धन्यवाद 🙏 आपका।
Mam main apse bahut important question puchna chahta hu please reply kijiye ga...main 25 saal ka hu unmarried hu is saal chath puja krnw chahta hu ...kuch log kehte hai ki fasting kr sakte ho lekin aragh nhi de sakte...sahi jankari mujhe dijiye please
Jai chhthi ma🙏🙏
Jai chhati
Maiya
Jay chath maiya
Jay chhati maiya❤❤❤❤❤
Maine av Chhath Vrat ni uthaya hai par meri Sasu Maa bolti hai pure gotiya me aajtak Koi blouse petticoat pehen Kar argh ni diya ha aur Kabhi Koi Kosi v ni bhara hai i .....aise me mujhe lagta hai jo Kuul Parampara K anusaar hi Karna chahiye
Jai chatti maiya🙏🙏
Jay chhathi maiya🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Jai chhath maiya ❤❤
Jai chhath puja
Bahut sundar laga
Jai chhat mata di
Jay chhhathi maeya
थैंक यू दीदी इतना अच्छे से समझने के लिए
❤❤❤❤❤
आपकी बहुत कृपा होगी अगर आप बता देंगे दीदी तो आपका बहुत ही बड़ा उपकार होगा दीदी
Nice video❤
❤❤❤❤❤❤
दीदी प्रणाम मुझको बताइए कि हमने अपने घर के लिए लकड़ी वाला मंदिर बनवाया है तो उसकी पूजा हम लोग कब करें धनतेरस पर करें या फिर दिवाली पर करें मैंने शारदा पांडे जी से पूछा था जो की यूट्यूब है दोनों ने बोला की एकादशी से शुरू करें पर मेरे घर वाले बोल रहे हैं कि दीपावली से करने के लिए तो बताइए दीदी की दीपावली पर नए मंदिर का उद्घाटन करना सही रहेगा ना या फिर धनतेरस पर प्लीज दीदी जल्दी रिप्लाई दीजिएगा aur mujhe ek aur baat bataiye ki kya brihaspatiwar ko Diwali hai to use din sarson ke Tel ka Deepak Nahin jalana chahie kya refind Tel ka Deepak jalana chahie please didi bataiyega और एक बात है क्या लक्ष्मी जी की आरती नहीं करनी चाहिए आजकल सब लोग बोल रहे हैं कि लक्ष्मी जी की आरती नहीं करनी चाहिए
Hamare Bihar me to chhath puja me kharna or arag dono din fast rakhte h....hamare yaha v ek hi saree se vrat krte h....Mai to pahli baar suni ki do saree se v vrat krte h😊
@@sujatakumari1333 hamare side me v same ase hi karte hai aur kharna Pooja bahut important hai isme aur dress Bina stich kiye hua pehente hai
जय हो छठी मैया हम सब आशीर्वाद बनाए रखें 🙏🙏🙏🙏
जय छठी मैया दीदी हमारे तो घर में मम्मी जी करते हैं दोनों दिन का पर्व करते करते हैं तो हम भी दोनों दिन का करते हैं पानी में खड़ा होते हैं अभी हाथ नहीं उठाते हैं 3 साल से खड़ा हो रहा है
Chatt Puja me saragi khate hain ky mam reply me pls
मैं आपका लास्ट में बातें सबसे अच्छी लगी जो आपने सिलाई के बारे में बोला लपेट के कौन जाएगा😂😂 बहुत अच्छी जानकारी दी है आपने बहुत अच्छी जानकारीलगी
🥰
Jai chhat mata thanx di aap bhut hi achhe se samjhati hai
Bahut bahut dhanyvad didi itne acche se samjhane ke liye pranam didi
दीदी हमारे यहां भी यह व्रत सहायता नहीं है इसलिए हम नहीं करते हैं लेकिन आपसे एक बात पूछनी थी मैं सोमवार और पूर्णिमा के व्रत रखती हूं तो क्या एक दिन पहले से ही ब्रह्मचर्य का पालन करना होता है दीदी प्लीज रिप्लाई मुझे इसकी जानकारी
I was waiting your ma'am ❤, informatic video, jo saree chadayenge daura ya soup me to wo nanad ko de sakte Hain kya ma'am, means chadhaya hua blouse piece or saree kapda nanad ko ya kisi or ko de sakte Hain kya?❤❤
Ji de sakti h
Didi ji kosi bharne me thekuaa jaruri hota hai????
Please 🙏 please didi btaye
Kyoki mera beta abhi 4 months ka huaa hai to utni saff sfayi se nhi bna paugi
Esiliye didi please btaye
Pahli bar Chhath Puja kar rahi hun Di Kaise karo aap bataiye ❤❤
❤❤❤thanks didi
Jay chhth Maya🙏🙏
Yesa niyam ak din ka pahli baar maine suna hai apni life k 42 saal me
Jai Chatti Maa🙏🌟🙏
Kya unmarried women upwas kr skti h
Ji nhi
Mera Frist comments
Thank you 🙏
didi dhanterash ke din mera 200 ka note raste pe gir gaya 😢iska koi upay bataiye plize didi
जय माता दी 🙏🏽🙏🏽
Didi mai 4 saal se ek hi chhat rah rahi hu kharaana nhi rehti toh mai kya is saal beech me yaani ab se utha sakti hu kharaana kyuki meri SaaS karti thi dono hi chhat
दीदी मेने पेली करवा चौथ पर चाय से सुरु कि उसके बाद नरजला कि हैतो दोस नहीं लगता
मैं दो साल से नारियल पर छठ का व्रत रखती हूं ।मां की कृपा से मेरा प्रेग्नेंसी का दूसरा महीना चल रहा है और डॉक्टर ने निर्जला व्रत करने से मना किया है ,तो मैं कैसे करु व्रत । कृपया मार्गदर्शन करें
didi meri saau maa sirf chatt karti thi to hum bhi chatt hi karte thee do saal karne ke baad hum kharna bhi karne lage toh kya karna chahiye thaa ki nahi please reply dijiye
Bahut hi sundar hai 👍👍❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ meri pyari beautiful pari ma'am ❤️🙏🏻👍😘
Jai chhathi maiya 😊❤️🙏
Jai Ho chhathi Maiya, 🙏🏻🙏🏻
दीदी जी करवा चौथ में जो नारियल दिया है उसका सब कोई प्रसाद खा सकते हैं खोज में दिए से प्लीजबताइएगा
जय छठी मैया 🙏🙏🙏
🥰🙏
@@MamtasWay 🙏🙏🙏
Jai Chathi Maiya🙏🙏🙏🙏🙏
Di meri sasu nahi hai meri jethani karti hai par is sal meri jethani ke papa gurjar gsye kuch din pahle to o puja nahi karengi to humne socha mere pati ke mama ji puja karenge waha chali jaun lekin mai kharna ke din raat me train pakdungi or maine docha hai ki is sal mai sirf sasthi ke din upar karungi or agli baar kharna v karungi to kya mai aisa kar sakti hoo kyu ki agle sal fir kar paungi ki nahi do sal sadi ko hogaya bacha nahi ho raha sab bolte ki teesra sal chal raha hai ab kab or ghar me kuch ho jata hai to vrat v nhi utha pa rahi to kya mai is sal aisa kar lu
Jai ho chhathi maiya 🙏🌹🙏🌹🙏
Namaste di 🙏 di pregnancy me mehandi laga saktehe please reply me 🙏🙏 happy chhath puja dii aapne gana bahuyaxa gaya he i love too di 🥰
🙏
Jai Mata chhati meya
Didi me chhat puja ka vrat dono utha li hu per abhi me sahar me hu or mere pass nonveg wala hi Sara bartan or chulha hai or bachat kam hai to kaise kya kare
Esliye koi bhi vrat soch samajh kar uthani chahiye
Jitna km me ho jaye waise karen
Aap ke bagal me koi karti ho to unke sath kar sakte hai
Maine aapse last video mein question poochha tha ki main Jahan rahti Hun yahan per koi bhi aaspaas mein chhath vrat jaanta hi nahin hai aur na hi karta hai to main yah Janna chah rahi hun ki main yah vrat kaise karun aur ghar ke pass mein koi talab ya nahar bhi nahin hai
बालकनी में गमले में पानी रख कर कर लें या छत पर
Ok thanks
🎉🎉
Didi hmare yaha sarso ke tel deepk jalaya jata hai kya ye sahi hai kuch log gheeka deepakjlate hai
Bilkul jaisa aapke sasural mai hota hai vaise kare mostly log sarso ka hi jalate hai
Kya chath puja me mayeke ja sakte he please didi reply 🙏
जय छटी मैया🙏🙏
Didi meri sasu maa k nam ka chhath puja hota tha lekin ab wo is duniya m nahi hain to kya abhi bhi unka chhath hoga
Please didi reply jarur kijiyega
Ji kar sakte hai
Ak baar apne ghar me bhi puchh len
😊😊😊❤❤🎉🎉
Ma'am meri nani ka death ho gya hai to unka brahmbhoj thik chhath pooja ko hi pad raha hai mummy ko kuch log bol rahe hai ki chhat vrat to rakh sakti hu pr fir dubara maaa ka brahmbhoj to nhi hoga n plzzz Ma'am reply kya karna shi hoga 🙏🙏
Jay ho chath maiya🙏
Jay chathimaa🙏
Mai bhi vrat karna chahti hu per nahi ker pati Mata rani mujh per banaye rakhe aisa aasirwad dijiye di
Didi Bihar ka yah bahut bada tyohar Hai Happy Chhath Puja didi advance mein Mere taraf se namaste
Khub khush rahiye 🙌
Jay chhath Maiya 🙏🙏❤️❤️🙏🙏
Pranam didi agar saree bua saas di hai to kya hum use kar sakte hai chhat me or dark navy blue saree pehan sakte hai.
Ji kala Naa pahne
Jai chhat maa❤❤
Jay chhat mata
मैं आगे से पूजा करता हूं अदा मैं नहीं कर रहा हूं भोकना चाहिए कि नहीं
Didi is saal mere bete ka mundan karana hai lekin mai Himachal Pradesh me hu please bataiye ki kaise karaye aur ja bhi nahi sakti bihar
छठ के दिन करा दें
दीदी शादी का gheedhari हमें करना हो और अगर पीरियड आ जाए तो घी धारी कर सकते हैं क्या
Nahi
Jay chhathi maiya aapko chhath maha parv ki hardik shubhkamnaye wase to hame aapki bataya huaa har baat pahle se malum hota hai par phir bhi ham aapka video dekhti hu aapka video achha lagta hai par kabhi kabhi hamare bare me bhi kuchh bataya kijiye aap bahut achi lagti ho
Prem se boliye chhath maa ki jay 🙏🙏🙏🙏🙏
Namaste di di puchna tha ki agr chath puja ke time period aa Jaye to krna chahiye pls bataiye di
Kar sakte hai
Ok di thank u
Di kya hum piriod ke 6 din diwali ki pooja kr skte hain please reply jarur dijiyega
Ji
Di meri 1.10 month ki beti h aur Mai first time ye vrt krna chahti hu .to kya Mai ye vrt kr sakti hu
अभी बच्चा छोटा है
कुछ साल रुक जाएं
@@MamtasWay thank you so much di
Jai Chhat mata
Mamta go aapke pati ramaapka jori ram our Sita jaisi h🙏🙏🙏🙏 our Sita our aàpke baçche love our kush aapka
धन्यवाद 🙏
Kyah vrat rakhe hume puja mataji patni karsakte kuiki chutti sayad nahi mile?
didi mein jab bhi chat vrat ki hui.bina blouse yani kebal saree par ki hu.. Mamta di kya mein sarees ke sath.blouse or peticot pahan kar ...kar sakti hui ... please 🙏 di meri dubidha dur kar digiaye.. please 🙏 di..
Ji main kya bolu aap log
Kaise jaati hai bina blouse ka 🤭😀
Jharkhand mein Aisa hi hota hai bina blouse petikot ka Keval Sadi pahan kar vah v bhi cotton saree🙏🙏🙏
Mere sasural mai bhi pahle aise hi hota tha par hum log esa nahi karte blouse peticot sab pahente hai
Thank you didi chath pooja ka sara video bnaiyega aur btaiyega
Jai shat mata ki
❤❤🙏🙏
Kya hr saal kosi bharna jroori hai please bataye ...
Ye sab logo ka apna apna hota hai alag alag jaise mere mayke mai beta beti ki shaadi ke baad aur agar kisi karanvash chod diya hi to fir se uthana hoto kosi bharte hai
Jabki mere sasural main kosi ka koi concept hi nahi hai
Aur meri didi ke sasural mai har saal bhara jata hai
Didi meri bhabhi kahti hai ki jo manti karke chath ka vrat karta hai usse doharaya jata hai kya aap plz hme reply dijiye (bihar) se hai hum plz reply me
Jay chhath Maiya💐🌺🌼🌹🥀🌺🙏🙏🙏🙏🙏
Mam mujhe b iss saal se chat karna h par sir me dard hone lagta h .... Plz kuch suggest kijiye na .... Kaise iss taklif ko dur kar aaraam se kar saku
Doctor dikha lenn
Kahi चश्मा ki जरूरत होगी
Aap chath se ek din pahle 11 55 bje midisin le lijiye paracetamol ek ges ka me to yese hi krti hu mujhe vi drd ho jata h
@@dimplekumari7255 thik h ... Thank you 😊
Didi lahsun pyaj kitne din pahle se chhod Dena chahie
Hm jharkhand se h..hmare yaha chhath puja m vrati kora saree bina silai ka phnti h..petikot blouse nhi phnte only saree phn kr krte h
Mere sasural mai bhi esa hi hota hai par yaha sahar mai ab esa karna bada ajeeb lagta hai
Jay mata di 🙏🙏
दीदी हम आपके जवाब के इंतजार में है
di phale ghar par hi bina blouse or peticot yani saree par karti thi....lakin ager ghat par jana pare toh saree ke saath blouse or peticot phane saketi hui di . please 🙏 di btayein ..
Ji bilkul samay ke saath thoda change karna padta hai