Sir m class 11 m math le liya hai m aap se yahan puch rha hu ki 11 se tayari kr skte hai kya or ye joo issme science padhni padhti hai to issme bio bhi padhni hoti hai kya ya m 11 m ye course le lu too koy problem too nhi kabhi aage cl kr sylaabus change ho jaye or bee kitab bekar ho jaye please reply sir ❤ love from up
1) UPSC ki tyaari to 10th se bhi kar skte h 2) Bio jo h vo Limit me aata h (Basic) level ka vo bhi pre me - Baaki Environmental study hoti h jo aap kisis bhi stream me ho cover kar loge 3) Syllabus itna jaldi change nhi hota h agar hota bhi to pura subject gaayab nhi hota bus Kuchh topics ADD ya REMOVE ho skte h (Jo matter nhi karta) :::::::: Tyaari kijiye Aapne kya liya Usko Side me Kar dijiye..... ( Aapke paas vese bhi bahut time h) 🥰🥰Best of luck🍀🍀
Sar main Hindi medium se UPSC IAS ka form bhara hai Ghar Se taiyari kaise Kuchh Samajh Mein Nahin a raha hai mein bahut Gareeb Hoon hun please reply karen
Thanks for Commenting. Sabse pehle aap NCERTs Puri padh lo iske baad pyq analysis karo or Economics and Polity complete Karo 6 months me ye complete Karo.... Fir newspaper start karna or baaki subjects ki tayari bhi chalu kro. Yaad rakhna pyq or har hafte revision karna chalu rakhna . Bina coaching aap top kar skte he. Best of luck ☺️.
Specterm ki book mai confusion hai Kyoko ki colour green hai aur ek book ka red to konsi le 2025 mai attempt Dena hai aur sanskard Konsa le please c sat ke like bhi ek book BTao
Thanks for Commenting..... Is video wali spectrum 2022-2023 latest edition h Green iske pehle wala edition h... CSAT Drishti ias ka best rahega Hindi medium ke liye...
Thanks for commenting. इतिहास भूगोल सामाजिक विज्ञान राजनीतिक शास्त्र अर्थव्यवस्था कला एवं संस्कृति विज्ञान (कुछ मुद्दे) Ye subject ki NCERT aapko Preparation me helpful rahegi. Link 🖇️ Download HINDI NCERT ua-cam.com/video/DxeGRmCx3pk/v-deo.html
@@Tabassum122 ☘️इतिहास कक्षा 6: हमारा अतीत I कक्षा 7: हमारा अतीत II कक्षा 8: हमारा अतीत III (भाग 1 और 2) कक्षा 9: भारत और समकालीन दुनिया - I और II कक्षा 10: विश्व इतिहास, भारत और समकालीन विश्व II में विषय कक्षा 11: विश्व इतिहास में विषय (औद्योगिक क्रांति) कक्षा 12: भारतीय इतिहास I, II और III में विषय ☘️भारतीय समाज कक्षा 11: समाजशास्त्र: समाज को समझना कक्षा 12: भारतीय समाज ☘️कला और संस्कृति कक्षा 11: भारतीय कला का एक परिचय कक्षा 11: भारत की जीवित शिल्प परंपराएँ (अध्याय 9 और 10) कक्षा 12: भारत की शिल्प परंपराएं ☘️भूगोल कक्षा 6: पृथ्वी: हमारा आवास कक्षा 7: हमारा पर्यावरण कक्षा 8: संसाधन और विकास कक्षा 9: समकालीन भारत - I कक्षा 10: समकालीन भारत - II कक्षा 11: भौतिक भूगोल के मूल सिद्धांत कक्षा 11: भारत - भौतिक ☘️पर्यावरण कक्षा 12: मानव भूगोल के मूल तत्व कक्षा 12: भारत - लोग और अर्थव्यवस्था ☘️अर्थशास्त्र कक्षा 9 - 12 कक्षा 9: अर्थशास्त्र कक्षा 10: आर्थिक विकास को समझना कक्षा 11: भारतीय आर्थिक विकास कक्षा 12: परिचयात्मक सूक्ष्मअर्थशास्त्र कक्षा 12: परिचयात्मक मैक्रोइकॉनॉमिक्स ☘️राजनीति कक्षा 9 - 12 कक्षा 9: लोकतांत्रिक राजनीति I कक्षा 10: लोकतांत्रिक राजनीति II कक्षा 11: काम पर भारतीय ☘️संविधान कक्षा 11: राजनीतिक सिद्धांत कक्षा 12: समसामयिक विश्व ☘️राजनीति कक्षा 12: स्वतंत्रता के बाद से भारत में राजनीति ☘️समाज शास्त्र कक्षा 12: भारत में सामाजिक परिवर्तन और विकास ☘️विज्ञान और प्रौद्योगिकी कक्षा 7 - 10 (सभी पुस्तकें); कक्षा 11 और 12 (चयनात्मक) कक्षा 12: पारिस्थितिकी (यूनिट 10) अध्याय 13: जीव और जनसंख्या अध्याय 14: पारिस्थितिकी तंत्र अध्याय 15: जैव विविधता और संरक्षण अध्याय 16: पर्यावरणीय मुद्दे कक्षा 11: रसायन विज्ञान (यूनिट 14) जीव विज्ञान (यूनिट 4 और 5) कक्षा 12: रसायन विज्ञान (इकाई 16) जीव विज्ञान (इकाई 8,9 और 10) ☘️पर्यावरण और पारिस्थितिकी कक्षा 12: जीव विज्ञान: अंतिम चार अध्याय (13 से 16) जैव प्रौद्योगिकी पर अध्याय
Sir mai abhi se taiyri karna chahti hu mera abhi graduation complete nhi hua hai kya book mangva lu please sir mere camment ka reply jarur dena please sir
is time aapko pehle basic complete karna chaiye jese 1) pehle 3-6 months NCERT complete kar lo 2) FIR sab books ek sath mat lo polity, eco, jesi 2-3 books lijiye esa karne aapka 2 benifit hoga first aapko aapke medeum selection me problem nhi aayegi second aapko baaki or bhi clearity aa jaayegi jisse aap or best decision le paaogi thanks for loving mgs
Thanks for Commenting. Aapko IAS ke Liye Graduate hona jaruri h. 1st BA complete kro or sath sath me UPSC ki full tayari karo. BA last semester me UPSC CSE ka form fill karke Exam dijiye. Best of Luck ☺️🤞
Thanks for commenting. Agar aapka BA 2025 Me Khatam hoga Matlab 2025 ke February me aap form Fillup kar loge. 🎯Time You Have :- 2 years Nett 🎯TAGET :- (1) Abhi aap 3_ month Basic NCERT se kijiye Vese Bhi BA me Aap most of Padh lete hoge. (2) Fir Economic + Polity Complete kijiye. (3) Uske Baad News 🗞️ paper ke Sath Other Subjects 🥇Now Purchase only NCERT OR Download NCERT 👉 ua-cam.com/video/DxeGRmCx3pk/v-deo.html 🎯Ye Video wali Books 📚 lene ka sahi Time September Sale me Le lijiye. 🎊Book Sale Notice :- ua-cam.com/video/KCfDxbL-7sI/v-deo.html Best of luck 🤞🍀🍀
Thanks for Commenting. (1) NCERT startup me use karni h Ya aap purchase kijiye ya humne alag video diya h vaha se download kijiye. (2) Ye book UPSC syllabus based kam se kam books h aap or bhi add kar skte ho.
thanks for Commenting. UPSC me Prelims or mains ko sath leke tayari karo. prelims ke liye pyq analysis karo or study ke time one liner questions par dhyaan rakho.
thanks for Commenting. sab sach bata dege to sab log IAS ban jaayege.🙂 M.Laxmikant to Mains Me bhi kaam aayegi. sirf Prelims kahna galat hoga GS2 me Polity M.Laxmikant se Cover hoti h Governance alag se karna padega international relations alag se karna hoga. baaki Current affairs to hai hi..... keep growing 💗
Sir mujhe upsc ki books ke bare mein jyada jankari nhi hai or mujhe koi batane bala bhi nhi hai sir please help me kya ye full book's hai upsc ke liye🙏🙏
Thanks for Commenting. Kon Safal Nhi huva.... or dusra Books Bahut h Market me Koi bhi padh lo Safal ho jaaoge Bus Ye books Most Favourite h Sabki or Sahi + Esay + Well explain Books h ye sab.
GS 4 = Ethics Is paper ke Q. Ke answers Dene ke liye Aapko sab subject ko use me Lena h. 1 book Jo h vo aapko ethical issue samjne, situation handling samjaati h. Ye paper aapki soch ki exam leta h bas aap kisi situation ko kaise handle karte ho , isliye book 1 jarur h lekin answer Me Sab add karna padega. Best of luck 🍀🤞
aapko starting NCERTs se karni chahiye fir ye books lijiye or ye books ok h. Flipkart, Amazon or online 1-1 book rate compare karke buy kijiye. price may nearby 7500/- rs.
ye saari Books Amazon or Flipkart par 1-1 search kare ke purchase kiye huve h... jispe jo book ka rate kam tha vaha se liya h.. baaki Delhi Store wale aapko saari books ka bundle ek sath bhej skte h But😟 Rate total 2k jitna Jyaada lagta hai...... mene Ye check☑ kiya h.
Sir G.. Main 19 August 2023 ko 31 years ka ho jaunga, Category (OBC 35 age limit ) Hai, Mujhe kisi ne Guide nhi kiya, maine 2014 me B.Sc Multimedia animation Degree kiya hai, Meri Alg line ki Study ho gyi thi, or 2014 - 2023 ka gap bhut Jyada hogaya hai 9 Year gap, or in kuch year's me depression me b gya hu, Jo mind memory phle jesi thi abi utni nhi hai kyu ki koi Study nhi kr rha tha, Kya mujhe 2024 Exam k liye prepration krni chiye, ager aap mujhe kuch guidance denge to mujhe todi Umeed ki Roshni milegi. Aapke reply ka wait karunga mujhe umeed hai aap reply jarur denge. Possibility ho kuch esa reply dena sir. 🙏
thanks for Commenting. aapko 2 possibilities ke hisaab se answer Dena chahta hu. 1st Itni age me, me ye maanta hu ki gar ki jimmedari aap par jarur hogi. agar haa to 9 years me aapne jis field me work Kiya Mere hisab se usme aage kosis kijiye.... (vese UPSC preparation saath me ho skti h) 2nd thing ki aap part time work krte ya bina work ke full time Tyaari karte ho to 1.5 year Maan ke chaliye (2024 to muskil h), lekin attempt jarur dijiye aapke attempt vese bhi Kam hi bache he. or possibility bataao to abhi bhi bahut time h aapke paas, hosla majbut kijiye or start kijiye, Jo time gya bilkul mat sochiye.. suggestion 🌠 : Agar financially weak ho to is time preparation ke liye job ya work chhodna sahi nhi h. time nikaal ke Tyaari kijiye 2024 nhi to 2025 jarur niklega... best of luck ☺️🤞
thanks for Commenting. aapko ye Books 📚 alag jagah se Leni padegi Flipkart, Amazon par book ka naam search karke Cart 🛒 me add kardo sab fir saath me order de do. dono jagah search karke price compare kar lena. best of luck ☺️🤞
thanks for Commenting. abhi aap 11th me thoda bahut syllabus dekhte rahe 12th me NCERT se start up kijiye bilkul Kam padna h 12 achhe se karni h. fir first year me ye books par jaaye agar NCERT Puri nhi Hui to complete karke fir ye books 📚 padhiye. first attempt me aap upsc crack kar skte ho best of luck ☺️🤞
Thanks for commenting. Plz Don't Make such Senses in your Mind. ye aapke mind ko Kam padhne pe jor deta h. but right thing is that 👇👇 Mains GS paper 2 has around 2 questions from static polity and around 5-7 questions where first part is from static and the rest of the parts of questions from current issues and analytical type .However in all the other GS papers and Essay ,if you have a good command on polity you can make your answers above average . Best of luck 🍀🤞
thanks for Commenting. Agar aap 1st attempt me clear karna chahte ho to graduation 🎓 ke time se hi padhna start kar dijiye. 1st year me course ko samjo or NCERTs complete karo. 2nd year standard books 📚 leke aao or 2 saal Tak tyari karo . last semester me raho tab form bharke exam dijiye. proper Tyaari hogi to definitely aap 1st attempt me IPS ban jaaoge. best of luck ☺️🤞🍀
thanks for Commenting. ye sab important standard books h iske sath NCERT bhi starting me jarur padni chahiye. baaki aap ye sab book purchase kar skte h.
Sir upsc ka only prelims book list hindi medium vale ko बताईये |जैसे की mains ka gs 1,2,3,4 ka बेले हैं| ना उसी तरह prelims ka बताईये. Please
Thanks you so much sir 🙏🙏💖💖💕👌👌🙏🙏 aapne behtar tarike se samajha diya nice good video 👍🏻👍🏻
THANKS FOR COMMENTING
BEST OF LUCK
Sir Ek video aap Prelims ki booklist p bna dete to acha raheta because aapke sare video supportive rahete hai or books bhi kaafi achi btate ho aap
thanks for Commenting.
we will try on it.
If you found this helpful than press Subscribe ☺️
Thank you sir this is very helpful vedio of upsc aspirants 😊😊👍👍
Thanks for Commenting.
All the best
@@mastergraduatesir 😊😊👍
Thankyou you sir ❤
Bas prelims ka book list or bta dijiye.
Thanks for commenting.
we are working on it.
Thanking you sir Nice Information.... And Best Guide
Thanks for commenting.
So nice of you. best of luck 🍀🤞
Thanku so much is video se meri bhot jada help hui h thanku so much sir
thanks for Commenting.
keep learning keep growing.
Sir m class 11 m math le liya hai m aap se yahan puch rha hu ki 11 se tayari kr skte hai kya or ye joo issme science padhni padhti hai to issme bio bhi padhni hoti hai kya ya m 11 m ye course le lu too koy problem too nhi kabhi aage cl kr sylaabus change ho jaye or bee kitab bekar ho jaye please reply sir ❤ love from up
1) UPSC ki tyaari to 10th se bhi kar skte h
2) Bio jo h vo Limit me aata h (Basic) level ka vo bhi pre me - Baaki Environmental study hoti h jo aap kisis bhi stream me ho cover kar loge
3) Syllabus itna jaldi change nhi hota h
agar hota bhi to pura subject gaayab nhi hota bus Kuchh topics ADD ya REMOVE ho skte h (Jo matter nhi karta)
:::::::: Tyaari kijiye Aapne kya liya Usko Side me Kar dijiye..... ( Aapke paas vese bhi bahut time h)
🥰🥰Best of luck🍀🍀
🙏🏻🇮🇳Thank you so much sir ❤️🫡
Thanks for Loving .....
😊💗
Standard book ka total price 8200 pda h delivery charge+price jo mne meesho Amazon Flipkart se mila kr li hu 24 book h
Thanks for Sharing Experience..
Good .. Achieve your goal.
Aapne kya content search kiya tha Amazon pr muze nhi dikh raha
Kaise search kare Flipkart mein bro
Thank you so much ❣️❣️ sir
Your great
thanks for Commenting.
So nice of you
Best Of Luck
Sir muje online ncert book Lani he to kyase lau
Aaj jake samajh me aaya upsc ka syllbus
thanks for commenting.
Hosla buland rakhiye or Aage badte rahiye.
best wishes .....
Art and cultur 11th ki konse subject ki ncert se cover hojayegi
Class 11 ncert
Fine arts and culture
@@TejalMahendiDesign11th ki ncert konse subject se cover hoga ye art and culture
Sar main Hindi medium se UPSC IAS ka form bhara hai Ghar Se taiyari kaise Kuchh Samajh Mein Nahin a raha hai mein bahut Gareeb Hoon hun please reply karen
Thanks for Commenting.
Sabse pehle aap NCERTs Puri padh lo iske baad pyq analysis karo or Economics and Polity complete Karo 6 months me ye complete Karo....
Fir newspaper start karna or baaki subjects ki tayari bhi chalu kro.
Yaad rakhna pyq or har hafte revision karna chalu rakhna .
Bina coaching aap top kar skte he.
Best of luck ☺️.
@@mastergraduatesirmock test kya hai iski koi book ati hai kya ham gharme test kaise krenge kyoki test jaruri hai to kaise hoga
Super ❤
thanks for Commenting...
Specterm ki book mai confusion hai Kyoko ki colour green hai aur ek book ka red to konsi le 2025 mai attempt Dena hai aur sanskard Konsa le please c sat ke like bhi ek book BTao
Thanks for Commenting.....
Is video wali spectrum 2022-2023 latest edition h Green iske pehle wala edition h...
CSAT Drishti ias ka best rahega Hindi medium ke liye...
@@mastergraduatesir UPPCS Book list ke liye video daale
@@mastergraduatesir best book list for UPPCS prelims and mains
Plz help me saurav bhai kuchh bataye mujhe bhi ias ka taiyari karna hai plz help me
Red wali
Sir ye book kha se buy kre hum Bihar ke chote se gaon se hai plz bataiye sir
If Amazon - Flipkart Delivery 🚚 at your Pincode than buy Below 👇 link.....
ua-cam.com/video/KCfDxbL-7sI/v-deo.html
🎯Time To Buy :- September,2023
Sir hme N.c.r.t ki kon kon si book padhni chahye ?? Ya All subjct padhe 6 to 12 sir plz reply zaror kryega hme wait rhe ga aap ke reply ka
Thanks for commenting.
इतिहास
भूगोल
सामाजिक विज्ञान
राजनीतिक शास्त्र
अर्थव्यवस्था
कला एवं संस्कृति
विज्ञान (कुछ मुद्दे)
Ye subject ki NCERT aapko Preparation me helpful rahegi.
Link 🖇️ Download HINDI NCERT
ua-cam.com/video/DxeGRmCx3pk/v-deo.html
@@mastergraduatesir thnk you so mch sir❤️❤️
@@mastergraduatesir sir aap plz ye bhi bta dgye ki kis kis class ki n.c.r.t padhni hai?? Plz aap ki badi mahrbani hogi
@@Tabassum122
☘️इतिहास
कक्षा 6: हमारा अतीत I
कक्षा 7: हमारा अतीत II
कक्षा 8: हमारा अतीत III (भाग 1 और 2)
कक्षा 9: भारत और समकालीन दुनिया - I और II
कक्षा 10: विश्व इतिहास, भारत और समकालीन विश्व II में विषय
कक्षा 11: विश्व इतिहास में विषय (औद्योगिक क्रांति)
कक्षा 12: भारतीय इतिहास I, II और III में विषय
☘️भारतीय समाज
कक्षा 11: समाजशास्त्र: समाज को समझना
कक्षा 12: भारतीय समाज
☘️कला और संस्कृति
कक्षा 11: भारतीय कला का एक परिचय
कक्षा 11: भारत की जीवित शिल्प परंपराएँ (अध्याय 9 और 10)
कक्षा 12: भारत की शिल्प परंपराएं
☘️भूगोल
कक्षा 6: पृथ्वी: हमारा आवास
कक्षा 7: हमारा पर्यावरण
कक्षा 8: संसाधन और विकास
कक्षा 9: समकालीन भारत - I
कक्षा 10: समकालीन भारत - II
कक्षा 11: भौतिक भूगोल के मूल सिद्धांत
कक्षा 11: भारत - भौतिक
☘️पर्यावरण
कक्षा 12: मानव भूगोल के मूल तत्व
कक्षा 12: भारत - लोग और अर्थव्यवस्था
☘️अर्थशास्त्र
कक्षा 9 - 12
कक्षा 9: अर्थशास्त्र
कक्षा 10: आर्थिक विकास को समझना
कक्षा 11: भारतीय आर्थिक विकास
कक्षा 12: परिचयात्मक सूक्ष्मअर्थशास्त्र
कक्षा 12: परिचयात्मक मैक्रोइकॉनॉमिक्स
☘️राजनीति
कक्षा 9 - 12
कक्षा 9: लोकतांत्रिक राजनीति I
कक्षा 10: लोकतांत्रिक राजनीति II
कक्षा 11: काम पर भारतीय
☘️संविधान
कक्षा 11: राजनीतिक सिद्धांत
कक्षा 12: समसामयिक विश्व
☘️राजनीति
कक्षा 12: स्वतंत्रता के बाद से भारत में राजनीति
☘️समाज शास्त्र
कक्षा 12: भारत में सामाजिक परिवर्तन और विकास
☘️विज्ञान और प्रौद्योगिकी
कक्षा 7 - 10 (सभी पुस्तकें);
कक्षा 11 और 12 (चयनात्मक)
कक्षा 12: पारिस्थितिकी (यूनिट 10)
अध्याय 13: जीव और जनसंख्या
अध्याय 14: पारिस्थितिकी तंत्र
अध्याय 15: जैव विविधता और संरक्षण
अध्याय 16: पर्यावरणीय मुद्दे
कक्षा 11: रसायन विज्ञान (यूनिट 14) जीव विज्ञान (यूनिट 4 और 5)
कक्षा 12: रसायन विज्ञान (इकाई 16) जीव विज्ञान (इकाई 8,9 और 10)
☘️पर्यावरण और पारिस्थितिकी
कक्षा 12: जीव विज्ञान: अंतिम चार अध्याय (13 से 16)
जैव प्रौद्योगिकी पर अध्याय
@@mastergraduatesir Thanks a lot sir ❤❤❤❤❤
Very Nice Sir ji Jai Hind
Thanks for Commenting
❤thank you sir ❤
thanks for commenting.
keep Watching Keep Growing.
Ro के तैयारी के लिए सभी pdhna h की उसकी कोई और बुक lena हो sir pilz रिप्लाई
Thanks for Commenting.
RO/ARO State level ki exam h
Thoda kam padna hoga
Next Video Me Details mil jaayegi Apko.
@@mastergraduatesir थोड़ा जल्दी vidio दीजिए sir
Preee ki boklist v btaoo bhyaa
Jitne bhi pepar hai total sabhi ki book ki fiss btaeye sir
Thanks for Commenting
Paper wise minimum books 📚 list yehi h
Sir book ke alawa or kya kya ped na ha sir
Thanks for Commenting.
ua-cam.com/video/ws8tmBo3AYk/v-deo.html
This may Help you.
Hlo dost Mene aap Ka channel subscribe Kiya hai
Thanks ...
Thankyou sir 😊🙏🙏🙏
Very ❤️ very ❤️ very ❤️nice information 🙏sir
thanks for Commenting.
keep growing 💗
Sir mai abhi se taiyri karna chahti hu mera abhi graduation complete nhi hua hai kya book mangva lu please sir mere camment ka reply jarur dena please sir
is time aapko pehle basic complete karna chaiye
jese
1) pehle 3-6 months NCERT complete kar lo
2) FIR sab books ek sath mat lo polity, eco, jesi 2-3 books lijiye
esa karne aapka 2 benifit hoga first aapko aapke medeum selection me problem nhi aayegi
second aapko baaki or bhi clearity aa jaayegi jisse aap or best decision le paaogi
thanks for loving mgs
Very nice Sir 👍👍👍
Thanks for information
Welcome.
& Thank you for Commenting.
Sir main abhi ba part 2 me hu kya main abhi upsc ka form bhar sakti hu
Jai hind sir ma Indian army ka jawan
hu BA.1.me admission hai border par hu aur ias me tayare karna chahta hu
Aap kuch batiye
Thanks for Commenting.
Aapko IAS ke Liye Graduate hona jaruri h.
1st BA complete kro or sath sath me UPSC ki full tayari karo.
BA last semester me UPSC CSE ka form fill karke Exam dijiye.
Best of Luck ☺️🤞
Jay hind sir
Graduation compete hona jaruri hai hai jay hind jay bharat
Sir sav book kitne hi ipski hame batau jaldi sir please please 💯💯💯💯💯💯💯💯🤫🤫🤫🤫🤫🤫🤫💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯
Yyyyyyyy
8-9k me mil jaayega
baaki Rate Edition ke hisaab se change hote h...
BA kr rhe h to 2022_2025 me mtlb mera 2025 me BA complete hoga to kharidu ki nh
Thanks for commenting.
Agar aapka BA 2025 Me Khatam hoga Matlab 2025 ke February me aap form Fillup kar loge.
🎯Time You Have :- 2 years Nett
🎯TAGET :-
(1) Abhi aap 3_ month Basic NCERT se kijiye Vese Bhi BA me Aap most of Padh lete hoge.
(2) Fir Economic + Polity Complete kijiye.
(3) Uske Baad News 🗞️ paper ke Sath Other Subjects
🥇Now Purchase only NCERT OR Download NCERT 👉 ua-cam.com/video/DxeGRmCx3pk/v-deo.html
🎯Ye Video wali Books 📚 lene ka sahi Time September Sale me Le lijiye.
🎊Book Sale Notice :- ua-cam.com/video/KCfDxbL-7sI/v-deo.html
Best of luck 🤞🍀🍀
Sir ye sare book padh kr ias nikl jayega
NCERT nh lena hoga
Excellent knowledge sir
Thanks for Commenting.
keep growing keep learning ❤️
Thank you so much sir for information
thanks for Commenting.
Best of luck 🍀🤞
Thank u sir🙏🏻
thanks for commenting.
keep watching keep growing.
Mera attempt first 2026 mai hai toh mai books kab lu plzz bata dijiye
Thanks for Commenting.
Tyari ko kam se kam 2 saal dena chahiye jisse aap 1st attempt me UPSC crack kar sako.
Hello inaya app kaha se ho mera bhi 1st attempt 2026 h mai apse baat krna chata hu plz
Super 💯💯💯💯💯💯
Important information sir ❤
Thanks for commenting.
Keep watching
Best of luck 🤞
Completed yehe bok aane hai ya or bhi isse alag and Ncert ke books plzz
Thanks for Commenting.
(1) NCERT startup me use karni h
Ya aap purchase kijiye ya humne alag video diya h vaha se download kijiye.
(2) Ye book UPSC syllabus based kam se kam books h aap or bhi add kar skte ho.
Sir Prelims ka liye book list bataye
thanks for commenting.
Best of luck 🍀🤞
..
.
Also join our Telegram Channel 👇
t.me/upscMgs
Thanks sir sahi se batane ke liye
Thanks for Commenting.
Thank you sir
thanks for commenting.
Best of luck 🍀🤞
..
.
Also join our Telegram Channel 👇
t.me/upscMgs
Cgpsc and cg vyapam ka btaiye sir 💕
Prelims k liye btaiye sir
Thanks for Commenting.
Subscribe channel next video 📸 for prelims books.
Bhaiya upsc prelims ke books in hindi bta do please
thanks for Commenting.
UPSC me Prelims or mains ko sath leke tayari karo.
prelims ke liye pyq analysis karo or study ke time one liner questions par dhyaan rakho.
Sir mai 11th me hu kya mai bhi taiyyari kar sakti hu 😊
yes, Of course
Log 21-22 ki age me crack karte he vo Apni Graduation ke time se hi tyaari karte hai.
@@mastergraduatesir Thanks sir 💐😊♥️
Thank you sir helpfull video
Most welcome
Thankyou sir 👌👌👌
Safin hasan sir ne laxmikant nahi padhi thi qki laxmikant sirf prelims mein hi ata hai
thanks for Commenting.
sab sach bata dege to sab log IAS ban jaayege.🙂
M.Laxmikant to Mains Me bhi kaam aayegi.
sirf Prelims kahna galat hoga
GS2 me
Polity M.Laxmikant se Cover hoti h
Governance alag se karna padega
international relations alag se karna hoga.
baaki Current affairs to hai hi.....
keep growing 💗
Sir prilims ka book bataiye na
Thanks for commenting.
We working on it...
Sir mujhe upsc ki books ke bare mein jyada jankari nhi hai or mujhe koi batane bala bhi nhi hai sir please help me kya ye full book's hai upsc ke liye🙏🙏
thanks for Commenting.
standard books to ye hi h.
iske alaava starting aap NCERTs books 📚 se kar skte ho.
@@mastergraduatesir thank you so much sir
Sir ye book padke koi tayari me safal hua hai... Please bataiye sir... Mai janti hu mera sawal thoda ajeeb hai
Thanks for Commenting.
Kon Safal Nhi huva....
or dusra Books Bahut h Market me Koi bhi padh lo Safal ho jaaoge Bus Ye books Most Favourite h Sabki or Sahi + Esay + Well explain Books h ye sab.
Cbse walo kw liye bhi bataye
Ek dam right hme b 10000 btayi price
Thanks..
For sharing your Valuable experience.
Sir gs 4 mai kewal eak hee book padne hai
GS 4 = Ethics
Is paper ke Q. Ke answers Dene ke liye Aapko sab subject ko use me Lena h.
1 book Jo h vo aapko ethical issue samjne, situation handling samjaati h.
Ye paper aapki soch ki exam leta h bas aap kisi situation ko kaise handle karte ho , isliye book 1 jarur h lekin answer Me Sab add karna padega.
Best of luck 🍀🤞
Thanks
Welcome
Sir yha kook chaye
Plase sir help me🙏🙏🙏 out
Thank you sir ❤
Thanks for Commenting.
.....
So nice of you.
Best of luck 🤞
Prelim and mains dono k liye h na ye sir
Thanks for Commenting.
Yes.
Prelims me Selected study karna h.
Sir 2026 ke liye book list ye hoga kya
standard books to ye hi best rahega baaki 2026 ke abhi ke new edition le lo kaam ho jaayega
Sir muje 2025 me exam dena h to standard books buy karna chate hu ye all books right h na or Sir enko kha se buy kare....
And ketna price h enka...
aapko starting NCERTs se karni chahiye fir ye books lijiye or ye books ok h.
Flipkart, Amazon or online 1-1 book rate compare karke buy kijiye.
price may nearby 7500/- rs.
@@mastergraduatesir thank you sir ji 🙏
I'm reading to ncert books sir😇
Sir aapne book kaha se lee hii
ye saari Books Amazon or Flipkart par 1-1 search kare ke purchase kiye huve h...
jispe jo book ka rate kam tha vaha se liya h..
baaki Delhi Store wale aapko saari books ka bundle ek sath bhej skte h But😟 Rate total 2k jitna Jyaada lagta hai...... mene Ye check☑ kiya h.
@@mastergraduatesir So thanks very much
Thank you sir but mujhe na UPSC IPS Hindi medium ki Book list chahiye.....🙏
Thanks for Commenting.
Ye book list UPSC CSE all post ke liye h ias ips or other post ke liye h
Ye book,s घर पर कैंसे...iam from Pune mujhe ye Book,s chaiye...📚✍️
Sir kya har sal upsc ka syllabus change hota hai please tell us muje 2025 me exam dena h
Kya 2023 ki books kharid kr exam ki tyari kr sakte hain
Thanks for Commenting.
Ha ji jarur aap abhi book kharid kar 2025-2026 ki exam de skte h.
Only current affairs up-to-date padne padega aapko.
Thank you sir
Sir G.. Main 19 August 2023 ko 31 years ka ho jaunga, Category (OBC 35 age limit ) Hai, Mujhe kisi ne Guide nhi kiya, maine 2014 me B.Sc Multimedia animation Degree kiya hai, Meri Alg line ki Study ho gyi thi, or 2014 - 2023 ka gap bhut Jyada hogaya hai 9 Year gap, or in kuch year's me depression me b gya hu, Jo mind memory phle jesi thi abi utni nhi hai kyu ki koi Study nhi kr rha tha, Kya mujhe 2024 Exam k liye prepration krni chiye, ager aap mujhe kuch guidance denge to mujhe todi Umeed ki Roshni milegi. Aapke reply ka wait karunga mujhe umeed hai aap reply jarur denge. Possibility ho kuch esa reply dena sir. 🙏
thanks for Commenting.
aapko 2 possibilities ke hisaab se answer Dena chahta hu.
1st Itni age me, me ye maanta hu ki gar ki jimmedari aap par jarur hogi.
agar haa to 9 years me aapne jis field me work Kiya Mere hisab se usme aage kosis kijiye.... (vese UPSC preparation saath me ho skti h)
2nd thing ki aap part time work krte ya bina work ke full time Tyaari karte ho to 1.5 year Maan ke chaliye (2024 to muskil h), lekin attempt jarur dijiye aapke attempt vese bhi Kam hi bache he.
or possibility bataao to abhi bhi bahut time h aapke paas, hosla majbut kijiye or start kijiye, Jo time gya bilkul mat sochiye..
suggestion 🌠 : Agar financially weak ho to is time preparation ke liye job ya work chhodna sahi nhi h.
time nikaal ke Tyaari kijiye 2024 nhi to 2025 jarur niklega...
best of luck ☺️🤞
@@mastergraduatesir Thq Sir G itni jaldi reply k liye aapka🙏
Dekho bhai ab tk aap kha the etne dino me
Samay kaphi lg jayega aap ko but aisa nhi h ki koi kam insan se bda nhi h
Kr sakte h agar aap chah rhe h to
Good
Thanks
Apne kitne baar interview tak bhi gya ha .
Nahi bhai me Interview tak nhi gya.....
Abhi tak to 😃
Sir ji all book jitni chahiye most
thanks for Commenting.
subject ka base clear hone ke baad .
in books ko padh kar depth me knowledge Lena jaruri h.
ye all books are important.
@@mastergraduatesir ok
Sir ji start se hi ye books padhe batao sir ji please
Sir kaha se la book 📚📖 ham 😅
Hii
Good afternoon sir ji books send kariye
Sir ncert ka PDF link dijiye
thanks for Commenting.
ua-cam.com/video/iymWikws8eM/v-deo.html
💌🎉
Kha se leni padegi mujhe prowait kara dijiye sir
thanks for Commenting.
aapko ye Books 📚 alag jagah se Leni padegi
Flipkart, Amazon par
book ka naam search karke Cart 🛒 me add kardo sab fir saath me order de do.
dono jagah search karke price compare kar lena.
best of luck ☺️🤞
Sabhi book ka price kitna hai
Sir 2026 tak cross chenge to nhi hoga .... please
thanks for Commenting.
aap Tyaari kijiye course change nhi hoga.
2_3 page add ya remove ho jaaye usme koi farak nhi padega.
baaki badi change nhi hogi aap Tyaari kijiye.
best of luck ☺️🤞
Thank you 🙏 sir....
Sir Gs1 mai Art and culture v hai na
yes.
Video me last me Batya tha Reh gya starting me.
11th ki NCERT ya only 1 reference book 📚 le Lijiye
@@mastergraduatesir haa sir Thankyou for information smjh hi nhi aa raha tha ki kya books follow kare thankyou sir
Sir ye sari book kha se le please reply kro
ye books September me purchase kijiye
ye dekh lijiye __ ua-cam.com/video/KCfDxbL-7sI/v-deo.html
Me 11th class me hu me yah sab book kab kharidu plz reply
thanks for Commenting.
abhi aap 11th me thoda bahut syllabus dekhte rahe
12th me NCERT se start up kijiye bilkul Kam padna h 12 achhe se karni h.
fir first year me ye books par jaaye agar NCERT Puri nhi Hui to complete karke fir ye books 📚 padhiye.
first attempt me aap upsc crack kar skte ho
best of luck ☺️🤞
@@mastergraduatesir Thank you sir
@Tanya thank you
@@mastergraduatesir Ncert books konsi class ki padni hai and which subject
Hello ji sir ye booke mujhe karni h
M Lakshmikant mains ke liye nhi hai
Ye prelims me help karti hai bas
Thanks for commenting.
Plz Don't Make such Senses in your Mind.
ye aapke mind ko Kam padhne pe jor deta h.
but right thing is that 👇👇
Mains GS paper 2 has around 2 questions from static polity and around 5-7 questions where first part is from static and the rest of the parts of questions from current issues and analytical type .However in all the other GS papers and Essay ,if you have a good command on polity you can make your answers above average .
Best of luck 🍀🤞
Sir aapse kuch puchna h
Thanks for Commenting.
ji Bataiye.
Sir Amazon pr kya nam se search kriye ki sari book mil jaye
Thanks for Commenting.
Book list paper pe likh lo
Fir alag alag book name se search karke Cart 🛒 me add kar lo
@@mastergraduatesir thank you sir bahut aage jayenge aap.great wishes
Sir mujhe chahe
thanks for Commenting.
aap inko Flipkart, Amazon se price compare karke 1-1 book alag magvaa skte ho.
jaha sasti mile.
M laxmikanth book b.a me padh sakte hain
thanks for Commenting.
yes, aap graduation ke time bhi padh sakte ho or aapka graduation politics subject se h to bhi padh skte he...
Hello sir
thanks for Commenting.
bataiye aapki koi query ho
Thanks bhaiya
Thanks for Commenting. Welcome
Ishme 6 to 12th ncrt sara questions rhta h
NCERT vese to Prelims me jaada kaam aati h or dusra Inka use subject ko smjne me Kiya jaata h.
baaki 6-12 Sab padhna chahiye.
Sir murnal sir ke lecture kaha par milenge Please reply.
Thanks for Commenting.
All lecture UA-cam pe free h mrunal Patel sir ke channel pe
@@mastergraduatesir thanks 🙏
Sir me abhi class12 me hu aoir me dream hai ips adhikari ka to mujhe aacha advice digiye
thanks for Commenting.
Agar aap 1st attempt me clear karna chahte ho to graduation 🎓 ke time se hi padhna start kar dijiye.
1st year me course ko samjo or NCERTs complete karo.
2nd year standard books 📚 leke aao or 2 saal Tak tyari karo .
last semester me raho tab form bharke exam dijiye.
proper Tyaari hogi to definitely aap 1st attempt me IPS ban jaaoge.
best of luck ☺️🤞🍀
Sir Flipkart per kya nam dalna padega jisse sabhi book ek jagah mil jaye
Thanks for Commenting.
Alag alag Search karke Cart 🛒 me Add karna padega aapko.
@@mastergraduatesir Bahut Bahut Dhanyavad Sir Aapko Help karne ke liye 🙏🏻🙏🏻
Total all books price plz
8k to 9k
IAS book ki price kya hai hame chahiye
Thank you for your help
thanks for commenting.
keep loving keep growing...
Please batadu💯💯💯💯💯
Sir mujhe bi upsc ka book chahiye sir please
Sir kitani book lagegi hame bi batai sir please
thanks for Commenting.
ye sab important standard books h
iske sath NCERT bhi starting me jarur padni chahiye.
baaki aap ye sab book purchase kar skte h.
ap kaha se ho bhai
thanks for Commenting.
Gujarat
Shobhagurjar
2025 me exam dena h to kharid sakte h ya nh
yes Aap abhi se tyaari kijiye
purchase karne ka sahi time or books 📚 kaha Leni h is video dekhiye...
ua-cam.com/video/KCfDxbL-7sI/v-deo.html
Sir book kitne me hai sari
7500-8000 rang me aayegi.
ua-cam.com/video/KCfDxbL-7sI/v-deo.html
👆
kaha se or kab sasti milegi ye video dekh lijiye.
Total kitni book hai ye?
18-20 books 📚