Thank u didi aapane bahut acche tarike se samjhaya hai main Ghar se dur ek kirae ke kamre mein rahata Hun main bahut pareshan tha ki main Lakshmi ji ki Puja kaise karun aapane bahut acche aur aasan tarike se samjhaya hai. Main aapko shukriya karna chahta hun Mahalaxmi ji ki kripa aap per Bani rahe meri taraf se aapko happy Diwali 🎇
Mem plzz vo choki kab uthani hai aur un sab chijo ka kya karna jisse pooja me use Kiya hai uska kya karna hai uska detail video banaie...plzz mem plzz.🙏🙏
Mam please reply Karega Jo ham sath prakar ka anaaj lagate Hain FIR UN anaaj Ka Kya Kiya jata hai. Kyunki potali Mein To thodi thodi Dali jaati Hai. Baki Ka Kya Kiya jata hai
Radhe Radhe Didi g 😊

Thank you ji .. bahut he ache se apne batya ha ❤👏bahut saral🙏
Very nice method of pooja,log to pata nahin kya kya bata kar confuse karte hain, thanks dear ❤❤❤
Happy diwali didi🎆🎆
Apki ye video bahut useful hai mere liye thank you 🙏 Radhe Radhe Jai shree Krishna 🙏 jai mahalakshmi ❤jai shree hari Vishnu
Radhe Radhe 🙏🏻
Hmare yaha rat ko Prasad nhii uthate or nhii dete h meri dadi kl hokar Prasad uthakr sb me batti h
❤❤❤🎉🎉🎉bahut accha
Jay Shree Ganesha Ji Jay maa saroshti Ji Jay maa Laxmi Ji
Super 🎉🎉 information
Thanks didi bahut sarl trike se puja krna btaeya
Welcome 🤗
Thora bhut nhi didi bhut jyada useful hai video 😊
Thank you so much 😊
Nice thank you
Bahut bahut dhanyabad aapka
Ye video bahut achi h 👍👍
Bahut achchi lagi 🎉🎉🎉❤❤❤❤❤
Thank you so much mam😊😊😊
बहुत सरल है बहन गरीब की दिवाली
Didi mujhe 31 ko puja karna nahi jam Raha hai to 1 ko kar sakti hu please reply 🙏🏻
Very nice video di
Ma'am dhrub ka use kaise kiya jata hai diwali par
Bahut achcha laga
Didi hamare yaha to dhanteras ko chouki lagate hai vo hatate nahi he usi chouki pe pujan karte hai
Han ji aap aise kar sakte hain bahut achcha hai
Radhe radhe di
Diwali kab hai
Radha Krishna
Agar hamre pass gangajal nai ho aur kumkum nai ho to kaise kar sakate ha aur red kapade nhi ha to kaise kare
Deepak ki baati kis taraf rakhe.. Ladoo gopal baitha sakte hai vishnu ji ki jagah
Thank u ❤❤❤❤❤❤❤ mem
Waaw😊
Jay mahakal, om namah shivay
Jay na Laxmi
Mem plzz vo choki kab uthani hai aur un sab chijo ka kya karna jisse pooja me use Kiya hai uska kya karna hai uska detail video banaie...plzz mem plzz.🙏🙏
Cal aapko detail video mil jaega
@Mypacificwall Thank you Mem..😍
Mam please reply Karega Jo ham sath prakar ka anaaj lagate Hain FIR UN anaaj Ka Kya Kiya jata hai. Kyunki potali Mein To thodi thodi Dali jaati Hai. Baki Ka Kya Kiya jata hai
Agar kamal or gulaab ke flowers na mile to
Hmare yha sirf gende ke milte h
Thanks
❤
Aunty ji diwali toh guruvar ko hai uss din sarso ka tel nhi jalate toh kya kre???
Var se bada tyohar hota hai aur Diwali per sarson ke Deepak khoob jalaye jaate Hain to basic virwar ho aap Deepak jala sakte hain
मेरे पास २००रुइए है मे केसे बनाओ 😢😢😢🙏🙏
Agar kheel na mile to kya karen ?
Khel patase aapko kisi bhi market mein Puja ki dukaan per ya grocery shop mein mil jayegi
Ya FIR aap khir ka bhog Laga sakte hain patase ka bhog Laga sakte hain mistri ka bhog Laga sakte hain
Mam bad Mein is photo ka kya kiya jata hai
Lga rhne de
Daksna aur paeso ka kya kre
Ye vi jrur
bataya kro video mein
Diwali Puja mein Jo bhi saman Chadha hai sab ghar mein hi rahata hai dakshin aur paise bhi ghar mein hi rahata hai koi chij Dan Nahin Ki jaati
@@Mypacificwall ok ji thanks didi paise sambal kr rakhne hai ja fr use kr skte hai
@@SukhwinderSingh-pu1puMera bhi same question
🕉️🙏🌹👌🕉️
Apko pap lagega kyuji aap phele puja kar rahe ho