Sir,mera self family I'd generate ho gya hai( mtlb maine apne parivar ko nhi add Kiya tha) ab kaise add kre sbko?edit krne ka bhi koi option nhi hai usme.
Aadhar num fill-up krne se pahle mene aage bthe ka option click kr diya to us k baad Aadhar num duvare fill-up krne pr bhi required aa rha h to kiya kre ab . Sir 🎉
Plz ye btaiye ki paine card download kar liya h bt 3 members me sirf ek ki hi foto show kar rhi baki do ki nhi jab ki aadhar card me photo h to foto kyu show nhi kar rha baki logo ka and agar network prob ki wajah se nhi show ho rha to dobara kaise download kar sakte h card
मेरे में aadhar detail डालते ही इसमे दिए गए आधार की Application पहले से ही प्रक्रिया में है आ rha hai, जबकि अभी तक मेरा Registration हुआ ही नहीं है, ये कैसे सही होगा
Very nice thanks 🙏🙏 keep it up
Thank You sir ❤ Your Information Very Helpful
Hello sir Maharashtra state ke liye bhi video bano
Please include UP in the video title for schemes exclusive to UP
Right
Right sir , you should have mentioned the name of the UP state can apply. Disappointment
Right
Hey, could you please tell
what the students outside from up should do. As family id is compulsory now.
Please help
Bahoot achchi video aati hai aapki
Very useful information❤
Ration card walo ko family I'd banane ko jaroorat hai kya
Same question
Nhi rasion card walo ka ly nhi hai ye
@@Shivani_Singh. Gaav me Ameer log nahi banwayenge
It only for UP?
Kya family I'd me new member add kar sakte hai after final submit
Kar sakte hai
Uttrakhand me nhi hoga kya sir ??
मैं भी मिर्ज़ापुर जिले से हूं
Very nice Sir
Very useful information, thanks you sir
ye jharkhand ke liye bhi hoga ya nhi
Mai bhi Jharkhand se hu wahi to Jana h family I'd me bhi uplabdh hai....
Mai bhi jharkhand se hun mujhe bhi femily I'd ke baare mai jankari chahiye tha sir please reply with your message
Sir Mera bhi coment viral hoga ek din 😊😊😊
Hahaha 😂
Bihar ke liye nahin hai kya sir
Bhut achhi video family id card
Sir ya toh only up state may hai ,??? Ya all over state may Lago hai???
Sir Good Afternoon Happy Sunday / New Video.. ❤
Sir family I'd se authentication karne par OTP nhi aa raha hai kya karu
Sir CSC cloud se id lena shi h, fraud to nhi h
Sir government employee bhi apna naam de sakta hai es family I'd me
Family id se kaise banega Ayushman Card
Sir,mera self family I'd generate ho gya hai( mtlb maine apne parivar ko nhi add Kiya tha) ab kaise add kre sbko?edit krne ka bhi koi option nhi hai usme.
Bahut achha bhaya ji lekin Bina otp ke kaise banaye
haryana ki bhi ho jaya ge kya sir
Ye serif up walo ke lye hai kya
Kya government employee family I'd bana sakte hai
Are sir ghar ke jane ka otp nhi a pa raha h subha se saam ho gayi h wo otp kaise ayega
Isse ration b mil jayega kya dipo se
UP me jiska family I'd hoga toh uska ration card bn jaega ki nhi.??
Plz bataiye sir.।
Other states wale kaise bna payenge
Mumy ke adhar mai jo phone no h vo ab bnd ho gya h To kya bina otp ke ni bnege id
दूसरा नम्बर लगवालो
Sir maine famli id me name jod diya hai kya ab ration kard me nhi judega
Mera ghar me papa mummy ka ration card hai pr usme mera Adhar link nahi hai to kaese banega
Isse Ayushman Card bhi bana sakte hain kya?
Sir aadhar card se bhi to sarkari laabh utha sakte h fir family card ki kya jarurat h
Aadhar num fill-up krne se pahle mene aage bthe ka option click kr diya to us k baad Aadhar num duvare fill-up krne pr bhi required aa rha h to kiya kre ab . Sir 🎉
kya dikha raha hai
@@cscsevaconnect aadhar required
@@rajanhalduaa5157 new number se dobara create kar lijiye
Mere aadhar card main father name main alag h or mere father ke aadhar card main name alag h kya family id fill krte hue koi dikkat aaegi ??
Kya isme mata ji or pita ji ko bhi jodna hai
Sirf UP ke liye h kya ye I'd
Sir csp me account open keye hai use main branch me kaise transfer kare btaye sir
Very good👍 information sir
Sir mere rashan card me mera naam nahi hai kaya mai family id par registration karwa sakta hu alag se
Mere bete ka aadhar abhi nahi bana hai but maine family I'd bana li hai kya uska naam baad mein add ho sakta hai???
Sir ye uttarakhand me bhi chal Rahi ka yojna
Very good
Hlo bro family i'd me govt employee ki pension ki income count hoga ya nai?
Sirf up ke leye hai ki jharkhand ke liye bhi
isi ko pariwar ragister kahte hai kyaa sir
Sirf UP ke logo ke liye hi hai ya phir sabhi State ke logo ke liye plssssss reply soon guys
Jitne bhai bhen hai utni baar alag adhaar number daalna hoga pls reply
सर DRIEF CASE ऐप के बारे में बताइए जिससे सरकारी हॉस्पिटल में पर्चा बनता है मोबाइल के द्वारा BARCODE SCAN करके। please sir iske upar ek video banaiye
Sir other state ke bhi banaa sakte hain iss ko ya only UP state
Please reply sir@ sarkari DNA
Family id ke liye kya verification hoti h ghar bhi koi ata h ya online hi ban jata h
Sir agar family mai kisi ka no adhar card se link nh hoga to kya kar sakte hai plz btaye
Ayushman card is ready for download lekin download nhi ho raha hai kya kare sir please reply😢😢😢😢😢😢
Sir jin logo ke pass ration card hai ve bhi kar sakate hai
Sadi k bad alag family id bnegi kya
Nasim Ali Khan Sir mujhe pura digital sikhna Sikhna hai mujhe bataye kaise sikhe ya aap course karate hai hai please sir hum jharkhand se hai
Sir family id me link phone number per otp nahi aa rha hai exam form kese bharu aktu University ka please batao
ye card banane ke baad
rashan apply kar sakte hain
ji
Main Telangana state se hoon sir kya process hai sir family id banane ka Telangana state main kaise kare please help sir
Odisha mein bhi kar sakte hai Kiya
Telangana mein banaa sakte kya ye card
Hello sir mera rashan kad par mera naam nhi hai to Family id ban jayegi sir please reply 🙏🙏
Id create krne k liye apna no. Bharna h ya लाभार्थी ka
Family ke sabhi member ka aadhar Card se mobile number kink hina chahiye kya
J&K me b bana sakte hain or Govt Employee b bna sakte hain
Ise se residential certificate banta hai kya
Good sir ❤
Is this only for UP State or we can create other states id also?
Gujarat main hai kya sir ye yojna
Ye sirf up ke liye hai kya ? Puri jankari diya karo sir
Sir hamare village main 2 csc id pehle se hai to bhi apply kar sakte hai.
ji
Family id banane ke baad Ayushman card ban sakta hai kya turant
Ye sirf up walo k liye h kya
Plz ye btaiye ki paine card download kar liya h bt 3 members me sirf ek ki hi foto show kar rhi baki do ki nhi jab ki aadhar card me photo h to foto kyu show nhi kar rha baki logo ka and agar network prob ki wajah se nhi show ho rha to dobara kaise download kar sakte h card
Ausman card rashan card se ban jayega kya sir ji
Ayushman card apply ho jayega is card se .
Thank you😊
Sir Maharashtra ki family card bana sakte hai
Family id to thik hai sir lekin is ko banane ke baad BPL Card banane mai dikkat ati hai wo reject ho jayega
Kyo bhai aisa kyo
how does the verification process take place?
and also how long does it take an application to verify?
Sir please reply to this question...
Verification में verifier आता है. 200 से 500 ले जाता है.
Fir verification हो Jata है.
About 15 दिन lagte hai
Family card mein family income ke baare mein nahi puchte hai kya?
Bihar wala banva sakte hai kya
Sar aap kaha se hai sar
Lekin ismein sir अस्थाई likha hai toh hume ayushmaan card ki yojna kaise milegi aur kab tak milegi please bata dijiye
Second step done krne prr error aarha hai...any solution
Kabhi Delhi ki yojnao ke bare me bhi batao ?
Hello Punjab wala vi kar sakta ha ka ni
Sir kabhi swaamitva yojna par ek video bana dijiye. Property Card kab tak milega????
मेरे में aadhar detail डालते ही इसमे दिए गए आधार की Application पहले से ही प्रक्रिया में है आ rha hai, जबकि अभी तक मेरा Registration हुआ ही नहीं है, ये कैसे सही होगा
Same problem
Same problem
Ration card me tumhara naam hoga ration card walo ke liye ration card ka number hi family I'd hota hai
@@anuragsingh1250 nhi kuch aur reason tha ab ban gya
Sir family I'd card se ayushman card ban jayega
Thank you sir
Sir Jo study karte hai wo "व्यवसाय" me kya fill kare
Sir ji 15 installment ka Paisa kab Tak aayega
Bhai kal passport appointment hai hai kya kya le jau plz reply kardo ...
E-Aadhar, 10th Marksheet
Ye all India me hai ya Only up ke liye
Plz reply
only for up
Sir ye male ke naam Banta hai ya female ke naam