31.12.2015 tak 119% DA tha 01.01.2016 me 125% DA bana ( basic + da = 2.25 times of basic) Tab Fitment factor 2.57 dia geya tha 2.57-2.25=0.32 times * July 2022 se January 2024 tak 4% each 6 month ke hisabse DA badh rahatha agar besa chalta to 31.12.2025 tak DA 62% hota Aur 01.01.2026 me 66% hota (basic + da = 1.66 times of basic) Fitment factor 1.92 he 1.92-1.66= 0.28 times * Lekin July 2024 me 3% DA lagu hua aur age v bo 3% hi lagyenge kyunki 2026 me inko jyada difference dikhana he 3% ke hisab se 31.12.2025 tak DA 59% banega 01.01.2026 ko DA 62% hoga (basic + da = 1.62 times of basic) Fitment factor 1.92 1.92- 1.62 = 0.30 times hi ayega Jo fir v 2017 se kam hi hoga
Fitment factor should be atleast 2.11. As per government record, inflation is 80% in the country but in reality inflation is 100% in every decade in the country. So a person taking basic salary 18k should be given 38k increment atleast, this will ensure a little growth in the standard of the person while doing break even with the inflation.
Banks mein 17 percent hike diya hain basic plus da per... Central government walo ko 17 to kam se kam milna hi chahiye ya isse jyada... Hmari unions ko isse kam mein to satisfy nhi hona chahiye
Kuch jyada benefit nhi hota. HRA fir se 8,16,24 percent hoga. DA to zero hota hai aur TA to kitana kam milta hai. Union ne is HRA, TA aur DA is sabka formula badal dena chahiye.
Bhul jao BJP ke rahte huwe koi fayda hoga, tax bharte jao inko. Congress ke during pay commission me around double salary ho gayi thi. BJP bewkoof banati hai sirf
Yeh BJP hoti hai 😂😂😂 Hamare 2 initial increment nhi diye 2015-2020 employees ke & no allowances ...after 2020 employees getting full salary with all allowances Only 2015 -2020 walo nai konsa gunah kiya tha ...kya hum proper screening se select nhi hue kya Open injustice, aur bolte hai we are good governance....
Pichle Pay Commissions ne Army ke JCOs/other ranks aur Navy aur Airforce ke smaan rank ke saath jaane anjaane Military Service Pay samman na karne ki bohot badi galti ki hai. 8th Pay Commission hi iss bhet bhav ko sudhar sakta hai. Bir Bhadur voice of Ex-servicemen Sangathan ko hum batana chahte hain kih Equal MSP ka basic muda hi court case mai ujagar nahi kiya gaya jis ki vajah se case bejaan hogaya. Basic muda yeh hai kih Military Service Pay Army, Navy aur Air force waalon ko ghar se bahut door din mai 24 ghante aur hafte mai 07 din, mahine ke 30-31 din aur saal ke 365 din desh ki raksha karne ke liye civil service employees ke barakas Bharat Sarkar ne laagu ki hai. Sarkar ne yeh faisla sahi disha mai Army, Navy aur Airforce waalon ki hardship aur bahut saari prasithityon ko madhe nazar rakhkar liya thha lakin chuk se Equal Military Service Pay par dhyan nahi Diya Gaya, aur jaane anjaane mein JCOs aur other ranks ke saath injustice aur bhet bhav hogaya hai. Supreme Court ya 8th Pay Commission hi yeh bhet bhav khatam karsakte hain.
Bai humien kuch mat do bas itna kar do ki ek new soldier jo barti ho kar aata hai uski minimum pay kam se kam 1tola gold ke baraber kar do taki beh gold toh kharid sake aur salary gold ki tarah floated honi chahiye taa ki uski haisiyat itni toh ho ki kam se kam 10 grm gold toh kharid sake aap log toh salary ese bada rehe hai jasie ki kisi ki zameen ki bikri ho rahi ho aap log yeh nahi sochte ki aaj gold ka price kya hai aur army parson ki salary kya hai woh toh ek tola gold bhi nahi purchase kar sakta kyu ki jab salary increase karne ki bari aati hai tab aap log poltics ko gussa dete ho MSP ka toh kuch kiya nahi aap logo ne toh salary ka kya karo gai hume sab pata hai ki kisi salary jada bade gi kisi ki kam
31.12.2015 tak 119% DA tha
01.01.2016 me 125% DA bana ( basic + da = 2.25 times of basic)
Tab Fitment factor 2.57 dia geya tha
2.57-2.25=0.32 times
* July 2022 se January 2024 tak 4% each 6 month ke hisabse DA badh rahatha agar besa chalta to
31.12.2025 tak DA 62% hota
Aur
01.01.2026 me 66% hota
(basic + da = 1.66 times of basic)
Fitment factor 1.92 he
1.92-1.66= 0.28 times
* Lekin July 2024 me 3% DA lagu hua aur age v bo 3% hi lagyenge kyunki 2026 me inko jyada difference dikhana he
3% ke hisab se
31.12.2025 tak DA 59% banega
01.01.2026 ko DA 62% hoga
(basic + da = 1.62 times of basic)
Fitment factor 1.92
1.92- 1.62 = 0.30 times hi ayega
Jo fir v 2017 se kam hi hoga
Very well explained
Exactly yehi hoga bhai..
8 pay commission aayega to nirmala chachi tax slab itna badha degi ki badhi hui salary pata bhi nahi chaleygi
Fitment factor should be atleast 2.11. As per government record, inflation is 80% in the country but in reality inflation is 100% in every decade in the country. So a person taking basic salary 18k should be given 38k increment atleast, this will ensure a little growth in the standard of the person while doing break even with the inflation.
18000 basic ka BJP basic 12000 basic kar degi
Le lo pay commission
Kuch toh dinag ki baat kar, aisa nahi hota hai.
@@bhavyajain1379 Rahul Gandhi supporter Rahul Gandhi ki hi tarah papu hota h bro dhyan Mt so inn gawaro pr
The Fitment factor of 8 th CPC is assumed 1.94 (1.0 Basic Pay/Pension+ 0.62 % accumulated DA/DR + O._32 Increase from Govt. side = 1.94
Well explained brother 🎉
बीजेपी कुछ नहीं देगी उस का बस चले तो ये भी बंद कर दे...!!
Banks mein 17 percent hike diya hain basic plus da per... Central government walo ko 17 to kam se kam milna hi chahiye ya isse jyada... Hmari unions ko isse kam mein to satisfy nhi hona chahiye
Bjp 1 rupee nhi dega 😅😅😅
Tujhe congress dega vote de
7th pay commission BJP ne hi diya tha 2016 me
Haa or pension v BJP hi ne band kiya tha
Committee kb bna tha pta kro@@daneilbond9066
Pension band hone ke baad 10 saal congress ki govt. Thi, congress ne kyo is pravdhan ko khatm nahi kar dita
Fitment factor inversely proportional hai. Ek calculation fitment factor ka da ke sath upload kro khud clear ho jayega.
Mera grade 4200 hai leval l11 hai besic 26500 tha abhi basic pay 40100 hai mer total salary kitni banegi
BJP thenga👍👍de Sakti h
Badhega nahi kamadega😅
Jb tk BJP h tb tk government employee ko koi benefit nhi milega.... Sirf 👍👍 hi milega
Kya retirement ko pay commission ke baad lena chaihya yaan...25 mai hi leu....aur Jo govt.. gratuity hoti hai..wo vi BD jatti hai kya
Agar aisa hai to Jo purane log service me hain aur jo naye log lagegenge unka to payment same hoga kya fir?
Purane walon ka bhi badhega bhai😅😅
Kuch jyada benefit nhi hota. HRA fir se 8,16,24 percent hoga. DA to zero hota hai aur TA to kitana kam milta hai. Union ne is HRA, TA aur DA is sabka formula badal dena chahiye.
Ok Mr economist
Correct bro
Bhai pay commision agle 10 saal ke liye aata h, gradually increase hoti h salary, increment ka amount bd jata hai basic bdne ki vjh s....
@@tanujupadhyay8634 bro. Please leave our economist... He K Nows every thing
Mujhe to ye smjh nhi ata h HRA jb hm kahi bhi rhte h to use rent dena hi hota h to us pr tax kyu h
Jis din mil jayega us din dekhenge
57700 per kitni hogi sir
Bhul jao BJP ke rahte huwe koi fayda hoga, tax bharte jao inko. Congress ke during pay commission me around double salary ho gayi thi. BJP bewkoof banati hai sirf
1 jan 2026 se aalu ka bhaav 200/- kg hoga garib gya kaam se berojgar gya sand mrane😂😂😂
Sir state govt me bhi fayda hoga kya
Bank mei growth isse double hi hai
Exactly. In last 10 years the head count in bank is same but the cost has increased double
5 se 10 hazar ka benefit hoga bus
Chaat raha h 😂
Kya fayda lgne ka itne DA ke according to km bnega
Fitment fcator 4 se km nhi hona chaiye
Jo v ho govt employees ki salary growth bhut kam hai
Khabar chal rahi hi.
Badegi salary
All rumours
Yeh BJP hoti hai 😂😂😂
Hamare 2 initial increment nhi diye 2015-2020 employees ke & no allowances ...after 2020 employees getting full salary with all allowances
Only 2015 -2020 walo nai konsa gunah kiya tha ...kya hum proper screening se select nhi hue kya
Open injustice, aur bolte hai we are good governance....
Bank imply ka faida hoga
new joining jinki hui hai kya unko bhi milega
Sabko
Tq sir आपने सही से समजाया है😊❤
Sir, pension ki basic pay bhi badhegi kya?
Bilkul badhega
Bahut faida nahi mehenga ketna he.jetna hona tha itna to sarkar ne dena CHAIYEE Bhai.sarkar ko tarif mat karo
Lag rahe ho aap hi laane wale ho pay commission...govt kuch bol hi nhi Rahi or aap salary bhi increase kar ke dikha di
Pichle Pay Commissions ne Army ke JCOs/other ranks aur Navy aur Airforce ke smaan rank ke saath jaane anjaane Military Service Pay samman na karne ki bohot badi galti ki hai.
8th Pay Commission hi iss bhet bhav ko sudhar sakta hai. Bir Bhadur voice of Ex-servicemen Sangathan ko hum batana chahte hain kih Equal MSP ka basic muda hi court case mai ujagar nahi kiya gaya jis ki vajah se case bejaan hogaya. Basic muda yeh hai kih Military Service Pay Army, Navy aur Air force waalon ko ghar se bahut door din mai 24 ghante aur hafte mai 07 din, mahine ke 30-31 din aur saal ke 365 din desh ki raksha karne ke liye civil service employees ke barakas Bharat Sarkar ne laagu ki hai. Sarkar ne yeh faisla sahi disha mai Army, Navy aur Airforce waalon ki hardship aur bahut saari prasithityon ko madhe nazar rakhkar liya thha lakin chuk se Equal Military Service Pay par dhyan nahi Diya Gaya, aur jaane anjaane mein JCOs aur other ranks ke saath injustice aur bhet bhav hogaya hai. Supreme Court ya 8th Pay Commission hi yeh bhet bhav khatam karsakte hain.
Kab tak lay commission aaega sir
26300 है तब क्या होगा 8 पे
50496/-
Bjp htwao
Nahi milega modi sarkar me
1000 se direct 22500😂
July ko jorke 53h
Ye state walo k liye lagu hoga ya nhi
Nhi, wo logg apni aukaat mein rahe
😅@@akshilnegi6519
Kuch nhi milega
Ghanta ayega..
4200 grade pe salary kitni hogi
Sir 12 k basic pay ki kitha hojayaga
23800
सर ये जुमला है बस और कुछ नही
यह जुमला नहीं अधिकार है अपना
After 8th pay commission DA add nhi hoga kya salary me??
0% se phirse start hoga aur 10 saal chalega
Bhai coaching chamkane ke chakkar me...fake news mt failao 😂😂😂😂
Bjp h nhi degi
Kis basis par ye bata rhe rho..govt ne kuch kha kya..u hi..
Pay level 4 ko 5 bop rhe ho sir
Kuch v bak de rhe h khud v nhi smjh aa rha inko
Pay level 29200 level 5 me hota h sir kuch b bolte ho
Sir sasta Nasha krke viedo banate hai
Kuch Soch liya and ek video Bana liya...Kuch vi
Bjp jab tak rhegi public ka kuch bhla nahi hone wala
Ye kr lete hai phle
Sayd ab chunao aane wala hai ,iseliye ye jumla diya ja rha hai ,
Agar aagya to mt lena, bol dena ki jumla tha ye to
Bina bhains ke doodh dahi
Sir mp walo ki bhi badegi kya
MPs ka Parliament me salary & allowances ka Act me sansodhan hota hai.
@placidiusbarla5661 are Mps nhi Madhya pardesh state walo ki bhi badegi ya sirf central ki
@@abhayverma2601 sirf centre ki philhal. bad me state bhi usi 8th pay commission ki report ke adhar par hi salary hike karti hai.
Sir saman PAD ke liye saman BASIC salary kyo nahi hai .jaroor batyen
Abhi kyu Bakbas kar rahe ho
Ye galat baat rahe ho bhai
Ye state vala ka v badhega???
Ha central government ko dekh kar shayad state walo ka bhi khoon khaulega...😆
😂😂@@drishti5888
Ha bt kuch tym bad
8th pay commission kobhi nohin beithaenge BJP ne bhain ....ye BJP Sorkar AMBANI ADANI ke liye hi bhai... kormchariu ke liye nohin....
OK Bengali baba😂😂
@@RupeshKumar-ti6st sir main keise benguli hoon ???
26000 basic pay ki salary kitni hogi
Around 60K gross hogi .
Na bhai Mumbai me hoga 45-50k tak shyad
@@prashant5878 bayi me gross salary ki bat kar raha hu naki basic ki.
Bai humien kuch mat do bas itna kar do ki ek new soldier jo barti ho kar aata hai uski minimum pay kam se kam 1tola gold ke baraber kar do taki beh gold toh kharid sake aur salary gold ki tarah floated honi chahiye taa ki uski haisiyat itni toh ho ki kam se kam 10 grm gold toh kharid sake aap log toh salary ese bada rehe hai jasie ki kisi ki zameen ki bikri ho rahi ho aap log yeh nahi sochte ki aaj gold ka price kya hai aur army parson ki salary kya hai woh toh ek tola gold bhi nahi purchase kar sakta kyu ki jab salary increase karne ki bari aati hai tab aap log poltics ko gussa dete ho MSP ka toh kuch kiya nahi aap logo ne toh salary ka kya karo gai hume sab pata hai ki kisi salary jada bade gi kisi ki kam
Pay level bhi Galt btaya hai😂