Kya baat yaar gazab..... Sir sach m mere man ki sari duvidha khatam ho gyi apka bahut bahut dhanyawad bhagvan apko duniya bhar ki sari khushiyan de🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir ji ancient k jo starting k topics h unke liye sirf ghatna or lucent sufficient rahegi na q k mere pas coaching ki pdf h wo bhut lengtyy ho jayega.. maine pyq dekha to usme utna zyada weightage bhi nhi h un topics ka ki 3 sources se kru...
Sir mein es samay geography pariksha vani se pd rhi hu esko odne m mujhe bhut time lg rha hai aur baki ke subject bhi pdne hai to time management m bhi dikkat ho rhi hai kese kina time du
Wo ye nahi bata skte... Bus jo possible hai padhna wo padho, kyunki wahi ho skta hai, fir utne mei nikalta hoga to niklega warna khone ko hai kucch hamare paas! nahi!!... To chill lucent padh daalo acche se, jitna ho ske, 10 saal ke pyqs ke hisaab se taiyaari karlo Or current ke lie eye drishti Or ghatnasaar padh jao... Or kucch nahi ho skta...
Bhaiya ji Geography + Enviroment aur Science ka bhi cover kr dijiye 🙏 mujhe ghatnachkar se confidence nhi aa rha aur ye smjh nhi aa rha ki kaun se topic standard source se kru
Sir current affairs ka flavour kya rahte hai for uppcs exam sir maine analysis kita hai but aap deep analysis karke bta dijiye because maximum question 35+ questions aate hai uppcs exam me thanks dear sir 🙏🙏🙏🙏
Ek Shandaar Video..! Thanks..!!
Sir plz geography ka portion bhi aise hi cover kar dijiye plz!
Haan plzzz sir sare subjects ke important topics bta dijiye plzzz sir
Sure! Do it please! It is so helpful! Time and efforts are better utilised!
Bhaiya aap log ki ghatnachakra complete ho gyi kya sare subjects??
Kya baat yaar gazab..... Sir sach m mere man ki sari duvidha khatam ho gyi apka bahut bahut dhanyawad bhagvan apko duniya bhar ki sari khushiyan de🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thankyou so much for your kind words Reena Ji
Without any bakbak to the point discussion ❤❤
Sir ji ancient k jo starting k topics h unke liye sirf ghatna or lucent sufficient rahegi na q k mere pas coaching ki pdf h wo bhut lengtyy ho jayega.. maine pyq dekha to usme utna zyada weightage bhi nhi h un topics ka ki 3 sources se kru...
Han exactly jo kr rhin usi se krna hai bass tests lgati rhiyega usse new question jitne mile bas utna aur krte rehna hai
@@AnujChaturvedi thank you bhaiya ji🙏
Thank you so much Sir......🙏🏻🙏🏻....... really helpful video as always.....no one tells this much deeply and accurately.....
Bhaiya ancient aur modern history ki jo pariksha Vani aai h vo kaisi h ro k liye ya fir GC hi pdhe
Hai to achhi but pdhne ke liye samay chahea
@@AnujChaturvedi okk bhaiya thank you
Bhai hm aapki sari video dekhte h aur aapki btayi hui bato ko apni preparation m implement b krte h
Thank u sir 🙏
Thnkuhhhh so much sir.....
Sir me studyforcivilservices ke notes ke ghtnachakra poorvalokan lgana jaroori he sir plz reply
Scs ke notes farzi hai..only ghtana chakra lucent
Hii mujhe bhi study for civil services ke notes chye the me afford mhi kr skti help kr skte ho pls it's request
Thank you sir
Jai shrikrishna🙏🙏
GhatnA chakra purvavlokan pdhna h kyaa sirr plzz muje bta dijiye??
Han
Thanku sir 🙏
Thankyou so much sir aapne mera comment pic kiya
After then sir economics ka bhi dijiyega... please #ro & uppcs
Economy ka 3 din phley hi share Kiya hua hai
Please do watch in latest videos Kushagra Ji
@@AnujChaturvedi ok sir
I'll watch definitely this 🙏
Jaldi mein kyun rehte hain bhaiya thoda km speed m bola kariye
Thankyou bhaiya 🙏🙏🙏
Thanku so much sir 🙏 ❤
Sir mein es samay geography pariksha vani se pd rhi hu esko odne m mujhe bhut time lg rha hai aur baki ke subject bhi pdne hai to time management m bhi dikkat ho rhi hai kese kina time du
Sir aap se baat karna tha. Koi contact no
Sir abhi se jo start kr rha h vo kya jre
Wo ye nahi bata skte... Bus jo possible hai padhna wo padho, kyunki wahi ho skta hai, fir utne mei nikalta hoga to niklega warna khone ko hai kucch hamare paas! nahi!!... To chill lucent padh daalo acche se, jitna ho ske, 10 saal ke pyqs ke hisaab se taiyaari karlo Or current ke lie eye drishti Or ghatnasaar padh jao... Or kucch nahi ho skta...
@@SurajSingh-go4pzsir bol ke hi bata rge topic ya kahi likh ke dete h
Likha hua telegram pr pdf pr hai most important topics ki form mein
Ab video me updated cheezein samjha rha
Namaste sir.. very helpful video
Very nice bhaiya ji aap hi hai sahi marg dikhane vale ❤❤🙏🙏
Sir vacancy ki month tk hogi
geography ka nmbr kb ayega😢
15 minutes mein wo hi aa rha hai
Sir ro, aro history kay liye drishti i.a.s ki book thik hai ya nhi , ghatna chakra krne kay baad please riply sir
Hlo sir..... sorry for being late
Now I am back... kya m ab start kr skta hu ??😢😢😢
Sir current affairs kitna kre plz ek video
Video ki speed se ghabarahat hoti hai
History ke liye book kaun sa le
Sir please geography ki important topic batadijiyga 🙏🙏
बहुत अच्छी गाइडेंस मिल रही है हमें आपके माध्यम से
Ji sir geography or economic ka bhi ase hi kra dijiye app k Es Srahinye kaam ko dil S Salute sir Thanku so much 🙏🙏
Sir test series kaun si lgaye jisse questions mil jaye❤❤
Sir भारतीय कृषि वाणिज्य एवं व्यापार kha se Krna h source bta dijiye
Sir geography science ka bi bta dijiye
Sir ji plz Csat me interpersonal communication skills and decision making par guide kariye ….Mai maths and Hindi me problem face kar raha ….
Bhaiya ji Geography + Enviroment aur Science ka bhi cover kr dijiye 🙏 mujhe ghatnachkar se confidence nhi aa rha aur ye smjh nhi aa rha ki kaun se topic standard source se kru
General science ka bhi please explain kriyega sir.... thank you so much
Sir lucant or ghtna cakhr sa ho jyaga kya ro aro
Plz bata do
Sir geography k bhi bta dijiye please ❤and thank you for everything
Sir test series kiski join kre
Sir environment or geography ka bhi topic bata dijiye
Sir geography ke topic bata diye or cover kese kare please 🙏 or sir ghatna chakra ko bhi bata de please
Sir , Kiran publication se history kar sakte hai
Haan
But revise zada kariyega facts bahut hain usme kyunki
Ok sir, thanks 🙏
Lucent history individual book,
Ya fir All in one Lucent book padhni hai, please sir clear kare.
@@harshprajapati5486 all in one btai h bhai ne
@@pritisingh5890 thanks
Apke videos 0.75x par dekhna padta hai..😊
lucent se ab nahi aata bhai jayda
Thankyou so much sir 🙏
Sectional test series kha se lgaye ,sir 🙏
Geography ke leya bhe sir
Sir current affairs ka bhi detailed vdo
Thank you sir ye video Kaffe help karte hain sir geography ke topic share kar dijiye please
Culture ka ek specific video bna dijiye stretegy and source related
Sir m govt job m hu .or prep kar rhe .aapka contact no mil payega
Sir I use Luccent as my short notes
Good evening sir
Good Morning 🌞
Sir current affairs ka flavour kya rahte hai for uppcs exam sir maine analysis kita hai but aap deep analysis karke bta dijiye because maximum question 35+ questions aate hai uppcs exam me thanks dear sir 🙏🙏🙏🙏
Sir meri shadi ho gei h but otr phly Kiya tha to hm exam de skty h please btaey m bhut dar lg rha h
Sir geography and environment ka bhi bta digiye ❤❤❤❤
Ro aro k liye best coaching le ya self study aur best coaching kaun c h ❤
RO me 84q Lucent+ ghatna chakra se aye the current affairs ko chhodkar with prof dikhaya h sir ne
Kon sa question aya hai bhai ek bhi nhi mila history ka
Very helpful video bhaiya...........jaise apne geo ki sectional test btaya h(GS world) ase koi history ka b bta dijiye jish se or ache se ho jaye
History - dhyeya IAS ke sahi rehtey hain
Gs world mein ancient + medieval ka alag se ata hai wo bhi bdhiya hota hai
@@AnujChaturvedi thnk you bhaiya
@@shonachoudhary2314 gs world ke sectional test kaise mile apko??? Online ya offline??
@@aradhanagupta6352 offline hi milli h mujhe online nhi milli dear
@@shonachoudhary2314 yr pl bata do kaise mili. Mujhr bhi chaiye.
Sir csat ka bhi kuch kijiye
Video is there already use dekhiye problem nhi hogi
sir history bahut weak hai
kaise taiyar kru esko
jb padhta hu to sb yaad rhta hai bad me bhul jata hu
please sir
History ka kal wala video dekhiye
Bhultey hain to revise zada kriye tb aage ka pdhiye
Sir m job krta hu kis treeke se pre mains ki taiyari ho skti h
Thank you sir
Thank you bhaiya ji
Bhaiya polity ka bhi kra dijiye
Polity ka bta diya hai Vikash Ji 2 days pehle
Thank u sir