عیسی علیہ السلام نے کوی فزکس کے کایناتی علوم مہارت اتنی کم عمر حاصل نہیں کی تھی بلکہ معجزوں کے سارے کام اللہ نے ہی عیسی علیہ السلام کے ہاتھ سے کیے ا ور کروایے تھے ۔ اسی لئے اللہ نے فرمایا کہ سارے معجزات اس کے اذن سے ہوے۔ یا معراج کا واقعہ سب اللہ کے کام ہیں اور وہ قادر مطلق ھے ،وہ کسی فزکس کے پرنسپل سے بندھا ہوا نہیں ھے۔۔ وہ عا لم الغیب ھے۔ کبھی کسی کام کے لیئے اس کا کن کہد ینا کافی ہے۔ موءمن کو غیب پر ایمان لانا ضروری ھے،ساینس کا بھوت سوار ہونا ایسے معاملات میں بر بادی ھے۔
Please don't spread incorrect information without proof. Nikola Tesla never mentioned anything about Hazrat Isa (Alahi Salam). The information you provided is made up and misleading."and iam reporting on your video
"He is right only about Hazrat Isa (Alahi Salam), but not about Nikola Tesla that Nikola Tesla has saying that hazrat isa alahi salam had something to do with frequency or anything else."
@@youtubeninja5265 the science are proving it not just like this s**t is saying that it's is called by Nikola Tesla. Nikola Tesla had never mentioned a single words about ( hazrat isa alahi salam).
@@BabarKhan-rc4mt ایک کتاب شمس المعارف لطائف العوارف ۔۔۔ احمد علی البونی کی ۔ ایک مخزن العملیات ، سلیم بن قیس ہلالی کی اور آفتاب قریشی اور فرقان قریشی کو U tube پر دیکھ لو دوست
Jahan har Ghar min anar k drakht lagy hon gy wo dosro k anar nhi terry ga apny anaron ki fikar min Laga rhy ga mujhy lagta Hy Yahan har Ghar min anar ka darakht Hy or jis mulk min har shakhs k pas uorat larki Yani beti Hogi or har shakhs k pas Malo dolat jaidad Hogi us mulk min bhi aesy hi aman ho ga koi ksi k Malo dolat Zameen par or ksi ki ma bevi bhain par ghalt nzar nhi Daly ga or na hi dhandda Kary ga q k yi sab cheezyn khud us k pas hyn usy zarorat hi nhi or wo apni chezon ki hifazat Kary ga na k dosron k Malo par nzar rakhy ga yi cheez 1hi sorat mumkin Hy insaf ager insaf ho jay sab ka 1hi uhda martaba izzat or tankhwa 1 hi ho Yani waqat ka badshah ho ya jaro lgany Wala uorat ho ya mard sab ki 1hi izzat 1hi tankhwa ho TU dunya jannat ban jay gi ab Jo mery is faisly k khilaf Hy wo Khuda Hy or koi b nhi ho Sakta q k wo ksi k brabar nhi wo bada Hy uska martaba uohda bada Hy uski Shan bhari Hy wo sahib wo Ameer wo aaqa wo badshah sab sy ziyada izzat walamartaby Wala hy, or ager koi logon min sy mery is faisly k khilaf Hy TU samjho wo Khuda banana Chahta Hy or unhi logon NY logon ki apny sy ziyada izzat or martaba karny ki talqeen ki hoi Hy Yani ksi b bhary ko Khuda ziyada Malo dolat nhi deta ksi ko Khuda dosron sy ziyada izzat nhi deta uski nzar min sab brabar hyn yi Sirf ham logon NY apny mfad Matlab maqsad k liy bnay howay hyn Yani ham Khuda banny ki Koshish karty hyn
4:50.....EESA aleh salam ke mojzaat ko....nikola tesla ki soch se na milayen......wo ALLAH ke pegumbuer they.....or unkey sarey mojzey......ALLAH ke khaas karam se they......science uski wazahat nahi de sukti.....or na hi aap ko iss andaaz se baat karna chahiye..... ALLAH qadir e mutlaq hey..........
O bhai sb mojza kehty he us phenomena ko hain jo maafok ul fitrat ho....agr scientific knowledge ko he use kr k kam krna ho to Nabi aur ghaur r nabi main kia fark hua??
*اگر ہوتا وہ مجذوب فرنگی زمانے میں* * تو اقبال اس کو بتاتا کہ مقام کبریا کیا ہے* یہ تو علامہ صاحب نے نٹشے کے بارے میں کہا تھا۔ لیکن میں کہتا ہوں کہ اگر مجھے اللہ نکولا ٹیسلا کے زمانے میں پیدا کرتا تو میں اسے اقا جی جی صلی اللہ علیہ والہ وسلم کے معجزات بتا کر اسے مسلمان کر لیتا۔۔
Uorat sy bara aqal mand koi nhi par uorat apni aqal ka 1hisa b istimal nhi Karti mard apni aqal ka 10fesadi istimal karty Hy isy ly wo is aqamand par raj karty hyn ab Suno uorat aqal q nhi istimal kar pati q k jab tak insan jism ki takalef min mubtala rahta Hy wo aqal ko istimal nhi kar Sakta han uorat achhi doctors ban jati Hy q k jis takalef min insan mubtala ho usy ceez k bary min ziyada aqal mand HOTA jata Hy Yani ager ksi ko kamil aqal Wala banana Hy TU usy har traf sy tang Karna shuro kardo wo har cheez har masly ka hal nikal ly ga
Uorat ko b is dor minvirasat ka pora pora hissadar bnaeo q k id purfitan dor min majbor urat par dhandda ho rha hy ya usy rashan k bhany ya mdad karny k bhany qaidiyani ghalt kam ya dhandda karty hy is ayat ko tu parh kar aesa lag rha hy k islam asal min qaidiyaniyon ka mazhab hy
Wrong Information Hazrat Isaa (as) ne 120 saal umer pai aur unnki Qabar Kashmir sirinager main hai aur wo dobara nahin aain gey jaise sab nabi wafat paa chuke hain woh bhi waafat pa gey hain leyhaza koi Nabi dobara nahi aasakhta Ager aana he hota to Hazrat Muhammad saw he kiyoon aajatey issliye wo Quran aayat hai wama kana Muhammaadun wali surah Alnisaa ki Quran Parro aur Samnjo Allah hadayyat de Aameen
Quran may yeh kahan likha hai 120 saal umer payee aur qabar Kashmir may hai woh bhi bata daytay toh hamari aqal bhi aapkay barabar pohanch jaati. Aur yeh bhi farmayein kay Qur'an may yeh kahan likha hai kay namaz kaisay qaim karni hai. Kya ehkaam baja lanay hain aur kis position may konsi ayat ki tilawat Karni hai? Yeh sub information bhi toh mujood hogi aapkay paas. Acha jo wafaat paa chukay hain woh toh aa hi nahi rahay wapis lekin aap jab wafaat payeingay toh qayamat say pehlay qabar say uthaye jayeingay ya sotay rahain gay? Jab ALLAH ki QUDRAT aur uska naam AL QADIR samajh may aa hi gayee hai aapko aur tamam raaz faash ho gaye hain toh hamari bhi thorri rehnumai farma dain Dr sb
@@Watchersrevolution yeh naya firqa nahi hai bhai. Yeh Qur'an hi kaafi walay lag rahay hain mujhay woh bhi munkar e hadees walay nahi balkay Abu jehel kay abu khusro Sahab jis may apna naam muhammad shaikh kar liya. Woh jahil RASOOLALLAH SAW ki hasti ka hi inkari hai aur kehta hai MUHAMMAD ibne ABDULLAH SAW koi shakhs thay hi nahi aur woh Kabhi paida hi nahi huway kyun kay Qur'an may AAP SAW ki paidaish ka zikar nahi hai. Woh kehta hai kay Qur'an MUSA AS ki kitaab hai aur MUHAMMAD aur JIBREEL woh samajh hai jo Qur'an parrhnay kay baad aapko ALLAH atta karay. Woh jahil Ka bacha. Us khabees nay bohat logo ko gumrah kiya hai arabi lughat say ek ek lafz ka tarjuma kar kay. Na koi qinaya samjha na arabi zabaan kay mafhoomat aur moqay ki munasabat. Na usko shaan e nazool Ka koi ilm hai. Us khabees say koi yeh poochay kay Qur'an may uski paidaish ka zikar kahan hai toh woh Jo yeh dawa karta hai lay uspay wahi aato hai aur ALLAH nay usko direct parrhaya hai toh apni paidaish Qur'an say sabit karay. Namaz Ka tareeqa aur ayat ki tilawat konsi position may kya Zikar hai Kahan say mila? Is baat par woh khabees kehta hai kay namaz toh mutawatir sadiyon say chalti arahi hai 🤣🤣🤣toh jahil aadmi hadees Ka inkaar kaisay kar sakta hai yeh samajh say bahar hai. Mujhay Nahi pata Dr sb ussi kay payrokaar hain ya nahi lekin ussi nay yeh baat boli hai kay ESA AS Kashmir may madfoon hain. Khair ALLAH hidayat day subko aur muhammad shaikh kay fitnay say bachaye
عیسی علیہ السلام نے کوی فزکس کے کایناتی علوم مہارت اتنی کم عمر حاصل نہیں کی تھی بلکہ معجزوں کے سارے کام اللہ نے ہی عیسی علیہ السلام کے ہاتھ سے کیے ا ور کروایے تھے ۔ اسی لئے اللہ نے فرمایا کہ سارے معجزات اس کے اذن سے ہوے۔ یا معراج کا واقعہ سب اللہ کے کام ہیں اور وہ قادر مطلق ھے ،وہ کسی فزکس کے پرنسپل سے بندھا ہوا نہیں ھے۔۔ وہ عا لم الغیب ھے۔ کبھی کسی کام کے لیئے اس کا کن کہد ینا کافی ہے۔ موءمن کو غیب پر ایمان لانا ضروری ھے،ساینس کا بھوت سوار ہونا ایسے معاملات میں بر بادی ھے۔
La ilaha illallah Muhammadur Rasulullah 🌹
4:50 he is right he is talking about etherium ...
Which was easily for hazrat isa alaisalam
Please don't spread incorrect information without proof. Nikola Tesla never mentioned anything about Hazrat Isa (Alahi Salam). The information you provided is made up and misleading."and iam reporting on your video
He is saying the true. I already seen this true with my eyes and soul
What is wrong in this all are rights Hazrat ESSA A S do these before but now the science are proving it righ
"He is right only about Hazrat Isa (Alahi Salam), but not about Nikola Tesla that Nikola Tesla has saying that hazrat isa alahi salam had something to do with frequency or anything else."
@@youtubeninja5265 the science are proving it not just like this s**t is saying that it's is called by Nikola Tesla.
Nikola Tesla had never mentioned a single words about ( hazrat isa alahi salam).
@@Destroythem9 bro Nikola Tesla told that if we think in the form of energy frequency then we will know about the world
SALLALLAHU ALAYHI WA AALA AALIHI WA SALLAM
AS'SALATU WAS'SALLAMU ALAYKA YA RASOOL'ALLAH
Ya Hayyu Ya Qayyum
Osm
Great video
Good
سنا ہے وہ دو رکعت نماز کے بعد یہ اسم پڑھتے تھے ۔۔۔
یا قادر', یا قائم'٫ یا دائم'یا احد', یا صمد' ۔۔۔ بحق اے محمد و آل محمد علیہ السلام ۔۔۔
Hawala do
@@BabarKhan-rc4mt
ایک کتاب شمس المعارف لطائف العوارف ۔۔۔ احمد علی البونی کی ۔ ایک مخزن العملیات ، سلیم بن قیس ہلالی کی اور آفتاب قریشی اور فرقان قریشی کو U tube پر دیکھ لو دوست
All Power Eisa PBUPHIM Got in Bally of mom even before He Born.
❤❤
Jahan har Ghar min anar k drakht lagy hon gy wo dosro k anar nhi terry ga apny anaron ki fikar min Laga rhy ga mujhy lagta Hy Yahan har Ghar min anar ka darakht Hy or jis mulk min har shakhs k pas uorat larki Yani beti Hogi or har shakhs k pas Malo dolat jaidad Hogi us mulk min bhi aesy hi aman ho ga koi ksi k Malo dolat Zameen par or ksi ki ma bevi bhain par ghalt nzar nhi Daly ga or na hi dhandda Kary ga q k yi sab cheezyn khud us k pas hyn usy zarorat hi nhi or wo apni chezon ki hifazat Kary ga na k dosron k Malo par nzar rakhy ga yi cheez 1hi sorat mumkin Hy insaf ager insaf ho jay sab ka 1hi uhda martaba izzat or tankhwa 1 hi ho Yani waqat ka badshah ho ya jaro lgany Wala uorat ho ya mard sab ki 1hi izzat 1hi tankhwa ho TU dunya jannat ban jay gi ab Jo mery is faisly k khilaf Hy wo Khuda Hy or koi b nhi ho Sakta q k wo ksi k brabar nhi wo bada Hy uska martaba uohda bada Hy uski Shan bhari Hy wo sahib wo Ameer wo aaqa wo badshah sab sy ziyada izzat walamartaby Wala hy, or ager koi logon min sy mery is faisly k khilaf Hy TU samjho wo Khuda banana Chahta Hy or unhi logon NY logon ki apny sy ziyada izzat or martaba karny ki talqeen ki hoi Hy Yani ksi b bhary ko Khuda ziyada Malo dolat nhi deta ksi ko Khuda dosron sy ziyada izzat nhi deta uski nzar min sab brabar hyn yi Sirf ham logon NY apny mfad Matlab maqsad k liy bnay howay hyn Yani ham Khuda banny ki Koshish karty hyn
AllahhoAkbar Sallallahualaihivasalam. 💚🇵🇸. 🇮🇳
Mojeze ko science kabhi explain hi nahi kar sakta
ALLAH TALA kun fa ya kun Hai
Ab hum kiya un ke baat ca yaqeen krain gay ??
Nakola nay kuhd murdy zinada kuin nehy kaiy????????
I think this youtuber is talking about Etherium. I think sooo
4:50.....EESA aleh salam ke mojzaat ko....nikola tesla ki soch se na milayen......wo ALLAH ke pegumbuer they.....or unkey sarey mojzey......ALLAH ke khaas karam se they......science uski wazahat nahi de sukti.....or na hi aap ko iss andaaz se baat karna chahiye..... ALLAH qadir e mutlaq hey..........
Plz give reference about this statement about Isa given by Tesla
Trust me 🙏
O bhai sb mojza kehty he us phenomena ko hain jo maafok ul fitrat ho....agr scientific knowledge ko he use kr k kam krna ho to Nabi aur ghaur r nabi main kia fark hua??
*اگر ہوتا وہ مجذوب فرنگی زمانے میں*
* تو اقبال اس کو بتاتا کہ مقام کبریا کیا ہے*
یہ تو علامہ صاحب نے نٹشے کے بارے میں کہا تھا۔ لیکن میں کہتا ہوں کہ اگر مجھے اللہ نکولا ٹیسلا کے زمانے میں پیدا کرتا تو میں اسے اقا جی جی صلی اللہ علیہ والہ وسلم کے معجزات بتا کر اسے مسلمان کر لیتا۔۔
😂😂😂😂😂😂
Pagal log ho tmm fazool baty bta rahy
Yhh kam ap k log q nahi kr saky koi or q nahi Mojza kr sakaa btaooo
Tesla is the greatest man in the whole world❤
pas se hi kuch bhi bakwas
Uorat sy bara aqal mand koi nhi par uorat apni aqal ka 1hisa b istimal nhi Karti mard apni aqal ka 10fesadi istimal karty Hy isy ly wo is aqamand par raj karty hyn ab Suno uorat aqal q nhi istimal kar pati q k jab tak insan jism ki takalef min mubtala rahta Hy wo aqal ko istimal nhi kar Sakta han uorat achhi doctors ban jati Hy q k jis takalef min insan mubtala ho usy ceez k bary min ziyada aqal mand HOTA jata Hy Yani ager ksi ko kamil aqal Wala banana Hy TU usy har traf sy tang Karna shuro kardo wo har cheez har masly ka hal nikal ly ga
Hazeat Essa kbhi bhi n aengy ap kuch bnkrlo
Nightmares for ex Muslim islamophobes andbhakt
Mufti Yasir Nadeem alwajidi, Awaz e haq, uncensored, Qaiser Ahmed Raja, Elaina Ali
To sirf Christians he q mojzye krty haan Jesus ka name sa he
Koo asman m n uthya ahadess pe gaur kro
Uorat ko b is dor minvirasat ka pora pora hissadar bnaeo q k id purfitan dor min majbor urat par dhandda ho rha hy ya usy rashan k bhany ya mdad karny k bhany qaidiyani ghalt kam ya dhandda karty hy is ayat ko tu parh kar aesa lag rha hy k islam asal min qaidiyaniyon ka mazhab hy
Baqasi video hai agar advance science ta tu koye scientists karta na baqas karte ho ye sirf mojaza ta
Wrong Information Hazrat Isaa (as) ne 120 saal umer pai aur unnki Qabar Kashmir sirinager main hai aur wo dobara nahin aain gey jaise sab nabi wafat paa chuke hain woh bhi waafat pa gey hain leyhaza koi Nabi dobara nahi aasakhta Ager aana he hota to Hazrat Muhammad saw he kiyoon aajatey issliye wo Quran aayat hai wama kana Muhammaadun wali surah Alnisaa ki Quran Parro aur Samnjo Allah hadayyat de Aameen
😂
Quran may yeh kahan likha hai 120 saal umer payee aur qabar Kashmir may hai woh bhi bata daytay toh hamari aqal bhi aapkay barabar pohanch jaati. Aur yeh bhi farmayein kay Qur'an may yeh kahan likha hai kay namaz kaisay qaim karni hai. Kya ehkaam baja lanay hain aur kis position may konsi ayat ki tilawat Karni hai? Yeh sub information bhi toh mujood hogi aapkay paas. Acha jo wafaat paa chukay hain woh toh aa hi nahi rahay wapis lekin aap jab wafaat payeingay toh qayamat say pehlay qabar say uthaye jayeingay ya sotay rahain gay? Jab ALLAH ki QUDRAT aur uska naam AL QADIR samajh may aa hi gayee hai aapko aur tamam raaz faash ho gaye hain toh hamari bhi thorri rehnumai farma dain Dr sb
@@hasanshehbaz7759 is ny pee hoyi ha wo bhi sasti quality ki🗿🗿💀
Ye alg hi firqa bana rha hai
@@Watchersrevolution yeh naya firqa nahi hai bhai. Yeh Qur'an hi kaafi walay lag rahay hain mujhay woh bhi munkar e hadees walay nahi balkay Abu jehel kay abu khusro Sahab jis may apna naam muhammad shaikh kar liya. Woh jahil RASOOLALLAH SAW ki hasti ka hi inkari hai aur kehta hai MUHAMMAD ibne ABDULLAH SAW koi shakhs thay hi nahi aur woh Kabhi paida hi nahi huway kyun kay Qur'an may AAP SAW ki paidaish ka zikar nahi hai. Woh kehta hai kay Qur'an MUSA AS ki kitaab hai aur MUHAMMAD aur JIBREEL woh samajh hai jo Qur'an parrhnay kay baad aapko ALLAH atta karay. Woh jahil Ka bacha. Us khabees nay bohat logo ko gumrah kiya hai arabi lughat say ek ek lafz ka tarjuma kar kay. Na koi qinaya samjha na arabi zabaan kay mafhoomat aur moqay ki munasabat. Na usko shaan e nazool Ka koi ilm hai. Us khabees say koi yeh poochay kay Qur'an may uski paidaish ka zikar kahan hai toh woh Jo yeh dawa karta hai lay uspay wahi aato hai aur ALLAH nay usko direct parrhaya hai toh apni paidaish Qur'an say sabit karay. Namaz Ka tareeqa aur ayat ki tilawat konsi position may kya Zikar hai Kahan say mila? Is baat par woh khabees kehta hai kay namaz toh mutawatir sadiyon say chalti arahi hai 🤣🤣🤣toh jahil aadmi hadees Ka inkaar kaisay kar sakta hai yeh samajh say bahar hai. Mujhay Nahi pata Dr sb ussi kay payrokaar hain ya nahi lekin ussi nay yeh baat boli hai kay ESA AS Kashmir may madfoon hain. Khair ALLAH hidayat day subko aur muhammad shaikh kay fitnay say bachaye
Na nabi Pak NY Jo Kaha wo na Mano apny mala ky apny Tesla bonsla KO promote Kar rahy ho
Tesla khud Pagal thaaa