Bhai handicapped students ka llb ka cutt off aur admission process aur course fee hostel fee aur mess charges ye sab se handicapped students ki help ho jayegi please sir information provide karwa dijiye
Bhaiya....jese kisi ka compartment aya 12th me.... Wo usne paas kr lia.... CUET me bhi ballb ki cutoff cross kr li.... Admission me problem aaegi?.. Jese compartment ka result baad me aaya esa kuch hua to
Sir main bihar se hu bhu LLB ka cut off clear ho ja rha hai, please ek detail video bna dijaye ki hostel kaise lena hai kaise apply karna hai for girls..
@@amitkvlogs1412 Bhai mera ek hi aim Hai. UP Judiciary me select hona Hai. I want to know that is bhu Llb complete 3 year syllabus and up judiciary ka syllabus kitna same Hai. Kya bhu Llb me koi other classes bhi chalti up judiciary ke liye.......
Atrva bhaiyya ki jai
Good amit bhai 👍👍😊
Thank you bhai
Bhai handicapped students ka llb ka cutt off aur admission process aur course fee hostel fee aur mess charges ye sab se handicapped students ki help ho jayegi please sir information provide karwa dijiye
Bhaiya....jese kisi ka compartment aya 12th me.... Wo usne paas kr lia.... CUET me bhi ballb ki cutoff cross kr li.... Admission me problem aaegi?..
Jese compartment ka result baad me aaya esa kuch hua to
Admission k baad University Wale time dete hai apne documents sumbit krne ho approx 1 months.
@@amitkvlogs1412 ok bhaiya... Thanks a lot... Kafi preshn tha me
Sports quota se admission lene wale student se baat kr k video bnaye na sir
Unka admission kaise hota hai
Sir main bihar se hu bhu LLB ka cut off clear ho ja rha hai, please ek detail video bna dijaye ki hostel kaise lena hai kaise apply karna hai for girls..
kya admission list aani shuru ho gayi h ya nahi? Llb ki
Or 3 year llb vale course ka 1st sem kabse start ho raha h??...2023 ki
Reply
👍👍
Thank you bhai
Bhaiya se puchiye ki NLU se judiciary kare to kaisa rahega
NLU se Law kro accha rahega
@@amitkvlogs1412 Bhai mera ek hi aim Hai. UP Judiciary me select hona Hai. I want to know that is bhu Llb complete 3 year syllabus and up judiciary ka syllabus kitna same Hai. Kya bhu Llb me koi other classes bhi chalti up judiciary ke liye.......
man ki baat pakde nhi jaana 9:42
Sir bhu se corporate lawyer ban sakta hu kya ?? Companies kya placements k liye atee hai ??
same question brother
Nhi
Bhai ye Ba LLB integrated course walon ka hostel hai?
Yes
🙏🏻🙏🏻❤❤❤👍👍👍👍
Thank you bhai
corporate law karna hai hme kesse hoga kuch advice
advice do guru like nhi
Ba llb hostel tour please
Ok
Bhaiya please tell me LLM course me attendance ka kya scene hai? Judiciary ke preparation aur llm saath saath hoskta h from bhu?
Please please reply
Yes. Ho sakta hai dono sath m. Attandance LLM ka nhi pta h hmko.
Phd in law waalo ka konsa hostel hai?
Bhaiya llb ka final payment kb tk aayega aur abhi kitni seat bachi h kitne round aur Aa sakte h ye bta dijiye please
Check official website
Cutt of jaror bata dijiye koi youtuber help nhi kar raha
BHU ka cut-off?
@@amitkvlogs1412 ji bhai bahut important hai handicapped students ke liye llb (3 year)
Aap mere Instagram pr msg kigie.
amit_maurya_21
221 obc hogya hai
Bhai BHU me BA Social Science ke liye hostel milta hai?
Yes
@@amitkvlogs1412 Bhai Hostle ke liye kaise apply karte hai kya process batao na bhai
Bhai ynha har sal kitne fresher ko hostel allot hota h llb 3 year me
Student ko 1 year ka kinta fee lagta hai mess and hostel rent
Mess - 50 Rs per meal. Jab Khao tbhi payment kro. Hostel fees bhut Kam hai
Sir bhu law ke liye alg dress h ya nhi jo lawyer ka dress hota hai
No any specific dress for classes. Formal must when there is moot court competition.
@@amitkvlogs1412 ok thankyou
LLB me kitna percent chahiye LLM k liye
8:28 Rs 2000 per semester hostel fee h?
Math v puchhta h kya LLM me?
Mess bnd rhta h to khana kse khate h?
Mess band nhi rhta. Summer vacation ki wajah se band tha. Please watch full video 🙏
Hindu University so no Ragging
yes
Bhaiya placement ka kya system h
Placement hota hai but bhut kam b.tech m
Law me placement nahi hota hai kya sirr@@amitkvlogs1412
@@varshakashyapkumari1868 bole the bahut kum
Atharv bhiyaa se contact karna h... Number ya insta??
Msg me on Instagram
Rooms are single or double?
Send me Instagram id