Chaddar | چادر | Hassan Ali | Nohay 2022 | Noha Bibi Zainab sa

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 вер 2022
  • Chaddar | چادر | Hassan Ali | Nohay 2022 | Noha Bibi Zainab Sa
    #chaddar #HassanAliNohay #nohay2022 #karbala #yahussain #muharram2022
    Audio Credits
    Noha: CHADDAR | چادر
    Recited By: Hassan Ali
    Poet and Composition: Muhsin Jafri
    Audio Engineering: Tirmah Zaidi
    Audio Recorded: HAF Studio' USA
    Video Credits
    DOP: Seam Maksud
    Editing: Sunrise Studio (SRS)
    Creatives: Qasim Zaidi
    ____________________________________________
    FOLLOW US!
    Subscribe Us On UA-cam: / itshassanali
    Like Us On Facebook: / itshassanali
    Tweet Us On Twitter: itshassan_ali
    Follow Us On Instagram: / itshassan.ali
    Add Us On Snapchat: www/snapchat.com/add/itshassan.ali
    We're also available on TikTok Now
    www.tiktok.com/itshassan.ali
    ____________________________________________
    NOHA LYRICS
    Chaddar Har Mor Pay Mangi Hai
    Sardar Aliع Ki Beti Nay
    Har Bar Suna Hai Ummat Say
    Inkaar Aliع Ki Beti Nay
    1- Shabbirع Nay Laash-e Akbarع Par
    Jis Tarhan Kiya Gir Gir Kay Safar
    Yun Uthtay Bethte Dekhein Hain
    Bazaar Aliع Ki Beti Nay
    2- Pathar Barsay Sholay Barsay
    Or Hath Pas-e Gardan Thay Bandhe
    Chehre Pay Saha Hai Umat Ka
    Har Waar Aliع Ki Beti Nay
    3- Dekha Hai Bahatar Ghanton Tak
    Sajtay Huay Apnay Maqtal Ko
    Chobees(24) Peher Sajtay Dekha
    Darbar Aliع Ki Beti Nay
    4- Jaltay Huay Kheimon Say Us Ko
    Kandhon Pay Utha Kar Laai Thee
    Iss Tarhan Bachaya Sholon Say
    Beemar Aliع Ki Beti Nay
    5- Jo Pathar Shaam Ki Aurton Nay
    Shabbirع Kay Sir Ko Maaray Thay
    Do Chaar Rubabع Nay Khaye Hain
    Do Chaar Aliع Ki Beti Nay
    6- Ankhon Ankhon Mein Bhai Say
    Har Baar Maafi Mangi Hai
    Dekhe Jo Sakinaع Kay Jab Bhi
    Rukhsar Aliع Ki Beti Nay
    7- Karta Tha Jab Bhi Shimar Shaki
    Shabbirع Kay Sir Ki Bay-Adbi
    Abbasع Kay Sir Ko Dekha Hai
    Har Baar Aliع Ki Beti Nay
    8- Yun Istaqbal Hua Us Ka
    Malboos Hi Laal Hua Us ka
    Tar Khoon Mein Mohsin Dekhi Har
    Deewar Aliع Ki Beti Nay

КОМЕНТАРІ • 54