Ghar mein Shivling रखने के नियम (शिवपुराण 🔱 के अनुसार) Shivling Puja Vidhi/नित्य शिवलिंग पूजा विधि

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 вер 2024
  • Ghar mein Shivling रखने के नियम (शिवपुराण 🔱 के अनुसार) Shivling Puja Vidhi/नित्य शिवलिंग पूजा विधि
    Shivling Puja Vidhi, Shivling, Rudrabhishek, Shivling Pujan, Shiv Pujan Vidhi, Shivling Niyam, fayade Ghar Mein Shivling: घर में शिवलिंग रखना चाहिए या नहीं, शिवलिंग रखने का नियम, स्थापना और पूजा विधि
    #shivling, #shivlingpujavidhi, #shivlingpuja, #shivlingpooja,
    #shivlingkepujavidhi #shivlingathome, #gharmeinshivling
    #gyananusar
    #trending
    #sawan
    #sawan_somwar_vrat
    #sanatandharma
    #somvarvrat
    #sawankamahina
    #sawan2023
    #sawansomwarpuja
    #sawansomvarvratvidhi
    #sawansomvarvratvidhi
    #sawansomvarpujavidhi
    #sawansomvarvrat2023
    #sawansomvarvrat
    #sawanshivratri
    #sawanshivpuja
    #shivpurankeupay
    #shivpuran
    #shivpuran_upay
    #shivpuranज्ञान
    #shivpuja
    #shivpujan
    #shivmahapuran
    ghar mein shivling rakhana chahiye ya nahi, ghar mein shivling rakhna chahiye ki nahi, ghar mein shivling ke pooja kaise karen, ghar mein shivling rakhne se kya hota hai, ghar mein shivling ki sthapana kaise karen, ghar mein shivling rakhna chahiye, ghar mein shivling, ghar mein shivling kaise rakhe,
    ghar mein shivling kaise sthapit karen,
    ghar mein shivling kaha rakhe,
    ghar mein shivling kaise rakhna chahiye, ghar mein shivling rakhe ya nahi, ghar mein shivling rakh sakte hai ya nahi, ghar mein shivling hona chahiye ya nahi
    घर में शिवलिंग रखना चाहिए या नहीं,
    घर में शिवलिंग की स्थापना कैसे करें, घर में शिवलिंग की पूजा कैसे करें,
    घर में शिवलिंग कितना बड़ा रखना चाहिए, घर में शिवलिंग कैसे रखें
    घर में शिवलिंग कहा रखें,
    घर में शिवलिंग रखना चाहिए कि नहीं.
    घर में शिवलिंग रखने से क्या होता है,
    घर में शिवलिंग,
    घर में शिवलिंग किस दिशा में रखना चाहिए, घर में कितने शिवलिंग रखना चाहिए, घर में कौन सा शिवलिंग रखना चाहिए, घर में कौन सी शिवलिंग रखनी चाहिए, तुलसी में शिवलिंग रखना चाहिए या नहीं, तुलसी में शिवलिंग रखने से क्या होता है, तुलसी में शिवलिंग, jyotish panchang, anshul tripathi, Shivling at Home, Shivling, important things for shivling shivling at home, rules to follow for keeping shivling at home, savan somvar, shivling puja at home, घर पर शिवलिंग रखने के नियम, शिवलिंग की पूजा, शिवलिंग घर पर रखते समय ध्यान रखने योग्य बातें, सावन में घर पर करें शिवलिंग की पूजा, benefits of shivling pooja, side effect of shivling in home, Lord Shiva, rules of Shivling establishment, rules of worship of Lord Shiva, पीरियड्स में महिलायें कैसे करें शिवलिंग पूजा, rules of installation in Shivling at house, how to worship Shivji, भगवान शिव, शिवलिंग, Ghar Mein Shivling : घर में शिवलिंग रखना चाहिए या नहीं, शिवलिंग रखने का नियम, स्थापना और पूजा विधि
    #shivling, #shivlingpujavidhi, #shivlingpuja, #shivlingpooja, #shivlingkepujavidhi #shivlingathome, #gharmeinshivling
    Shivling ko ghar mein rakhne ka Sahi Tarika kya hai. Shivling ko Hamen gamle Mein Rakhna chahie ya Mandir mein | kis tarike se Ham Shivling ke ghar mein sthapna kar sakte hain. ghar mein Hamen kitna bada Shivling Rakhna chahie. Shivling per haldi chadhane chahie ya nahin. Shivling per Sindoor Laga sakte hain ya nahin., Agar ghar mein Shivling Rakh rahe hain to Kaisa Shivling ghar mein Rakhna chahie..
    #शिवलिंग_को_गमले मे रखना चाहिये या नही
    #shivling_ko_mandir_m_rakhe_ya_nhi #gharmshivlingkharakhe #satvikmann
    #gamle_m_shivling_rakhe_ya_nh #ghar_mein_Shivling_ki_sthapna_kaise karen
    ##ghar_mein_Shivling_ki_Puja_kaise karen
    #shivlingkokharakhe
    #shivlingrakhnekisahijagh
    #shiving_ko_rakhne_ki_jagah
    #gharmkitnabdashivlingrakhnachiye
    #shivpurankeupay
    #panditpradeepmishrakeupay
    #shivlinggamlemrakheyamandirm #gharmshivlingrakhnachiyeyanahi
    shivling per jal kaise chadhaye, shivling ko kis Disha mein rakhen, shivling ko ghar mein kahan rakhen, shivling ki sthapna ghar mein kaise karen, shivling rakhne ki Sahi Disha, ghar mein shivling rakhne ke fayde, shivling ki Puja kis Disha mein baithkar karna chahie, shivling ki Puja kyon hoti hai, shivling ki Puja kyon Ki jaati hai, ghar mein shivling ki Puja kaise karen, ghar mein shivling ki sthapna kaise karen, ghar mein shivling kaise rakhen Pradeep Mishra

КОМЕНТАРІ • 100

  • @ayushikanojiya4937
    @ayushikanojiya4937 Місяць тому +2

    Thank you bahut sare confusion the dur ho gye apki video se

  • @arunasehgal7744
    @arunasehgal7744 10 місяців тому +5

    Bahut achaa detail me samjhaaaya aapne
    Best video

  • @meeravaishnav8309
    @meeravaishnav8309 2 місяці тому

    श्री शिवाय नमस्तुभ्यं ऊ नमः शिवाय हरहर महादेव

  • @siddhichavan7440
    @siddhichavan7440 5 місяців тому

    श्री शिवाय नमस्तुभ्यम🙏🏻🌿🕉️🌺🔱🙇🏻‍♀️

  • @AnitaGupta-bu1vw
    @AnitaGupta-bu1vw Місяць тому

    Dhanyavad apka apki video ne to sare ans de diy

  • @cookwithjuhi178
    @cookwithjuhi178 Місяць тому

    बहुत अच्छी जानकारी

  • @Manjukekanha
    @Manjukekanha Рік тому +2

    Shree shivaye namstubhyam 🙏🙏🙏🙏🙏

  • @kunalverma8863
    @kunalverma8863 22 дні тому

    Thank you

  • @yogeshwaritaram659
    @yogeshwaritaram659 5 місяців тому +1

    Jai Mahakaal ♥️♥️🙏🙏

  • @HardyeshPandeyppppp
    @HardyeshPandeyppppp 9 місяців тому +1

    Har Har mahadev admirable

  • @amardiary3329
    @amardiary3329 День тому

    Ma'am Puja ho jane ke baad thore time baad sap kar lena chahiye . Yaa dusre din sav karne se hoga

  • @reetabhidubey
    @reetabhidubey Місяць тому +1

    Lingashtakam ke anusar... kumkum chandan lepit lingam, pankaj haar sushobhit lingam... 🙏🙏

  • @ritachauhan1232
    @ritachauhan1232 Рік тому +1

    Om namah shivaye ❤

  • @kusumvermaverma13
    @kusumvermaverma13 2 дні тому

    Shivling ko hilane se mna kiya jata hai toh aise me plate me jal ka kya kare. Plate se jal lene ke liye shivling hil jayege

  • @sinitabhattacharya9374
    @sinitabhattacharya9374 4 місяці тому +1

    Oh got the answer in your video...thanks 😁🙏 par ek baar confirm kar dijiye pls...🙏🙏🙏🥰🥰😘🥰🥰🙏

  • @aayanshyadav38
    @aayanshyadav38 9 місяців тому

    HR hr mahadev

  • @uniqvlog6142
    @uniqvlog6142 6 днів тому

    Shivprivaar rakh sakte h kya

  • @kevaladhikari6935
    @kevaladhikari6935 7 місяців тому +8

    swastik ko cross nhi krna hai ...line bahar se andar le

  • @sandhyaatiwari3554
    @sandhyaatiwari3554 3 місяці тому +2

    Meri ek friend ne gangotri se glass ka shivling la kar diya h kya shivling ko ghar ke mandir me rkh sakte h

  • @princesssajal9713
    @princesssajal9713 Місяць тому

    Ji apne b to steel ki thali me hi shiv ji ko jal chdaya h rpl.jrur krna ji 🙏

  • @ArchanaGoyal-dn7fj
    @ArchanaGoyal-dn7fj 6 місяців тому +1

    Mam shiv ji pr arpit ki gyi saamgri ka puja ke baad kya kare

  • @payalnagarslife9023
    @payalnagarslife9023 4 місяці тому +1

    Hmne apne ghar ke mandir me shivling rakhe hai, unka mukh uttar disha ki or hai..or m mandir me hi unka jal abhishek krti hu..kuch logo ka maan na h ki shivling ko ghar se bahar kisi galma me rakhte h...aap btaiye kaha rkhe hm shivling

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  4 місяці тому

      Jahan per rakhkar aap Puja karte aaye Hain vahin per Apne Mandir Mein rakhiye

    • @payalnagarslife9023
      @payalnagarslife9023 4 місяці тому

      @@GyanAnusar mam, m shivling ko apne hatho se snan krwati hu...koi problem to nhi h ..aisa kahte h ki kunwari ladkiyan shivling ko nhi chhuti

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  4 місяці тому

      @payalnagarslife9023 ji Aisa kisi bhi shashtra me nahi likha h . Aap kar sakti hai

  • @ArpanaMishra-u5w
    @ArpanaMishra-u5w Місяць тому

    Kya ghar k mandir k shivling k upar jal ki dhara lagatar behti rhni chahiye..... Please btaiye

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Місяць тому

      Aisa jaruri nahin per shivling ke upar aap Akshat ya belpatra jarur Rakha Rahane dijiye

  • @Divya..S
    @Divya..S Місяць тому

    Shivling pr jal chadhane ke bad us jal ko kisi paudhe me dalne ke liye shivling ko utha skte h nn plss btaiye

  • @NityaShukla
    @NityaShukla Місяць тому

    Maine online shivling order karii haii kya ye sahi h? Ghar ke liye

  • @AmandeepKaur-ce7ne
    @AmandeepKaur-ce7ne Місяць тому

    Mam mai akeli rehti hu agr mai sthapana krlu shivling ki ghr pr fir kya mai periods mei bhi puja kru kya?

  • @komalsrivastava8492
    @komalsrivastava8492 Місяць тому

    Hmare gar me shivling to kya hmme gar se bahar nhi ja sakte hai Kya ,, mujhe 4,5 din k jana h to jana chiye kya

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Місяць тому

      Ja sakte h shivling per ek belPatra rakh dijiyega .

  • @bhaktiaselfcreater.6963
    @bhaktiaselfcreater.6963 2 місяці тому

    Bel k bed k niche shivling kese sthapan kese kare??

  • @sonichahal5447
    @sonichahal5447 8 місяців тому

    Mam ghr ke mandir mein jb shivling ko rkhte hai to usko kisi pater mein rkhe ya aise hi rkh de or agr kisi pater mein rkhe to vo kis dhatu ka hona chahiye pls mam reply jarur karna jaldi

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  8 місяців тому +1

      Patra me hi rakhe..
      Pital, tamba, kasa, Sona, Chandi
      Inmein se jo aap afford kar paye..

  • @shwetakude883
    @shwetakude883 2 місяці тому

    Shivlling ko jo hum jal arpan krte hai to vo niche jma hua jal kahape dalna hai

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  2 місяці тому

      Tulsi ke paudhe Ko chhodkar kisi bhi gamle me

  • @ayushikanojiya4937
    @ayushikanojiya4937 Місяць тому

    Jo panchamrat hoga plate m uska kya krna please btaiye

  • @IamKhushiSharma831
    @IamKhushiSharma831 4 місяці тому

    Ghar ke mandir me shivling rakhe ya bhar chat ya agan me please reply

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  4 місяці тому

      Ghar ke Mandir Mein bhi rakh sakte hain aur chhat per gamle mein bhi

  • @dhirendragupta6059
    @dhirendragupta6059 2 місяці тому

    दीदी जनेऊ हर सोमवार को chenj karna jaruri hai

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  2 місяці тому

      Nahi dho kar reuse kar sakte hain

  • @sinitabhattacharya9374
    @sinitabhattacharya9374 4 місяці тому

    Please bataiye 😒 Shivling ko tambey ke plate par rakh saktey hai kya ? Please reply....🙏🙏🙏

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  4 місяці тому +1

      Ji bilkul

    • @sinitabhattacharya9374
      @sinitabhattacharya9374 4 місяці тому

      @@GyanAnusar bohuuuut bohuuuut dhanyawad bataney ke liye. 😁😁🙏🌸🏵🌸🙏😁👏👏

    • @SonaliKumari-of8vx
      @SonaliKumari-of8vx 2 місяці тому

      दीदी क्या जो सुबह में बेलपत्र वगैरा चढ़ाते हैं जैसे श्रृंगार वगैरा करते हैं तो उसको कल तक ऐसे ही रहने देंगे की शाम को हटाकर सिर्फ दीपक जला देंगे जल वगेरा से धोकर😊
      Har har Mahadev

  • @deepakpritwani7492
    @deepakpritwani7492 Місяць тому

    Thali me jo jal Bach Gaya uska kya Karna hai agar usko gamle me daale
    To iska matlab us time k liye thali me se shivling hatana padega roj thodi der ke liye
    Please iska answer jarur de

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Місяць тому

      Ji Abhishek ke bad hata dijiye . uske bad jo bhi shrangar Karen jo bhi Arpit Karen usi thali per unhen Rakha Rahane dijiye

    • @shakuntalakhandelwal7354
      @shakuntalakhandelwal7354 Місяць тому

      J
      ​@@GyanAnusar

  • @komalpal5657
    @komalpal5657 3 місяці тому

    Kya belpatra ka plant ghr me lga skte h or dhatura ka bhi ?

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  3 місяці тому

      Dhatura nahi
      Belpatra laga sakte hai

    • @komalpal5657
      @komalpal5657 3 місяці тому

      @@GyanAnusar thank you 🙏

  • @RumaRana23
    @RumaRana23 Місяць тому

    Kya shivling ko gamle me rkh kr roj jal chda skte hai

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Місяць тому

      Ji Tulsi ji ke gamle ko chhodkar

  • @angel-499
    @angel-499 Рік тому

    Om nmah shivaya
    Mujhe ye puchna h guru ji ki hm shivling ghr me kyu ni rkh skte mere yha kuch logo ka manna h ki ghr me shivling ni rakhni chahiye maine rakhi thi roz pujan b krti hu kintu logo ne unko htane k liye bola mujhe bhut kast hua unko htane me 😢mere bholenath anguthe se kuch bde the jha mai rehti hu unko lgta tha ki iski wjh se presaniya aa rhi h ghr me kripya samadhan kre

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Рік тому

      देखिए अब तो आपने हटा दिए घर से
      शिवलिंग को घर में रखना अशुभ नहीं बल्कि शुभ होता है बस शिवलिंग का पूजन रोज होना चाहिए और जो भी शिवलिंग का पूजन करता है उसके अंगूठे के आकार के शिवलिंग होने चाहिए
      पर यदि आप पूजन कर रहे थे और घर पर स्थापित कर रखे थे भले ही वह थोड़े से अंगूठे से बड़े थे पर आप जाने अनजाने में लेकर आए थे तो इससे किसी भी तरह का कोई दोष नहीं था

  • @sunitarawat3268
    @sunitarawat3268 7 місяців тому

    Didi pls btaye mujhe ki ghar ma chota sa shivling rakhne se pahle kya koi puja karwani padti h yani kya paran partishtha shivling ki ghar ma puja karwani padti h pls btaye didi

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  7 місяців тому

      Ghar ke Mandir Mein 4 se 12 inch Tak ka shivling ya kisi bhi देवी-देवता ki Murti honi chahie aur ghar ke mandir mein sthapit moortiyon ki Pran pratishtha Ki koi avashyakta nahin Hoti hai

    • @ajayasodariya1127
      @ajayasodariya1127 2 місяці тому

      Narmdeshwar shivling ki pran pratistha nahi karni padti dii

  • @deepanshiswastik99
    @deepanshiswastik99 5 місяців тому

    Ghar k ander shivling agr rakhte but ghar m lovk karke jana b pad jate h fr kya kare

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  5 місяців тому

      Shivling ke upar ek belpatra rakhkar jaen

  • @priyankakumarisingh4335
    @priyankakumarisingh4335 Рік тому +1

    kya chhat par ham sivling sthapit nahi kar sakte hain

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Рік тому

      Kar sakte hain belpatra ka gamla ho ya Shami ke paudhe ke gamle mein sthapit kar sakte hain

  • @sonichahal5447
    @sonichahal5447 8 місяців тому

    Hlo mam shivling par ghr mein jo jal chadte hai to uss jal ka kya krte hai

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  8 місяців тому

      Kisi paudhe me daal den.
      Tulsi ji ke paudhe ke alawa

  • @ankitboora6207
    @ankitboora6207 10 місяців тому

    Jal abhishek kitni baar karna hai sirf ek baar subhah mein ya shyam ko??

  • @tiwari66686
    @tiwari66686 4 місяці тому

    Hum shivling ko apne sath kahi leke ja skte h

  • @mamtakumar3183
    @mamtakumar3183 Рік тому

    Kya shami ke paudhe ke niche shivling Rakhi sakte h

  • @amang327
    @amang327 2 місяці тому

    ghr me bel patra ni lgaate

  • @neetapatel5129
    @neetapatel5129 11 місяців тому

    Shivling ko hamesha panime rakhana jariri hai kya?

  • @bhagwandaspawar1540
    @bhagwandaspawar1540 Рік тому

    Didi shiwling per arpit jal ka kaya kre

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Рік тому

      तुलसी जी के गमले को छोड़कर किसी भी पौधे में आप इस जल को डाल दें

    • @urmilarathod8399
      @urmilarathod8399 7 місяців тому

      तो का से के पात्र के जल को पाओधो मे डालने के लिए शिव लिंग को हटा सकते है रोज?
      aoor जिस दिन सब बहार जाये उस दिन पूजा नाही हो चलेगा

  • @Cricketerlove_124
    @Cricketerlove_124 Рік тому

    Jo hmne phool pan chadhye h mrng m unhe kb hataye

  • @memesmaster164
    @memesmaster164 5 місяців тому

    Agr ghr s baher jana ho kuch din k liye tab kya kre pooja nhi hogee ta

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  5 місяців тому +1

      Shivling per ek BEL Patra rakhkar Ghar se bahar jaen

    • @memesmaster164
      @memesmaster164 5 місяців тому

      @@GyanAnusar okay.....
      Sure.... Agr bel patra naa mile sirf knowledge k liye puch rhee hu mujhe pta nhi hai so

  • @ayushichoudhary1769
    @ayushichoudhary1769 Рік тому

    Didi jaladhari pr roli lgaye

  • @user-cu3uh7rd1f
    @user-cu3uh7rd1f 9 місяців тому

    Didi agar ganga jal na ho toh

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  9 місяців тому +1

      Market me milta h Puja ki shop per waha se le lijiye

    • @user-cu3uh7rd1f
      @user-cu3uh7rd1f 9 місяців тому

      @@GyanAnusar Market se miljayga toh mere liy bahut acha hoga

    • @user-cu3uh7rd1f
      @user-cu3uh7rd1f 9 місяців тому +1

      @@GyanAnusar Didi mai pahali bar Maha dev jee ki puja kare wali hoon pahale maine kabhi bhi puja nh ki hai mujhea thoda darr lag raha hai issliy youtube se sarch kar k jankari le rahi hoon Thank you apki video k liy

  • @sumanlata2105
    @sumanlata2105 2 місяці тому

    क्या घर पर शिवलिंग पर पानी की धार लगातार गिरती रहनी चाहिए कभी न हो सकै तो

  • @HARE_KRISHNA837
    @HARE_KRISHNA837 Рік тому

    Ghar me koun sa shivling rakhe

    • @GyanAnusar
      @GyanAnusar  Рік тому

      पारद या स्फटिक के

  • @Roydaslifestyle
    @Roydaslifestyle Місяць тому

    Lal ful nh date shiv ji ko. Yese manta hai humlog, esliye bola, galat mat samajna