How to Do WEDDING Bridal PHOTO Skin Retouching (My SECRET).

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 45

  • @shahnawazkhan2.0
    @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому +3

    PLEASE DO LIKE SHARE AND SUBSCRIBE.

  • @pushpendrapv9949
    @pushpendrapv9949 4 місяці тому +1

    Nice work sir❤️👌

  • @ShyaMDigitalStudioKumarsain
    @ShyaMDigitalStudioKumarsain 10 днів тому +1

    Nyc Bro❤❤❤

  • @arjunnaik7060
    @arjunnaik7060 4 місяці тому +1

    Thanks sir ❤❤

  • @YADAV_JI_EDITIZ
    @YADAV_JI_EDITIZ 3 місяці тому +1

    thanks sir love you

  • @newsajanphotostudio8520
    @newsajanphotostudio8520 4 місяці тому +1

    ❤ nice work

  • @bhawnastudio3746
    @bhawnastudio3746 4 місяці тому +2

    Spot healing tool used first ...

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому

      Yes ap ku6 bhi pehle use kr sakte h bas end result acha ana chahiye

  • @PradeepKumar-xy9tk
    @PradeepKumar-xy9tk 4 місяці тому +1

    Nice worck sir

  • @rajcomputer8942
    @rajcomputer8942 4 місяці тому +1

    Sir 12x36 psd sell karte ho Aap

  • @Hansu382
    @Hansu382 4 місяці тому +1

    Bhai ak video aisa bnao jisme step se btao hmare paas photo aane ke baad sbse phle hme kya krna chahiy uske baad kya...........

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому

      How to organize photo k name se video milega apko
      Wo dekho ap wahin se hi shuruat krni hai apko

  • @SPStudioARNIYA
    @SPStudioARNIYA 4 місяці тому +1

    Spot remove phle krna chahiye because after retouching spot remove krne pr us jgh ka texture to gayab ho jayega

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому

      Its Totally Depend On U .
      Jaise ap ko thik lage

  • @Hansu382
    @Hansu382 4 місяці тому +1

    Phle photo edit kre ya psd bnay

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому +1

      Photo edit kr lo pehle

    • @Hansu382
      @Hansu382 4 місяці тому +1

      @@shahnawazkhan2.0 lakin mane kuch album dijainer ko photo psd me lgane ke baad edit karte dekha h wo kaise karte hai

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому

      Sabka tarika alag alag hota hai

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому +1

      Apke uper hai apko jisme asani lage vaise kiya kro

  • @SARK-ESHWAR
    @SARK-ESHWAR 3 місяці тому +1

    Nawaj Bhai Don't mind but mujhe lagta hai, agar wedding Album ki baat ho to designer ko koi ek achcha sa retouch plug-in use kar lena chahiye, aur pro skin retouching karna hai to Frequency Separation use karna chahiye, Nawaj bhai don't mind ye mera opinion hai mujhe lagta hai kahi na kahi ye 2-3 technique hai skin smooth ke liye wo utne better result nahi dete, if pro retouching ki baat ho to Frequency Separation is one of the best technique jo lagbhag sabhi pro's use karte hai jisme time consuming bhi bahut hota hai, aur baaki wedding album ki baat ho to sabhi photo me is technique ko use karna bahut time waste hoga to designer's koi ek skin retouch plug-in use kar le wo jyada better hoga🤝

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  3 місяці тому +1

      Yes sab ku6 apke kam or client do chiz pr depend krta hai.
      K apke client retouching k liyen apko kitna pay kr rhe hain.

    • @SARK-ESHWAR
      @SARK-ESHWAR 3 місяці тому +1

      @@shahnawazkhan2.0 designers ka haal aapko to pata hi hoga🤕😄

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  3 місяці тому

      Kya haal ?

    • @SARK-ESHWAR
      @SARK-ESHWAR 3 місяці тому +1

      @@shahnawazkhan2.0 i mean costumer ka demand jyada hota hai aur cost hamesha kam
      Unhe design hamesha premium chahiye hota hai aur payments jitna sasta ho

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  3 місяці тому +1

      Apne kam ki adat lga do apne ache clients ko .
      No matter paise kitne mil rhe hain.
      Ek din wo ayega apko apne munh mange paise yhi clients dene ko tayyar honge.

  • @RSlover1819
    @RSlover1819 4 місяці тому +1

    Normal pic leker ak bar retouching batayiye Jo normal photographer pic click karte hai village me

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому +1

      Ap Email kr do apni pasand ki koi pic Email bio main hai mera.

    • @RSlover1819
      @RSlover1819 4 місяці тому +1

      @@shahnawazkhan2.0 ok sir

    • @RSlover1819
      @RSlover1819 4 місяці тому +1

      @@shahnawazkhan2.0 Hume bhi album design ka kam karna hai ,Hume ye sab bahot pasand hai but hum ak draughtsman hai to 7 years job kiye hai ,but meri khawaish hai apna room ho system ho Ghar pe ya shop pe ke job karne ka , but Jo bhi sikha hai UA-cam se aap ki video Mukeshmack aur bahot sare tutorial dekh ker

    • @RSlover1819
      @RSlover1819 4 місяці тому +1

      @@shahnawazkhan2.0 aata to hai Hume ye sab karna lekin kabhi kahi es field me job nhi kiye h esliye confidence level Thora down hai,

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому +1

      Bhut achi baat hai ye to

  • @RSlover1819
    @RSlover1819 4 місяці тому +1

    Aap sab normal pic leker retouching kyo nhi karte hai lo best pic pe hi retouching kyo batate hai lo

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  4 місяці тому +1

      Kyu k Retouching ek High end work.
      Hai jo k useually sab log normal pics pr nhi krte.
      Retouching k liyen photo ka high quality hona zruri hota hai.

    • @RSlover1819
      @RSlover1819 4 місяці тому +1

      Aap se sikhana ho to kya karna prega ,aap mujhe sikha sakte hai album design

    • @RSlover1819
      @RSlover1819 4 місяці тому

      @@shahnawazkhan2.0 oo ok

    • @shahnawazkhan2.0
      @shahnawazkhan2.0  3 місяці тому

      Channel pr videos ate h ap unse sikh sakte hain .