КОМЕНТАРІ •

  • @simran-r7i
    @simran-r7i 3 місяці тому +3

    Pahle baar UA-cam pe shi information di hai mai 2 baar ctet de cuki mera 79 hi aata hai..uptet first time me qualified ho gaya tha........... thankyou sir for best guidance ❤❤❤❤

  • @anoopsingh4153
    @anoopsingh4153 3 місяці тому

    Thanks Sir

  • @GudiyaRao-sw3nf
    @GudiyaRao-sw3nf 3 місяці тому

    Thank you sir🙏🙏🙏🙏🙏

  • @ashu_Up72
    @ashu_Up72 3 місяці тому

    Thank u sir kurta accha hai 🎉

  • @kaustubhharshe4246
    @kaustubhharshe4246 2 місяці тому

    Arihanat ka previous year le shkte hai kya sir

  • @Aparajitasinghbaghel
    @Aparajitasinghbaghel 2 місяці тому

    Rahit sir ke brahmastra zo new launch hui hai uske book ke bare me bataiye koun se le book

  • @SulochnaKr
    @SulochnaKr 3 місяці тому

    Sir practice kaise kare

  • @brijaraj1008
    @brijaraj1008 3 місяці тому +1

    Sachin CDP book kesa h

  • @sakshikumari8371
    @sakshikumari8371 3 місяці тому

    Thank you sir for this video 😊

  • @happysainghkalyanwat2224
    @happysainghkalyanwat2224 3 місяці тому

    Sir online link send kr do jis sy ham online book ly shky

  • @swatisrivastava9736
    @swatisrivastava9736 3 місяці тому

    Sir kis year se partices kare ...

    • @edugyansarovar
      @edugyansarovar 3 місяці тому

      PYQ jitna ctet hua hai abhi tak sab ko solve karna hai

  • @Singhsangeeta0207
    @Singhsangeeta0207 3 місяці тому +1

    Sir sst ke liye koi book btaeye

  • @ranjeetapathak989
    @ranjeetapathak989 3 місяці тому +2

    Sir mere paas wesi book h but usme sanskrit ka question nhi english k question h to mai jb set lgati hu to sanskrit bch jata h

    • @simran-r7i
      @simran-r7i 3 місяці тому

      Sari books me English hoti hai Sanskrit ke liye alag se Lena padta hai.....

  • @user-sj5or4bw5b
    @user-sj5or4bw5b 3 місяці тому

    Sir book ka naam btao konsi jisme error na ho please

  • @mnupriyagoyal3061
    @mnupriyagoyal3061 2 місяці тому

    Practice set kaun sa le mera first time hai exam hai sir please mujhe bataye main kaun si book lu

    • @edugyansarovar
      @edugyansarovar 2 місяці тому

      Practice ke liye PYQ ki book lijiye ise hi solve kariye

  • @RaushanKumar-rx2mr
    @RaushanKumar-rx2mr 3 місяці тому

    Sir yadi abhi se taiyari kare to kaun sa practice le

  • @mdsalmanali9049
    @mdsalmanali9049 3 місяці тому +1

    Sir kiran ka sahi rahega?

    • @ritikasharma314
      @ritikasharma314 3 місяці тому

      Kiran publication bahut badiya hai.mere pass hai

    • @edugyansarovar
      @edugyansarovar 3 місяці тому

      Ha le sakte hai

    • @shubhampratap3298
      @shubhampratap3298 3 місяці тому

      ​@@edugyansarovarsir best book bataeye English Lang me jisme mistake kam ho

    • @madanmohanmishra5829
      @madanmohanmishra5829 3 місяці тому

      Sir kiran publication ki book me language sanskrit ki jagh English diya h to kon si book le jisme sanskrit bhi ho

  • @jayantirajpoot2978
    @jayantirajpoot2978 3 місяці тому

    Paid batch se preparation kru ya books se self study

    • @edugyansarovar
      @edugyansarovar 3 місяці тому

      Video is topic pay banaye hai use dekhiye ek baar

  • @ranjeetapathak989
    @ranjeetapathak989 3 місяці тому

    Or mere paas text book v h jisse v mai test lgati hu but paper to offline h to omr sheet bhrna rah jata h to mujhe kya krna chahiye

    • @edugyansarovar
      @edugyansarovar 3 місяці тому

      Aap jo sanskrit solve nahi kar pate wo test book se kar lo or online exam aap dete hai to bich bich may OMR practice ke liye offline bhi dijiye taki OMR ka bhi practice bana rahe

  • @anushkashankar1449
    @anushkashankar1449 3 місяці тому

    Sir mai pyq lgate hu to no acche aate h but exam m do tin no s clear nhi ho pata h plzzz kch suggest kijiye

    • @edugyansarovar
      @edugyansarovar 3 місяці тому

      Aap PYQ karte time maximum marks score kariye kyu ki aagar yeha jitna aayega us se badh bhi sakta hai exam may or kam bhi ho sakta to aap maximum score ka Target rakhiye