Alert ! Bank Account Block New Account introduced Digital Pakistan

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 35

  • @nazirawan26
    @nazirawan26 11 днів тому

    اپ نے نامکمل معلومات دی ہیں ۔

  • @javaidiqbal4910
    @javaidiqbal4910 9 днів тому +1

    Wa alikum Salam

  • @abdulhaq4029
    @abdulhaq4029 11 днів тому

    Govt. Sub sey pehley awaam ko zaroori taleem or sehat atta farmaey phir digital Pakistan banaey

  • @Just-chil-c2t
    @Just-chil-c2t 11 днів тому +3

    لوگوں کو بتائیں کہ اب چوری چھپے کاروبار نہیں چلنے نا ہی ٹیکس بچانے کے حربے کام آئیں گے جو آپکے ذمہ بنتا وہ ٹیکس ضرور دیں اور جلد از جلد فائلر بنیں

    • @justtolaw
      @justtolaw  11 днів тому

      G bilkil yhi video ma btya ha janab

  • @abbaswajeeha1722
    @abbaswajeeha1722 11 днів тому

    In pabandiyon se sirf ye hoga k money ki corculation neechay aye gi aur mulak ki muashi halat kharab hogi, doosra foreign investor ka bhi Pakistan pe aur hakoomat pe aitamad ghatay ga aur bahir se anay wala pesa bhi kaafi neechay aye ga, overseas Pakistani jo remittances bhaijtay hain wo aksar iss liye bhi hoti hai k ahista ahista wo Pakistan me pesa invest kartay hain wo bhi apna hath specially investment se bilkul khain h lain gay kyunk overses Pakistani zyada documentation me nahi parna chah rahay hotay Pakistan me a k apni vacation k doraan so wo filer wagera to bilkul nahi ban na chahtay,
    Overall in sab cheezon se poori duniya me Pakistan aik aisa mulak ban k ubhray ga jiskay apnay shehri hi uss par means hakoomat par bilkul aitamad nahi kartay.
    Buray results ki guarentee hai

  • @mr_perfect700
    @mr_perfect700 11 днів тому

    Poora system corrupt hai bs tail awam ka nikala ja raha hai😢

  • @tothepointhafizanas4402
    @tothepointhafizanas4402 11 днів тому

    Pehlay basic chezain to day government inka bill jotay ki nook par ab inshallah ab banking sector tabha hoga.

  • @inambuneri3989
    @inambuneri3989 11 днів тому +1

  • @jamshidalibacha2298
    @jamshidalibacha2298 11 днів тому +1

    ❤❤

  • @asjid1780
    @asjid1780 11 днів тому +1

    I have a question. Agar kisi k pass USA k bank account ho and Wohi wo Pakistan main use kry card sa payments k lia and cash withdrawal k lia bhi to FBR ko koi issue hai? Basically USD use kr apny USA bank account sa or jab ATM sa withdraw krna ho to PKR to isko convert kr dy ga. Is method sa kisi Pakistani bank ki zarurat hi nhi. America main apko easily banks facility dyty k AAP beskah Pakistan main kisi to PKR send kr skty. Is main koi issue ho sakta?

    • @asjid1780
      @asjid1780 11 днів тому +1

      Basically aap Pakistan main kabhi apni income lao hi nhi. Only USD use kro for everything.

  • @tothepointhafizanas4402
    @tothepointhafizanas4402 11 днів тому

    Tax lagta hai to sab banking system say nikal jayein gay. Mehnat humari paisa humara yay government walay kon hotay hain limit ya pabandi laganay walay.

  • @tothepointhafizanas4402
    @tothepointhafizanas4402 11 днів тому

    Es government k tamam iqdamat jotay ki nook par rakhti hai awaam

  • @muneerhussain6111
    @muneerhussain6111 11 днів тому

    What about if some one have civing account and working out of country

  • @zohaibnasir1116
    @zohaibnasir1116 11 днів тому

    Wo thi na film lagana jab angrezo n mulk p qabza kia tha to woh awaam aam logo s lagaan leytey they wohi hisab Hy pak m ager Jena hey to fb k lagan dyna hoga

  • @ZohaibBashir-lf7zx
    @ZohaibBashir-lf7zx 11 днів тому

    Non filers 35% tax pay kartay Hain aur filers 15% jab sub non filers filers ho kar 35 ki bjay 15% tax pay Karen gay to tax k say ziyada collect ho ga? Interesting logic of fbr

  • @abbaswajeeha1722
    @abbaswajeeha1722 11 днів тому

    Digital Pakistan to chorain bhai ager aisay bill pass hotay rahay to analogue Pakistan bhi nahi rahay ga balke stone age ban jaye ga

  • @AzharIqbal-v7c
    @AzharIqbal-v7c 11 днів тому +1

    Lanat on banks money jama nahin karwaingay bank main

  • @BaBa143wa
    @BaBa143wa 11 днів тому +1

    Sara business tabha kr dana enho ny

  • @Free-23-e3i
    @Free-23-e3i 8 днів тому

    assan account ki limit tou 10 lakh h mahana aur daily limit 1 lakh tk niklwa skty hain kya yahi account h wo? aur kya differnet banks m different assan account khol skty hain jasy ubl m aik hbl m aik meezan m 1 ya srf aik he assan account khol skta aik bnda

  • @zaktrust
    @zaktrust 11 днів тому

    Langeryal ne tau maeeshat ko langrra karney ka tahayya kia hua hai. Waisay aadmi nalaiq bhi hai !

  • @BaBa143wa
    @BaBa143wa 11 днів тому +1

    Internet pak ma bs name hi kafi ha

  • @BaBa143wa
    @BaBa143wa 11 днів тому +1

    Kami ho gia

  • @rhvideo3759
    @rhvideo3759 11 днів тому