MashaAllah Mufti saheb dil halka hogaya . Bahut se log hum ko kehty ty ap mal stock karty ho ya haram hy . Hum wosi waq mal lety hy saudi arab janwaro ka ghas jab markit mai bahut ziada ho kisi b pareshani na ho phir naqd paisy de kar hamare hawale karta hy . Es mai hum ko kabhi kabhi bahut nuqsan hota hy q ke yaha ke tufan aur barish bahut athy hy aur sardi mai hum ko acha mal nhi milta hum khud apni garhio me bechty hy apne gahqo ke pas le jaty hy aur jab ziada hojata hy tu markit ke hisab se bechty hy . Hum apne liye ziada koshish karty q ke sardio me mal ghass mehnga hojata hy . Aur hum ko lahko ka nuqsan b hogay hy bhut bar .. Kia yahi tareeqa saee hy .
Salam! Mera sawal hai plz jawab de dena Main oil ghee ki agency/dokaan kholna chahta hu mere pass ziyada pese nahi,main Thora Thora oil k kanaster agar jama Karo lakin ais doraan Karachi Pakistan m oil ki kami nahi hoti khana banane wali Tau ye zakhera andozi Mai shamil hai ya nahi?
sir aapki baat par ittafaq naheen ya aap hadees mubarak ka hawala dain agar rizk bazaar main wafar miqdaar main hai tab zakheera karne walun ki waja se hi to rizq main qillat aati hai
ap ki bat se ittefaq nahi ha, janab mehngayi kese hoti ha? esy e hoti ha kuch din k liye stock krny se he rate q barh jata ha, ya ye kese pata hota ha k rate main izafa ho jy ga aur q ho jay ga,
Jazaak Allah Khair Mufti sb.
MasaAllah
Jazak Allah mufi shab......
Apka bht bht shuriya apna muja sedha rasta dikha dia...mai bht pareshan ta is topic ko laka lakin apna bht acha samjha dia...
مجھے سچ میں آج پتہ چلا ہے آپ کی بہت مہربانی
Mashallah
Zabardast jazak allah
جزاک اللّٰه
Well explained
Masha allah buhat khoob
Subhan Allah.
Allah bless you always
MashaAllah Mufti saheb dil halka hogaya .
Bahut se log hum ko kehty ty ap mal stock karty ho ya haram hy .
Hum wosi waq mal lety hy saudi arab janwaro ka ghas jab markit mai bahut ziada ho kisi b pareshani na ho phir naqd paisy de kar hamare hawale karta hy .
Es mai hum ko kabhi kabhi bahut nuqsan hota hy q ke yaha ke tufan aur barish bahut athy hy aur sardi mai hum ko acha mal nhi milta hum khud apni garhio me bechty hy apne gahqo ke pas le jaty hy aur jab ziada hojata hy tu markit ke hisab se bechty hy .
Hum apne liye ziada koshish karty q ke sardio me mal ghass mehnga hojata hy .
Aur hum ko lahko ka nuqsan b hogay hy bhut bar ..
Kia yahi tareeqa saee hy .
Salam!
Mera sawal hai plz jawab de dena
Main oil ghee ki agency/dokaan kholna chahta hu mere pass ziyada pese nahi,main Thora Thora oil k kanaster agar jama Karo lakin ais doraan Karachi Pakistan m oil ki kami nahi hoti khana banane wali Tau ye zakhera andozi Mai shamil hai ya nahi?
اگر چیز وافر موجود ھے لوگوں بازار سے بآسانی مل جاتی ھے تو ذخیرہ اندوزی میں شامل نیہں
Shukriya
sir aapki baat par ittafaq naheen ya aap hadees mubarak ka hawala dain
agar rizk bazaar main wafar miqdaar main hai tab zakheera karne walun ki waja se hi to rizq main qillat aati hai
ap ki bat se ittefaq nahi ha, janab mehngayi kese hoti ha? esy e hoti ha kuch din k liye stock krny se he rate q barh jata ha, ya ye kese pata hota ha k rate main izafa ho jy ga aur q ho jay ga,
sir plz ye hadis number btaa dain.
Main sab k bayan sun chuka hon koi b hadees ka Hawala nh de rha
اگر بیچنے والے کے پاس چیز امانت کی صورت میں رکھ دی جاۓ تو اس کے نقصان کا ذمہ دار کون ھے ۔۔۔ اور اس میں کیا قباحت ھے۔۔۔۔
تھوڑی بوسہ سٹاک کرنا ہلال ہے کے حرام۔ 4۔ 5 ماہ کے لیے
Mashallah